Poet
Kaleem Aajiz
1926–2015
Poems
- اس ناز اس انداز سے تم ہائے چلو ہوروز ایک غزل ہم سے کہلوائے چلو ہوis nāz is andāz se tum hā.e chalo horoz ek ġhazal ham se kahlavā.e chalo ho
- امتحان شوق میں ثابت قدم ہوتا نہیںعشق جب تک واقف آداب غم ہوتا نہیںimtihān-e-shauq meñ sābit qadam hotā nahīñishq jab tak vāqif-e-ādāb-e-ġham hotā nahīñ
- انہیں فریاد نازیبا لگے ہےستم کرتے بہت اچھا لگے ہےunheñ fariyād nāzebā lage haisitam karte bahut achchhā lage hai
- بدلی سی اپنی آنکھوں میں چھائی ہوئی سی ہےبھولی ہوئی سی یاد پھر آئی ہوئی سی ہےbadlī sī apnī ānkhoñ meñ chhā.ī huī sī haibhūlī huī sī yād phir ā.ī huī sī hai
- بڑی طلب تھی بڑا انتظار دیکھو توبہار لائی ہے کیسی بہار دیکھو توbaṛī talab thī baṛā intizār dekho tobahār lā.ī hai kaisī bahār dekho to
- بیاں جب کلیمؔ اپنی حالت کرے ہےبھلا آدمی تھا پہ نادان نکلاbayāñ jab kalīm apnī hālat kare haibhalā ādmī thā pe nādān niklā
- بیکسی ہے اور دل ناشاد ہےاب انہیں دونوں سے گھر آباد ہےbekasī hai aur dil-e-nāshād haiab unheñ donoñ se ghar ābād hai
- تجھے کلیمؔ کوئی کیسے خوش کلام کہےجو دن کو رات بتائے سحر کو شام کہےtujhe kalīm koī kaise ḳhush kalām kahejo din ko rāt batā.e sahar ko shām kahe
- تم گل تھے ہم نکھار ابھی کل کی بات ہےہم سے تھی سب بہار ابھی کل کی بات ہےtum gul the ham nikhār abhī kal kī bāt haiham se thī sab bahār abhī kal kī bāt hai
- جب صبا آئی ادھر ذکر بہار آ ہی گیایاد ہم کو انقلاب روزگار آ ہی گیاjab sabā ā.ī idhar zikr-e-bahār ā hī gayāyād ham ko inqilāb-e-rozgār ā hī gayā
- جہاں غم ملا اٹھایا پھر اسے غزل میں ڈھالایہی درد سر خریدا یہی روگ ہم نے پالاjahāñ ġham milā uṭhāyā phir use ġhazal meñ ḍhālāyahī dard-e-sar ḳharīdā yahī rog ham ne pālā
- حقیقتوں کا جلال دیں گے صداقتوں کا جمال دیں گےتجھے بھی ہم اے غم زمانہ غزل کے سانچے میں ڈھال دیں گےhaqīqatoñ kā jalāl deñge sadāqatoñ kā jamāl deñgetujhe bhī ham ai ġham-e-zamāna ġhazal ke sānche meñ ḍhāl deñge
- درد کب دل میں مہرباں نہ رہاہاں مگر قابل بیاں نہ رہاdard kab dil meñ mehrbāñ na rahāhāñ magar qābil-e-bayāñ na rahā
- دھڑکتا جاتا ہے دل مسکرانے والوں کااٹھا نہیں ہے ابھی اعتبار نالوں کاdhaṛaktā jātā hai dil muskurāne vāloñ kāuṭhā nahīñ hai abhī etibār nāloñ kā
- زخموں کے نئے پھول کھلانے کے لئے آپھر موسم گل یاد دلانے کے لئے آzaḳhmoñ ke na.e phūl khilāne ke liye āphir mausam-e-gul yād dilāne ke liye ā
