Poet
Nabeel Ahmad Nabeel
b. 1982
Poems
- آنکھوں کے اضطراب سے ایسے جھڑے ہیں خوابشب کے شجر پہ نیند کی صورت پڑے ہیں خوابānkhoñ ke iztirāb se aise jhaṛe haiñ ḳhvābshab ke shajar pe nīnd kī sūrat paṛe haiñ ḳhvāb
- آئی ہے ایسے غم میں روانی پرت پرتبہنے لگا ہے آنکھ سے پانی پرت پرتā.ī hai aise ġham meñ ravānī parat paratbahne lagā hai ānkh se pānī parat parat
- اک یہی اب مرا حوالہ ہےروح زخمی ہے جسم چھالا ہےik yahī ab mirā havāla hairūh zaḳhmī hai jism chhālā hai
- ایسی الجھن ہو کبھی ایسی بھی رسوائی ہودل کے ہر زخم میں دریاؤں کی گہرائی ہوaisī uljhan ho kabhī aisī bhī rusvā.ī hodil ke har zaḳhm meñ dariyā.oñ kī gahrā.ī ho
- ایسے وہ داستان کھینچتا ہےہر یقیں پر گمان کھینچتا ہےaise vo dāstān khīñchtā haihar yaqīñ par gumān khīñchtā hai
- بجھتی مشعل کی التجا جیسےلوگ ہم کو ملے ہوا جیسےbujhtī mashal kī iltijā jaiselog ham ko mile huā jaise
- بلا کی دھوپ میں ایسے بھی جسم جلتا رہابدن کا سایہ جو اپنے سروں سے ڈھلتا رہاbalā kī dhūp meñ aise bhī jism jaltā rahābadan kā sāya jo apne saroñ se ḍhaltā rahā
- تری تلاش میں ہے سائبان بھی ہم بھیہمارے ساتھ ہماری تھکان بھی ہم بھیtirī talāsh meñ hai sā.ibān bhī ham bhīhamāre sāth hamārī thakān bhī ham bhī
- تم نے کیا ہے تم نے اشارا بہت غلطدریا بہت درست کنارا بہت غلطtum ne kiyā hai tum ne ishārā bahut ġhalatdariyā bahut durust kinārā bahut ġhalat
- تنکے کا ہاتھ آیا سہارا غلط غلطموج طلب نے پایا کنارا غلط غلطtinke kā hāth āyā sahārā ġhalat ġhalatmauj-e-talab ne pāyā kinārā ġhalat ġhalat
- تو نہ آئے گا مجھے جب سے یقیں آ گیا ہےآسماں جیسے مرا زیر زمیں آ گیا ہےtū na ā.egā mujhe jab se yaqīñ ā gayā haiāsmāñ jaise mirā zer-e-zamīñ ā gayā hai
- تیری تلاش تیری تمنا تو میں بھی ہوںجیسا ترا خیال ہے ویسا تو میں بھی ہوںterī talāsh terī tamannā to maiñ bhī hūñjaisā tirā ḳhayāl hai vaisā to maiñ bhī hūñ
- تیری خواہش نہ جب زیادہ تھیزندگی جیسے بے لبادہ تھیterī ḳhvāhish na jab ziyāda thīzindagī jaise be labāda thī
- جب سے امید باندھی پتھر پردھول سی جم گئی مقدر پرjab se ummīd bāñdhī patthar pardhūl sī jam ga.ī muqaddar par
- جلن کے خوف سے باہر نکل سکو تو چلوبچھی ہے دھوپ ہی رستوں میں چل سکو تو چلوjalan ke ḳhauf se bāhar nikal sako to chalobichhī hai dhūp hī rastoñ meñ chal sako to chalo
- جو نقش مٹ چکا ہے بنانا تو ہے نہیںاجڑا دیار ہم نے بسانا تو ہے نہیںjo naqsh miṭ chukā hai banānā to hai nahīñujṛā dayār ham ne basānā to hai nahīñ
- چاروں جانب پاگل خانے لگتے ہیںموسم ایسے ہوش اڑانے لگتے ہیںchāroñ jānib pāgal ḳhāne lagte haiñmausam aise hosh uṛāne lagte haiñ
- چراغ ظلمت بے نور میں جلانا تراپسند آیا نہ لوگوں کو آستانہ تراcharāġh-e-zulmat be nūr meñ jalānā tirāpasand āyā na logoñ ko āstāna tirā
- چور تھے لوگ جو سنگینیٔ ہجرت سے یہاںسانس بھی آتا نہیں ان کو سہولت سے یہاںchūr the log jo sangīnī-e-hijrat se yahāñsāns bhī ātā nahīñ un ko suhūlat se yahāñ
- دل دھڑکنوں میں جیسے دھڑکتا اسی کا تھاجیسے مرے وجود پہ چہرہ اسی کا تھاdil dhaṛkanoñ meñ jaise dhaṛaktā usī kā thājaise mire vajūd pe chehra usī kā thā
