Poet
Nazeer Akbarabadi
نظیر اکبر آبادی1735–1830Born in DelhiDied in Agra
Nazeer Akbarabadi, whose given name was Wali Muhammad, spent his life as a teacher in Agra, then called Akbarabad, and joined no court. He is known for nazms in everyday language about ordinary people and their world: festivals such as Holi, Diwali and Eid, the seasons, animals and poverty. His well-known poems include Banjaranama, Aadmi Nama and Muflisi.
Writes about
- Everyday life
- Festivals
- Poverty
- Seasons
Poems
- جب اس کی زلف کے حلقے میں ہم اسیر ہوئےشکن کے عادی ہوئے خم کے خو پذیر ہوئےjab us kī zulf ke halqe meñ ham asīr hueshikan ke ādī hue ḳham ke ḳhū pazīr hue
- جب اس کے ہی ملنے سے ناکام آیاتو یارب یہ دل میرا کس کام آیاjab us ke hī milne se nākām āyātū yārab ye dil merā kis kām āyā
- جب میں سنا کہ یار کا دل مجھ سے ہٹ گیاسنتے ہی اس کے میرا کلیجہ الٹ گیاjab maiñ sunā ke yār kā dil mujh se haṭ gayāsunte hī us ke merā kaleja ulaṭ gayā
- جب ہم نشیں ہمارا بھی عہد شباب تھاکیا کیا نشاط و عیش سے دل کامیاب تھاjab ham nashīñ hamārā bhī ahd-e-shabāb thākyā kyā nishāt-o-aish se dil kāmyāb thā
- جدا کسی سے کسی کا غرض حبیب نہ ہویہ داغ وہ ہے کہ دشمن کو بھی نصیب نہ ہوjudā kisī se kisī kā ġharaz habīb na hoye dāġh vo hai ke dushman ko bhī nasīb na ho
- جن دنوں ہم کو اس سے تھا اخلاصکھل رہا تھا وہ جا بجا اخلاصjin dinoñ ham ko us se thā iḳhlāskhul rahā thā vo jā bajā iḳhlās
- جو آوے منہ پہ ترے ماہتاب ہے کیا چیزغرض یہ ماہ تو کیا آفتاب ہے کیا چیزjo āve muñh pe tire māhtāb hai kyā chīzġharaz ye māh to kyā āftāb hai kyā chīz
- جو پوچھا میں نے یاں آنا مرا منظور رکھیے گاتو سن کر یوں کہا یہ بات دل سے دور رکھیے گاjo pūchhā maiñ ne yāñ ānā mirā manzūr rakhiyegātū sun kar yūñ kahā ye bāt dil se dūr rakhiyegā
- جو تم نے پوچھا تو حرف الفت بر آیا صاحب ہمارے لب سےسو اس کو سن کر ہوے خفا تم نہ کہتے تھے ہم اسی سبب سےjo tum ne pūchhā to harf-e-ulfat bar āyā sāhab hamāre lab seso us ko sun kar hue ḳhafā tum na kahte the ham isī sabab se
- جُو تُو کہتا ہے اے غافل یہ مرا ہے یہ ترا ہےیہ جس کا ہے اسی کا ہے نہ ترا ہے نہ مرا ہےjū tū kahtā hai ai ġhāfil ye mirā hai ye tirā haiye jis kā hai usī kā hai na tirā hai na mirā hai
- جو دل کو دیجے تو دل میں خوش ہو کرے ہے کس کس طرح سے ہلچلاگر نہ دیجے تو وو ہیں کیا کیا جتاوے خفگی عتاب اکڑ بلjo dil ko dīje to dil meñ ḳhush ho kare hai kis kis tarah se halchalagar na dīje to vo haiñ kyā kyā jatāve ḳhafagī itāb akkaṛ bal
- جو کچھ ہے حسن میں ہر مہ لقا کو عیش و طربوہی ہے عشق میں ہر مبتلا کو عیش و طربjo kuchh hai husn meñ har mah liqā ko aish-o-tarabvahī hai ishq meñ har mubtalā ko aish-o-tarab
- جو کہتے ہو چلیں ہم بھی ترے ہم راہ بسم اللہپھر اس میں دیر کیا اور پوچھنا کیا واہ بسم اللہjo kahte ho chaleñ ham bhī tire ham rāh bism-e-allāhphir is meñ der kyā aur pūchhnā kyā vāh bism-e-allāh
- جہاں ہے قد اس کا جلوہ فرما تو سرو واں کس حساب میں ہےوہ قامت ایسا ہے کچھ قیامت قیامت اس کی رکاب میں ہےjahāñ hai qad us kā jalva farmā to sarv vāñ kis hisāb meñ haivo qāmat aisā hai kuchh qayāmat qayāmat us kī rikāb meñ hai
