Poet
Mirza Rafi Sauda
مرزا محمد رفیع سودا1713–1781
Poems
- آدم کا جسم جب کہ عناصر سے مل بناکچھ آگ بچ رہی تھی سو عاشق کا دل بناādam kā jism jab ke anāsir se mil banākuchh āg bach rahī thī so āshiq kā dil banā
- آرام پھر کہاں ہے جو ہو دل میں جائے حرصآسودہ زیر خاک نہیں آشنائے حرصārām phir kahāñ hai jo ho dil meñ jā.e hirsāsūda zer-e-ḳhāk nahīñ āshnā-e-hirs
- اپنے کا ہے گناہ بیگانے نے کیا کیااس دل کو کیا کہوں کہ دوانے نے کیا کیاapne kā hai gunāh begāne ne kiyā kyāis dil ko kyā kahūñ ke dīvāne ne kyā kiyā
- ایک ہم سے تجھے نہیں اخلاصگھر بہ گھر تجھ کو ہر کہیں اخلاصek ham se tujhe nahīñ iḳhlāsghar ba ghar tujh ko har kahīñ iḳhlās
- اے آہ تری قدر اثر نے تو نہ جانیگو تج کو لقب ہم نے دیا عرش مکانیai āh tirī qadr asar ne to na jānīgo taj ko laqab ham ne diyā arsh makānī
- اے دیدہ خانماں تو ہمارا ڈبو سکالیکن غبار یار کے دل سے نہ دھو سکاai dīda ḳhānumāñ to hamārā ḍubo sakālekin ġhubār yār ke dil se na dho sakā
- بارہا دل کو میں سمجھا کے کہا کیا کیا کچھنہ سنا اور کھویا مجھ سے مرا کیا کیا کچھbārhā dil ko maiñ samjhā ke kahā kyā kiyā kuchhna sunā aur khoyā mujh se mirā kyā kyā kuchh
- باطل ہے ہم سے دعویٰ شاعر کو ہم سری کاچہرہ ترا سا کب ہے سلطان خاوری کاbātil hai ham se da.avā shāyar ko ham sirī kāchehra tirā sā kab hai sultān ḳhāvarī kā
- برہمن بت کدے کے شیخ بیت اللہ کے صدقےکہیں ہیں جس کو سوداؔ وہ دل آگاہ کے صدقےbarahman but kade ke shaiḳh bīt allāh ke sadqekahīñ haiñ jis ko saudā vo dil-e-āgāh ke sadqe
- بلبل نے جسے جا کے گلستان میں دیکھاہم نے اسے ہر خار بیابان میں دیکھاbulbul ne jise jā ke gulistān meñ dekhāham ne use har ḳhār bayābān meñ dekhā
- بہار باغ ہو مینا ہو جام صہبا ہوہوا ہو ابر ہو ساقی ہو اور دریا ہوbahār-e-bāġh ho mīnā ho jām-e-sahbā hohavā ho abr ho sāqī ho aur dariyā ho
- بے چین جو رکھتی ہے تمہیں چاہ کسو کیشاید کہ ہوئی کارگر اب آہ کسو کیbe chain jo rakhtī hai tumheñ chāh kisū kīshāyad ke huī kārgar ab āh kisū kī
- بے وجہ نئیں ہے آئنہ ہر بار دیکھناکوئی دم کو پھولتا ہے یہ گل زار دیکھناbe vaj.h na.īñ hai ā.īna har bār dekhnākoī dam ko phūltā hai ye gul zār dekhnā
- تجھ بن بہت ہی کٹتی ہے اوقات بے طرحجوں توں کے دن تو گزرے ہے پر رات بے طرحtujh bin bahut hī kaṭṭī hai auqāt be tarahjūñ tūñ ke din to guzre hai par rāt be tarah
- تجھ عشق کے مریض کی تدبیر شرط ہےلیکن شفا کو گردش تقدیر شرط ہےtujh ishq ke marīz kī tadbīr shart hailekin shifā ko gardish-e-taqdīr shart hai
- تجھ قید سے دل ہو کر آزاد بہت رویالذت کو اسیری کی کر یاد بہت رویاtujh qaid se dil ho kar āzād bahut royālazzat ko asīrī kī kar yād bahut royā
