Poet
Jaun Elia
جون ایلیا1931–2002Born in AmrohaDied in Karachi
Syed Hussain Sibt-e-Asghar Naqvi, known as Jaun Elia, was the younger brother of the poet Rais Amrohvi. He migrated to Pakistan in the mid-1950s and settled in Karachi. He edited the magazine Insha and translated Arabic and Persian treatises. His first collection, Shayad, appeared when he was about sixty; Yaani, Guman, Lekin and Goya were published after his death.
Writes about
- Love
- Philosophy
- Class consciousness
- Rebellion
Poems
- آپ اپنا غبار تھے ہم تویاد تھے یادگار تھے ہم توāp apnā ġhubār the ham toyād the yādgār the ham to
- آج بھی تشنگی کی قسمت میںسم قاتل ہے سلسبیل نہیںāj bhī tishnagī kī qismat meñsam-e-qātil hai salsabīl nahīñ
- آج لب گہر فشاں آپ نے وا نہیں کیاتذکرۂ خجستۂ آب و ہوا نہیں کیاāj lab-e-guhar fishāñ āp ne vā nahīñ kiyātazkira-e-ḳhajsata-e-āb-o-havā nahīñ kiyā
- آخری بار آہ کر لی ہےمیں نے خود سے نباہ کر لی ہےāḳhirī bār āh kar lī haimaiñ ne ḳhud se nibāh kar lī hai
- آدمی وقت پر گیا ہوگاوقت پہلے گزر گیا ہوگاādmī vaqt par gayā hogāvaqt pahle guzar gayā hogā
- اب کسی سے مرا حساب نہیںمیری آنکھوں میں کوئی خواب نہیںab kisī se mirā hisāb nahīñmerī ānkhoñ meñ koī ḳhvāb nahīñ
- اب وہ گھر اک ویرانہ تھا بس ویرانہ زندہ تھاسب آنکھیں دم توڑ چکی تھیں اور میں تنہا زندہ تھاab vo ghar ik vīrāna thā bas vīrāna zinda thāsab ānkheñ dam toṛ chukī thīñ aur maiñ tanhā zinda thā
- ابھی اک شور سا اٹھا ہے کہیںکوئی خاموش ہو گیا ہے کہیںabhī ik shor sā uṭhā hai kahīñkoī ḳhāmosh ho gayā hai kahīñ
- ابھی فرمان آیا ہے وہاں سےکہ ہٹ جاؤں میں اپنے درمیاں سےabhī farmān āyā hai vahāñ seke haṭ jā.ūñ maiñ apne darmiyāñ se
- اپنا خاکہ لگتا ہوںایک تماشا لگتا ہوںapnā ḳhāka lagtā hūñek tamāshā lagtā hūñ
- اپنی منزل کا راستہ بھیجوجان ہم کو وہاں بلا بھیجوapnī manzil kā rāsta bhejojān ham ko vahāñ balā bhejo
- اپنے سب یار کام کر رہے ہیںاور ہم ہیں کہ نام کر رہے ہیںapne sab yār kām kar rahe haiñaur ham haiñ ke nām kar rahe haiñ
- اس کے پہلو سے لگ کے چلتے ہیںہم کہیں ٹالنے سے ٹلتے ہیںus ke pahlū se lag ke chalte haiñham kahīñ ṭālne se ṭalte haiñ
- اس نے ہم کو گمان میں رکھااور پھر کم ہی دھیان میں رکھاus ne ham ko gumān meñ rakhāaur phir kam hī dhyān meñ rakhā
- اک زخم بھی یاران بسمل نہیں آنے کامقتل میں پڑے رہیے قاتل نہیں آنے کاik zaḳhm bhī yārān-e-bismil nahīñ āne kāmaqtal meñ paṛe rahiye qātil nahīñ āne kā
- اک سایہ مرا مسیحا تھاکون جانے وہ کون تھا کیا تھاik sāya mirā masīhā thākaun jāne vo kaun thā kyā thā
