Poetry
Hazaj Musaddas Mahzuf
ہزج مسدس محذوف- اہے تازہ چمن پیوستہ میراشگفتہ ہے سدا گلدستہ میراahhe tāza chaman paivasta merāshagufta hai sadā guldasta merāIbn-e-Nashati (b. 1655)
- ترا مجنوں ہوں صحرا کی قسم ہےطلب میں ہوں تمنا کی قسم ہےtirā majnūñ hūñ sahrā kī qasam haitalab meñ hūñ tamannā kī qasam haiWali Dakani (1667–1707)
- چھپا ہوں میں صدائے بانسلی میںکہ تا جاؤں پری رو کی گلی میںchhupā hūñ maiñ sadā-e-bānaslī meñke tā jā.ūñ parī rū kī galī meñWali Dakani (1667–1707)
- شراب شوق سیں سرشار ہیں ہمکبھو بے خود کبھو ہشیار ہیں ہمsharāb-e-shauq sīñ sarshār haiñ hamkabhū be ḳhud kabhū hushyār haiñ hamWali Dakani (1667–1707)
- کمر اس دل ربا کی دل ربا ہےنگہ اس خوش ادا کی خوش ادا ہےkamar is dil rubā kī dil rubā hainigah is ḳhush adā kī ḳhush adā haiWali Dakani (1667–1707)
- اگر دل عشق سیں غافل رہا ہےتو اپنے فن میں نا قابل رہا ہےagar dil ishq sīñ ġhāfil rahā haitū apne fan meñ nā qābil rahā haiShah Mubarak Abru (1683–1733)
- بہار آئی گلی کی طرح دل کھولگلوں کی بھانت ہنس بلبل کے جوں بولbahār ā.ī galī kī tarah dil kholguloñ kī bhānt hañs bulbul ke jūñ bolShah Mubarak Abru (1683–1733)
- تمہارے لوگ کہتے ہیں کمر ہےکہاں ہے کس طرح کی ہے کدھر ہےtumhāre log kahte haiñ kamar haikahāñ hai kis tarah kī hai kidhar haiShah Mubarak Abru (1683–1733)
- مگر تم سیں ہوا ہے آشنا دلکہ ہم سیں ہو گیا ہے بے وفا دلmagar tum sīñ huā hai āshnā dilke ham sīñ ho gayā hai be vafā dilShah Mubarak Abru (1683–1733)
- نپٹ یہ ماجرا یارو کڑا ہےمسافر دشمنوں میں آ پڑا ہےnipaṭ ye mājrā yāro kaṛā haimusāfir dushmanoñ meñ ā paṛā haiShah Mubarak Abru (1683–1733)
- نہیں گھر میں فلک کے دل کشائیکہاں ہوتی ہے یہاں میری سمائیnahīñ ghar meñ falak ke dil kushā.īkahāñ hotī hai yahāñ merī samā.īShah Mubarak Abru (1683–1733)
- سجن مجھ پر بہت نا مہرباں ہےکہاں وہ عاشقاں کا قدر داں ہےsajan mujh par bahut nā mehrbāñ haikahāñ vo āshiqāñ kā qadr dāñ haiFaez Dehlvi (1690–1738)
- مرے دل بیچ نقش نازنیں ہےمگر یہ دل نہیں یارو نگیں ہےmire dil bīch naqsh-e-nāznīñ haimagar ye dil nahīñ yāro nagīñ haiFaez Dehlvi (1690–1738)
- ترا دل یار اگر مائل کرے ہےتو جان اب تجھ کو صاحب دل کرے ہےtirā dil yār agar mā.il kare haitū jān ab tujh ko sāhab dil kare haiShah Hatim (1699–1783)
- کوئی دیتا نہیں ہے داد بے دادکوئی سنتا نہیں فریاد فریادkoī detā nahīñ hai dād be dādkoī suntā nahīñ fariyād fariyādShah Hatim (1699–1783)
- کہیں وہ صورت خوباں ہوا ہےکہیں وہ عاشق حیراں ہوا ہےkahīñ vo sūrat-e-ḳhūbāñ huā haikahīñ vo āshiq-e-hairāñ huā haiShah Hatim (1699–1783)
