Poet
Insha Allah Khan Insha
انشاء اللہ خان انشا1752–1817
Poems
- آنے اٹک اٹک کے لگی سانس رات سےاب ہے امید صرف خدا ہی کی ذات سےāne aṭak aṭak ke lagī sāns rāt seab hai umīd sirf-e-ḳhudā hī kī zāt se
- اچھا جو خفا ہم سے ہو تم اے صنم اچھالو ہم بھی نہ بولیں گے خدا کی قسم اچھاachchhā jo ḳhafā ham se ho tum ai sanam achchhālo ham bhī na boleñge ḳhudā kī qasam achchhā
- اس بندہ کی چاہ دیکھئے گااور اس کا نباہ دیکھئے گاis banda kī chāh dekhiyegāaur us kā nibāh dekhiyegā
- امرد ہوئے ہیں تیرے خریدار چار پانچدے ایسے اور حق مجھے اغیار چار پانچumrad hue haiñ tere ḳharīdār chār pānchde aise aur haq mujhe aġhyār chār pānch
- ایک دن رات کی صحبت میں نہیں ہوتے شریکہم کو کیا فائدہ گر آپ بہت ہیں نزدیکek din rāt kī sohbat meñ nahīñ hote sharīkham ko kyā fā.ida gar āp bahut haiñ nazdīk
- بات کے ساتھ ہی موجود ہے ٹال ایک نہ ایکہے خلاف اپنے سدا آپ کے چال ایک نہ ایکbāt ke sāth hī maujūd hai ṭāl ek na ekhai ḳhilāf apne sadā āp ke chāl ek na ek
- بستی تجھ بن اجاڑ سی ہےکمبخت یہ شب پہاڑ سی ہےbastī tujh bin ujāṛ sī haikambaḳht ye shab pahāṛ sī hai
- بندگی ہم نے تو جی سے اپنی ٹھانی آپ کیبندہ پرور خیر آگے قدر دانی آپ کیbandagī ham ne to jī se apnī ṭhānī āp kībanda parvar ḳhair āge qadr dānī āp kī
- بنک کی جلوہ گری پر غش ہوںیعنی اس سبز پری پر غش ہوںbanak kī jalva girī par ġhash hūñya.anī is sabz parī par ġhash hūñ
- بھلے آدمی کہیں باز آ ارے اس پری کے سہاگ سےکہ بنا ہوا ہو جو خاک سے اسے کیا مناسبت آگ سےbhale ādmī kahīñ bāz ā are us parī ke suhāg seke banā huā ho jo ḳhāk se use kyā munāsabat āg se
- پھبتی ترے مکھڑے پہ مجھے حور کی سوجھیلا ہاتھ ادھر دے کہ بہت دور کی سوجھیphabtī tire mukhṛe pe mujhe hūr kī sūjhīlā hāth idhar de ke bahut dūr kī sūjhī
- تب سے عاشق ہیں ہم اے طفل پری وش تیرےجب سے مکتب میں تو کہتا تھا الف بے تے ثےtab se āshiq haiñ ham ai tifl-e-parī vash terejab se maktab meñ to kahtā thā alif be te se
- تجھ سے یوں یک بار توڑوں کس طرحمیں قدم تیرے یہ چھوڑوں کس طرحtujh se yūñ yak bār toṛūñ kis tarahmaiñ qadam tere ye chhoṛūñ kis tarah
- تفضلات نہیں لطف کی نگاہ نہیںمعاملہ ابھی مطلق وہ رو بہ راہ نہیںtafazzulāt nahīñ lutf kī nigāh nahīñmu.āmla abhī mutlaq vo rū ba rāh nahīñ
- تمہارے ہاتھوں کی انگلیوں کی یہ دیکھو پوریں غلام تیسوںغرض کہ غش ہے اگر نہ مانو تو جھٹ اٹھا لے کلام تیسوںtumhāre hāthoñ kī ungliyoñ kī ye dekho poreñ ġhulām tīsoñġharaz ke ġhash hai agar na māno to jhaṭ uṭhā le kalām tīsoñ
- توڑوں گا خم بادۂ انگور کی گردنرکھ دوں گا وہاں کاٹ کے اک حور کی گردنtoṛūñgā ḳham-e-bāda-e-angūr kī gardanrakh dūñgā vahāñ kāṭ ke ik hūr kī gardan
