Poet
Hafeez Jalandhari
حفیظ جالندھری1900–1982
Poems
- آخر ایک دن شاد کرو گےمیرا گھر آباد کرو گےāḳhir ek din shād karogemerā ghar ābād karoge
- آنے والے جانے والے ہر زمانے کے لیےآدمی مزدور ہے راہیں بنانے کے لیےāne vāle jāne vāle har zamāne ke liyeādmī mazdūr hai rāheñ banāne ke liye
- آ ہی گیا وہ مجھ کو لحد میں اتارنےغفلت ذرا نہ کی مرے غفلت شعار نےā hī gayā vo mujh ko lahad meñ utārneġhaflat zarā na kī mire ġhaflat shi.ār ne
- اب تو کچھ اور بھی اندھیرا ہےیہ مری رات کا سویرا ہےab to kuchh aur bhī andherā haiye mirī rāt kā saverā hai
- ابھرے جو خاک سے وہ تہ خاک ہو گئےسب پائمال گردش افلاک ہو گئےubhre jo ḳhāk se vo tah-e-ḳhāk ho ga.esab pā.imāl-e-gardish-e-aflāk ho ga.e
- اس شوخ نے نگاہ نہ کی ہم بھی چپ رہےہم نے بھی آہ آہ نہ کی ہم بھی چپ رہےus shoḳh ne nigāh na kī ham bhī chup raheham ne bhī āh āh na kī ham bhī chup rahe
- اک بار پھر وطن میں گیا جا کے آ گیالخت جگر کو خاک میں دفنا کے آ گیاik bār phir vatan meñ gayā jā ke ā gayālaḳht-e-jigar ko ḳhāk meñ dafnā ke ā gayā
- اگر موج ہے بیچ دھارے چلا چلوگرنہ کنارے کنارے چلا چلagar mauj hai bīch dhāre chalā chalvagarna kināre kināre chalā chal
- ان تلخ آنسوؤں کو نہ یوں منہ بنا کے پییہ مے ہے خودکشید اسے مسکرا کے پیun talḳh ānsūoñ ko na yūñ muñh banā ke pīye mai hai ḳhudkashīd use muskurā ke pī
- ان کو جگر کی جستجو ان کی نظر کو کیا کروںمجھ کو نظر کی آرزو اپنے جگر کو کیا کروںun ko jigar kī justujū un kī nazar ko kyā karūñmujh ko nazar kī ārzū apne jigar ko kyā karūñ
- ان گیسوؤں میں شانۂ ارماں نہ کیجئےخون جگر سے دعوت مژگاں نہ کیجئےun gesūoñ meñ shāna-e-armāñ na kījiyeḳhūn-e-jigar se da.avat-e-mizhgāñ na kījiye
- او دل توڑ کے جانے والے دل کی بات بتاتا جااب میں دل کو کیا سمجھاؤں مجھ کو بھی سمجھاتا جاo dil toṛ ke jāne vāle dil kī bāt batātā jāab maiñ dil ko kyā samjhā.ūñ mujh ko bhī samjhātā jā
- اے دوست مٹ گیا ہوں فنا ہو گیا ہوں میںاس دور دوستی کی دوا ہو گیا ہوں میںai dost miṭ gayā hūñ fanā ho gayā hūñ maiñis daur dostī kī davā ho gayā hūñ maiñ
- بے تعلق زندگی اچھی نہیںزندگی کیا موت بھی اچھی نہیںbe ta.alluq zindagī achchhī nahīñzindagī kyā maut bhī achchhī nahīñ
- جوانی کے ترانے گا رہا ہوںدبی چنگاریاں سلگا رہا ہوںjavānī ke tarāne gā rahā hūñdabī chingāriyāñ sulgā rahā hūñ
- جہاں قطرے کو ترسایا گیا ہوںوہیں ڈوبا ہوا پایا گیا ہوںjahāñ qatre ko tarsāyā gayā hūñvahīñ ḍūbā huā pāyā gayā hūñ
- حسن نے سیکھیں غریب آزاریاںعشق کی مجبوریاں لاچاریاںhusn ne sīkheñ ġharīb āzāriyāñishq kī majbūriyāñ lāchāriyāñ