- جب نظر اس کی آن پڑتی ہےزندگی تب دھیان پڑتی ہےjab nazar us kī ān paṛtī haizindagī tab dhyān paṛtī hai
- جب یار نے اٹھا کر زلفوں کے بال باندھےتب میں نے اپنے دل میں لاکھوں خیال باندھےjab yār ne uṭhā kar zulfoñ ke bāl bāñdhetab maiñ ne apne dil meñ lākhoñ ḳhayāl bāñdhe
- جس دم وہ صنم سوار ہووےتا صید حرم شکار ہووےjis dam vo sanam savār hovetā said-e-haram shikār hove
- جو گزری مجھ پہ مت اس سے کہو ہوا سو ہوابلا کشان محبت پہ جو ہوا سو ہواjo guzrī mujh pe mat us se kaho huā so huābalā kashin mohabbat pe jo huā so huā
- جو گل ہے یاں سو اس گل رخسار ساتھ ہےکیا گل ہے وہ کہ جس کے یہ گل زار ساتھ ہےjo gul hai yāñ so us gul-e-ruḳhsār sāth haikyā gul hai vo ke jis ke ye gul zār sāth hai
- چہرے پہ نہ یہ نقاب دیکھاپردے میں تھا آفتاب دیکھاchehre pe na ye naqāb dekhāparde meñ thā āftāb dekhā
- دامن صبا نہ چھو سکے جس شہ سوار کاپہنچے کب اس کو ہاتھ ہمارے غبار کاdāman sabā na chhū sake jis shah savār kāpahuñche kab us ko hāth hamāre ġhubār kā
- دل دار اس کو خواہ دل آزار کچھ کہوسنتا نہیں کسو کی مرا یار کچھ کہوdil dār us ko ḳhvāh dil āzār kuchh kahosuntā nahīñ kisū kī mirā yār kuchh kaho
- دل لے کے ہمارا جو کوئی طالب جاں ہےہم بھی یہ سمجھتے ہیں کہ جی ہے تو جہاں ہےdil le ke hamārā jo koī tālib jāñ haiham bhī ye samajhte haiñ ke jī hai to jahāñ hai
- دل مت ٹپک نظر سے کہ پایا نہ جائے گاجوں اشک پھر زمیں سے اٹھایا نہ جائے گاdil mat ṭapak nazar se ke pāyā na jā.egājūñ ashk phir zamīñ se uṭhāyā na jā.egā
- دل میں ترے جو کوئی گھر کر گیاسخت مہم تھی کہ وہ سر کر گیاdil meñ tire jo koī ghar kar gayāsaḳht muhim thī ke vo sar kar gayā
- دھوم سے سنتے ہیں اب کی سال آتی ہے بہاردیکھیے کیا کچھ ہمارے سر پہ لاتی ہے بہارdhūm se sunte haiñ ab kī sāl ātī hai bahārdekhiye kyā kuchh hamāre sar pe lātī hai bahār
- دیکھوں ہوں یوں میں اس ستم ایجاد کی طرفجوں صید وقت ذبح کے صیاد کی طرفdekhūñ hūñ yūñ maiñ us sitam ījād kī tarafjūñ said vaqt-e-zab.h ke sayyād kī taraf
- دیکھے بلبل جو یار کی صورتپھر نہ دیکھے بہار کی صورتdekhe bulbul jo yār kī sūratphir na dekhe bahār kī sūrat
- دیں شیخ و برہمن نے کیا یار فراموشیہ سبحہ فراموش وہ زنار فراموشdeñ shaiḳh-o-barahman ne kiyā yār farāmoshye sub.ha farāmosh vo zunnār farāmosh
- صدمہ ہر چند ترے جور سے جاں پر آیاتس پہ شکوہ نہ کبھی میری زباں پر آیاsadma har chand tire jaur se jāñ par āyātis pe shikva na kabhī merī zabāñ par āyā
- عاشق کی بھی کٹتی ہیں کیا خوب طرح راتیںدو چار گھڑی رونا دو چار گھڑی باتیںāshiq kī bhī kaṭṭī haiñ kyā ḳhūb tarah rāteñdo chār ghaṛī ronā do chār ghaṛī bāteñ
