Poet
Wali Dakani
ولی دکنی1667–1707
Poems
- آج دستا ہے حال کچھ کا کچھکیوں نہ گزرے خیال کچھ کا کچھāj distā hai hāl kuchh kā kuchhkyūñ na guzre ḳhayāl kuchh kā kuchh
- آج سر سبز کوہ و صحرا ہےہر طرف سیر ہے تماشا ہےāj sar sabz koh-o-sahrā haihar taraf sair hai tamāshā hai
- اگر گلشن طرف وو نو خط رنگیں ادا نکلےگل و ریحاں سوں رنگ و بو شتابی پیشوا نکلےagar gulshan taraf vo nau ḳhat-e-rangīñ adā niklegul-o-raihāñ sūñ rang-o-bū shitābī peshvā nikle
- بھڑکے ہے دل کی آتش تجھ نیہ کی ہوا سوںشعلہ نمط جلا دل تجھ حسن شعلہ زا سوںbhaṛke hai dil kī ātish tujh naya kī havā sūñshola namat jalā dil tujh husn shola zā sūñ
- تجھ لب کی صفت لعل بدخشاں سوں کہوں گاجادو ہیں ترے نین غزالاں سوں کہوں گاtujh lab kī sifat la.al-e-badaḳhshāñ sūñ kahūñgājādū haiñ tire nain ġhazālāñ sūñ kahūñgā
- تخت جس بے خانماں کا دشت ویرانی ہواسر اپر اس کے بگولا تاج سلطانی ہواtaḳht jis be ḳhānumāñ kā dasht vīrānī huāsar upar us ke bagūlā tāj-e-sultānī huā
- ترا لب دیکھ حیواں یاد آوےترا مکھ دیکھ کنعاں یاد آوےtirā lab dekh haivāñ yād āvetirā mukh dekh kanāñ yād āve
- ترا مجنوں ہوں صحرا کی قسم ہےطلب میں ہوں تمنا کی قسم ہےtirā majnūñ hūñ sahrā kī qasam haitalab meñ hūñ tamannā kī qasam hai
- جب تجھ عرق کے وصف میں جاری قلم ہواعالم میں اس کا ناؤں جواہر رقم ہواjab tujh araq ke vasf meñ jārī qalam huāālam meñ us kā nā.ūñ javāhir raqam huā
- جب صنم کوں خیال باغ ہواطالب نشۂ فراغ ہواjab sanam kūñ ḳhayāl bāġh huātālib-e-nasha-e-farāġh huā
- جس دل ربا سوں دل کوں مرے اتحاد ہےدیدار اس کا میری انکھاں کی مراد ہےjis dil rubā sūñ dil kūñ mire ittihād haidīdār us kā merī ankhāñ kī murād hai
- جسے عشق کا تیر کاری لگےاسے زندگی کیوں نہ بھاری لگےjise ishq kā tīr kārī lageuse zindagī kyūñ na bhārī lage
- چھپا ہوں میں صدائے بانسلی میںکہ تا جاؤں پری رو کی گلی میںchhupā hūñ maiñ sadā-e-bānaslī meñke tā jā.ūñ parī rū kī galī meñ
- خوب رو خوب کام کرتے ہیںیک نگہ میں غلام کرتے ہیںḳhūb rū ḳhūb kām karte haiñyak nigah meñ ġhulām karte haiñ
- دل طلب گار ناز مہوش ہےلطف اس کا اگرچہ دل کش ہےdil talab gār-e-nāz mahvash hailutf us kā agarche dil kash hai
- دل کوں تجھ باج بے قراری ہےچشم کا کام اشک باری ہےdil kūñ tujh bāj be qarārī haichashm kā kām ashk bārī hai
- دل ہوا ہے مرا خراب سخندیکھ کر حسن بے حجاب سخنdil huā hai mirā ḳharāb-e-suḳhandekh kar husn-e-be hijāb suḳhan
- دیکھنا ہر صبح تجھ رخسار کاہے مطالعہ مطلع انوار کاdekhnā har sub.h tujh ruḳhsār kāhai mutāla.a matla-e-anvār kā
- روح بخشی ہے کام تجھ لب کادم عیسیٰ ہے نام تجھ لب کاrūh baḳhshī hai kām tujh lab kādam-e-īsā hai nām tujh lab kā
- سجن ٹک ناز سوں مجھ پاس آ آہستہ آہستہچھپی باتیں اپس دل کی سنا آہستہ آہستہsajan ṭuk nāz sūñ mujh pās ā āhista āhistachhupī bāteñ apas dil kī sunā āhista āhista
