Poet
Qaisarul Jafri
1926–2005
Poems
- آج برسوں میں تو قسمت سے ملاقات ہوئیآپ منہ پھیر کے بیٹھے ہیں یہ کیا بات ہوئیāj barsoñ meñ to qismat se mulāqāt huīāp muñh pher ke baiṭhe haiñ ye kyā bāt huī
- اتنا سناٹا ہے بستی میں کہ ڈر جائے گاچاند نکلا بھی تو چپ چاپ گزر جائے گاitnā sannāṭā hai bastī meñ ke ḍar jā.egāchānd niklā bhī to chup chāp guzar jā.egā
- اس دور کی پلکوں پہ ہیں آنسو کی طرح ہمکچھ دیر میں اڑ جائیں گے خوشبو کی طرح ہمis daur kī palkoñ pe haiñ ānsū kī tarah hamkuchh der meñ uṛ jā.eñge ḳhushbū kī tarah ham
- بجتے ہوئے گھنگھرو تھے اڑتی ہوئی تانیں تھیںپہلے انہی گلیوں میں نغموں کی دکانیں تھیںbajte hue ghuñghrū the uṛtī huī tāneñ thīñpahle unhī galiyoñ meñ naġhmoñ kī dukāneñ thīñ
- برسوں کے رت جگوں کی تھکن کھا گئی مجھےسورج نکل رہا تھا کہ نیند آ گئی مجھےbarsoñ ke rut jagoñ kī thakan khā ga.ī mujhesūraj nikal rahā thā ke nīnd ā ga.ī mujhe
- بستی میں ہے وہ سناٹا جنگل مات لگےشام ڈھلے بھی گھر پہنچوں تو آدھی رات لگےbastī meñ hai vo sannāṭā jangal māt lageshām ḍhale bhī ghar pahuñchūñ to ādhī rāt lage
- پہلے ذرا محاسبۂ ذات بھی تو ہودنیا پڑی ہے گھر سے شروعات بھی تو ہوpahle zarā muhāsaba-e-zāt bhī to hoduniyā paṛī hai ghar se shurūāt bhī to ho
- پھر مرے سر پہ کڑی دھوپ کی بوچھار گریمیں جہاں جا کے چھپا تھا وہیں دیوار گریphir mire sar pe kaṛī dhūp kī bauchhār girīmaiñ jahāñ jā ke chhupā thā vahīñ dīvār girī
- تری بے وفائی کے بعد بھی مرے دل کا پیار نہیں گیاشب انتظار گزر گئی غم انتظار نہیں گیاtirī be vafā.ī ke ba.ad bhī mire dil kā pyār nahīñ gayāshab-e-intizār guzar ga.ī ġham-e-intizār nahīñ gayā
- تری گلی میں تماشا کیے زمانہ ہواپھر اس کے بعد نہ آنا ہوا نہ جانا ہواtirī galī meñ tamāshā kiye zamāna huāphir is ke ba.ad na ānā huā na jānā huā
- تم سے بچھڑ گئے تو کسی سے ملے نہ ہممل بھی لئے کسی سے تو جی سے ملے نہ ہمtum se bichhaṛ ga.e to kisī se mile na hammil bhī liye kisī se to jī se mile na ham
- تم سے دو حرف کا خط بھی نہیں لکھا جاتاجاؤ اب یوں بھی تعلق نہیں توڑا جاتاtum se do harf kā ḳhat bhī nahīñ likhā jātājā.o ab yūñ bhī ta.alluq nahīñ toṛā jātā
- تمہارے شہر کا موسم بڑا سہانا لگےمیں ایک شام چرا لوں اگر برا نہ لگےtumhāre shahr kā mausam baṛā suhānā lagemaiñ ek shām churā lūñ agar burā na lage
- تو اپنے پھول سے ہونٹوں کو رائیگاں مت کراگر وفا کا ارادہ نہیں تو ہاں مت کرtū apne phūl se honṭoñ ko rā.īgāñ mat karagar vafā kā irāda nahīñ to hāñ mat kar
- ٹوٹے ہوئے خوابوں کی چبھن کم نہیں ہوتیاب رو کے بھی آنکھوں کی جلن کم نہیں ہوتیṭūṭe hue ḳhvāboñ kī chubhan kam nahīñ hotīab ro ke bhī ānkhoñ kī jalan kam nahīñ hotī
- جہاں دھواں تھا وہیں روشنی کے داغ بھی تھےمرے مکان کے ملبے میں کچھ چراغ بھی تھےjahāñ dhuāñ thā vahīñ raushnī ke dāġh bhī themire makān ke malbe meñ kuchh charāġh bhī the
