Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poetry

Khafif Musaddas Makhbun Mahzuf Maqtu'

خفیف مسدس مخبون محذوف مقطوع
Poet
Meter
Clear
  1. āj distā hai hāl kuchh kā kuchhkyūñ na guzre ḳhayāl kuchh kā kuchhWali Dakani (1667–1707)
  2. ḳhūb rū ḳhūb kām karte haiñyak nigah meñ ġhulām karte haiñWali Dakani (1667–1707)
  3. dil talab gār-e-nāz mahvash hailutf us kā agarche dil kash haiWali Dakani (1667–1707)
  4. dil kūñ tujh bāj be qarārī haichashm kā kām ashk bārī haiWali Dakani (1667–1707)
  5. shaġhl behtar hai ishq bāzī kākyā haqīqī-o-kyā majāzī kāWali Dakani (1667–1707)
  6. ishq betāb jāñ gudāzī haihusn mushtāq dil navāzī haiWali Dakani (1667–1707)
  7. kūcha-e-yār ain kāsī haijoga.ī dil vahāñ kā bāsī haiWali Dakani (1667–1707)
  8. muflisī sab bahār khotī haimard kā etibār khotī haiWali Dakani (1667–1707)
  9. aur vā.iz ke sāth mil le shaiḳhkhol āpas ke bīch kalle shaiḳhShah Mubarak Abru (1683–1733)
  10. jāl meñ jis ke shauq ā.ī haius ke dil kūñ taṛaph kamahhī haiShah Mubarak Abru (1683–1733)
  11. dushman-e-jāñ hai tishna-e-ḳhūñ haishoḳh hai bānk hai nakat bhauñ haiShah Mubarak Abru (1683–1733)
  12. dil naiñ pakṛī hai yār kī sūratgul huā hai bahār kī sūratShah Mubarak Abru (1683–1733)
  13. dil hai tire pyār karne kūñjī hai tujh par nisār karne kūñShah Mubarak Abru (1683–1733)
  14. zindagānī sarāb kī sī tarahbād bandī habāb kī sī tarahShah Mubarak Abru (1683–1733)
  15. ishq hai iḳhtiyār kā dushmansabr-o-hosh-o-qarār kā dushmanShah Mubarak Abru (1683–1733)
  16. kyā burī tarah bhauñ maṭaktī haike mire dil meñ ā khaṭaktī haiShah Mubarak Abru (1683–1733)
  17. nāznīñ jab ḳhirām karte haiñtab qayāmat kā kām karte haiñShah Mubarak Abru (1683–1733)
  18. sānp sar mār agar jo jāve marna kare zulf ke tirī sar barShah Mubarak Abru (1683–1733)
  19. ai sajan vaqt-e-jāñ gudāzī haimausam-e-aish-o-fasl-e-bāzī haiFaez Dehlvi (1690–1738)
  20. tujh badan par jo lāl sārī haiaql us ne mirī bisārī haiFaez Dehlvi (1690–1738)
  21. tujh binā dil ko be qarārī haidam badam mujh ko āh-o-zārī haiFaez Dehlvi (1690–1738)
  22. jab sajīle ḳhirām karte haiñhar taraf qatl-e-ām karte haiñFaez Dehlvi (1690–1738)
  23. gul tire mukh kī fikr meñ bīmārjiyo bulbul kā tujh qadam pe nisārFaez Dehlvi (1690–1738)
  24. yār merā miyān-e-gulshan haiġharq-e-ḳhūñ phūl tā ba dāman haiFaez Dehlvi (1690–1738)
  25. tujh qabā par gulāb kā būṭādil-e-bulbul goyā abhī ṭūṭāWali Uzlat (1692–1775)
  26. jab se dilbar ne ānkh pherā haimujh ko daurān-e-sar ne gherā haiWali Uzlat (1692–1775)
  27. āj dil bar ke nām ko riṭ riṭro diyā lā ilāj ho paṭ paṭShah Hatim (1699–1783)
  28. abr meñ yād-e-yār āve haigirya be iḳhtiyār āve haiShah Hatim (1699–1783)
  29. us kī qudrat kī dīd kartā hūñroz-e-nau roz-e-e.id kartā hūñShah Hatim (1699–1783)
  30. tū jo kahtā hai boltā kyā haiamar rabī hai rūh maulā haiShah Hatim (1699–1783)
  31. jab vo ālī dimāġh hañstā haiġhuncha khultā hai bāġh hañstā haiShah Hatim (1699–1783)
  32. jis kūñ pī kā ḳhayāl hotā haios kūñ jīnā muhāl hotā haiShah Hatim (1699–1783)
  33. jī tarastā hai yār kī ḳhātiros sīñ bos-o-kanār kī ḳhātirShah Hatim (1699–1783)
  34. dard-e-dil merī āh se pūchhosabab us kī nigāh se pūchhoShah Hatim (1699–1783)
  35. dil mirā āj yār meñ hai gākis ḳhizāñ meñ bahār meñ hai gāShah Hatim (1699–1783)
  36. dekh buniyād rab kī ādam haijān legā agar to mahram haiShah Hatim (1699–1783)
  37. shaiḳh to to murīd-e-hastī haimai-e-ġhaflat kī tujh ko mastī haiShah Hatim (1699–1783)
  38. turfa ma.ajūn hai hamārā yārġhair se ham kanār ham se kanārShah Hatim (1699–1783)
  39. fikr meñ muft umr khonā haiho chukā hai jo kuchh ke honā haiShah Hatim (1699–1783)
  40. kyūñke dīvāna beṛiyāñ toṛeus ko jāne hai pā.oñ ke toṛeShah Hatim (1699–1783)
  41. ai sanam tujh bira meñ rotā hūñashk-e-ḳhūnīñ sīñ muñh kūñ dhotā hūñSiraj Aurangabadi (1712–1764)
  42. piyo ke āne kā vaqt āyā haijī ke jāne kā vaqt āyā haiSiraj Aurangabadi (1712–1764)
  43. jān jātā hai ab to ā jānīhijr kī āg par chhiṛak pānīSiraj Aurangabadi (1712–1764)
  44. jis kūñ dard-e-jigar kī lazzat haizahr is kūñ misāl-e-amrit haiSiraj Aurangabadi (1712–1764)
  45. jis ne tujh husn par nigāh kiyānūr-e-ḳhurshīd farsh-e-rāh kiyāSiraj Aurangabadi (1712–1764)
  46. jalva-e-jāñ fazā dikhātā rahdil-e-be jān kūñ jalātā rahSiraj Aurangabadi (1712–1764)
  47. ḳhāk hūñ etibār kī saugandmuztarib hūñ qarār kī saugandSiraj Aurangabadi (1712–1764)
  48. dil mirā sāġhar-e-shikāyat haizahr-e-ġham bas ke be nihāyat haiSiraj Aurangabadi (1712–1764)
  49. sīna sāfī kī hai jise ainakis kūñ dīdār-e-yār hai be shakSiraj Aurangabadi (1712–1764)
  50. ishq meñ ā ke aql kūñ khonāñbāḳhirad ho ke be ḳhirad honāñSiraj Aurangabadi (1712–1764)