- غنچے سے مسکرا کے اسے زار کر چلےنرگس کو آنکھ مار کے بیمار کر چلےġhunche se muskurā ke use zār kar chalenargis ko ānkh mār ke bīmār kar chale
- کب دل شکست گاں سے کر عرض حال آیاہے بے صدا وہ چینی جس میں کہ بال آیاkab dil shikast-e-gāñ se kar arz-e-hāl āyāhai be sadā vo chīnī jis meñ ke bāl āyā
- کرتا ہوں تیرے ظلم سے ہر بار الغیاثیک بار تیرے دل میں نہیں کار الغیاثkartā hūñ tere zulm se har bār alġhiyāsyak bār tere dil meñ nahīñ kār alġhiyās
- کس کے ہیں زیر زمیں دیدۂ نم ناک ہنوزجا بجا سوت ہیں پانی کے تا خاک ہنوزkis ke haiñ zer-e-zamīñ dīda-e-nam nāk hanozjā bajā sot haiñ pānī ke tā ḳhāk hanoz
- کہتے ہیں لوگ یار کا ابرو پھڑک گیاتیغا سا کچھ نظر میں ہماری سڑک گیاkahte haiñ log yār kā abrū phaṛak gayāteġhā sā kuchh nazar meñ hamārī saṛak gayā
- کیجئے نہ اسیری میں اگر ضبط نفس کودے آگ ابھی شعلۂ آواز قفس کوkījiye na asīrī meñ agar zabt-e-nafas kode āg abhī shola-e-āvāz qafas ko
- گدا دست اہل کرم دیکھتے ہیںہم اپنا ہی دم اور قدم دیکھتے ہیںgadā dast-e-ahl-e-karam dekhte haiñham apnā hī dam aur qadam dekhte haiñ
- گر تجھ میں ہے وفا تو جفاکار کون ہےدل دار تو ہوا تو دل آزار کون ہےgar tujh meñ hai vafā to jafākār kaun haidil dār to huā to dil āzār kaun hai
- گر کیجئے انصاف تو کی زور وفا میںخط آتے ہی سب چل گئے اب آپ ہیں یا میںgar kījiye insāf to kī zor vafā meñḳhat āte hī sab chal ga.e ab āp haiñ yā maiñ
- گل پھینکے ہے اوروں کی طرف بلکہ ثمر بھیاے خانہ بر انداز چمن کچھ تو ادھر بھیgul pheñke hai auroñ kī taraf balke samar bhīai ḳhāna bar andāz-e-chaman kuchh to idhar bhī
- لے دیدۂ تر جدھر گئے ہمڈبرے جو تھے خشک بھر گئے ہمle dīda-e-tar jidhar ga.e hamḍabre jo the ḳhushk bhar ga.e ham
- مست سحر و توبہ کناں شام کا ہوں میںقاضی کے گرفتار نت اعلام کا ہوں میںmast-e-sahar-o-tauba kunāñ shām kā hūñ maiñqāzī ke giraftār nit a.alām kā hūñ maiñ
- مقدور نہیں اس کی تجلی کے بیاں کاجوں شمع سراپا ہو اگر صرف زباں کاmaqdūr nahīñ us kī tajallī ke bayāñ kājūñ sham.a sarāpā ho agar sirf zabāñ kā
- مگر وہ دید کو آیا تھا باغ میں گل کےکہ بو کچھ اور میں پائی دماغ میں گل کےmagar vo dīd ko āyā thā bāġh meñ gul keke bū kuchh aur maiñ pā.ī dimāġh meñ gul ke
- ناصح کو جیب سینے سے فرصت کبھو نہ ہودل یار سے پھٹے تو کسی سے رفو نہ ہوnāseh ko jeb sīne se fursat kabhū na hodil yār se phaṭe to kisī se rafū na ho
- نسیم ہے ترے کوچے میں اور صبا بھی ہےہماری خاک سے دیکھو تو کچھ رہا بھی ہےnasīm hai tire kūche meñ aur sabā bhī haihamārī ḳhāk se dekho to kuchh rahā bhī hai
- نے غرض کفر سے رکھتے ہیں نہ اسلام سے کاممدعا ہم کو تو ساقی سے ہے اور جام سے کامne ġharaz kufr se rakhte haiñ na islām se kāmmudda.ā ham ko to sāqī se hai aur jām se kām