- چاندنی تھا کہ غزل تھا کہ صبا تھا کیا تھامیں نے اک بار ترا نام سنا تھا کیا تھاchāndnī thā ke ġhazal thā ke sabā thā kyā thāmaiñ ne ik bār tirā nām sunā thā kiyā thā
- خوابوں کے کسی موڑ پہ دیکھا سا لگے ہےاپنا نہ سہی پھر بھی وہ اپنا سا لگے ہےḳhvāboñ ke kisī moṛ pe dekhā sā lage haiapnā na sahī phir bhī vo apnā sā lage hai
- خیال و خواب بن کے میرے ذہن سے لپٹ گئےوہ اتنی دور ہو گئے کہ فاصلے سمٹ گئےḳhayāl-o-ḳhvāb ban ke mere zehn se lipaṭ ga.evo itnī dūr ho ga.e ke fāsle simaṭ ga.e
- دانشوروں کے بس میں یہ رد عمل نہ تھامیں ایسی تیغ لے کے اٹھا جس میں پھل نہ تھاdānishvaroñ ke bas meñ ye rad-e-amal na thāmaiñ aisī teġh le ke uṭhā jis meñ phal na thā
- دشت تنہائی میں کل رات ہوا کیسی تھیدیر تک ٹوٹتے لمحوں کی صدا کیسی تھیdasht-e-tanhā.ī meñ kal rāt huā kaisī thīder tak ṭūṭṭe lamhoñ kī sadā kaisī thī
- دل بے تب و تاب ہو گیا ہےآئینہ خراب ہو گیا ہےdil be tab-o-tāb ho gayā haiā.īna ḳharāb ho gayā hai
- دن کی بے درد تھکن چہرے پہ لے کر مت جابام و در جاگ رہے ہوں گے ابھی گھر مت جاdin kī be dard thakan chehre pe le kar mat jābām-o-dar jāg rahe hoñge abhī ghar mat jā
- دیواروں سے مل کر رونا اچھا لگتا ہےہم بھی پاگل ہو جائیں گے ایسا لگتا ہےdīvāroñ se mil kar ronā achchhā lagtā haiham bhī pāgal ho jā.eñge aisā lagtā hai
- ڈوبنے والو ہواؤں کا ہنر کیسا لگایہ کنارا یہ سمندر یہ بھنور کیسا لگاḍūbne vālo havā.oñ kā hunar kaisā lagāye kinārā ye samundar ye bhanvar kaisā lagā
- ذہن میں کون سے آسیب کا ڈر باندھ لیاتم نے پوچھا بھی نہیں رخت سفر باندھ لیاzehn meñ kaun se āseb kā ḍar bāñdh liyātum ne pūchhā bhī nahīñ raḳht-e-safar bāñdh liyā
- زخموں کو مرہم کہتا ہوں قاتل کو مسیحا کہتا ہوںجو دل پر گزرا کرتی ہے میں پردا پردا کہتا ہوںzaḳhmoñ ko marham kahtā hūñ qātil ko masīhā kahtā hūñjo dil par guzrā kartī hai maiñ pardā pardā kahtā hūñ
- زلف گھٹا بن کر رہ جائے آنکھ کنول ہو جائےشاید ان کو پل بھر سوچیں اور غزل ہو جائےzulf ghaṭā ban kar rah jā.e ānkh kanval ho jā.eshāyad un ko pal bhar socheñ aur ġhazal ho jā.e
- ساری دنیا کے تعلق سے جو سوچا جاتاآدمی اتنے قبیلوں میں نہ بانٹا جاتاsārī duniyā ke ta.alluq se jo sochā jātāādmī itne qabīloñ meñ na bāñṭā jātā
- صدیوں طویل رات کے زانو سے سر اٹھاسورج افق سے جھانک رہا ہے نظر اٹھاsadiyoñ tavīl rāt ke zānū se sar uṭhāsūraj ufuq se jhāñk rahā hai nazar uṭhā
- عذاب سا ہے دل نامراد پر کب سےکھڑا ہوں میں روش گرد باد پر کب سےazāb sā hai dil nāmurād par kab sekhaṛā hūñ maiñ ravish-e-gard-e-bād par kab se
- عہد جنوں میں بیٹھے بیٹھے جو غزلیں لکھ ڈالی تھیںہم کو رسوا دنیا بھر کو پاگل کرنے والی تھیںahd-e-junūñ meñ baiṭhe baiṭhe jo ġhazleñ likh ḍālī thīñham ko rusvā duniyā bhar ko pāgal karne vālī thīñ
