Poet
Jaun Elia
جون ایلیا1931–2002Born in AmrohaDied in Karachi
Syed Hussain Sibt-e-Asghar Naqvi, known as Jaun Elia, was the younger brother of the poet Rais Amrohvi. He migrated to Pakistan in the mid-1950s and settled in Karachi. He edited the magazine Insha and translated Arabic and Persian treatises. His first collection, Shayad, appeared when he was about sixty; Yaani, Guman, Lekin and Goya were published after his death.
Writes about
- Love
- Philosophy
- Class consciousness
- Rebellion
Poems
- چلو باد بہاری جا رہی ہےپیا جی کی سواری جا رہی ہےchalo bād-e-bahārī jā rahī haipiyā jī kī savārī jā rahī hai
- حالت حال کے سبب حالت حال ہی گئیشوق میں کچھ نہیں گیا شوق کی زندگی گئیhālat-e-hāl ke sabab hālat-e-hāl hī ga.īshauq meñ kuchh nahīñ gayā shauq kī zindagī ga.ī
- حواس میں تو نہ تھے پھر بھی کیا نہ کر آئےکہ دار پر گئے ہم اور پھر اتر آئےhavās meñ to na the phir bhī kyā na kar ā.eke dār par ga.e ham aur phir utar ā.e
- خواب کی حالتوں کے ساتھ تیری حکایتوں میں ہیںہم بھی دیار اہل دل تیری روایتوں میں ہیںḳhvāb kī hālatoñ ke sāth terī hikāyatoñ meñ haiñham bhī dayār-e-ahl-e-dil terī rivāyatoñ meñ haiñ
- خواب کے رنگ دل و جاں میں سجائے بھی گئےپھر وہی رنگ بہ صد طور جلائے بھی گئےḳhvāb ke rang dil-o-jāñ meñ sajā.e bhī ga.ephir vahī rang ba sad tūr jalā.e bhī ga.e
- خوب ہے شوق کا یہ پہلو بھیمیں بھی برباد ہو گیا تو بھیḳhūb hai shauq kā ye pahlū bhīmaiñ bhī barbād ho gayā tū bhī
- خود سے رشتے رہے کہاں ان کےغم تو جانے تھے رائیگاں ان کےḳhud se rishte rahe kahāñ un keġham to jāne the rā.īgāñ un ke
- خود میں ہی گزر کے تھک گیا ہوںمیں کام نہ کر کے تھک گیا ہوںḳhud meñ hī guzar ke thak gayā hūñmaiñ kām na kar ke thak gayā hūñ
- خون تھوکے گی زندگی کب تکیاد آئے گی اب تری کب تکḳhūn thūke gī zindagī kab takyād ā.egī ab tirī kab tak
- دل برباد کو آباد کیا ہے میں نےآج مدت میں تمہیں یاد کیا ہے میں نےdil-e-barbād ko ābād kyā hai maiñ neāj muddat meñ tumheñ yād kyā hai maiñ ne
- دل پریشاں ہے کیا کیا جائےعقل حیراں ہے کیا کیا جائےdil pareshāñ hai kyā kyā jā.eaql hairāñ hai kyā kyā jā.e
- دل جو اک جائے تھی دنیا ہوئی آباد اس میںپہلے سنتے ہیں کہ رہتی تھی کوئی یاد اس میںdil jo ik jā.e thī duniyā huī ābād is meñpahle sunte haiñ ke rahtī thī koī yād is meñ
- دل جو ہے آگ لگا دوں اس کواور پھر خود ہی ہوا دوں اس کوdil jo hai āg lagā dūñ us koaur phir ḳhud hī huā dūñ us ko
- دل سے ہے بہت گریز پا توتو کون ہے اور ہے بھی کیا توdil se hai bahut gurez pā totū kaun hai aur hai bhī kiyā to