- مجھے کیا دیکھ کر تو تک رہا ہےترے ہاتھوں کلیجہ پک رہا ہےmujhe kyā dekh kar to tak rahā haitire hāthoñ kaleja pak rahā haiShah Hatim (1699–1783)
- نظر سے جب اکستا ہے مرا دلتو جا کاکل میں بستا ہے مرا دلnazar se jab iksatā hai mirā diltū jā kākul meñ bastā hai mirā dilShah Hatim (1699–1783)
- نہ اتنا چاہئے اے پر شکم خوابکہ تیرے حق میں ہے ظالم ستم خوابna itnā chāhiye ai par shikam ḳhvābke tere haq meñ hai zālim sitam ḳhvābShah Hatim (1699–1783)
- نہ بلبل میں نہ پروانے میں دیکھاجو سودا اپنے دیوانے میں دیکھاna bulbul meñ na parvāne meñ dekhājo saudā apne dīvāne meñ dekhāShah Hatim (1699–1783)
- نہ تن میں استخوان نے رگ رہی ہےلبوں پر کیونکہ جان اب لگ رہی ہےna tan meñ ustuḳhavān ne rag rahī hailaboñ par kyūñke jān ab lag rahī haiShah Hatim (1699–1783)
- ہولی (شیخ ظہور الدین حاتم)Shah Hatim (1699–1783)
- ادائے دل فریب سرو قامتقیامت ہے قیامت ہے قیامتadā-e-dil fareb-e-sarv-e-qāmatqayāmat hai qayāmat hai qayāmatSiraj Aurangabadi (1712–1764)
- دو رنگی خوب نئیں یک رنگ ہو جاسراپا موم ہو یا سنگ ہو جاdo rangī ḳhūb na.īñ yak rang ho jāsarāpā mom ho yā sang ho jāSiraj Aurangabadi (1712–1764)
- کہاں ہے گل بدن موہن پیاراکہ جیوں بلبل ہے نالاں دل ہماراkahāñ hai gul badan mohan pyārāke jyūñ bulbul hai nālāñ dil hamārāSiraj Aurangabadi (1712–1764)
- کیا غم نے سرایت بے نہایتکروں کس سیں شکایت بے نہایتkiyā ġham ne sarāyat be nihāyatkarūñ kis sīñ shikāyat be nihāyatSiraj Aurangabadi (1712–1764)
- مرا دل نہیں ہے میرے ہات تم بنخوش آتی نہیں کسی کی بات تم بنmirā dil nahīñ hai mere hāt tum banḳhush ātī nahīñ kisī kī bāt tum banSiraj Aurangabadi (1712–1764)
- تو مل اس سے ہو جس سے دل ترا خوشبلا سے تیری میں نا خوش ہوں یا خوشtū mil us se ho jis se dil tirā ḳhushbalā se terī meñ nā ḳhush hūñ yā ḳhushTaban Abdul Hai (1715–1749)
- قفس سے چھوٹنے کی کب ہوس ہےتصور بھی چمن کا ہم کو بس ہےqafas se chhūṭne kī kab havas haitasavvur bhī chaman kā ham ko bas haiTaban Abdul Hai (1715–1749)
- نہیں تم مانتے میرا کہا جیکبھی تو ہم بھی سمجھیں گے بھلا جیnahīñ tum mānte merā kahā jīkabhī to ham bhī samjheñge bhalā jīTaban Abdul Hai (1715–1749)
- ملوں ہوں خاک جوں آئینہ منہ پرتری صورت مجھے آتی ہے جب یادmilūñ hūñ ḳhāk jūñ ā.īna muñh partirī sūrat mujhe ātī hai jab yādTaban Abdul Hai (1715–1749)
- نہیں بند قبا میں تن ہماراہے عریانی ہی پیراہن ہماراnahīñ band-e-qabā meñ tan hamārāhai uryānī hī pairāhan hamārāQaem Chandpuri (1722–1793)
- ہر اک صورت میں تجھ کو جانتے ہیںہم اس بہروپ کو پہچانتے ہیںhar ik sūrat meñ tujh ko jānte haiñham is bahrūp ko pahchānte haiñQaem Chandpuri (1722–1793)