- زندگی مائل فریاد و فغاں آج بھی ہےکل بھی تھا سینے پہ اک سنگ گراں آج بھی ہےzindagī mā.il-e-fariyād-o-fuġhāñ āj bhī haikal bhī thā sīne pe ik sang-e-girāñ āj bhī hai
- شانے کا بہت خون جگر جائے ہے پیارےتب زلف کہیں تا بہ کمر جائے ہے پیارےshāne kā bahut ḳhūn-e-jigar jā.e hai pyāretab zulf kahīñ tā ba kamar jā.e hai pyāre
- غم دل ہی غم دوراں غم جانانہ بنتا ہےیہی غم شعر بنتا ہے یہی افسانہ بنتا ہےġham-e-dil hī ġham-e-daurāñ ġham-e-jānāna bantā haiyahī ġham sher bantā hai yahī afsāna bantā hai
- قائم ہے سرور مئے گلفام ہماراکیا غم ہے اگر ٹوٹ گیا جام ہماراqā.im hai surūr mai gulfām hamārākyā ġham hai agar ṭūṭ gayā jām hamārā
- کس طرح کوئی دھوپ میں پگھلے ہے جلے ہےیہ بات وہ کیا جانے جو سائے میں پلے ہےkis tarah koī dhūp meñ pighle hai jale haiye bāt vo kyā jāne jo sā.e meñ pale hai
- کوئے قاتل ہے مگر جانے کو جی چاہے ہےاب تو کچھ فیصلہ کر جانے کو جی چاہے ہےkū-e-qātil hai magar jāne ko jī chāhe haiab to kuchh faisla kar jāne ko jī chāhe hai
- کیا غم ہے اگر شکوۂ غم عام ہے پیارےتو دل کو دکھا تیرا یہی کام ہے پیارےkyā ġham hai agar shikva-e-ġham ām hai pyāreto dil ko dikhā terā yahī kām hai pyāre
- مت برا اس کو کہو گرچہ وہ اچھا بھی نہیںوہ نہ ہوتا تو غزل میں کبھی کہتا بھی نہیںmat burā us ko kaho garche vo achchhā bhī nahīñvo na hotā to ġhazal meñ kabhī kahtā bhī nahīñ
- مرا حال پوچھ کے ہم نشیں مرے سوز دل کو ہوا نہ دےبس یہی دعا میں کروں ہوں اب کہ یہ غم کسی کو خدا نہ دےmirā hāl pūchh ke ham nashīñ mire soz-e-dil ko huā na debas yahī duā meñ karūñ hūñ ab ke ye ġham kisī ko ḳhudā na de
- مری شاعری میں نہ رقص جام نہ مے کی رنگ فشانیاںوہی دکھ بھروں کی حکایتیں وہی دل جلوں کی کہانیاںmirī shāyarī meñ na raqs jām na mai kī rang fishāniyāñvahī dukh bharoñ kī hikāyateñ vahī dil jaloñ kī kahāniyāñ
- مری صبح غم بلا سے کبھی شام تک نہ پہنچےمجھے ڈر یہ ہے برائی ترے نام تک نہ پہنچےmirī sub.h-e-ġham balā se kabhī shām tak na pahuñchemujhe ḍar ye hai burā.ī tire nām tak na pahuñche
- مری مستی کے افسانے رہیں گےجہاں گردش میں پیمانے رہیں گےmirī mastī ke afsāne raheñgejahāñ gardish meñ paimāne raheñge
- منہ فقیروں سے نہ پھیرا چاہئےیہ تو پوچھا چاہئے کیا چاہئےmuñh faqīroñ se na pherā chāhiyeye to pūchhā chāhiye kyā chāhiye
- میرے ہی لہو پر گزر اوقات کرو ہومجھ سے ہی امیروں کی طرح بات کرو ہوmere hī lahū par guzar auqāt karo homujh se hī amīroñ kī tarah bāt karo ho