- اک ہنر ہے جو کر گیا ہوں میںسب کے دل سے اتر گیا ہوں میںik hunar hai jo kar gayā hūñ maiñsab ke dil se utar gayā hūñ maiñ
- انقلاب ایک خواب ہے سو ہےدل کی دنیا خراب ہے سو ہےinqilāb ek ḳhvāb hai so haidil kī duniyā ḳharāb hai so hai
- ایذا دہی کی داد جو پاتا رہا ہوں میںہر ناز آفریں کو ستاتا رہا ہوں میںīzā dahī kī dād jo pātā rahā hūñ maiñhar nāz āfrīñ ko satātā rahā hūñ maiñ
- ایک گماں کا حال ہے اور فقط گماں میں ہےکس نے عذاب جاں سہا کون عذاب جاں میں ہےek gumāñ kā hāl hai aur faqat gumāñ meñ haikis ne azāb-e-jāñ sahā kaun azāb-e-jāñ meñ hai
- ایک ہی مژدہ صبح لاتی ہےدھوپ آنگن میں پھیل جاتی ہےek hī muzhda sub.h lātī haidhūp āngan meñ phail jātī hai
- اے صبح میں اب کہاں رہا ہوںخوابوں ہی میں صرف ہو چکا ہوںai sub.h meñ ab kahāñ rahā hūñḳhvāboñ hī meñ sirf ho chukā hūñ
- اے کوئے یار تیرے زمانے گزر گئےجو اپنے گھر سے آئے تھے وہ اپنے گھر گئےai kū-e-yār tere zamāne guzar ga.ejo apne ghar se ā.e the vo apne ghar ga.e
- اے وصل کچھ یہاں نہ ہوا کچھ نہیں ہوااس جسم کی میں جاں نہ ہوا کچھ نہیں ہواai vasl kuchh yahāñ na huā kuchh nahīñ huāis jism kī maiñ jāñ na huā kuchh nahīñ huā
- بات کوئی امید کی مجھ سے نہیں کہی گئیسو مرے خواب بھی گئے سو میری نیند بھی گئیbāt koī umīd kī mujh se nahīñ kahī ga.īso mire ḳhvāb bhī ga.e so merī nīnd bhī ga.ī
- باہر گزار دی کبھی اندر بھی آئیں گےہم سے یہ پوچھنا کبھی ہم گھر بھی آئیں گےbāhar guzār dī kabhī andar bhī ā.eñgeham se ye pūchhnā kabhī ham ghar bhī ā.eñge
- بجا ارشاد فرمایا گیا ہےکہ مجھ کو یاد فرمایا گیا ہےbajā irshād farmāyā gayā haike mujh ko yād farmāyā gayā hai
- بد دلی میں بے قراری کو قرار آیا تو کیاپا پیادہ ہو کے کوئی شہسوار آیا تو کیاbad dilī meñ be qarārī ko qarār āyā to kyāpā piyāda ho ke koī shahsavār āyā to kyā
- بڑا احسان ہم فرما رہے ہیںکہ ان کے خط انہیں لوٹا رہے ہیںbaṛā ehsān ham farmā rahe haiñke un ke ḳhat unheñ lauṭā rahe haiñ
- بزم سے جب نگار اٹھتا ہےمیرے دل سے غبار اٹھتا ہےbazm se jab nigār uṭhtā haimere dil se ġhubār uṭhtā hai
- بند باہر سے مری ذات کا در ہے مجھ میںمیں نہیں خود میں یہ اک عام خبر ہے مجھ میںband bāhar se mirī zāt kā dar hai mujh meñmaiñ nahīñ ḳhud meñ ye ik ām ḳhabar hai mujh meñ
- بہت دل کو کشادہ کر لیا کیازمانے بھر سے وعدہ کر لیا کیاbahut dil ko kushāda kar liyā kyāzamāne bhar se va.ada kar liyā kyā
- بھٹکتا پھر رہا ہوں جستجو بنسراپا آرزو ہوں آرزو بنbhaṭaktā phir rahā hūñ justujū bansarāpā ārzū hūñ ārzū ban
