Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Saba Ikram

b. 1945

Poems

  1. āvāz ke patthar jo kabhī ghar meñ gire haiñāseb ḳhamoshī ke sabā chīḳh paṛe haiñ
  2. us ko dekhūñ to kabhī maiñ bhī ke vo kaisī haimere pīchhe jo sabā ghar meñ mire rahtī hai
  3. in pattharoñ ke shahr meñ dil kā guzar kahāñle jā.eñ ham uṭhā ke ye shīshe kā ghar kahāñ
  4. thak kar jab bhī baiṭh gayā hūñ maiñ pīpal kī chhā.oñ meñgotam āyā gotam āyā shor machā hai gā.oñ meñ
  5. chakhoge agar pyās baṛhā degā ye pānīpānī tumheñ hargiz na sabā degā ye pānī
  6. dasht-e-ehsās meñ ham itne akele kab thedukh to pahle bhī the par itne ghanīre kab the
  7. zindagānī hañs ke tai apnā safar kar jā.egīyūñ ajal kā mojiza ik roz sar kar jā.egī
  8. qadmoñ tale to dekh ke mujh ko na tanz karsāya hūñ din ḍhalā to maiñ hūñgā tavīl tar
  9. kab khet ummīdoñ ke tah āb na ā.ekis rut meñ nirāshā.oñ ke sailāb na ā.e
  10. lab par machalte lafzoñ ko chakh kar na dekh levo peṛ nīm kā mire andar na dekh le
  11. lamhoñ ke parinde haiñ liye chonch meñ kankarsahmā sā ḍarā sā hai khaṛā zīst kā lashkar
  12. vaqt ke dasht meñ chauñke hue āhū kī tarahham pareshān azal se rahe ḳhushbū kī tarah
  13. har pal jo kāṭṭī hai mujhe dhār hī to haiikrām apnī sāns bhī talvār hī to hai
  14. havā nasīb banāyā safar likhā us netamām umr phirūñ dar badar likhā us ne
  15. aur har shab isī āg seab guzartā hūñ maiñ
  16. bichhṛī huī galiyoñ kīyādoñ kā vo mīṭhā zā.iqa
  17. barahna pinḍlī pesānp ḳhvāhish kī ungliyoñ ke
  18. pyās kegahre dariyā.oñ ke bīch
  19. kunvāre khet merī ḳhvāhishoñ ketishnagī kī dhūp meñ
  20. thakī hārī chiṛiyoñ keik ġhaul kī tarah
  21. mire gardab lāl pīlī davā.oñ kī
  22. abhī to nazroñ ke lab pe tāzalahū meñ ḍūbe har ek manzar kā zā.iqa hai
  23. apnī be chehragīoṭ meñ nām kī taḳhtiyoñ kī rahī
  24. siyah rang chādar tanī rāt kījis pe
  25. sub.h ke zāfrānī laboñ parjo shafqat kī halkī sī muskān thī
  26. hathelī kī lakīroñ pargirāmo fon kī soī ghumā kar