Poet
Qaisarul Jafri
1926–2005
Poems
- آج تو دفعتاً سامنے آ گئیتیری رفتار باد صبا کی طرحāj to dafatan sāmne ā ga.īterī raftār bād-e-sabā kī tarah
- آئیں گے اک دن پردیس والےاے گاؤں تھوڑے آنسو بچا لےā.eñge ik din pardes vāleai gā.oñ thoṛe ānsū bachā le
- بہار آئے گی پھوٹے گی شاخ سے کونپلشکست برگ خزاں سے یقین ہوتا ہےbahār ā.egī phūṭegī shāḳh se konpalshikast barg-e-ḳhizāñ se yaqīn hotā hai
- جہاں بھی خون ٹپکتا ہے سرفروشوں کابلند ہو کے وہ دھرتی گگن سے ملتی ہےjahāñ bhī ḳhūn ṭapaktā hai sarfaroshoñ kābuland ho ke vo dhartī gagan se miltī hai
- چتا کو جب ترا ٹھنڈا بدن سونپا گیا ہوگاشرارے کھل گئے ہوں گے دھواں لہرا گیا ہوگاchitā ko jab tirā ṭhanḍā badan saunpā gayā hogāsharāre khul ga.e hoñge dhuāñ lahrā gayā hogā
- خاک پر گر کے لہو کون و مکاں تک پہنچاروشنی بن کے مہ و کاہکشاں تک پہنچاḳhāk par gir ke lahū kaun-o-makāñ tak pahuñchāraushnī ban ke mah-o-kāhkashāñ tak pahuñchā
- خوش آمدید کہوں کیا یہ شب عذاب کی ہےیہاں ملی ہو جو منزل شکست خواب کیḳhush āmdīd kahūñ kyā ye shab azāb kī haiyahāñ milī ho jo manzil shikast-e-ḳhvāb kī
- دامن دل پہ غبار رہ منزل ہے ابھیپائے افکار میں دیرینہ سلاسل ہے ابھیdāman-e-dil pe ġhubār-e-rah-e-manzil hai abhīpā.e afkār meñ derīna salāsil hai abhī
- در و دیوار پہ ہجرت کے نشاں دیکھ آئیںآؤ ہم اپنے بزرگوں کے مکاں دیکھ آئیںdar-o-dīvār pe hijrat ke nishāñ dekh ā.eñā.o ham apne buzurgoñ ke makāñ dekh ā.eñ
- زندگی تو مجھے کس موڑ پہ لے آئی ہےخواب کھلتے تھے جہاں برف وہاں چھائی ہےzindagī to mujhe kis moṛ pe le ā.ī haiḳhvāb khulte the jahāñ barf vahāñ chhā.ī hai
- میرے گھر میں جھونج بنائے گوریا کا جوڑاچونچ میں لے کر آئے جائے بھوسہ تھوڑا تھوڑاmere ghar meñ jhaunj banā.e goriyā kā joṛāchonch meñ le kar ā.e jā.e bhūsah thoṛā thoṛā
- میرے ماضی کا کوئی زخم مرے پاس نہیںجس سے جو چیز ملی تھی اسے پھیر آیا ہوںmere māzī kā koī zaḳhm mire pās nahīñjis se jo chīz milī thī use pher āyā hūñ
- میں اپنی زندگی سے ایک لمحے کا سوالی ہوںوہ لمحہ جو مرے نغموں کو چھو کر جاوداں کر دےmaiñ apnī zindagī se ek lamhe kā savālī hūñvo lamha jo mire naġhmoñ ko chhū kar jāvedāñ kar de
- میں جب بھی تیرے گھر کے پاس سے ہو کر گزرتا ہوںمجھے کھوئی ہوئی رعنائیاں آواز دیتی ہیںmaiñ jab bhī tere ghar ke pās se ho kar guzartā hūñmujhe khoī huī ra.anā.iyāñ āvāz detī haiñ
- نہ جانے زندگی کہاں ٹھہر گئییہ فصل انتظار بھی گزر گئیna jāne zindagī kahāñ ṭhahar ga.īye fasl-e-intizār bhī guzar ga.ī
- ہوا کے دوش پر اڑتے ہوئے یہ اجنبی لمحےکہیں ایسا نہ ہو پرچھائیاں دے کر گزر جائیںhavā ke dosh par uṛte hue ye ajnabī lamhekahīñ aisā na ho parchhā.iyāñ de kar guzar jā.eñ
- یہ رات مشعل ارماں جلانے آئی ہےمگر نظر میں اندھیرا سا چھا رہا ہے کیوںye rāt mashal armāñ jalāne ā.ī haimagar nazar meñ andherā sā chhā rahā hai kyūñ
- یہ سرخ جنگ جو برپا ہوئی ہے سرحد پریہ تیز آگ جو پھیلی ہے کوہساروں میںye surḳh jang jo barpā huī hai sarhad parye tez āg jo phailī hai kohsāroñ meñ
- یہ کون لوگ سر میکدہ پہنچ آئےچھلک رہا ہے لہو ہی لہو ایاغوں سےye kaun log sar-e-maikada pahuñch ā.echhalak rahā hai lahū hī lahū ayāġhoñ se