- دل کا دیار خواب میں دور تلک گزر رہاپاؤں نہیں تھے درمیاں آج بڑا سفر رہاdil kā dayār-e-ḳhvāb meñ dūr talak guzar rahāpā.oñ nahīñ the darmiyāñ āj baṛā safar rahā
- دل کتنا آباد ہوا جب دید کے گھر برباد ہوئےوہ بچھڑا اور دھیان میں اس کے سو موسم ایجاد ہوئےdil kitnā ābād huā jab dīd ke ghar barbād huevo bichhṛā aur dhyān meñ us ke so mausam ījād hue
- دل کو دنیا کا ہے سفر درپیشاور چاروں طرف ہے گھر درپیشdil ko duniyā kā hai safar darpeshaur chāroñ taraf hai ghar darpesh
- دل کی تکلیف کم نہیں کرتےاب کوئی شکوہ ہم نہیں کرتےdil kī taklīf kam nahīñ karteab koī shikva ham nahīñ karte
- دل کی ہر بات دھیان میں گزریساری ہستی گمان میں گزریdil kī har bāt dhyān meñ guzrīsārī hastī gumān meñ guzrī
- دل گماں تھا گمانیاں تھے ہمہاں میاں داستانیاں تھے ہمdil gumāñ thā gumāniyāñ the hamhāñ miyāñ dāstāniyāñ the ham
- دل نے کیا ہے قصد سفر گھر سمیٹ لوجانا ہے اس دیار سے منظر سمیٹ لوdil ne kiyā hai qasd-e-safar ghar sameṭ lojānā hai is dayār se manzar sameṭ lo
- دل نے وفا کے نام پر کار وفا نہیں کیاخود کو ہلاک کر لیا خود کو فدا نہیں کیاdil ne vafā ke nām par kār vafā nahīñ kiyāḳhud ko halāk kar liyā ḳhud ko fidā nahīñ kiyā
- دولت دہر سب لٹائی ہےمیں نے دل کی کمائی کھائی ہےdaulat-e-dahr sab luṭā.ī haimaiñ ne dil kī kamā.ī khā.ī hai
- دید کی ایک آن میں کار دوام ہو گیاوہ بھی تمام ہو گیا میں بھی تمام ہو گیاdīd kī ek ān meñ kār davām ho gayāvo bhī tamām ho gayā maiñ bhī tamām ho gayā
- ذکر بھی اس سے کیا بھلا میرااس سے رشتہ ہی کیا رہا میراzikr bhī us se kyā bhalā merāus se rishta hī kyā rahā merā
- ذکر گل ہو خار کی باتیں کریںلذت و آزار کی باتیں کریںzikr-e-gul ho ḳhār kī bāteñ kareñlazzat-o-āzār kī bāteñ kareñ
- رنج ہے حالت سفر حال قیام رنج ہےصبح بہ صبح رنج ہے شام بہ شام رنج ہےranj hai hālat-e-safar hāl qayām ranj haisub.h ba sub.h ranj hai shām ba shām ranj hai
- روٹھا تھا تجھ سے یعنی خود اپنی خوشی سے میںپھر اس کے بعد جان نہ روٹھا کسی سے میںrūṭhā thā tujh se ya.anī ḳhud apnī ḳhushī se maiñphir is ke ba.ad jān na rūṭhā kisī se maiñ
- روح پیاسی کہاں سے آتی ہےیہ اداسی کہاں سے آتی ہےrūh pyāsī kahāñ se ātī haiye udāsī kahāñ se ātī hai
- زخم امید بھر گیا کب کاقیس تو اپنے گھر گیا کب کاzaḳhm ummīd bhar gayā kab kāqais to apne ghar gayā kab kā
- زندگی کیا ہے اک کہانی ہےیہ کہانی نہیں سنانی ہےzindagī kyā hai ik kahānī haiye kahānī nahīñ sunānī hai
- سارے رشتے تباہ کر آیادل برباد اپنے گھر آیاsāre rishte tabāh kar āyādil-e-barbād apne ghar āyā
- سب چلے جاؤ مجھ میں تاب نہیںنام کو بھی اب اضطراب نہیںsab chale jā.o mujh meñ tāb nahīñnām ko bhī ab iztirāb nahīñ
