Poet
Nazeer Akbarabadi
نظیر اکبر آبادی1735–1830Born in DelhiDied in Agra
Nazeer Akbarabadi, whose given name was Wali Muhammad, spent his life as a teacher in Agra, then called Akbarabad, and joined no court. He is known for nazms in everyday language about ordinary people and their world: festivals such as Holi, Diwali and Eid, the seasons, animals and poverty. His well-known poems include Banjaranama, Aadmi Nama and Muflisi.
Writes about
- Everyday life
- Festivals
- Poverty
- Seasons
Poems
- آج تو ہمدم عزم ہے یہ کچھ ہم بھی رسمی کام کریںکلک اٹھا کر یار کو اپنے نامۂ شوق ارقام کریںāj to hamdam azm hai ye kuchh ham bhī rasmī kām kareñkilk uṭhā kar yār ko apne nāma-e-shauq irqām kareñ
- آغوش تصور میں جب میں نے اسے مسکالب ہائے مبارک سے اک شور تھا "بس بس" کاāġhosh-e-tasavvur meñ jab maiñ ne use maskālab hā-e-mubārak se ik shor thā "bas bas" kā
- آن رکھتا ہے عجب یار کا لڑ کر چلناہر قدم ناز کے غصے میں اکڑ کر چلناān rakhtā hai ajab yār kā laṛ kar chalnāhar qadam nāz ke ġhusse meñ akkaṛ kar chalnā
- آیا نہیں جو کر کر اقرار ہنستے ہنستےجل دے گیا ہے شاید عیار ہنستے ہنستےāyā nahīñ jo kar kar iqrār hañste hañstejal de gayā hai shāyad ayyār hañste hañste
- اب دیکھیں پھر ہم اے ہمدم کس روز منہ اِس کا دیکھیں گےوُہ زلف وُہ تِل وہ خال وُہ خد وُہ رنگ وُہ نقشہ دیکھیں گےab dekheñ phir ham ai hamdam kis roz muñh is kā dekheñgevoh zulf voh til vo ḳhāl voh ḳhad voh rang voh naqsha dekheñge
- ادا کے توسن پر اس صنم کو جو آج ہم نے سوار دیکھاتو ہلتے ہی ٹک عناں کے کیا کیا کچلتے صبر و قرار دیکھاadā ke tosun par us sanam ko jo āj ham ne savār dekhātū hilte hī ṭuk ināñ ke kyā kyā kuchalte sabr-o-qarār dekhā
- ادا و ناز میں کچھ کچھ جو ہوش اس نے سنبھالا ہےتو اپنے حسن کا کیا کیا دلوں میں شور ڈالا ہےadā-o-nāz meñ kuchh kuchh jo hosh us ne sambhālā haitū apne husn kā kyā kyā diloñ meñ shor ḍālā hai
- ادھر اس کی نگہ کا ناز سے آ کر پلٹ جاناادھر مرنا تڑپنا غش میں آنا دم الٹ جاناidhar us kī nigah kā nāz se ā kar palaṭ jānāidhar marnā taṛapnā ġhash meñ ānā dam ulaṭ jānā
- ادھر یار جب مہربانی کرے گاتو اپنا بھی جی شادمانی کرے گاidhar yār jab mehrbānī karegātū apnā bhī jī shādmānī karegā
- اس کے بالا ہے اب وہ کان کے بیچجس کی کھیتی ہے جھوک جان کے بیچus ke bālā hai ab vo kān ke bīchjis kī khetī hai jhok jān ke bīch
- اسی کا دیکھنا ہے ٹھانتا دلجو ہے تیر نگہ سے چھانتا دلusī kā dekhnā hai ṭhāntā diljo hai tīr-e-nigah se chhāntā dil
- اسی کی ذات کو ہے دائماً ثبات و قیامقدیر و حی و کریم و مہیمن و منعامusī kī zāt ko hai dā.imā sabāt-o-qayāmqadīr-o-hayy-o-karīm-o-mahyaman-o-minām
- اگر ہے منظور یہ کہ ہووے ہمارے سینے کا داغ ٹھنڈاتو آ لپٹئے گلے سے اے جاں جھمک سے کر جھپ چراغ ٹھنڈاagar hai manzūr ye ke hove hamāre sīne kā dāġh ṭhanḍātū ā lipaṭiye gale se ai jāñ jhamak se kar jhap charāġh ṭhanḍā
- الطاف بیاں ہوں کب ہم سے اے جان تمہاری صورت کےہیں لاکھوں اپنی آنکھوں پر احسان تمہاری صورت کےaltāf bayāñ hūñ kab ham se ai jān tumhārī sūrat kehaiñ lākhoñ apnī ānkhoñ par ehsān tumhārī sūrat ke
