Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Faisal Azeem

b. 1974

Poems

  1. ab kisī tasvīr kī ra.anā.iyāñ bāteñ kareñmaiñ to chup hūñ ab mirī tanhā.iyāñ bāteñ kareñ
  2. use ma.alūm hai sab kuchh vahī hai rāzdāñ apnāmagar mujh se hī sunnā chāhtā hai vo bayāñ apnā
  3. ik hāth pe ānkheñ rakhī haiñ ik hāth pe chehrā hotā haihar gām madārī baiṭhe haiñ har vaqt-e-tamāshā hotā hai
  4. bharī hai āg jeboñ meñ kaf-e-afsos milte haiñhamārī hī kamā.ī se hamāre hāth jalte haiñ
  5. palkeñ nīnd se bojhal haiñ yā ab manzar kī tāb nahīñkyūñ un jaltī ānkhoñ meñ ab rang barange ḳhvāb nahīñ
  6. tirī talḳhī ko chakhūñ yā tire husn-e-ma.ānī kokitāb-e-zindagī kis ne likhā merī kahānī ko
  7. tasvīr nā mukammal ik tishnagī kā ḳhākapar phaṛphaṛā rahā hai anqā mirī sadā kā
  8. jise kal rāt bhar pūjā gayā thāvo but kyūñ sub.h ko ṭūṭā huā thā
  9. ḳhayāloñ ko tire mohlat agar deñye ānkhoñ meñ lahū kā rang bhar deñ
  10. dil par dhaṛkan dhaṛkan par vahm utāre jāte haiñham apne hī ḳhauf ke hāthoñ māre jāte haiñ
  11. kaṭ ga.īñ jab josh-e-iz.hār-e-hunar meñ ungliyāñtab kahīñ ḍūbeñ mire ḳhūn-e-jigar meñ ungliyāñ
  12. kaun sī maḳhlūq hai ye ḳhāk parchāhtī hai thūkannā aflāk par
  13. go tār-e-ankabūt āyā nahīñ ab tak gumānoñ meñmagar kuchh makṛiyoñ kī sarsarāhaṭ sī hai kānoñ meñ
  14. na chehre se na ānkhoñ se ayāñ ishqabhī dil par tire utrā kahāñ ishq
  15. ye mantar bhī purāne jām-e-jam bhībahut dekhe haiñ ye naqsh-e-qadam bhī
  16. āj kī intihā-e-karamma.azarat
  17. pānī achchhā ḳhāssa gale tak ā pahuñchā thāachchhī ḳhāsī ḍūb ga.ī thī sārī bastī
  18. pīne vāle dahan lab-e-dariyāpyās bujhne ke manzaroñ kā fishār
  19. ḳhvāb hai yā koī tasavvur haiye tavāzun ye fikr kā mīzān
  20. dhūl hī nahīñ chubhtīgar badan se chupke hūñ
  21. kyā pahanne ko us parī ke pāsek bhī ḍhang kā nahīñ hai libās
  22. āj kī rāt bhīdar koī vā nahīñ
  23. ek dīvāraur us par vo mire naqsh-o-nigār
  24. tū mirī nazm haiḳhud meñ marbūt gum apnī dhun meñ ravāñ
  25. raushnī par dhund kī tahā.īne ke naqsh phīke
  26. koī āge na pīchhe bahut dūr takek lambī saṛak
  27. maiñ apne pīchhe pīchhe chal rahā thābaṛhā kar hāth jo shāne pe rakhā
  28. ishāroñ kī rānīsar apnā hilā kar
  29. ik roz apne āp ko maiñ neḳhalā kī vusatoñ se jhāñk kar dekhā
  30. jhilmiloñ kī āṛ meñ raqsāñdard kī āndhī
  31. ḳhushīadam ke kisī jharoke
  32. rassī kā paldekhā bhālā
  33. saḳht saffākḳhud meñ simaṭ kar chaṭaḳhtī huī barf
  34. shumāl meñ barf tezī se ghul rahī haizamīñ kā naqsha badal rahā hai
  35. libās jal kar mire badan par chapak gayā haibadan musalsal sulag rahā hai
  36. māh-e-kāmil hairat kī tasvīr ho jaisehad chāh-e-naḳhshab ālamgīr ho jaise
  37. mujassam taqaddus safedī meñ ḍūbābaṛī shān se chhoṭī khiṛkī meñ āyā
  38. vo shīshe kā balb aur koī us ke andarbahut hānptā gol dīvāroñ ko