Poet
Javed Akhtar
جاوید اخترb. 1945
Poems
- آج میں نے اپنا پھر سودا کیااور پھر میں دور سے دیکھا کیاāj maiñ ne apnā phir saudā kiyāaur phir maiñ dūr se dekhā kiyā
- ابھی ضمیر میں تھوڑی سی جان باقی ہےابھی ہمارا کوئی امتحان باقی ہےabhī zamīr meñ thoṛī sī jān bāqī haiabhī hamārā koī imtihān bāqī hai
- بظاہر کیا ہے جو حاصل نہیں ہےمگر یہ تو مری منزل نہیں ہےbazāhir kyā hai jo hāsil nahīñ haimagar ye to mirī manzil nahīñ hai
- بہانہ ڈھونڈتے رہتے ہیں کوئی رونے کاہمیں یہ شوق ہے کیا آستیں بھگونے کاbahāna ḍhūñḍte rahte haiñ koī rone kāhameñ ye shauq hai kyā āstīñ bhigone kā
- پھرتے ہیں کب سے در بدر اب اس نگر اب اس نگر اک دوسرے کے ہم سفر میں اور مری آوارگینا آشنا ہر رہگزر نا مہرباں ہر اک نظر جائیں تو اب جائیں کدھر میں اور مری آوارگیphirte haiñ kab se dar badar ab is nagar ab is nagar ik dūsre ke ham safar meñ aur mirī āvārgīnā āshnā har rahguzar nā mehrbāñ har ik nazar jā.eñ to ab jā.eñ kidhar meñ aur mirī āvārgī
- پیاس کی کیسے لائے تاب کوئینہیں دریا تو ہو سراب کوئیpyās kī kaise lā.e tāb koīnahīñ dariyā to ho sarāb koī
- جب آئینہ کوئی دیکھو اک اجنبی دیکھوکہاں پہ لائی ہے تم کو یہ زندگی دیکھوjab ā.īna koī dekho ik ajnabī dekhokahāñ pe lā.ī hai tum ko ye zindagī dekho
- جدھر جاتے ہیں سب جانا ادھر اچھا نہیں لگتامجھے پامال رستوں کا سفر اچھا نہیں لگتاjidhar jāte haiñ sab jānā idhar achchhā nahīñ lagtāmujhe pāmāl rastoñ kā safar achchhā nahīñ lagtā
- جسم دمکتا، زلف گھنیری، رنگیں لب، آنکھیں جادوسنگ مرمر، اودا بادل، سرخ شفق، حیراں آہوjism damaktā, zulf ghanerī, rangīñ lab, ānkheñ jādūsang-e-marmar, ūdā bādal, surḳh shafaq, hairāñ āhū
- جینا مشکل ہے کہ آسان ذرا دیکھ تو لولوگ لگتے ہیں پریشان ذرا دیکھ تو لوjīnā mushkil hai ke āsān zarā dekh to lolog lagte haiñ pareshān zarā dekh to lo
- خواب کے گاؤں میں پلے ہیں ہمپانی چھلنی میں لے چلے ہیں ہمḳhvāb ke gā.oñ meñ pale haiñ hampānī chhalnī meñ le chale haiñ ham
- درد اپناتا ہے پرائے کونکون سنتا ہے اور سنائے کونdard apnātā hai parā.e kaunkaun suntā hai aur sunā.e kaun
- درد کچھ دن تو میہماں ٹھہرےہم بضد ہیں کہ میزباں ٹھہرےdard kuchh din to mehmāñ ṭhahreham bazid haiñ ke mezbāñ ṭhahre
- درد کے پھول بھی کھلتے ہیں بکھر جاتے ہیںزخم کیسے بھی ہوں کچھ روز میں بھر جاتے ہیںdard ke phūl bhī khulte haiñ bikhar jāte haiñzaḳhm kaise bhī hūñ kuchh roz meñ bhar jāte haiñ
- دست بردار اگر آپ غضب سے ہو جائیںہر ستم بھول کے ہم آپ کے اب سے ہو جائیںdast bardār agar āp ġhazab se ho jā.eñhar sitam bhūl ke ham āp ke ab se ho jā.eñ
- دکھ کے جنگل میں پھرتے ہیں کب سے مارے مارے لوگجو ہوتا ہے سہہ لیتے ہیں کیسے ہیں بے چارے لوگdukh ke jangal meñ phirte haiñ kab se māre māre logjo hotā hai sah lete haiñ kaise haiñ be chāre log
- دل کا ہر درد کھو گیا جیسےمیں تو پتھر کا ہو گیا جیسےdil kā har dard kho gayā jaisemaiñ to patthar kā ho gayā jaise
