Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Nazeer Akbarabadi

نظیر اکبر آبادی

1735–1830Born in DelhiDied in Agra

Nazeer Akbarabadi, whose given name was Wali Muhammad, spent his life as a teacher in Agra, then called Akbarabad, and joined no court. He is known for nazms in everyday language about ordinary people and their world: festivals such as Holi, Diwali and Eid, the seasons, animals and poverty. His well-known poems include Banjaranama, Aadmi Nama and Muflisi.

Writes about

  • Everyday life
  • Festivals
  • Poverty
  • Seasons

Poems

  1. ā.īna jo hāth us ke ne tā der liyāis der se ḳhajlat ne hameñ gher liyā
  2. is zulf ne ham se le ke dil basta kiyāabrū ne kajī ke ḍhab ko paivasta kyā
  3. us shoḳh ko ham ne jis ghaṛī jā dekhāmukhṛe meñ ajab husn kā naqsha dekhā
  4. ai dil jo ye ānkh āj laṛā.ī us neaur pal meñ laṛā ke phir jhukā.ī us ne
  5. pas us ke ga.e sipar jo ham kar sīnadil karne ko us kī jāh kā ganjīna
  6. dil dekh use jis ghaṛī be tāb huāaur chāh-e-zaqan se misl-e-girdāb huā
  7. rakhtī hai jo ḳhush chāh tumhārī ham koaur kartī hai shād bārī bārī ham ko
  8. rakhte haiñ jo ham chāh tumhārī dil meñārām kī hai umīdvārī dil meñ
  9. sāqī se jo ham ne mai kā ik jām liyāpīte hī nashe kā ye saranjām liyā
  10. kyā hāl ab us se apne dil kā kahiyemanzūr nahīñ ye bhī ke be jā kahiye
  11. mahbūb ne pairahan meñ jab itr milāaur pān chabā ke apne ghar se vo chalā
  12. mukhṛe ko jo us ke ham ne jā kar dekhāsanakh to nahīñ ye chhup chhupā kar dekhā
  13. nāseh na sunā suḳhan mujhe jis tis kejo tū ne kahā ye āve jī meñ kis ke
  14. ham us kī jafā se jī meñ ho kar dilgīrruk baiṭhe to haiñ vale kareñ kyā taqrīr
  15. ham dil se jo chāhte haiñ ai jān tumheñbe kal hūñ agar na dekheñ ek ān tumheñ
  16. hūñ kyūñ na butoñ kī ham ko dil se chāheñhaiñ nāz-o-adā meñ un ko kyā kyā rāheñ
  17. hai chāh ne us kī jab se kī jā dil meñkyā kyā kahiye jo hai mahiyā dil meñ
  18. yād ātī haiñ jab hameñ vo pahlī chāheñafsos kare hai dil meñ kyā kyā rāheñ