- سر صحرا حباب بیچے ہیںلب دریا سراب بیچے ہیںsar-e-sahrā habāb beche haiñlab-e-dariyā sarāb beche haiñ
- سر ہی اب پھوڑیے ندامت میںنیند آنے لگی ہے فرقت میںsar hī ab phoṛiye nadāmat meñnīnd āne lagī hai furqat meñ
- سلسلہ جنباں اک تنہا سے روح کسی تنہا کی تھیایک آواز ابھی آئی تھی وہ آواز ہوا کی تھیsilsila jumbāñ ik tanhā se rūh kisī tanhā kī thīek āvāz abhī ā.ī thī vo āvāz havā kī thī
- سمجھ میں زندگی آئے کہاں سےپڑھی ہے یہ عبارت درمیاں سےsamajh meñ zindagī ā.e kahāñ sepaṛhī hai ye ibārat darmiyāñ se
- سوچا ہے کہ اب کار مسیحا نہ کریں گےوہ خون بھی تھوکے گا تو پروا نہ کریں گےsochā hai ke ab kār-e-masīhā na kareñgevo ḳhūn bhī thūke gā to parvā na kareñge
- سینہ دہک رہا ہو تو کیا چپ رہے کوئیکیوں چیخ چیخ کر نہ گلا چھیل لے کوئیsīna dahak rahā ho to kyā chup rahe koīkyūñ chīḳh chīḳh kar na gilā chhail le koī
- شاخ امید جل گئی ہوگیدل کی حالت سنبھل گئی ہوگیshāḳh-e-ummīd jal ga.ī hogīdil kī hālat sambhal ga.ī hogī
- شام تک میری بیکلی ہے شرابشام کو میری سر خوشی ہے شرابshām tak merī bekalī hai sharābshām ko merī sar ḳhushī hai sharāb
- شام تھی اور برگ و گل شل تھے مگر صبا بھی تھیایک عجیب سکوت تھا ایک عجب صدا بھی تھیshām thī aur barg-o-gul shil the magar sabā bhī thīek ajīb sukūt thā ek ajab sadā bhī thī
- شام ہوئی ہے یار آئے ہیں یاروں کے ہم راہ چلیںآج وہاں قوالی ہوگی جونؔ چلو درگاہ چلیںshām huī hai yār ā.e haiñ yāroñ ke ham rāh chaleñāj vahāñ qavvālī hogī jon chalo dargāh chaleñ
- شرمندگی ہے ہم کو بہت ہم ملے تمہیںتم سر بہ سر خوشی تھے مگر غم ملے تمہیںsharmindagī hai ham ko bahut ham mile tumheñtum sar ba sar ḳhushī the magar ġham mile tumheñ
- شکوہ اول تو بے حساب کیااور پھر بند ہی یہ باب کیاshikva avval to be hisāb kiyāaur phir band hī ye bāb kiyā
- شمشیر میری، میری سپر کس کے پاس ہےدو میرا خود پر مرا سر کس کے پاس ہےshamshīr merī, merī sipar kis ke pās haido merā ḳhud par mirā sar kis ke pās hai
- شوق کا بار اتار آیا ہوںآج میں اس کو ہار آیا ہوںshauq kā bār utār āyā hūñāj maiñ us ko hār āyā hūñ
- شوق کا رنگ بجھ گیا یاد کے زخم بھر گئےکیا مری فصل ہو چکی کیا مرے دن گزر گئےshauq kā rang bujh gayā yād ke zaḳhm bhar ga.ekyā mirī fasl ho chukī kyā mire din guzar ga.e
- شہر بہ شہر کر سفر زاد سفر لیے بغیرکوئی اثر کیے بغیر کوئی اثر لیے بغیرshahr ba shahr kar safar zād-e-safar liye baġhairkoī asar kiye baġhair koī asar liye baġhair
- ضبط کر کے ہنسی کو بھول گیامیں تو اس زخم ہی کو بھول گیاzabt kar ke hañsī ko bhūl gayāmaiñ to is zaḳhm hī ko bhūl gayā