- حیات جاوداں والے نے مارازباں دے کر زباں والے نے ماراhayāt-e-jāvedāñ vāle ne mārāzabāñ de kar zabāñ vāle ne mārā
- حیران نہ ہو دیکھ میں کیا دیکھ رہا ہوںبندے تری صورت میں خدا دیکھ رہا ہوںhairān na ho dekh maiñ kyā dekh rahā hūñbande tirī sūrat meñ ḳhudā dekh rahā hūñ
- دل ابھی تک جوان ہے پیارےکس مصیبت میں جان ہے پیارےdil abhī tak javān hai pyārekis musībat meñ jān hai pyāre
- دل بے مدعا ہے اور میں ہوںمگر لب پر دعا ہے اور میں ہوںdil-e-be mudda.ā hai aur maiñ hūñmagar lab par duā hai aur maiñ hūñ
- دل سے ترا خیال نہ جائے تو کیا کروںمیں کیا کروں کوئی نہ بتائے تو کیا کروںdil se tirā ḳhayāl na jā.e to kyā karūñmaiñ kyā karūñ koī na batā.e to kyā karūñ
- دل کو ویرانہ کہو گے مجھے معلوم نہ تھاپھر بھی دل ہی میں رہوگے مجھے معلوم نہ تھاdil ko vīrāna kahoge mujhe ma.alūm na thāphir bhī dil hī meñ rahoge mujhe ma.alūm na thā
- دوستی کا چلن رہا ہی نہیںاب زمانے کی وہ ہوا ہی نہیںdostī kā chalan rahā hī nahīñab zamāne kī vo huā hī nahīñ
- رنگ بدلا یار نے وہ پیار کی باتیں گئیںوہ ملاقاتیں گئیں وہ چاندنی راتیں گئیںrang badlā yār ne vo pyār kī bāteñ ga.īñvo mulāqāteñ ga.īñ vo chāndnī rāteñ ga.īñ
- زندگی کا لطف بھی آ جائے گازندگانی ہے تو دیکھا جائے گاzindagī kā lutf bhī ā jā.egāzindagānī hai to dekhā jā.egā
- عرض ہنر بھی وجہ شکایات ہو گئیچھوٹا سا منہ تھا مجھ سے بڑی بات ہو گئیarz-e-hunar bhī vaj.h-e-shikāyāt ho ga.īchhoṭā sā muñh thā mujh se baṛī bāt ho ga.ī
- عشق نے عقل کو دیوانہ بنا رکھا ہےزلف انجام کی الجھن میں پھنسا رکھا ہےishq ne aql ko dīvāna banā rakhā haizulf anjām kī uljhan meñ phañsā rakhā hai
- کبھی زمیں پہ کبھی آسماں پہ چھائے جااجاڑنے کے لیے بستیاں بسائے جاkabhī zamīñ pe kabhī āsmāñ pe chhā.e jāujāṛne ke liye bastiyāñ basā.e jā
- کسی کے روبرو بیٹھا رہا میں بے زباں ہو کرمری آنکھوں سے حسرت پھوٹ نکلی داستاں ہو کرkisī ke rūbarū baiṭhā rahā maiñ be zabāñ ho karmirī ānkhoñ se hasrat phūṭ niklī dāstāñ ho kar
- کل ضرور آؤ گے لیکن آج کیا کروںبڑھ رہا ہے قلب کا اختلاج کیا کروںkal zarūr ā.oge lekin āj kyā karūñbaṛh rahā hai qalb kā iḳhtilāj kyā karūñ
- کمبخت دل برا ہو تری آہ آہ کاحسن نگاہ بھی نہ رہا گاہ گاہ کاkambaḳht dil burā ho tirī āh āh kāhusn-e-nigāh bhī na rahā gāh gāh kā
- کوئی چارہ نہیں دعا کے سواکوئی سنتا نہیں خدا کے سواkoī chāra nahīñ duā ke sivākoī suntā nahīñ ḳhudā ke sivā
- کوئی دوا نہ دے سکے مشورۂ دعا دیاچارہ گروں نے اور بھی دل کا درد بڑھا دیاkoī davā na de sake mashvara-e-duā diyāchāra garoñ ne aur bhī dil kā dard baṛhā diyā