- شراب شوق سیں سرشار ہیں ہمکبھو بے خود کبھو ہشیار ہیں ہمsharāb-e-shauq sīñ sarshār haiñ hamkabhū be ḳhud kabhū hushyār haiñ ham
- شغل بہتر ہے عشق بازی کاکیا حقیقی و کیا مجازی کاshaġhl behtar hai ishq bāzī kākyā haqīqī-o-kyā majāzī kā
- صحبت غیر موں جایا نہ کرودرد منداں کوں کڑھایا نہ کروsohbat-e-ġhair moñ jāyā na karodard mandāñ kūñ kaṛhāyā na karo
- عاشق کے مکھ پہ نین کے پانی کو دیکھ توںاس آرسی میں راز نہانی کوں دیکھ توںāshiq ke mukh pe nain ke pānī ko dekh tūñis ārsī meñ rāz-e-nihānī kūñ dekh tūñ
- عشق بیتاب جاں گدازی ہےحسن مشتاق دل نوازی ہےishq betāb jāñ gudāzī haihusn mushtāq dil navāzī hai
- عشق میں صبر و رضا درکار ہےفکر اسباب وفا درکار ہےishq meñ sabr-o-razā darkār haifikr-e-asbāb-e-vafā darkār hai
- فدائے دلبر رنگیں ادا ہوںشہید شاہد گل گوں قبا ہوںfidā-e-dilbar rangīñ adā hūñshahīd-e-shāhid-e-gul gūñ qabā hūñ
- کمر اس دل ربا کی دل ربا ہےنگہ اس خوش ادا کی خوش ادا ہےkamar is dil rubā kī dil rubā hainigah is ḳhush adā kī ḳhush adā hai
- کوچۂ یار عین کاسی ہےجوگئی دل وہاں کا باسی ہےkūcha-e-yār ain kāsī haijoga.ī dil vahāñ kā bāsī hai
- کیا مجھ عشق نے ظالم کوں آب آہستہ آہستہکہ آتش گل کوں کرتی ہے گلاب آہستہ آہستہkiyā mujh ishq ne zālim kūñ āb āhista āhistake ātish gul kūñ kartī hai gulāb āhista āhista
- مت غصہ کے شعلے سوں جلتے کوں جلاتی جاٹک مہر کے پانی سوں تو آگ بجھاتی جاmat ġhussa ke shole sūñ jalte kūñ jalātī jāṭuk mehr ke pānī sūñ to āg bujhātī jā
- مشتاق ہیں عشاق تری بانکی ادا کےزخمی ہیں محباں تری شمشیر جفا کےmushtāq haiñ ushshāq tirī bānkī adā kezaḳhmī haiñ muhibbāñ tirī shamshīr-e-jafā ke
- مفلسی سب بہار کھوتی ہےمرد کا اعتبار کھوتی ہےmuflisī sab bahār khotī haimard kā etibār khotī hai
- میں تجھے آیا ہوں ایماں بوجھ کرباعث جمعیت جاں بوجھ کرmaiñ tujhe āyā hūñ īmāñ bojh karbā.is-e-jamiyyat-e-jāñ bojh kar
- میں عاشقی میں تب سوں افسانہ ہو رہا ہوںتیری نگہ کا جب سوں دیوانہ ہو رہا ہوںmaiñ āshiqī meñ tab sūñ afsāna ho rahā hūñterī nigah kā jab sūñ dīvāna ho rahā hūñ
- وو صنم جب سوں بسا دیدۂ حیران میں آآتش عشق پڑی عقل کے سامان میں آvo sanam jab sūñ basā dīda-e-hairān meñ āātish-e-ishq paṛī aql ke sāmān meñ ā
- وہ نازنیں ادا میں اعجاز ہے سراپاخوبی میں گل رخاں سوں ممتاز ہے سراپاvo nāznīñ adā meñ ejāz hai sarāpāḳhūbī meñ gul ruḳhāñ sūñ mumtāz hai sarāpā
- ہوا ظاہر خط روئے نگار آہستہ آہستہکہ جیوں گلشن میں آتی ہے بہار آہستہ آہستہhavā zāhir ḳhat-e-rū-e-nigār āhista āhistake jyūñ gulshan meñ ātī hai bahār āhista āhista
- ہوئے ہیں رام پیتم کے نین آہستہ آہستہکہ جیوں پھاندے میں آتے ہیں ہرن آہستہ آہستہhue haiñ rām pītam ke nain āhista āhistake jyūñ phānde meñ āte haiñ hiran āhista āhista
- یاد کرنا ہر گھڑی اس یار کاہے وظیفہ مجھ دل بیمار کاyād karnā har ghaṛī us yār kāhai vazīfa mujh dil-e-bīmār kā