- انداز کچھ اور ناز و ادا اور ہی کچھ ہےجو بات ہے وہ نام خدا اور ہی کچھ ہےandāz kuchh aur nāz-o-adā aur hī kuchh haijo bāt hai vo nām-e-ḳhudā aur hī kuchh hai
- انکار ہم سے غیر سے اقرار بس جی بسدیکھے تمہارے ہم نے یہ اطوار بس جی بسinkār ham se ġhair se iqrār bas jī basdekhe tumhāre ham ne ye atvār bas jī bas
- اولاً اس بے نشاں اور با نشاں کو عشق ہےبعد ازاں سر حلقۂ پیغمبراں کو عشق ہےavvalan us be nishāñ aur bā nishāñ ko ishq haiba.ad azāñ sar halqa-e-paiġhambarāñ ko ishq hai
- ایام شباب اپنے بھی کیا عیش اثر تھےکہتے ہیں جنہیں عیب وہ اس وقت ہنر تھےayyām-e-shabāb apne bhī kyā aish asar thekahte haiñ jinheñ aib vo is vaqt-e-hunar the
- اے دل اپنی تو چاہ پر مت پھولدلبروں کی نگاہ پر مت پھولai dil apnī to chāh par mat phūldilbaroñ kī nigāh par mat phūl
- اے صف مژگاں تکلف بر طرفدیکھتی کیا ہے الٹ دے صف کی صفai saf-e-mizhgāñ takalluf bar tarafdekhtī kyā hai ulaṭ de saf kī saf
- اے مری جان ہمیشہ ہو تری جان کی خیرنازکی دور بلا، حسن کے سامان کی خیرai mirī jān hamesha ho tirī jān kī ḳhairnāzukī dūr balā, husn ke sāmān kī ḳhair
- بتوں کی کاکلوں کے دیکھ کر پیچپڑے ہیں دل پہ کیا کیا پیچ پر پیچbutoñ kī kākuloñ ke dekh kar pechpaṛe haiñ dil pe kyā kyā pech pur pech
- بتوں کی مجلس میں شب کو مہ رو جو اور ٹک بھی قیام کرتاکنشت ویراں صنم کو بندہ برہمنوں کو غلام کرتاbutoñ kī majlis meñ shab ko mah rū jo aur ṭuk bhī qayām kartākinshat vīrāñ sanam ko banda barahmanoñ ko ġhulām kartā
- بحر ہستی میں صحبت احبابیوں ہے جیسے بروئے آب حبابbahr-e-hastī meñ sohbat-e-ahbābyūñ hai jaise barū-e-āb-e-habāb
- بزم طرب وقت عیش ساقی و نقل و شرابکوئی اسے کچھ کہو ہم تو سمجھتے ہیں خوابbazm-e-tarab vaqt-e-aish sāqī-o-naql-o-sharābkoī use kuchh kaho ham to samajhte haiñ ḳhvāb
- بگولے اٹھ چلے تھے اور نہ تھی کچھ دیر آندھی میںکہ ہم سے یار سے آ ہو گئی مڈبھیڑ آندھی میںbagūle uṭh chale the aur na thī kuchh der āndhī meñke ham se yār se ā ho ga.ī maḍbhīṛ āndhī meñ
- بنا ہے اپنے عالم میں وہ کچھ عالم جوانی کاکہ عمر خضر سے بہتر ہے ایک اک دم جوانی کاbanā hai apne ālam meñ vo kuchh ālam javānī kāke umr-e-ḳhizr se behtar hai ek ik dam javānī kā
- بھرے ہیں اس پری میں اب تو یارو سر بسر موتیگلے میں کان میں نتھ میں جدھر دیکھو ادھر موتیbhare haiñ us parī meñ ab to yāro sar basar motīgale meñ kān meñ nath meñ jidhar dekho idhar motī
- بیٹھو یاں بھی کوئی پل کیا ہوگاہم بھی عاشق ہیں خلل کیا ہوگاbaiṭho yāñ bhī koī pal kyā hogāham bhī āshiq haiñ ḳhalal kyā hogā
- بیٹھے ہیں اب تو ہم بھی بولو گے تم نہ جب تکدیکھیں تو آپ ہم سے ناخوش رہیں گے کب تکbaiṭhe haiñ ab to ham bhī bologe tum na jab takdekheñ to āp ham se nāḳhūsh raheñge kab tak
- بے جا ہے رہ عشق میں اے دل گلۂ پایہ اور ہی منزل ہے نہیں مرحلۂ پاbe jā hai rah-e-ishq meñ ai dil gila-e-pāye aur hī manzil hai nahīñ marhala-e-pā
- پایا مزا یہ ہم نے اپنی نگہ لڑی کاجو دیکھنا پڑا ہے غصہ گھڑی گھڑی کاpāyā mazā ye ham ne apnī nigah laṛī kājo dekhnā paṛā hai ġhussa ghaṛī ghaṛī kā
- پردہ اٹھا کر رخ کو عیاں اس شُوخ نے جس ہنگام کیاہم تُو رہے مشغول ادھر یاں عشق نے دِل کا کام کیاparda uṭhā kar ruḳh ko ayāñ us shūḳh ne jis hangām kyāham tū rahe mashġhūl idhar yāñ ishq ne dil kā kām kiyā
