Poet
کشن کمار وقار
Poems
- اس کی دیوار کا جو روزن ہےخور کا چشم و چراغ روشن ہےus kī dīvār kā jo rauzan haiḳhur kā chashm-o-charāġh-e-raushan hai
- الفت شیریں کو بھاری سل سمجھسہل کو اے کوہ کن مشکل سمجھulfat-e-shīrīñ ko bhārī sil samajhsahl ko ai koh kin mushkil samajh
- باغ الفت میں گل جو خود رو ہےخون بلبل کا رنگ ہے بو ہےbāġh-e-ulfat meñ gul jo ḳhud ro haiḳhūn-e-bulbul kā rang hai bū hai
- پامال خرام ناز کیجےٹھکرائیے سرفراز کیجےpāmāl-e-ḳhirām-e-nāz kījeṭhukrā.iye sarfarāz kīje
- تری اے شاہ خوباں ہو بلا چٹوہ بوسہ دے کہ ہو جس کی صدا چٹtirī ai shāh-e-ḳhūbāñ ho balā chaṭvo bosa de ke ho jis kī sadā chaṭ
- جس کو پاس اس نے بٹھایا ایک دناس کو دنیا سے اٹھایا ایک دنjis ko pās us ne biṭhāyā ek dinus ko duniyā se uṭhāyā ek din
- چشم خونبار میں کیوں لخت جگر جمع کریںغنچۂ گل کی طرح کا ہے کو زر جمع کریںchashm-e-ḳhūnbār meñ kyūñ laḳht-e-jigar jam.a kareñġhuncha-e-gul kī tarah kā hai ko zar jam.a kareñ
- چور دروازہ یاں کے ہم بھی ہیںان کو روزن سے جھانکے ہم بھی ہیںchūr darvāza yāñ ke ham bhī haiñun ko rauzan se jhāñke ham bhī haiñ
- حسن صورت میں گرچہ بود نہیںپر کہاں عشق کی نمود نہیںhusn sūrat meñ garche būd nahīñpar kahāñ ishq kī numūd nahīñ
- خط کی رخسار پر سیاہی ہےچشم خوابیدہ خوش نگاہی ہےḳhat kī ruḳhsār par siyāhī haichashm-e-ḳhvābīda ḳhush nigāhī hai
- دلوں پر یہ نقش اس نے اپنا بٹھایاکہ جو چوٹ پر صید آیا بٹھایاdiloñ par ye naqsh us ne apnā biṭhāyāke jo choṭ par said āyā biṭhāyā
- دوستو حال دل زار ذرا اس سے کہوکم نہ ہو اس میں ذرا بلکہ سوا اس سے کہوdosto hāl-e-dil-e-zār zarā us se kahokam na ho is meñ zarā balke sivā us se kaho
- دیکھ کر مے منہ میں پانی شیخ کے بھر آئے گاچیز اچھی دیکھے گا مفلس کا جی للچائے گاdekh kar mai muñh meñ pānī shaiḳh ke bhar ā.egāchīz achchhī dekhegā muflis kā jī lalchā.egā
- رہتا ہے میرے دل میں ترا نور رات دناک شعلہ برق زن ہے سر طور رات دنrahtā hai mere dil meñ tirā nūr rāt dinik shola barq zan hai sar-e-tūr rāt din
- سوز پروانہ نور دین شمعتار زنار دل نشین شمعsoz-e-parvāna nūr-e-dīn-e-sham.atār-e-zunnār-e-dil nashīn-e-sham.a
- سوز سے ساز کیا چاہئے ابنے سے آواز کیا چاہئے ابsoz se sāz kiyā chāhiye abne se āvāz kiyā chāhiye ab
- عارض سے ترے بہار مقصودہے خط سے بنقشہ زار مقصودāriz se tire bahār maqsūdhai ḳhat se banqasha zār maqsūd
- عاشق گیسو دوتا ہوں میںآپ اپنے لیے بلا ہوں میںāshiq-e-gesū-e-dūtā hūñ maiñāp apne liye balā hūñ maiñ
- عاشقی میں ہے جان کا کھٹکااور بھی کچھ برا بھلا کھٹکاāshiqī meñ hai jān kā khaṭkāaur bhī kuchh burā bhalā khaṭkā