- تو نے لگائی اب کی یہ کیا آگ اے بسنتجس سے کہ دل کی آگ اٹھے جاگ اے بسنتtū ne lagā.ī ab kī ye kyā āg ai basantjis se ke dil kī āg uṭhe jāg ai basant
- ٹک آنکھ ملاتے ہی کیا کام ہماراتس پر یہ غضب پوچھتے ہو نام ہماراṭuk ānkh milāte hī kiyā kām hamārātis par ye ġhazab pūchhte ho nām hamārā
- ٹک اک اے نسیم سنبھال لے کہ بہار مست شراب ہےوہ جو حسن عالم نشہ ہے اسے اب کی عین شباب ہےṭuk ik ai nasīm sambhāl le ke bahār mast-e-sharāb haivo jo husn-e-ālam-e-nasha hai use ab kī ain shabāb hai
- ٹک قیس کو چھیڑ چھاڑ کر عشقلپٹا مجھے پنجے جھاڑ کر عشقṭuk qais ko chheṛ chhāṛ kar ishqlipṭā mujhe panje jhāṛ kar ishq
- جب تک کہ خوب واقف راز نہاں نہ ہوںمیں تو سخن میں عشق کے بولوں نہ ہاں نہ ہوںjab tak ke ḳhūb vāqif-e-rāz-e-nihāñ na hūñmaiñ to suḳhan meñ ishq ke bolūñ na hāñ na hūñ
- جس کو کچھ دھن ہو کرے ہم سے حقیقت کی بحثکہ ہمیں جانتے ہیں اہل طریقت کی بحثjis ko kuchh dhun ho kare ham se haqīqat kī bahske hameñ jānte haiñ ahl-e-tarīqat kī bahs
- جو بات تجھ سے چاہی ہے اپنا مزاج آجقربان تیری کل پہ نہ ٹال آج آج آجjo bāt tujh se chāhī hai apnā mizāj ājqurbān terī kal pe na ṭāl āj āj āj
- جو ہاتھ اپنے سبزے کا گھوڑا لگاتو سلفے کا اور اس کو کوڑا لگاjo hāth apne sabze kā ghoṛā lagātū sulfe kā aur us ko koṛā lagā
- جی چاہتا ہے شیخ کہ پگڑی اتارئیےاور تان کر چٹاخ سے ایک دھول ماریےjī chāhtā hai shaiḳh ke pagṛī utāriyeaur tān kar chaṭāḳh se ek dhūl māriye
- چھیڑنے کا تو مزہ جب ہے کہو اور سنوبات میں تم تو خفا ہو گئے لو اور سنوchheṛne kā to maza jab hai kaho aur sunobāt meñ tum to ḳhafā ho ga.e lo aur suno
- حضرت عشق ادھر کیجے کرم یا معبودبال گوپال ہیں یاں آپ کے ہم یا معبودhazrat-e-ishq idhar kīje karam yā ma.abūdbāl gopāl haiñ yāñ āp ke ham yā ma.abūd
- دس عقل دس مقولے دس مدرکات تیسوںتیرے ہی ذکر میں ہیں اے پاک ذات تیسوںdas aql das maqūle das mudrikāt tīsoñtere hī zikr meñ haiñ ai pāk zāt tīsoñ
- دل ستم زدہ بیتابیوں نے لوٹ لیاہمارے قبلہ کو وہابیوں نے لوٹ لیاdil-e-sitam zada betābiyoñ ne lauṭ liyāhamāre qibla ko vahhābiyoñ ne lauṭ liyā
- دیکھنا جب مجھے کر شان یہ گالی دیناکس سے تم سیکھے ہو ہر آن یہ گالی دیناdekhnā jab mujhe kar shān ye gālī denākis se tum sīkhe ho har ān ye gālī denā
- دیوار پھاندنے میں دیکھوگے کام میراجب دھم سے آ کہوں گا صاحب سلام میراdīvār phāndne meñ dekhoge kām merājab dham se ā kahūñgā sāhab salām merā
- زلف کو تھا خیال بوسے کاخط نے لکھا سوال بوسے کاzulf ko thā ḳhayāl bose kāḳhat ne likhā savāl bose kā
- زمیں سے اٹھی ہے یا چرخ پر سے اتری ہےیہ آگ عشق کی یا رب کدھر سے اتری ہےzamīñ se uṭhī hai yā charḳh par se utrī haiye āg ishq kī yā rab kidhar se utrī hai
