Poet
Mir Hasan
میر حسن دہلوی1727–1786
Poems
- آج دل بیقرار ہے کیا ہےدرد ہے انتظار ہے کیا ہےāj dil beqarār hai kyā haidard hai intizār hai kyā hai
- آن کر غم کدۂ دہر میں جو بیٹھے ہمشمع ساں اپنے تئیں آپ ہی رو بیٹھے ہمān kar ġham kada-e-dahr meñ jo baiṭhe hamsham.a sāñ apne ta.īñ āp hī ro baiṭhe ham
- آنکھوں سے خون اپنے یہ کہتا نہیں نہ جائےپر ساتھ اس کے لپٹا ہوا دل کہیں نہ جائےānkhoñ se ḳhūn apne ye kahtā nahīñ na jā.epar sāth us ke lipṭā huā dil kahīñ na jā.e
- آنکھوں میں ہیں حقیر جس تس کےنظروں سے گر گئے ہیں ہم کس کےānkhoñ meñ haiñ haqīr jis tis kenazroñ se gir ga.e haiñ ham kis ke
- آہوں سے مرے گھر میں ہوا گرم رہے گیمیں جاؤں گا تو بھی مری جا گرم رہے گیāhoñ se mire ghar meñ huā garm rahegīmaiñ jā.ūñgā tū bhī mirī jā garm rahegī
- اتنے آنسو تو نہ تھے دیدۂ تر کے آگےاب تو پانی ہی بھرا رہتا ہے گھر کے آگےitne ānsū to na the dīda-e-tar ke āgeab to pānī hī bharā rahtā hai ghar ke āge
- اس دل میں اپنی جان کبھی ہے کبھی نہیںآباد یہ مکان کبھی ہے کبھی نہیںis dil maiñ apnī jān kabhī hai kabhī nahīñābād ye makān kabhī hai kabhī nahīñ
- اس ڈر سے میں نے زلف کی اس کی نہ بات کیجاتی ہے دور دور تک آواز رات کیis ḍar se maiñ ne zulf kī us kī na bāt kījātī hai dūr dūr tak āvāz rāt kī
- اس کی جب بزم سے ہم ہو کے بتنگ آتے ہیںاپنے ساتھ آپ ہی کرتے ہوے جنگ آتے ہیںus kī jab bazm se ham ho ke batang āte haiñapne sāth āp hī karte hue jang āte haiñ
- اس کے کوچے سے صبا گر ادھر آ جاتی ہےدل کے نالوں کی مفصل خبر آ جاتی ہےus ke kūche se sabā gar idhar ā jātī haidil ke nāloñ kī mufassal ḳhabar ā jātī hai
- اے گرد باد طرف چمن ٹک گزار کربلبل کے پر پڑے ہیں گلوں پر نثار کرai gard-e-bād taraf chaman ṭuk guzār karbulbul ke par paṛe haiñ guloñ par nisār kar
- بس دل کا غبار دھو چکے ہمرونا تھا جو کچھ سو رو چکے ہمbas dil kā ġhubār dho chuke hamronā thā jo kuchh so ro chuke ham
- بس کہ چوں بدر زمانہ یہ گھٹاتا ہے مجھےدن بدن اور ہی عالم نظر آتا ہے مجھےbas ke chūñ badr zamāna ye ghaṭātā hai mujhedin badan aur hī ālam nazar ātā hai mujhe
- بس گیا جب سے یار آنکھوں میںتب سے پھولی بہار آنکھوں میںbas gayā jab se yār ānkhoñ meñtab se phūlī bahār ānkhoñ meñ
- تیر پر تیر لگے تو بھی نہ پیکاں نکلےیا رب اس گھر میں جو آوے نہ وہ مہماں نکلےtīr par tīr lage tū bhī na paikāñ nikleyā rab is ghar meñ jo āve na vo mehmāñ nikle
- تیری مدد سے تیرا ادراک ہو سکے ہےورنہ اس آدمی سے کیا خاک ہو سکے ہےterī madad se terā idrāk ho sake haivarna us ādmī se kyā ḳhāk ho sake hai