- جھمک دکھاتے ہی اس دل ربا نے لوٹ لیاہمیں تو پہلے ہی اس کی ادا نے لوٹ لیاjhamak dikhāte hī is dil rubā ne lauṭ liyāhameñ to pahle hī us kī adā ne lauṭ liyā
- چاہت کے اب افشا کن اسرار تو ہم ہیںکیوں دل سے جھگڑتے ہو گنہ گار تو ہم ہیںchāhat ke ab ifshā kin asrār to ham haiñkyūñ dil se jhagaṛte ho gunah gār to ham haiñ
- چاہ میں اس کی دل نے ہمارے نام کو چھوڑا نام کیاشغل میں اس کے شوق بڑھا کر کام کو چھوڑا کام کیاchāh meñ us kī dil ne hamāre nām ko chhoṛā nām kiyāshaġhl meñ us ke shauq baṛhā kar kām ko chhoṛā kām kiyā
- چتون درست سین بجا باتیں ٹھیک ٹھیکناز و ادا کی اس میں ہیں سب باتیں ٹھیک ٹھیکchitvan durust sain bajā bāteñ ṭhīk ṭhīknāz-o-adā kī is meñ haiñ sab bāteñ ṭhīk ṭhīk
- چتون کی کہوں کہ اشارات کی گرمیہے نام خدا اس میں ہر ایک بات کی گرمیchitvan kī kahūñ ke ishārāt kī garmīhai nām-e-ḳhudā is meñ har ek bāt kī garmī
- چتون میں شرارت ہے اور سین بھی چنچل ہےکافر تری نظروں میں کچھ اور ہی چھل بل ہےchitvan meñ sharārat hai aur sain bhī chanchal haikāfir tirī nazroñ meñ kuchh aur hī chhal bal hai
- چھوٹا بڑا نہ کم نہ منجھولا ازار بندہے اس پری کا سب سے امولا ازار بندchhoṭā baṛā na kam na manjholā izār bandhai us parī kā sab se umolā izār band
- حسن اس شوخ کا اہا ہاہاجن نے دیکھا کہا اہا ہاہاhusn us shoḳh kā ahhā hāhājin ne dekhā kahā ahhā hāhā
- خط کی رخساروں پر اِس گُل کہ جُو تحریریں ہیں دوہے وُہ مصحف رخ کے جس کہ ساتھ تفسیریں ہیں دوḳhat kī ruḳhsāroñ par is gul ke jū tahrīreñ haiñ dohai voh mushaf-e-ruḳh ke jis ke sāth tafsīreñ haiñ do
- خیال یار سدا چشم نم کے ساتھ رہامرا جو چاہ میں دم تھا وہ دم کے ساتھ رہاḳhayāl-e-yār sadā chashm-e-nam ke sāth rahāmirā jo chāh meñ dam thā vo dam ke sāth rahā
- دامان و کنار اشک سے کب تر نہ ہوے آہدو چار بھی آنسو مرے گوہر نہ ہوے آہdāmān-o-kanār-e-ashk se kab tar na hue āhdo chār bhī ānsū mire gauhar na hue āh
- دریا و کوہ و دشت و ہوا ارض اور سمادیکھا تو ہر مکاں میں وہی ہے رہا سماdariyā-o-koh-o-dasht-o-havā arz aur samādekhā to har makāñ meñ vahī hai rahā samā
- دکھا کر اک نظر دل کو نہایت کر گیا بے کلپری رو تند خو سرکش ہٹیلا چلبلا چنچلdikhā kar ik nazar dil ko nihāyat kar gayā be kalparī rū tund ḳhū sarkash haṭīlā chulbulā chanchal
- دل ٹھہرا ایک تبسم پر کچھ اور بہا اے جان نہیںگر ہنس دیجے اور لے لیجے تو فائدہ ہے نقصان نہیںdil ṭhahrā ek tabassum par kuchh aur bahā ai jān nahīñgar hañs dīje aur le līje to fā.ida hai nuqsān nahīñ
- دل کو چشم یار نے جب جام مے اپنا دیاان سے خوش ہو کر لیا اور کہہ کے بسم اللہ پیاdil ko chashm-e-yār ne jab jām-e-mai apnā diyāun se ḳhush ho kar liyā aur kah ke bism allāh piyā
- دل کو لے کر ہم سے اب جاں بھی طلب کرتے ہیں آپلیجئے حاضر ہے پر یہ تو غضب کرتے ہیں آپdil ko le kar ham se ab jāñ bhī talab karte haiñ āplījiye hāzir hai par ye to ġhazab karte haiñ āp
- دل نہ لو دل کا یہ لینا ہے نہ اخفا ہوگااس کو دل کہتے ہیں بس لیتے ہی چرچا ہوگاdil na lo dil kā ye lenā hai na iḳhfā hogāus ko dil kahte haiñ bas lete hī charchā hogā
- دل ہر گھڑی کہتا ہے یوں جس طور سے اب ہو سکےاٹھ اور سنبھل گھر سے نکل اور پاس اس چنچل کے چلdil har ghaṛī kahtā hai yūñ jis taur se ab ho sakeuṭh aur sambhal ghar se nikal aur pās is chanchal ke chal