- زنہار ہمت اپنے سے ہرگز نہ ہاریےشیشے میں اس پری کو نہ جب تک اتارئیےzinhār himmat apne se hargiz na hāriyeshīshe meñ us parī ko na jab tak utāriye
- سر چشم صبر دل دیں تن مال جان آٹھوںصدقہ کئی ہیں تم پر لو مہربان آٹھوںsar chashm-e-sabr dil deñ tan māl jān āṭhoñsadqa ka.ī haiñ tum par lo mehrbān āṭhoñ
- شب خواب میں دیکھا تھا مجنوں کو کہیں اپنےدل سے جو کراہ اٹھی لیلیٰ کو لیا تپ نےshab ḳhvāb meñ dekhā thā majnūñ ko kahīñ apnedil se jo karāh uṭhī lailā ko liyā tap ne
- صاحب کے ہرزہ پن سے ہر ایک کو گلہ ہےمیں جو نباہتا ہوں میرا ہے حوصلہ ہےsāhab ke harza pan se har ek ko gila haimaiñ jo nibāhtā hūñ merā hai hausla hai
- صد برگ گہہ دکھائی ہے گہہ ارغواں بسنتلائی ہے ایک تازہ شگوفہ یہاں بسنتsad barg-e-gah dikhā.ī hai gah arġhavāñ basantlā.ī hai ek tāza shagūfa yahāñ basant
- ضعف آتا ہے دل کو تھام تو لوبولیو مت بھلا سلام تو لوzof ātā hai dil ko thām to loboliyo mat bhalā salām to lo
- فقیرانہ ہے دل مقیم اس کی رہ کاغرض کیا کہ محتاج ہو بادشہ کاfaqīrāna hai dil muqīm us kī rah kāġharaz kyā ke mohtāj ho bādshah kā
- کاش ابر کرے چادر مہتاب کی چوریتا مجھ سے بھی ہو جام مئے ناب کی چوریkāsh abr kare chādar-e-mahtāb kī chorītā mujh se bhī ho jām-e-mai-e-nāb kī chorī
- کمر باندھے ہوئے چلنے کو یاں سب یار بیٹھے ہیںبہت آگے گئے باقی جو ہیں تیار بیٹھے ہیںkamar bāñdhe hue chalne ko yāñ sab yār baiṭhe haiñbahut āge ga.e bāqī jo haiñ tayyār baiṭhe haiñ
- کنایہ اور ڈھب کا اس مری مجلس میں کم کیجےاجی سب تاڑ جاویں گے نہ ایسا تو ستم کیجےkināya aur ḍhab kā is mirī majlis meñ kam kījeajī sab tāṛ jāveñge na aisā to sitam kīje
- کیا بھلا شیخ جی تھے دیر میں تھوڑے پتھرکہ چلے کعبہ کے تم دیکھنے روڑے پتھرkyā bhalā shaiḳh jī the der meñ thoṛe pattharke chale ka.aba ke tum dekhne roṛe patthar
- کیا ملا ہم کو تیری یاری میںرہے اب تک امیدواری میںkyā milā ham ko terī yārī meñrahe ab tak umīdvārī meñ
- گالی سہی ادا سہی چین جبیں سہییہ سب سہی پر ایک نہیں کی نہیں سہیgālī sahī adā sahī chain-e-jabīñ sahīye sab sahī par ek nahīñ kī nahīñ sahī
- گاہے گاہے جو ادھر آپ کرم کرتے ہیںوہ ہیں اٹھ جاتے ہیں یہ اور ستم کرتے ہیںgāhe gāhe jo idhar āp karam karte haiñvo haiñ uṭh jāte haiñ ye aur sitam karte haiñ
- گلی سے تیری جو ٹک ہو کے آدمی نکلےتو اس کے سایہ سے جھٹ بن کے اک پری نکلےgalī se terī jo ṭuk ho ke ādmī nikleto us ke sāya se jhaṭ ban ke ik parī nikle
- لب پہ آئی ہوئی یہ جان پھرےیار گر اس طرف کو آن پھرےlab pe ā.ī huī ye jān phireyār gar is taraf ko ān phire
- لگ جا تو مرے سینہ سے دروازہ کو کر بنددے کھول قبا اپنی کی بے خوف و خطر بندlag jā to mire sīna se darvāza ko kar bandde khol qabā apnī kī be ḳhauf-o-ḳhatar band