- ٹک دیکھ لیں چمن کو چلو لالہ زار تککیا جانے پھر جئیں نہ جئیں ہم بہار تکṭuk dekh leñ chaman ko chalo lāla zār takkyā jāne phir jiyeñ na jiyeñ ham bahār tak
- جان میں جان تبھی قیس کے بس آتی ہےناقۂ لیلیٰ کی جب بنگ جرس آتی ہےjān meñ jān tabhī qais ke bas ātī haināqa-e-lailā kī jab bang jaras ātī hai
- جان و دل ہیں اداس سے میرےاٹھ گیا کون پاس سے میرےjān-o-dil haiñ udās se mereuṭh gayā kaun pās se mere
- جب تلک تیر ترا آوے ہے نخچیر تلکلے یہ نخچیر ہی آ پہنچا ترے تیر تلکjab talak tīr tirā āve hai naḳhchīr talakle ye naḳhchīr hī ā pahuñchā tire tīr talak
- جس شخص کی ہو زیست فقط نام سے تیرےاس شخص کا کیا حال ہو پیغام سے تیرےjis shaḳhs kī ho zīst faqat nām se tereus shaḳhs kā kyā hāl ho paiġhām se tere
- جگر سوختہ ہیں اور دل بریاں ہیں ہمشعلہ کی طرح سدا دیدۂ گریاں ہیں ہمjigar soḳhta haiñ aur dil buriyāñ haiñ hamshola kī tarah sadā dīda-e-giryāñ haiñ ham
- جلد حسن و جمال جاتا ہےنہیں رہتا یہ حال جاتا ہےjald husn-o-jamāl jātā hainahīñ rahtā ye hāl jātā hai
- چشم تر رات مجھ کو یاد آئیاپنی اوقات مجھ کو یاد آئیchashm-e-tar rāt mujh ko yād ā.īapnī auqāt mujh ko yād ā.ī
- چل دل اس کی گلی میں رو آویںکچھ تو دل کا غبار دھو آویںchal dil us kī galī meñ ro āveñkuchh to dil kā ġhubār dho āveñ
- خواہ سچ جان مری بات کو تو خواہ کہ جھوٹسچ کہوں سچ کو اگر تیرے تو واللہ کہ جھوٹḳhvāh sach jān mirī bāt ko to ḳhvāh ke jhūṭsach kahūñ sach ko agar tere to vallāh ke jhūṭ
- دل بچھڑ کر جو چلا اس بت مغرور تلکدیکھتا میں بھی گیا اس کے تئیں دور تلکdil bichhaṛ kar jo chalā us but-e-maġhrūr talakdekhtā maiñ bhī gayā us ke ta.īñ dūr talak
- دل بر سے ہم اپنے جب ملیں گےاس گم شدہ دل سے تب ملیں گےdil bar se ham apne jab mileñgeis gum shuda dil se tab mileñge
- دل خدا جانے کس کے پاس رہاان دنوں جی بہت اداس رہاdil ḳhudā jāne kis ke pās rahāin dinoñ jī bahut udās rahā
- دل دار دل اس طرح بہم آئے نظر میںجس طرح گہر آب میں اور آب گہر میںdil dār-e-dil is tarah baham ā.e nazar meñjis tarah guhar āb meñ aur āb-e-guhar meñ
- دل غم سے ترے لگا گئے ہمکس آگ سے گھر جلا گئے ہمdil ġham se tire lagā ga.e hamkis āg se ghar jalā ga.e ham
- دل کو اس شوخ کے کوچہ میں دھرے آتے ہیںشیشہ خالی کیے اور اشک بھرے آتے ہیںdil ko us shoḳh ke kūcha meñ dhare āte haiñshīsha ḳhālī kiye aur ashk bhare āte haiñ
- دل مرا آج میرے پاس نہیںمجھ میں کچھ ہوش اور حواس نہیںdil mirā āj mere pās nahīñmujh meñ kuchh hosh aur havās nahīñ
- دید کی سد راہ ہے یہ مژہخار پائے نگاہ ہے یہ مژہdīd kī sadd-e-rāh hai ye mizhaḳhār pā.e nigāh hai ye mizha