- عشق ہے اس زلف کا سرتاج آجہے رسول حسن کی معراج آجishq hai is zulf kā sartāj ājhai rasūl-e-husn kī merāj āj
- قابو میں دل ہو تو کہیں شیدا نہ کیجئےاپنے کو اپنے ہاتھ سے رسوا نہ کیجئےqābū meñ dil ho to kahīñ shaidā na kījiyeapne ko apne hāth se rusvā na kījiye
- قیس وہ ناتوان صحرا ہےکالبد نیستان صحرا ہےqais vo nātavān-e-sahrā haikālbad nīstān sahrā hai
- کبھی اے اشک تر آنکھوں سے ڈھل پڑکبھی اے آہ دل منہ سے نکل پڑkabhī ai ashk tar ānkhoñ se ḍhal paṛkabhī ai āh dil muñh se nikal paṛ
- کبھی بالوں کو سلجھایا تو ہوتامجھے شانے سے الجھایا تو ہوتاkabhī bāloñ ko suljhāyā to hotāmujhe shāne se uljhāyā to hotā
- کعبہ کو جائیں کس لیے اور کیوں کنشت کوپہونچیں یہیں سے بندگیاں سنگ و خشت کوka.aba ko jā.eñ kis liye aur kyūñ kinshat kopahonacheñ yahīñ se bandagiyāñ sang-o-ḳhisht ko
- گاہ بسمل ہوں گہے تکبیر ہوںاپنی میں تدبیر کا تقدیر ہوںgāh-e-bismil hūñ gahe takbīr hūñapnī meñ tadbīr kā taqdīr hūñ
- گر عدو تقدیر ہے تدبیر رہنے دیجئےدوست کا دل میں ہمارے تیر رہنے دیجئےgar adū taqdīr hai tadbīr rahne dījiyedost kā dil meñ hamāre tīr rahne dījiye
- مبتلا ایک بت کا ہوتا ہوںآج ایمان اپنا کھوتا ہوںmubtalā ek but kā hotā hūñāj īmān apnā khotā hūñ
- مرغ جاں کو زلف پیچاں جال ہےجال کیا اے جان جاں جنجال ہےmurġh-e-jāñ ko zulf-e-pechāñ jāl haijāl kyā ai jān-e-jāñ janjāl hai
- میں پا شکستہ کہاں طفل نے سوار کہاںپھر اس کی گرد کہاں اور مرا غبار کہاںmaiñ pā shikasta kahāñ tifl ne savār kahāñphir us kī gard kahāñ aur mirā ġhubār kahāñ
- وہ بت بول اٹھے کسی بات میںخدا سے یہ مانگا مناجات میںvo but bol uṭhe kisī bāt meñḳhudā se ye māñgā munājāt meñ
- وہ مژہ مارتی کٹاری ہےچشم بددور زخم کاری ہےvo mizha mārtī kaṭārī haichashm-e-baddūr zaḳhm-e-kārī hai
- ہو عید یا محرم ہم غم کیا کریں گےدو روزہ دہر دوں میں ماتم کیا کریں گےho e.id yā mahram ham ġham kyā kareñgedo roza dahr dūñ maiñ mātam kyā kareñge
- ہے ہے کوئی دل دینے کے قابل نہیں ملتاارمان تڑپتے ہیں کہ قاتل نہیں ملتاhai hai koī dil dene ke qābil nahīñ miltāarmān taṛapte haiñ ke qātil nahīñ miltā
- خود غلط وہ قول و فعل ان کا غلطخط غلط انشا غلط املا غلطḳhud ġhalat vo qaul-o-fel un kā ġhalatḳhat ġhalat inshā ġhalat imlā ġhalat
- شعرا میں نہ ہو کیوں شعر ہمارا اونچاکہ قد یار کا مضمون ہے باندھا اونچاshuarā meñ na ho kyūñ sher hamārā ūnchāke qad-e-yār kā mazmūn hai bāñdhā ūnchā
- کل کہاں بچاری بلبل اور کہاں بچارا گلآج بلبل دید کر لے باغ کی نظارہ گلkal kahāñ bichārī bulbul aur kahāñ bachārā gulāj bulbul dīd kar le bāġh kī nazzāra gul