- دور کچھ اہل جنوں کی بے قراری کیجیےہو سکے تو ان کی تھوڑی غم گساری کیجیےdūr kuchh ahl-e-junūñ kī be qarārī kījiyeho sake to un kī thoṛī ġham gusārī kījiye
- دیکھ کر اٹھتا ہوا شوق کا سر یعنی توکاٹ ڈالے گا مرا دست ہنر یعنی توdekh kar uṭhtā huā shauq kā sar ya.anī tūkāṭ ḍālegā mirā dast-e-hunar ya.anī tū
- زندگی تیری تمنا میں بسر ہو جائےاور کیا چاہئے جو بار دگر ہو جائےzindagī terī tamannā meñ basar ho jā.eaur kiyā chāhiye jo bār-e-digar ho jā.e
- سر جھکا کر شاہ کے دربار میںچھید ہم نے سو کیے دستار میںsar jhukā kar shāh ke darbār meñchhed ham ne so kiye dastār meñ
- صورت گل کبھی زلفوں میں سجا کر لے جائےجب بھی چاہے وہ مجھے اپنا بنا کر لے جائےsūrat-e-gul kabhī zulfoñ meñ sajā kar le jā.ejab bhī chāhe vo mujhe apnā banā kar le jā.e
- طے ہوا ہے اس طرف کی رہ گزر کا جاگنامیرے پاؤں میں کسی لمبے سفر کا جاگناtai huā hai is taraf kī rah guzar kā jāgnāmere pā.oñ meñ kisī lambe safar kā jāgnā
- فلک بنایا گیا ہے زمیں بنائی گئیاماں کی کوئی جگہ ہی نہیں بنائی گئیfalak banāyā gayā hai zamīñ banā.ī ga.īamāñ kī koī jagah hī nahīñ banā.ī ga.ī
- کرن کرن یہ کسی دیدۂ حسد میں ہےہر اک چراغ ہمارا دھویں کی زد میں ہےkiran kiran ye kisī dīda-e-hasad meñ haihar ik charāġh hamārā dhueñ kī zad meñ hai
- کسی کو خار کسی سانس کو ببول کیاجو ہم نے کار محبت کیا فضول کیاkisī ko ḳhār kisī sāns ko babūl kiyājo ham ne kār-e-mohabbat kiyā fuzūl kiyā
- کہیں جو عزم ذرا حوصلہ نکل آئےفصیل غم سے نیا راستا نکل آئےkahīñ jo azm-e-zarā hausla nikal ā.efasīl-e-ġham se nayā rāstā nikal ā.e
- لہو کی آنچ جیسا ہو رہا ہےتمہارا غم ستارہ ہو رہا ہےlahū kī ānch jaisā ho rahā haitumhārā ġham sitāra ho rahā hai
- وہ ہیں تیار عمارت کو گرانے والےتو کہاں ہے مری بنیاد اٹھانے والےvo haiñ tayyār imārat ko girāne vāletū kahāñ hai mirī buniyād uṭhāne vāle
- ہر بدن کو اب یہاں ایسا گہن لگنے لگاجس کو دیکھو اب وہی بے پیرہن لگنے لگاhar badan ko ab yahāñ aisā gahan lagne lagājis ko dekho ab vahī be pairahan lagne lagā
- ہر قدم پاؤں میں ہیں انگارےتیری رائے ہے کیا خدا بارےhar qadam pā.oñ meñ haiñ angāreterī rā.e hai kyā ḳhudā bāre
- ہرے ہیں زخم کچھ اس طرح بھی مرے سر کےتمام عمر اٹھائے ہیں ناز پتھر کےhare haiñ zaḳhm kuchh is tarah bhī mire sar ketamām umr uṭhā.e haiñ nāz patthar ke
- ہزار کوشش پیہم کے باوجود ہمیںتمام عمر کوئی دوست با وفا نہ ملاhazār koshish-e-paiham ke bāvajūd hameñtamām umr koī dost bā vafā na milā
- ہم کو یہ ڈر ہے کہ امکان کسی اور کا ہےیعنی وہ شخص نگہبان کسی اور کا ہےham ko ye ḍar hai ke imkān kisī aur kā haiya.anī vo shaḳhs nigahbān kisī aur kā hai
- یہ حادثہ بھی سر رہ گزار ہونا تھاتری تلاش میں مجھ کو غبار ہونا تھاye hādisa bhī sar-e-rah guzār honā thātirī talāsh meñ mujh ko ġhubār honā thā
- یہ کیسا کار دنیا ہو رہا ہےلہو انساں کا سستا ہو رہا ہےye kaisā kār-e-duniyā ho rahā hailahū insāñ kā sastā ho rahā hai
- اس مقدمے پر بھی اک مقدمہ ہوگا زور و شور سے ہوگا اور آج ہی ہوگاروز میں بکھرتا ہوں روز ہی بکھرتا ہے میرے گھر کا شیرازہ تم کرو جو اندازہis muqaddame par bhī ik muqaddima hogā zor-o-shor se hogā aur āj hī hogāroz meñ bikhartā hūñ roz hī bikhartā hai mere ghar kā shīrāza tum karo jo andāza