- مرا جی گو تجھے پیارا نہیں ہےپر اتنا بھی تو ناکارا نہیں ہےmirā jī go tujhe pyārā nahīñ haipar itnā bhī to nākārā nahīñ haiQaem Chandpuri (1722–1793)
- ادھر آ کر شکار افگن ہمارامشبک کر گیا ہے تن ہماراidhar ā kar shikār afgan hamārāmushabbak kar gayā hai tan hamārāMir Taqi Mir (1723–1810)
- ادھر سے ابر اٹھ کر جو گیا ہےہماری خاک پر بھی رو گیا ہےidhar se abr uṭh kar jo gayā haihamārī ḳhāk par bhī ro gayā haiMir Taqi Mir (1723–1810)
- جہاں اب خار زاریں ہو گئی ہیںیہیں آگے بہاریں ہو گئی ہیںjahāñ ab ḳhār zāreñ ho ga.ī haiñyahīñ āge bahāreñ ho ga.ī haiñMir Taqi Mir (1723–1810)
- دل بیتاب آفت ہے بلا ہےجگر سب کھا گیا اب کیا رہا ہےdil-e-betāb āfat hai balā haijigar sab khā gayā ab kyā rahā haiMir Taqi Mir (1723–1810)
- زباں رکھ غنچہ ساں اپنے دہن میںبندھی مٹھی چلا جا اس چمن میںzabāñ rakh ġhuncha sāñ apne dahan meñbandhī muṭṭhī chalā jā is chaman meñMir Taqi Mir (1723–1810)
- سحر گہہ عید میں دور سبو تھاپر اپنے جام میں تجھ بن لہو تھاsahar gah e.id meñ daur-e-subū thāpar apne jām meñ tujh bin lahū thāMir Taqi Mir (1723–1810)
- سخن مشتاق ہے عالم ہمارابہت عالم کرے گا غم ہماراsuḳhan mushtāq hai ālam hamārābahut ālam karegā ġham hamārāMir Taqi Mir (1723–1810)
- فلک کرنے کے قابل آسماں ہےکہ یہ پیرانہ سر جاہل جواں ہےfalak karne ke qābil āsmāñ haike ye pīrāna sar jāhil javāñ haiMir Taqi Mir (1723–1810)
- قیامت ہیں یہ چسپاں جامے والےگلوں نے جن کی خاطر خرقے ڈالےqayāmat haiñ ye chaspāñ jāme vāleguloñ ne jin kī ḳhātir ḳhirqe ḍāleMir Taqi Mir (1723–1810)
- کہیں پہنچو بھی مجھ بے پا و سر تککہ پہنچا شمع ساں داغ اب جگر تکkahīñ pahuñcho bhī mujh be pā-o-sar takke pahuñchā sham.a sāñ dāġh ab jigar takMir Taqi Mir (1723–1810)
- نہ اک یعقوب رویا اس الم میںکنواں اندھا ہوا یوسف کے غم میںna ik ya.aqūb royā is alam meñkuāñ andhā huā yūsuf ke ġham meñMir Taqi Mir (1723–1810)
- نہ پھر رکھیں گے تیری رہ میں پا ہمگئے گزرے ہیں آخر ایسے کیا ہمna phir rakheñge terī rah meñ pā hamga.e guzre haiñ āḳhir aise kyā hamMir Taqi Mir (1723–1810)
- سنا ہے چاہ کا دعویٰ تمہاراکہو جو کچھ کہ چاہو مہرباں ہوsunā hai chāh kā da.avā tumhārākaho jo kuchh ke chāho mehrbāñ hoMir Taqi Mir (1723–1810)
- نہ آیا وہ تو کیا ہم نیم جاں بھیبغیر اس کے ملے دنیا سے جاویںna āyā vo to kyā ham nīm jāñ bhībaġhair us ke mile duniyā se jāveñMir Taqi Mir (1723–1810)
- نہ جانوں میرؔ کیوں ایسا ہے چپکانمونہ ہے یہ آشوب و بلا کاna jānūñ mīr kyūñ aisā hai chipkānamūna hai ye āshob-o-balā kāMir Taqi Mir (1723–1810)
- کہانی رات تھی آل نبی کیمراد جان زہرا دل جلی کیkahānī rāt thī āl-e-nabī kīmurād-e-jān-e-zahrā dil jalī kīMir Taqi Mir (1723–1810)