- دل ہم نے جو چشم بت بے باک سے باندھاپھر نشۂ صہبا سے نہ تریاک سے باندھاdil ham ne jo chashm-e-but be bāk se bāñdhāphir nasha-e-sahbā se na tiryāk se bāñdhā
- دل یار کی گلی میں کر آرام رہ گیاپایا جہاں فقیر نے بسرام رہ گیاdil yār kī galī meñ kar ārām rah gayāpāyā jahāñ faqīr ne basrām rah gayā
- دور سے آئے تھے ساقی سن کے مے خانے کو ہمبس ترستے ہی چلے افسوس پیمانے کو ہمdūr se ā.e the sāqī sun ke mai ḳhāne ko hambas taraste hī chale afsos paimāne ko ham
- دوستو کیا کیا دوالی میں نشاط و عیش ہےسب مہیا ہے جو اس ہنگام کے شایاں ہے شےdosto kyā kyā doilai meñ nishāt-o-aish haisab mahiyā hai jo is hangām ke shāyāñ hai shai
- دھواں کلیجے سے میرے نکلا جلا جو دل بس کہ رشک کھا کروہ رشک یہ تھا کہ غیر سے ٹک ہنسا تھا چنچل مسی لگا کرdhuāñ kaleje se mere niklā jalā jo dil bas ke rashk khā karvo rashk ye thā ke ġhair se ṭuk hañsā thā chanchal missī lagā kar
- دیا جو ساقی نے ساغر مے دکھا کے آن اک ہمیں لبالباگرچہ مے کش تو ہم نئے تھے پہ لب پہ رکھتے ہی پی گئے سبdiyā jo sāqī ne sāġhar-e-mai dikhā ke ān ik hameñ labālabagarche mai kash to ham na.e the pe lab pe rakhte hī pī ga.e sab
- دیکھ عقد ثریا ہمیں انگور کی سوجھیکیوں بادہ کشاں ہم کو بھی کیا دور کی سوجھیdekh aqd-e-surayyā hameñ angūr kī sūjhīkyūñ bāda kashāñ ham ko bhī kyā dūr kī sūjhī
- دیکھ کر کرتی گلے میں سبز دھانی آپ کیدھان کے بھی کھیت نے اب آن مانی آپ کیdekh kar kartī gale meñ sabz dhānī āp kīdhān ke bhī khet ne ab ān mānī āp kī
- دیکھ لے جو عالم اس کے حسن بالا دست کاحوصلہ اتنا کہاں اپنی نگاہ پست کاdekh le jo ālam us ke husn bālā dast kāhausla itnā kahāñ apnī nigāh-e-past kā
- رتبہ کچھ عاشقی میں نہ کم ہے فقیر کاہیں جس کے سب صنم وہ صنم ہے فقیر کاrutba kuchh āshiqī meñ na kam hai faqīr kāhaiñ jis ke sab sanam vo sanam hai faqīr kā
- رخ پری چشم پری زلف پری آن پریکیوں نہ اب نام خدا ہو ترے قربان پریruḳh parī chashm-e-parī zulf-e-parī ān parīkyūñ na ab nām-e-ḳhudā ho tire qurbān parī
- رکھتا ہے صدا ہونٹ کو جوں گل کی کلی چپوہ غنچہ دہن آہ یہ سیکھا ہے بھلی چپrakhtā hai sadā honṭ ko jūñ gul kī kalī chupvo ġhuncha dahan āh ye sīkhā hai bhalī chup
- رکھتا ہے گو قدیم سے بنیاد آگرہاکبر کے نام سے ہوا آباد آگرہrakhtā hai go qadīm se buniyād āgraakbar ke nām se huā ābād āgra
- رکھی ہرگز نہ ترے رخ نے رخ بدر کی قدرکھوئی کاکل نے بھی آخر کو شب قدر کی قدرrakhī hargiz na tire ruḳh ne ruḳh badr kī qadrkhoī kākul ne bhī āḳhir ko shab-e-qadr kī qadr
- رہوں کاہے کو دِل خستہ پھروں کاہے کو آوارہاگر آں ترک شیرازی بدست آرد دِل ما راrahūñ kāhe ko dil ḳhasta phirūñ kāhe ko āvāraagar āñ tark-e-shīrāzī badast ārd dil-e-mā rā
- رہے جو شب کو ہم اس گل کے سات کوٹھے پرتو کیا بہار سے گزری ہے رات کوٹھے پرrahe jo shab ko ham us gul ke sāt koṭhe parto kyā bahār se guzrī hai rāt koṭhe par
- زاہدو روضۂ رضواں سے کہو عشق اللہعاشقو کوچۂ جاناں سے کہو عشق اللہzāhido rauza-e-rizvāñ se kaho ishq allāhāshiqo kūcha-e-jānāñ se kaho ishq allāh
- ساقی شراب ہے تو غنیمت ہے اب کی ابپھر بزم ہوگی جب تو سمجھ لیجو جب کی جبsāqī sharāb hai to ġhanīmat hai ab kī abphir bazm hogī jab to samajh lījo jab kī jab