Poet
Mir Hasan
میر حسن دہلوی1727–1786
Poems
- بلبل کی ہزار آشنائی دیکھیاور گل کی کروڑ بے وفائی دیکھیbulbul kī hazār āshnā.ī dekhīaur gul kī karoṛ be vafā.ī dekhī
- دل تجھ پہ مرا جو مبتلا رہتا ہےکوچے میں ترے ہمیشہ جا رہتا ہےdil tujh pe mirā jo mubtalā rahtā haikūche meñ tire hamesha jā rahtā hai
- ظاہر بھی تو ہے اور نہاں بھی تو ہےمعنی بھی تو ہے اور بیاں بھی تو ہےzāhir bhī to hai aur nihāñ bhī to haima.anī bhī to hai aur bayāñ bhī to hai
- نہ مے کے نہ جام کے لئے مرتے ہیںنہ دہر میں نام کے لئے مرتے ہیںna mai ke na jām ke liye marte haiñna dahr meñ nām ke liye marte haiñ