- دل میں مہک رہے ہیں کسی آرزو کے پھولپلکوں پہ کھلنے والے ہیں شاید لہو کے پھولdil meñ mahak rahe haiñ kisī ārzū ke phūlpalkoñ pe khulne vāle haiñ shāyad lahū ke phūl
- ذرا موسم تو بدلا ہے مگر پیڑوں کی شاخوں پر نئے پتوں کے آنے میں ابھی کچھ دن لگیں گےبہت سے زرد چہروں پر غبار غم ہے کم بے شک پر ان کو مسکرانے میں ابھی کچھ دن لگیں گےzarā mausam to badlā hai magar peṛoñ kī shāḳhoñ par na.e pattoñ ke āne meñ abhī kuchh din lageñgebahut se zard chehroñ par ġhubār ġham hai kam be shak par un ko muskurāne meñ abhī kuchh din lageñge
- ساری حیرت ہے مری ساری ادا اس کی ہےبے گناہی ہے مری اور سزا اس کی ہےsārī hairat hai mirī sārī adā us kī haibe gunāhī hai mirī aur sazā us kī hai
- سچ یہ ہے بیکار ہمیں غم ہوتا ہےجو چاہا تھا دنیا میں کم ہوتا ہےsach ye hai bekār hameñ ġham hotā haijo chāhā thā duniyā meñ kam hotā hai
- سوکھی ٹہنی تنہا چڑیا پھیکا چاندآنکھوں کے صحرا میں ایک نمی کا چاندsūkhī ṭahnī tanhā chiṛiyā phīkā chāndānkhoñ ke sahrā meñ ek namī kā chānd
- شکر ہے خیریت سے ہوں صاحبآپ سے اور کیا کہوں صاحبshukr hai ḳhairiyat se hūñ sāhabāp se aur kyā kahūñ sāhab
- شہر کے دکاں دارو کاروبار الفت میں سود کیا زیاں کیا ہے تم نہ جان پاؤ گےدل کے دام کتنے ہیں خواب کتنے مہنگے ہیں اور نقد جاں کیا ہے تم نہ جان پاؤ گےshahr ke dukāñ dārū kārobār-e-ulfat meñ sūd kyā ziyāñ kyā hai tum na jān pā.ogedil ke dām kitne haiñ ḳhvāb kitne mahnge haiñ aur naqd-e-jāñ kyā hai tum na jān pā.oge
- غم ہوتے ہیں جہاں ذہانت ہوتی ہےدنیا میں ہر شے کی قیمت ہوتی ہےġham hote haiñ jahāñ zihānat hotī haiduniyā meñ har shai kī qīmat hotī hai
- کبھی کبھی میں یہ سوچتا ہوں کہ مجھ کو تیری تلاش کیوں ہےکہ جب ہیں سارے ہی تار ٹوٹے تو ساز میں ارتعاش کیوں ہےkabhī kabhī maiñ ye sochtā hūñ ke mujh ko terī talāsh kyūñ haike jab haiñ sāre hī tār ṭūṭe to sāz meñ irti.āsh kyūñ hai
- کس لئے کیجے بزم آرائیپر سکوں ہو گئی ہے تنہائیkis liye kīje bazm ārā.īpur sakūñ ho ga.ī hai tanhā.ī
- کل جہاں دیوار تھی ہے آج اک در دیکھیےکیا سمائی تھی بھلا دیوانے کے سر دیکھیےkal jahāñ dīvār thī hai āj ik dar dekhiyekyā samā.ī thī bhalā dīvāne ke sar dekhiye
- کن لفظوں میں اتنی کڑوی اتنی کسیلی بات لکھوںشعر کی میں تہذیب بنا ہوں یا اپنے حالات لکھوںkin lafzoñ meñ itnī kaṛvī itnī kasīlī bāt likhūñsher kī maiñ tahzīb banā hūñ yā apne hālāt likhūñ
- کھلا ہے در پہ ترا انتظار جاتا رہاخلوص تو ہے مگر اعتبار جاتا رہاkhulā hai dar pe tirā intizār jātā rahāḳhulūs to hai magar etibār jātā rahā
- مثال اس کی کہاں ہے کوئی زمانے میںکہ سارے کھونے کے غم پائے ہم نے پانے میںmisāl us kī kahāñ hai koī zamāne meñke sāre khone ke ġham pā.e ham ne pāne meñ
- مجھ کو یقیں ہے سچ کہتی تھیں جو بھی امی کہتی تھیںجب میرے بچپن کے دن تھے چاند میں پریاں رہتی تھیںmujh ko yaqīñ hai sach kahtī thīñ jo bhī ammī kahtī thīñjab mere bachpan ke din the chānd meñ pariyāñ rahtī thīñ
