
Poet
Mir Taqi Mir
میر تقی میر1723–1810Born in AgraDied in Lucknow
Mir Muhammad Taqi, who wrote as Mir, was one of the principal poets of the Delhi school of the Urdu ghazal. He spent much of his life in Delhi and, after Ahmad Shah Abdali's raids on the city, moved in 1782 to the court of Asaf-ud-Daula in Lucknow. His Urdu verse fills six divans, and he also wrote the Persian autobiography Zikr-e-Mir and Nikat-us-Shuara, an account of Urdu poets.
Writes about
- Love
- Sorrow
- Ruin of Delhi
- Divine love
Poems
- آ جائیں ہم نظر جو کوئی دم بہت ہے یاںمہلت ہمیں بسان شرر کم بہت ہے یاںā jā.eñ ham nazar jo koī dam bahut hai yāñmohlat hameñ basān-e-sharar kam bahut hai yāñ
- آج کل بے قرار ہیں ہم بھیبیٹھ جا چلنے ہار ہیں ہم بھیāj kal be qarār haiñ ham bhībaiṭh jā chalne hār haiñ ham bhī
- آرزوئیں ہزار رکھتے ہیںتو بھی ہم دل کو مار رکھتے ہیںārzūeñ hazār rakhte haiñtū bhī ham dil ko mār rakhte haiñ
- آگے جمال یار کے معذور ہو گیاگل اک چمن میں دیدۂ بے نور ہو گیاāge jamāl-e-yār ke ma.azūr ho gayāgul ik chaman meñ dīda-e-be nūr ho gayā
- آگے ہمارے عہد سے وحشت کو جا نہ تھیبیگانہ سا لگے ہے چمن اب خزاں میں ہائےāge hamāre ahd se vahshat ko jā na thībegāna sā lage hai chaman ab ḳhizāñ meñ hā.e
- آوے گی میری قبر سے آواز میرے بعدابھریں گے عشق دل سے ترے راز میرے بعدāvegī merī qabr se āvāz mere ba.adubhreñge ishq dil se tire rāz mere ba.ad
- آؤ کبھو تو پاس ہمارے بھی ناز سےکرنا سلوک خوب ہے اہل نیاز سےā.o kabhū to pās hamāre bhī nāz sekarnā sulūk ḳhūb hai ahl-e-niyāz se
- آہ اور اشک ہی سدا ہے یاںروز برسات کی ہوا ہے یاںāh aur ashk hī sadā hai yāñroz barsāt kī havā hai yāñ
- آہ جس وقت سر اٹھاتی ہےعرش پر برچھیاں چلاتی ہےāh jis vaqt sar uṭhātī haiarsh par barchhiyāñ chillātī hai
- آہ سحر نے سوزش دل کو مٹا دیااس باؤ نے ہمیں تو دیا سا بجھا دیاāh-e-sahar ne sozish-e-dil ko miṭā diyāis bā.o ne hameñ to diyā sā bujhā diyā
- آہ کے تیں دل حیران و خفا کو سونپامیں نے یہ غنچۂ تصویر صبا کو سونپاāh ke tīñ dil-e-hairān-o-ḳhafā ko saunpāmaiñ ne ye ġhuncha-e-tasvīr sabā ko saunpā
- آئے ہیں میرؔ کافر ہو کر خدا کے گھر میںپیشانی پر ہے قشقہ زنار ہے کمر میںā.e haiñ mīr-e-kāfir ho kar ḳhudā ke ghar meñpeshānī par hai qashqa zunnār hai kamar meñ
- آئے ہیں میرؔ منہ کو بنائے خفا سے آجشاید بگڑ گئی ہے کچھ اس بے وفا سے آجā.e haiñ mīr muñh ko banā.e ḳhafā se ājshāyad bigaṛ ga.ī hai kuchh us be vafā se āj
- اب آنکھوں میں خوں دم بہ دم دیکھتے ہیںنہ پوچھو جو کچھ رنگ ہم دیکھتے ہیںab ānkhoñ meñ ḳhūñ dam ba dam dekhte haiñna pūchho jo kuchh rang ham dekhte haiñ
