آج میں نے اپنا پھر سودا کیا
Javed Akhtar (b. 1945)آج میں نے اپنا پھر سودا کیا
اور پھر میں دور سے دیکھا کیا
زندگی بھر میرے کام آئے اصول
ایک اک کر کے انہیں بیچا کیا
بندھ گئی تھی دل میں کچھ امید سی
خیر تم نے جو کیا اچھا کیا
کچھ کمی اپنی وفاؤں میں بھی تھی
تم سے کیا کہتے کہ تم نے کیا کیا
کیا بتاؤں کون تھا جس نے مجھے
اس بھری دنیا میں ہے تنہا کیا
aj main ne apna phir sauda kiya
aur phir main dur se dekha kiya
zindagi bhar mere kam ae usul
ek ik kar ke unhen becha kiya
bandh gai thi dil mein kuchh ummid si
khair tum ne jo kiya achchha kiya
kuchh kami apni wafaon mein bhi thi
tum se kya kahte ke tum ne kya kiya
kya bataun kaun tha jis ne mujhe
is bhari duniya mein hai tanha kiya