- دیکھ دروازے سے مجھ کو وہ پری رو ہٹ گئیدیکھتے ہی اس کے میری جان بس چٹ پٹ گئیdekh darvāze se mujh ko vo parī rū haṭ ga.īdekhte hī us ke merī jān bas chaṭ paṭ ga.ī
- رکھتا ہے صلح سب سے دل اس کا پہ مجھ سے جنگغیروں کے حق میں موم ہے اور میرے حق میں سنگrakhtā hai sulh sab se dil us kā pe mujh se jangġhairoñ ke haq meñ mom hai aur mere haq meñ sang
- سب کو ہے منظور اس رخسار گل گوں کی طرفدیکھتا ہے کون میری چشم پر خوں کی طرفsab ko hai manzūr is ruḳhsār-e-gul gūñ kī tarafdekhtā hai kaun merī chashm pur ḳhūñ kī taraf
- سب نقش اس فلک کے نگینے پہ آ رہےکار جہاں تمام کمینے پہ آ رہےsab naqsh is falak ke nagīne pe ā rahekār-e-jahāñ tamām kamīne pe ā rahe
- سوز دل کا ذکر اپنے منہ پہ جب لاتے ہیں ہمشمع ساں اپنی زباں سے آپ جل جاتے ہیں ہمsoz-e-dil kā zikr apne muñh pe jab lāte haiñ hamsham.a sāñ apnī zabāñ se āp jal jāte haiñ ham
- سو کی اک بات میں کہی تو ہےیعنی جو کچھ کہ ہے وہی تو ہےso kī ik bāt meñ kahī to haiya.anī jo kuchh ke hai vahī to hai
- شب کو تم ہم سے خفا ہو کر سحر کو اٹھ گئےشمع ساں رو رو کے ہم بھی دل جگر کو اٹھ گئےshab ko tum ham se ḳhafā ho kar sahar ko uṭh ga.esham.a sāñ ro ro ke ham bhī dil jigar ko uṭh ga.e
- شمع ساں شب کے میہماں ہیں ہمصبح ہوتے تو پھر کہاں ہیں ہمsham.a sāñ shab ke mehmāñ haiñ hamsub.h hote to phir kahāñ haiñ ham
- صنم پاس ہے اور شب ماہ ہےیہ شب ہے کہ اللہ ہی اللہ ہےsanam pās hai aur shab-e-māh haiye shab hai ke allāh hī allāh hai
- عرق کو دیکھ منہ پر تیرے پیارےفلک کو پیٹھ دے بیٹھے ہیں تارےaraq ko dekh muñh par tere pyārefalak ko pīṭh de baiṭhe haiñ tāre
- غیر کو تم نہ آنکھ بھر دیکھوکیا غضب کرتے ہو ادھر دیکھوġhair ko tum na ānkh bhar dekhokyā ġhazab karte ho idhar dekho
- فائدہ آنے سے ایسے آ کے پچھتائیں ہیں ہماٹھ گئے جب یاں کے گزرے آہ تب آئیں ہیں ہمfā.ida āne se aise ā ke pachhtā.eñ haiñ hamuṭh ga.e jab yāñ ke guzre āh tab ā.eñ haiñ ham
- کسی موسم کی وہ باتیں جو تیری یاد کرتا ہوںانہیں باتوں کو پھر پھر کہہ دل اپنا شاد کرتا ہوںkisī mausam kī vo bāteñ jo terī yād kartā hūñunheñ bātoñ ko phir phir kah dil apnā shād kartā hūñ
- کل جو تم ایدھر سے گزرے ہم نظر کر رہ گئےجی میں تھا کچھ کہیے لیکن آہ ڈر کر رہ گئےkal jo tum īdhar se guzre ham nazar kar rah ga.ejī meñ thā kuchh kahiye lekin āh ḍar kar rah ga.e
- کون کرتا ہے سر زلف کی باتیں دل میںجی پہ کٹتی ہیں عجب طرح کی راتیں دل میںkaun kartā hai sar-e-zulf kī bāteñ dil meñjī pe kaṭṭī haiñ ajab tarah kī rāteñ dil meñ
- کوئی نہیں کہ یار کی لاوے خبر مجھےاے سیل اشک تو ہی بہا دے ادھر مجھےkoī nahīñ ke yār kī lāve ḳhabar mujheai sail-e-ashk tū hī bahā de idhar mujhe