- کیوں ہجر کے شکوے کرتا ہے کیوں درد کے رونے روتا ہےاب عشق کیا تو صبر بھی کر اس میں تو یہی کچھ ہوتا ہےkyūñ hijr ke shikve kartā hai kyūñ dard ke rone rotā haiab ishq kiyā to sabr bhī kar is meñ to yahī kuchh hotā hai
- مٹنے والی حسرتیں ایجاد کر لیتا ہوں میںجب بھی چاہوں اک جہاں آباد کر لیتا ہوں میںmiṭne vālī hasrateñ ījād kar letā hūñ maiñjab bhī chāhūñ ik jahāñ ābād kar letā hūñ maiñ
- مجاز عین حقیقت ہے با صفا کے لیےبتوں کو دیکھ رہا ہوں مگر خدا کے لیےmajāz ain haqīqat hai bā safā ke liyebutoñ ko dekh rahā hūñ magar ḳhudā ke liye
- مجھے شاد رکھنا کہ ناشاد رکھنامرے دیدہ و دل کو آباد رکھناmujhe shād rakhnā ke nāshād rakhnāmire dīda-o-dil ko ābād rakhnā
- مدتوں تک جو پڑھایا کیا استاد مجھےعشق میں بھول گیا کچھ نہ رہا یاد مجھےmuddatoñ tak jo paṛhāyā kyā ustād mujheishq meñ bhūl gayā kuchh na rahā yād mujhe
- مل جائے مے تو سجدۂ شکرانہ چاہیےپیتے ہی ایک لغزش مستانہ چاہیےmil jā.e mai to sajda-e-shukrāna chāhiyepīte hī ek laġhzish-e-mastāna chāhiye
- ناکامیٔ عشق یا کامیابیدونوں کا حاصل خانہ خرابیnākāmī-e-ishq yā kāmyābīdonoñ kā hāsil ḳhāna ḳharābī
- نگاہ آرزو آموز کا چرچا نہ ہو جائےشرارت سادگی ہی میں کہیں رسوا نہ ہو جائےnigāh-e-ārzū āmoz kā charchā na ho jā.esharārat sādgī hī meñ kahīñ rusvā na ho jā.e
- نہ کر دل جوئی اے صیاد میریکہ فطرت ہے بہت آزاد میریna kar dil joī ai sayyād merīke fitrat hai bahut āzād merī
- وفاداریاں سخت نادانیاں ہیںکہ ان کے نتیجے پشیمانیاں ہیںvafādāriyāñ saḳht nādāniyāñ haiñke un ke natīje pashemāniyāñ haiñ
- وہ سر خوشی دے کہ زندگی کو شباب سے بہرہ یاب کر دےمرے خیالوں میں رنگ بھر دے مرے لہو کو شراب کر دےvo sar ḳhushī de ke zindagī ko shabāb se bahra yāb kar demire ḳhayāloñ meñ rang bhar de mire lahū ko sharāb kar de
- وہ قافلہ آرام طلب ہو بھی تو کیا ہوآواز نفس ہی جسے آواز درا ہوvo qāfila ārām talab ho bhī to kyā hoāvāz nafas hī jise āvāz-e-darā ho
- ہم ہی میں تھی نہ کوئی بات یاد نہ تم کو آ سکےتم نے ہمیں بھلا دیا ہم نہ تمہیں بھلا سکےham hī meñ thī na koī bāt yād na tum ko ā saketum ne hameñ bhulā diyā ham na tumheñ bhulā sake
- ہے ازل کی اس غلط بخشی پہ حیرانی مجھےعشق لافانی ملا ہے زندگی فانی مجھےhai azal kī is ġhalat baḳhshī pe hairānī mujheishq lāfānī milā hai zindagī fānī mujhe
- یہ کیا مقام ہے وہ نظارے کہاں گئےوہ پھول کیا ہوئے وہ ستارے کہاں گئےye kyā maqām hai vo nazāre kahāñ ga.evo phūl kyā hue vo sitāre kahāñ ga.e
- یہ ملاقات ملاقات نہیں ہوتی ہےبات ہوتی ہے مگر بات نہیں ہوتی ہےye mulāqāt mulāqāt nahīñ hotī haibāt hotī hai magar bāt nahīñ hotī hai