- اب جو اک حسرت جوانی ہےعمر رفتہ کی یہ نشانی ہےab jo ik hasrat-e-javānī haiumr-e-rafta kī ye nishānī hai
- اب حال اپنا اس کے ہے دل خواہکیا پوچھتے ہو الحمدللہab hāl apnā us ke hai dil ḳhvāhkyā pūchhte ho alhamdlillāh
- اب ضعف سے ڈھہتا ہے بیتابی شتابی کیاس دل کے تڑپنے نے کیا خانہ خرابی کیab zof se ḍhahattā hai betābī shitābī kīis dil ke taṛapne ne kyā ḳhāna ḳharābī kī
- اب کے بھی سیر باغ کی جی میں ہوس رہیاپنی جگہ بہار میں کنج قفس رہیab ke bhī sair-e-bāġh kī jī meñ havas rahīapnī jagah bahār meñ kunj-e-qafas rahī
- اب میرؔ جی تو اچھے زندیق ہی بن بیٹھےپیشانی پہ دے قشقہ زنار پہن بیٹھےab mīr jī to achchhe zindīq hī ban baiṭhepeshānī pe de qashqa zunnār pahan baiṭhe
- اب نہیں سینے میں میرے جائے داغسوز دل سے داغ ہے بالائے داغab nahīñ sīne meñ mere jā.e dāġhsoz-e-dil se dāġh hai bālā-e-dāġh
- ادھر آ کر شکار افگن ہمارامشبک کر گیا ہے تن ہماراidhar ā kar shikār afgan hamārāmushabbak kar gayā hai tan hamārā
- ادھر سے ابر اٹھ کر جو گیا ہےہماری خاک پر بھی رو گیا ہےidhar se abr uṭh kar jo gayā haihamārī ḳhāk par bhī ro gayā hai
- اس عہد میں الٰہی محبت کو کیا ہواچھوڑا وفا کو ان نے مروت کو کیا ہواis ahd meñ ilāhī mohabbat ko kyā huāchhoṛā vafā ko un ne muravvat ko kyā huā
- اس کا خرام دیکھ کے جایا نہ جائے گااے کبک پھر بحال بھی آیا نہ جائے گاus kā ḳhirām dekh ke jāyā na jā.egāai kabk phir bahāl bhī āyā na jā.egā
- اس کا خیال چشم سے شب خواب لے گیاقسمے کہ عشق جی سے مرے تاب لے گیاus kā ḳhayāl-e-chashm se shab ḳhvāb le gayāqismai ke ishq jī se mire tāb le gayā
- اس کے کوچے سے جو اٹھ اہل وفا جاتے ہیںتا نظر کام کرے رو بقفا جاتے ہیںus ke kūche se jo uṭh ahl-e-vafā jāte haiñtā nazar kām kare ro baqfā jāte haiñ
- اشک آنکھوں میں کب نہیں آتالوہو آتا ہے جب نہیں آتاashk ānkhoñ meñ kab nahīñ ātālohū ātā hai jab nahīñ ātā
- اگر راہ میں اس کی رکھا ہے گامگئے گزرے خضر علیہ السلامagar rāh meñ us kī rakhā hai gāmga.e guzre ḳhizr alaya alssalām
- الٹی ہو گئیں سب تدبیریں کچھ نہ دوا نے کام کیادیکھا اس بیماری دل نے آخر کام تمام کیاulṭī ho ga.īñ sab tadbīreñ kuchh na davā ne kām kiyādekhā is bīmārī dil ne āḳhir kām tamām kiyā
- الوداع اے افتخار نوع انساں الوداعبادشاہ کم سپاہ اہل ایماں الوداعalvidā ai iftiḳhār-e-nau-e-insāñ alvidābādshāh kam sipāh ahl-e-īmāñ alvidā
- امیروں تک رسائی ہو چکی بسمری بخت آزمائی ہو چکی بسamīroñ tak rasā.ī ho chukī basmirī baḳht āzmā.ī ho chukī bas
- اندوہ سے ہوئی نہ رہائی تمام شبمجھ دل زدہ کو نیند نہ آئی تمام شبandoh se huī na rihā.ī tamām shabmujh dil zada ko nīnd na ā.ī tamām shab
- ایسا ترا رہ گزر نہ ہوگاہر گام پہ جس میں سر نہ ہوگاaisā tirā rah guzar na hogāhar gām pe jis meñ sar na hogā