- کاغذ کاغذ دھول اڑے گی فن بنجر ہو جائے گاجس دن سوکھے دل کے آنسو سب پتھر ہو جائے گاkāġhaz kāġhaz dhūl uṛegī fan banjar ho jā.egājis din sūkhe dil ke ānsū sab patthar ho jā.egā
- گھر بسا کر بھی مسافر کے مسافر ٹھہرےلوگ دروازوں سے نکلے کہ مہاجر ٹھہرےghar basā kar bhī musāfir ke musāfir ṭhahrelog darvāzoñ se nikle ke muhājir ṭhahre
- مجھے کوئی کیوں سمیٹے مری روشنی میں کیا ہےوہ چراغ رہ گزر ہوں جو پس سحر جلا ہےmujhe koī kyūñ sameṭe mirī raushnī meñ kyā haivo charāġh-e-rah guzar hūñ jo pas sahar jalā hai
- مرے ساتھ چلتے چلتے یہ کہاں ٹھہر گئے تمشب غم کٹے گی کیسے جو ابھی سے ڈر گئے تمmire sāth chalte chalte ye kahāñ ṭhahar ga.e tumshab-e-ġham kaṭegī kaise jo abhī se ḍar ga.e tum
- مسافروں کا کبھی اعتبار مت کرناجہاں کہا تھا وہاں انتظار مت کرناmusāfiroñ kā kabhī etibār mat karnājahāñ kahā thā vahāñ intizār mat karnā
- منتشر ذہن کی سوچوں کو اکٹھا کر دوتم جو آ جاؤ تو شاید مجھے تنہا کر دوmuntashir zehn kī sochoñ ko ikaṭṭhā kar dotum jo ā jā.o to shāyad mujhe tanhā kar do
- میں پچھلی رات کیا جانے کہاں تھادعاؤں کا بھی لہجہ بے زباں تھاmaiñ pichhlī rāt kyā jāne kahāñ thāduā.oñ kā bhī lahja be zabāñ thā
- نہ سوال جام نہ ذکر مے اسی بانکپن سے چلے گئےترا ظرف دیکھ کے تشنہ لب تری انجمن سے چلے گئےna savāl-e-jām na zikr-e-mai isī bānkpan se chale ga.etirā zarf dekh ke tishna lab tirī anjuman se chale ga.e
- وہی شکست سفر کا نشاں ہے چہرے پربہت غبار پس کارواں ہے چہرے پرvahī shikast-e-safar kā nishāñ hai chehre parbahut ġhubār pas kārvāñ hai chehre par
- ہم بھی اپنے شہر میں یارو پھرتے تھے فرہاد بنےکیا کیا عشق رچایا برسوں لکھیں تو روداد بنےham bhī apne shahr meñ yāro phirte the farhād banekyā kyā ishq rachāyā barsoñ likheñ to rūdād bane
- ہم نے لکھے تھے ہواؤں میں فسانے اپنےاڑ گئے ایک ہی جھونکے میں زمانے اپنےham ne likhe the havā.oñ meñ fasāne apneuṛ ga.e ek hī jhonke meñ zamāne apne
- ہم وقت کے الاؤ میں برسوں جلے میاںلو دل کی راکھ چھوڑ کے ہم بھی چلے میاںham vaqt ke alā.o meñ barsoñ jale miyāñlo dil kī rākh chhoṛ ke ham bhī chale miyāñ
- ہوا بہت ہے متاع سفر سنبھال کے رکھدریدہ چادر جاں ہے مگر سنبھال کے رکھhavā bahut hai matā-e-safar sambhāl ke rakhdarīda chādar jāñ hai magar sambhāl ke rakh
- یوں بڑی دیر سے پیمانہ لیے بیٹھا ہوںکوئی دیکھے تو یہ سمجھے کہ پئے بیٹھا ہوںyūñ baṛī der se paimāna liye baiṭhā hūñkoī dekhe to ye samjhe ke piye baiṭhā hūñ
- یہ خواب جو ہم سفر ہیں میرےقاتل ہیں کہ چارہ گر ہیں میرےye ḳhvāb jo ham safar haiñ mereqātil haiñ ke chāra gar haiñ mere
- یہ زندگی ہے کہ آسیب کا سفر ہے میاںچراغ لے کے نکلنا بڑا ہنر ہے میاںye zindagī hai ke āseb kā safar hai miyāñcharāġh le ke nikalnā baṛā hunar hai miyāñ