- بے دلی کیا یوں ہی دن گزر جائیں گےصرف زندہ رہے ہم تو مر جائیں گےbe dilī kyā yūñ hī din guzar jā.eñgesirf zinda rahe ham to mar jā.eñge
- بے قراری سی بے قراری ہےوصل ہے اور فراق طاری ہےbe qarārī sī be qarārī haivasl hai aur firāq tārī hai
- تجھ سے گلے کروں تجھے جاناں مناؤں میںاک بار اپنے آپ میں آؤں تو آؤں میںtujh se gale karūñ tujhe jānāñ manā.ūñ meñik bār apne āp meñ ā.ūñ to ā.ūñ maiñ
- تجھ میں پڑا ہوا ہوں حرکت نہیں ہے مجھ میںحالت نہ پوچھیو تو حالت نہیں ہے مجھ میںtujh meñ paṛā huā hūñ harkat nahīñ hai mujh meñhālat na pūchhiyo to hālat nahīñ hai mujh meñ
- ترے غرور کا حلیہ بگاڑ ڈالوں گامیں آج تیرا گریبان پھاڑ ڈالوں گاtire ġhurūr kā hulya bigāṛ ḍālūñgāmaiñ āj terā garebān phāṛ ḍālūñgā
- تشنگی نے سراب ہی لکھاخواب دیکھا تھا خواب ہی لکھاtishnagī ne sarāb hī likhāḳhvāb dekhā thā ḳhvāb hī likhā
- تم حقیقت نہیں ہو حسرت ہوجو ملے خواب میں وہ دولت ہوtum haqīqat nahīñ ho hasrat hojo mile ḳhvāb meñ vo daulat ho
- تمہارا ہجر منا لوں اگر اجازت ہومیں دل کسی سے لگا لوں اگر اجازت ہوtumhārā hijr manā lūñ agar ijāzat homaiñ dil kisī se lagā lūñ agar ijāzat ho
- تنگ آغوش میں آباد کروں گا تجھ کوہوں بہت شاد کہ ناشاد کروں گا تجھ کوtang āġhosh meñ ābād karūñgā tujh kohūñ bahut shād ke nāshād karūñgā tujh ko
- تو بھی چپ ہے میں بھی چپ ہوں یہ کیسی تنہائی ہےتیرے ساتھ تری یاد آئی کیا تو سچ مچ آئی ہےtū bhī chup hai maiñ bhī chup hūñ ye kaisī tanhā.ī haitere sāth tirī yād ā.ī kyā to sach much ā.ī hai
- جانے کہاں گیا ہے وہ وہ جو ابھی یہاں تھاوہ جو ابھی یہاں تھا وہ کون تھا کہاں تھاjāne kahāñ gayā hai vo vo jo abhī yahāñ thāvo jo abhī yahāñ thā vo kaun thā kahāñ thā
- جاؤ قرار بے دلاں شام بخیر شب بخیرصحن ہوا دھواں دھواں شام بخیر شب بخیرjā.o qarār be dalāñ shām baḳhair shab baḳhairsehn huā dhuāñ dhuāñ shām baḳhair shab baḳhair
- جز گماں اور تھا ہی کیا میرافقط اک میرا نام تھا میراjuz gumāñ aur thā hī kiyā merāfaqat ik merā nām thā merā
- جو زندگی بچی ہے اسے مت گنوائیےبہتر یہ ہے کہ آپ مجھے بھول جائیےjo zindagī bachī hai use mat gañvā.iyebehtar ye hai ke āp mujhe bhūl jā.iye
- جو گزر دشمن ہے اس کا رہ گزر رکھا ہے نامذات سے اپنی نہ ہلنے کا سفر رکھا ہے نامjo guzar dushman hai us kā rah guzar rakhā hai nāmzāt se apnī na hilne kā safar rakhā hai nām
- جو ہوا جونؔ وہ ہوا بھی نہیںیعنی جو کچھ بھی تھا وہ تھا بھی نہیںjo huā jon vo huā bhī nahīñya.anī jo kuchh bhī thā vo thā bhī nahīñ
- جی ہی جی میں وہ جل رہی ہوگیچاندنی میں ٹہل رہی ہوگیjī hī jī meñ vo jal rahī hogīchāndnī meñ ṭahal rahī hogī