- ایک پرواز کو بھی رخصت صیاد نہیںورنہ یہ کنج قفس بیضۂ فولاد نہیںek parvāz ko bhī ruḳhsat-e-sayyād nahīñvarna ye kunj-e-qafas baiza-e-faulād nahīñ
- اے ابر تر تو اور کسی سمت کو برساس ملک میں ہماری ہے یہ چشم تر ہی بسai abr-e-tar to aur kisī samt ko barasis mulk meñ hamārī hai ye chashm-e-tar hī bas
- اے بدخشان نبیؐ کے لعل احمر السلاموے گلستان علی کے لالۂ تر السلامai badaḳhshān nabī ke la.al ahmar alssalāmve gulistān-e-alī ke lāla-e-tar alssalām
- اے دوست کوئی مجھ سا رسوا نہ ہوا ہوگادشمن کے بھی دشمن پر ایسا نہ ہوا ہوگاai dost koī mujh sā rusvā na huā hogādushman ke bhī dushman par aisā na huā hogā
- اے شہ اقلیم شوکت السلامرونق تخت خلافت السلامai shah-e-iqlīm shaukat alssalāmraunaq-e-taḳht-e-ḳhilāfat alssalām
- اے شہ عالی مقام تجھ پہ درود و سلامبعد ہزاراں سلام تجھ پہ درود و سلامai shah-e-ālī maqām tujh pe durūd-o-salāmba.ad hazārāñ salām tujh pe durūd-o-salām
- اے گل خوش رنگ گلزار شہادت السلامتیری مظلومی کی سب دیں گے شہادت السلامai gul-e-ḳhush rang gulzār-e-shahādat alssalāmterī mazlūmī kī sab deñge shahādat alssalām
- اے گل نو دمیدہ کے مانندہے تو کس آفریدہ کے مانندai gul-e-nau damīda ke mānindhai to kis āfrīda ke mānind
- باتیں ہماری یاد رہیں پھر باتیں ایسی نہ سنیے گاپڑھتے کسو کو سنیے گا تو دیر تلک سر دھنیے گاbāteñ hamārī yād raheñ phir bāteñ aisī na suniyegāpaṛhte kisū ko suniyegā to der talak sar dhuniyegā
- بارہا گور دل جھنکا لایااب کے شرط وفا بجا لایاbārhā gor dil jhunkā lāyāab ke shart-e-vafā bajā lāyā
- بارے دنیا میں رہو غم زدہ یا شاد رہوایسا کچھ کر کے چلو یاں کہ بہت یاد رہوbāre duniyā meñ raho ġham zada yā shād rahoaisā kuchh kar ke chalo yāñ ke bahut yād raho
- برقع اٹھا تھا رخ سے مرے بد گمان کادیکھا تو اور رنگ ہے سارے جہان کاburqa.a uṭhā thā ruḳh se mire bad gumān kādekhā to aur rang hai sāre jahān kā
- برنگ بوئے گل اس باغ کے ہم آشنا ہوتےکہ ہم راہ صبا ٹک سیر کرتے پھر ہوا ہوتےbarang-e-bū-e-gul is bāġh ke ham āshnā hoteke ham rāh-e-sabā ṭuk sair karte phir huā hote
- بزم میں جو ترا ظہور نہیںشمع روشن کے منہ پہ نور نہیںbazm meñ jo tirā zuhūr nahīñsham-e-raushan ke muñh pe nūr nahīñ
- بغیر دل کہ یہ قیمت ہے سارے عالم کیکسو سے کام نہیں رکھتی جنس آدم کیbaġhair dil ke ye qīmat hai sāre ālam kīkisū se kām nahīñ rakhtī jins-e-ādam kī
- بند قبا کو خوباں جس وقت وا کریں گےخمیازہ کش جو ہوں گے ملنے کے کیا کریں گےband-e-qabā ko ḳhūbāñ jis vaqt vā kareñgeḳhamyāza kash jo hoñge milne ke kyā kareñge
- بنی تھی کچھ اک اس سے مدت کے بعدسو پھر بگڑی پہلی ہی صحبت کے بعدbanī thī kuchh ik us se muddat ke ba.adso phir bigṛī pahlī hī sohbat ke ba.ad