- پھر اس طرف وہ پری رو جھمکتا آتا ہےبرنگ مہر عجب کچھ چمکتا آتا ہےphir is taraf vo parī rū jhamaktā ātā haibarang-e-mehr ajab kuchh chamaktā ātā hai
- تجھے کچھ بھی خدا کا ترس ہے اے سنگ دل ترساہمارا دل بہت ترسا ارے ترسا نہ اب ترساtujhe kuchh bhī ḳhudā kā taras hai ai sang dil tarsāhamārā dil bahut tarsā are tarsā na ab tarsā
- تدبیر ہمارے ملنے کی جس وقت کوئی ٹھہراؤ گے تمہم اور چھپیں گے یہاں تک جی جو خوب ہی پھر گھبراؤگے تمtadbīr hamāre milne kī jis vaqt koī ṭhahrā.oge tumham aur chhupeñge yahāñ tak jī jo ḳhūb hī phir ghabrā.oge tum
- تری قدرت کی قدرت کون پا سکتا ہے کیا قدرتترے آگے کوئی قادر کہا سکتا ہے کیا قدرتtirī qudrat kī qudrat kaun pā saktā hai kyā qudrattire āge koī qādir kahā saktā hai kyā qudrat
- ترے مریض کو اے جاں شفا سے کیا مطلبوہ خوش ہے درد میں اس کو دوا سے کیا مطلبtire marīz ko ai jāñ shifā se kyā matlabvo ḳhush hai dard meñ us ko davā se kyā matlab
- تمہارے ہاتھ سے کل ہم بھی رو لیے صاحبجگر کے داغ جو دھونے تھے دھو لیے صاحبtumhāre hāth se kal ham bhī ro liye sāhabjigar ke dāġh jo dhone the dho liye sāhab
- تن پر اس کے سیم فدا اور منہ پر مہ دیوانہ ہےسر سے لے کر پاؤں تلک اک موتی کا سا دانہ ہےtan par us ke sīm fidā aur muñh par mah dīvāna haisar se le kar pā.oñ talak ik motī kā sā dāna hai
- تو ہی نہ سنے جب دل ناشاد کی فریادپھر کس سے کریں ہم تری بیداد کی فریادtū hī na sune jab dil-e-nāshād kī fariyādphir kis se kareñ ham tirī bedād kī fariyād
- تھی چھوٹی اس کے مکھڑے پر کل زلف مسلسل اور طرحپھر دیکھا آج تو اس گل کے تھے کاکل کے بل اور طرحthī chhoṭī us ke mukhṛe par kal zulf-e-musalsal aur tarahphir dekhā āj to us gul ke the kākul ke bal aur tarah
- تیرے بھی منہ کی روشنی رات گئی تھی مہ سے ملتاب سے تاب رخ سے رخ نور سے نور ظل سے ظلtere bhī muñh kī raushnī rāt ga.ī thī mah se miltāb se tāb-e-ruḳh se ruḳh nūr se nūr-e-zill se zill
- ٹک ہونٹ ہلاؤں تو یہ کہتا ہے نہ بک بےاور پاس جو بیٹھوں تو سناتا ہے سرک بےṭuk honṭ hilā.ūñ to ye kahtā hai na bik beaur pās jo baiṭhūñ to sunātā hai sarak be
- جال میں زر کے اگر موتی کا دانا ہوگاوہ نہ اس دام میں آوے گا جو دانا ہوگاjāl meñ zar ke agar motī kā dānā hogāvo na is dām meñ āvegā jo dānā hogā
- جام نہ رکھ ساقیا شب ہے پڑی اور بھیپھر جہاں کٹ گئے چار گھڑی اور بھیjām na rakh sāqiyā shab hai paṛī aur bhīphir jahāñ kaṭ ga.e chār ghaṛī aur bhī
- جاں بھی بجاں ہے ہجر میں اور دل فگار بھیتر ہے مژہ بھی اشک سے جیب بھی اور کنار بھیjāñ bhī bajāñ hai hijr meñ aur dil-e-figār bhītar hai mizha bhī ashk se jeb bhī aur kanār bhī
- جب آنکھ اس صنم سے لڑی تب خبر پڑیغفلت کی گرد دل سے جھڑی تب خیر پڑیjab ānkh us sanam se laṛī tab ḳhabar paṛīġhaflat kī gard-e-dil se jhaṛī tab ḳhair paṛī
- جب آیا وُہ یاں دِل ربائی جتانےتُو کیا کیا لگا خُوش ادائی جتانےjab āyā voh yāñ dil rabā.ī jatānetū kyā kyā lagā ḳhūsh adā.ī jatāne
- جب اس کا ادھر ہم گزر دیکھتے ہیںتو کر دل میں کیا کیا حذر دیکھتے ہیںjab us kā idhar ham guzar dekhte haiñtū kar dil meñ kyā kyā hazar dekhte haiñ