- میں روؤں ہوں رونا مجھے بھائے ہےکسی کا بھلا اس میں کیا جائے ہےmaiñ roūñ hūñ ronā mujhe bhā.e haikisī kā bhalā is meñ kyā jā.e hai
- نظر کو آئنہ دل کو ترا شانہ بنا دیں گےتجھے ہم کیا سے کیا اے زلف جانانہ بنا دیں گےnazar ko ā.īna dil ko tirā shāna banā deñgetujhe ham kyā se kyā ai zulf-e-jānāna banā deñge
- وقت کے در پر بھی ہے بہت کچھ وقت کے در سے آگے بھیشام و سحر کے ساتھ بھی چلئے شام و سحر سے آگے بھیvaqt ke dar par bhī hai bahut kuchh vaqt ke dar se āge bhīshām-o-sahar ke sāth bhī chaliye shām-o-sahar se āge bhī
- وہ ستم نہ ڈھائے تو کیا کرے اسے کیا خبر کہ وفا ہے کیا؟تو اسی کو پیار کرے ہے کیوں یہ کلیمؔ تجھ کو ہوا ہے کیا؟vo sitam na ḍhā.e to kyā kare use kyā ḳhabar ke vafā hai kyā?tū usī ko pyār kare hai kyūñ ye kalīm tujh ko huā hai kyā?
- ہر چند غم و درد کی قیمت بھی بہت تھیلینا ہی پڑا دل کو ضرورت بھی بہت تھیhar chand ġham-o-dard kī qīmat bhī bahut thīlenā hī paṛā dil ko zarūrat bhī bahut thī
- ہم کو تو بے سوال ملے بے طلب ملےہم وہ نہیں ہیں ساقی کہ جب مانگیں تب ملےham ko to be savāl mile be talab mileham vo nahīñ haiñ sāqī ke jab māñgeñ tab mile
- ہم کو تو خیر پہنچنا تھا جہاں تک پہنچےجو ہمیں روک رہے تھے وہ کہاں تک پہنچےham ko to ḳhair pahuñchnā thā jahāñ tak pahuñchejo hameñ rok rahe the vo kahāñ tak pahuñche
- ہے انہیں دو ناموں سے ہر ایک افسانے کا نامایک تیرا نام ہے اک تیرے دیوانے کا نامhai unheñ do nāmoñ se har ek afsāne kā nāmek terā nām hai ik tere dīvāne kā nām
- یہ آنسو بے سبب جاری نہیں ہےمجھے رونے کی بیماری نہیں ہےye ānsū be sabab jārī nahīñ haimujhe rone kī bīmārī nahīñ hai
- یہ دیوانے کبھی پابندیوں کا غم نہیں لیں گےگریباں چاک جب تک کر نہ لیں گے دم نہیں لیں گےye dīvāne kabhī pābandiyoñ kā ġham nahīñ leñgegarebāñ chāk jab tak kar na leñge dam nahīñ leñge
- یہ ستم کی محفل ناز ہے کلیمؔ اس کو اور سجائے جاوہ دکھائیں رقص ستم گری تو غزل کا ساز بجائے جاye sitam kī mahfil-e-nāz hai kalīm us ko aur sajā.e jāvo dikhā.eñ raqs-e-sitam girī to ġhazal kā sāz bajā.e jā
- یہ سمندر ہے کنارے ہی کنارے جاؤعشق ہر شخص کے بس کا نہیں پیارے جاؤye samundar hai kināre hī kināre jā.oishq har shaḳhs ke bas kā nahīñ pyāre jā.o
- یہی بیکسی تھی تمام شب اسی بیکسی میں سحر ہوئینہ کبھی چمن میں گزر ہوا نہ کبھی گلوں میں بسر ہوئیyahī bekasī thī tamām shab isī bekasī meñ sahar huīna kabhī chaman meñ guzar huā na kabhī guloñ meñ basar huī