- میرے دل میں اتر گیا سورجتیرگی میں نکھر گیا سورجmere dil meñ utar gayā sūrajtīrgī meñ nikhar gayā sūraj
- میں پا سکا نہ کبھی اس خلش سے چھٹکاراوہ مجھ سے جیت بھی سکتا تھا جانے کیوں ہاراmaiñ pā sakā na kabhī is ḳhalish se chhuṭkārāvo mujh se jīt bhī saktā thā jāne kyūñ hārā
- میں خود بھی سوچتا ہوں یہ کیا میرا حال ہےجس کا جواب چاہئے وہ کیا سوال ہےmaiñ ḳhud bhī sochtā hūñ ye kyā merā hāl haijis kā javāb chāhiye vo kyā savāl hai
- میں کب سے کتنا ہوں تنہا تجھے پتا بھی نہیںترا تو کوئی خدا ہے مرا خدا بھی نہیںmaiñ kab se kitnā hūñ tanhā tujhe patā bhī nahīñtirā to koī ḳhudā hai mirā ḳhudā bhī nahīñ
- نگل گئے سب کی سب سمندر زمیں بچی اب کہیں نہیں ہےبچاتے ہم اپنی جان جس میں وہ کشتی بھی اب کہیں نہیں ہےnigal ga.e sab kī sab samundar zamīñ bachī ab kahīñ nahīñ haibachāte ham apnī jān jis meñ vo kashtī bhī ab kahīñ nahīñ hai
- نہ خوشی دے تو کچھ دلاسہ دےدوست جیسے ہو مجھ کو بہلا دےna ḳhushī de to kuchh dilāsa dedost jaise ho mujh ko bahlā de
- وہ ڈھل رہا ہے تو یہ بھی رنگت بدل رہی ہےزمین سورج کی انگلیوں سے پھسل رہی ہےvo ḍhal rahā hai to ye bhī rangat badal rahī haizamīn sūraj kī ungliyoñ se phisal rahī hai
- وہ زمانہ گزر گیا کب کاتھا جو دیوانہ مر گیا کب کاvo zamāna guzar gayā kab kāthā jo dīvāna mar gayā kab kā
- ہمارے دل میں اب تلخی نہیں ہےمگر وہ بات پہلے سی نہیں ہےhamāre dil meñ ab talḳhī nahīñ haimagar vo bāt pahle sī nahīñ hai
- ہمارے شوق کی یہ انتہا تھیقدم رکھا کہ منزل راستا تھیhamāre shauq kī ye intihā thīqadam rakhā ke manzil rāstā thī
- ہم تو بچپن میں بھی اکیلے تھےصرف دل کی گلی میں کھیلے تھےham to bachpan meñ bhī akele thesirf dil kī galī meñ khele the
- ہم نے ڈھونڈیں بھی تو ڈھونڈیں ہیں سہارے کیسےان سرابوں پہ کوئی عمر گزارے کیسےham ne ḍhūñḍeñ bhī to ḍhūñḍeñ haiñ sahāre kaisein sarāboñ pe koī umr guzāre kaise
- یاد اسے بھی ایک ادھورا افسانہ تو ہوگاکل رستے میں اس نے ہم کو پہچانا تو ہوگاyād use bhī ek adhūrā afsāna to hogākal raste meñ us ne ham ko pahchānā to hogā
- یقین کا اگر کوئی بھی سلسلہ نہیں رہاتو شکر کیجیے کہ اب کوئی گلا نہیں رہاyaqīn kā agar koī bhī silsila nahīñ rahātū shukr kījiye ke ab koī gilā nahīñ rahā
- یہ تسلی ہے کہ ہیں ناشاد سبمیں اکیلا ہی نہیں برباد سبye tasallī hai ke haiñ nāshād sabmaiñ akelā hī nahīñ barbād sab
- یہ دنیا تم کو راس آئے تو کہنانہ سر پتھر سے ٹکرائے تو کہناye duniyā tum ko rās ā.e to kahnāna sar patthar se ṭakrā.e to kahnā
- یہ مجھ سے پوچھتے ہیں چارہ گر کیوںکہ تو زندہ تو ہے اب تک مگر کیوںye mujh se pūchhte haiñ chāra gar kyūñke tū zinda to hai ab tak magar kyūñ
- یہی حالات ابتدا سے رہےلوگ ہم سے خفا خفا سے رہےyahī hālāt ibtidā se rahelog ham se ḳhafā ḳhafā se rahe