Poet
Hafeez Shahid
1942–2014
Poems
- آج بھی مشکلات کم تو نہیںبارش حادثات کم تو نہیںāj bhī mushkilāt kam to nahīñbārish-e-hādsāt kam to nahīñ
- اب کیا کہیں جو موسم گلشن کا حال ہےپھولوں سے رابطہ نہ صبا کا خیال ہےab kyā kaheñ jo mausam-e-gulshan kā hāl haiphūloñ se rābta na sabā kā ḳhayāl hai
- اس شہر میں نشانۂ قاتل ہمی تو ہیںکچھ جابروں کی راہ میں حائل ہمی تو ہیںis shahr meñ nishāna-e-qātil hamī to haiñkuchh jābiroñ kī rāh meñ hā.il hamī to haiñ
- اک قبیلے سے ہیں لیکن رنگ و نقشہ اور ہےاور ہے کانٹوں کی دنیا گل کی دنیا اور ہےik qabīle se haiñ lekin rang-o-naqsha aur haiaur hai kānṭoñ kī duniyā gul kī duniyā aur hai
- بے ارادہ کوچۂ قاتل میں جانا پڑ گیاپھر ہمیں اپنا مقدر آزمانا پڑ گیاbe irāda kūcha-e-qātil meñ jānā paṛ gayāphir hameñ apnā muqaddar āzmānā paṛ gayā
- پہلے تو شہر بھر میں اندھیرا کیا گیاپھر ہم سے روشنی کا تقاضا کیا گیاpahle to shahr bhar meñ andherā kiyā gayāphir ham se raushnī kā taqāzā kiyā gayā
- تبدیلیوں کی راہ پہ چلنے تو دے مجھےخود کو بدل رہا ہوں بدلنے تو دے مجھےtabdīliyoñ kī rāh pe chalne to de mujheḳhud ko badal rahā hūñ badalne to de mujhe
- تسلیم مجھ کو میں ترے پاسنگ تو نہیںلیکن تجھے نصیب مرا رنگ تو نہیںtaslīm mujh ko maiñ tire pāsang to nahīñlekin tujhe nasīb mirā rang to nahīñ
- جادۂ راستی ہی کافی ہےمجھ کو یہ روشنی ہی کافی ہےjāda-e-rāstī hī kāfī haimujh ko ye raushnī hī kāfī hai
- جھکا سکے نہ مجھے حادثے محبت کےوہی ہوں میں تو وہی سلسلے محبت کےjhukā sake na mujhe hādse mohabbat kevahī hūñ maiñ to vahī silsile mohabbat ke
- چھپی دل میں جو یاد یار ہوگیمسافت اور بھی دشوار ہوگیchhupī dil meñ jo yād-e-yār hogīmasāfat aur bhī dushvār hogī
- دل کا ہر ایک داغ چراغاں سے کم نہیںمیری خزاں بھی فصل بہاراں سے کم نہیںdil kā har ek dāġh charāġhāñ se kam nahīñmerī ḳhizāñ bhī fasl-e-bahārāñ se kam nahīñ
- رہو گے ہم سے کب تک بے خبر سےجدا ہوتی نہیں دیوار در سےrahoge ham se kab tak be ḳhabar sejudā hotī nahīñ dīvār dar se
- سر اشجار تحریر ہوا اچھی نہیں لگتیہمیں پت جھڑ میں گلشن کی فضا اچھی نہیں لگتیsar ashjār tahrīr huā achchhī nahīñ lagtīhameñ pat jhaṛ meñ gulshan kī fazā achchhī nahīñ lagtī
- عجب بگڑے مقدر بن گئے ہیںجو دریا تھے سمندر بن گئے ہیںajab bigṛe muqaddar ban ga.e haiñjo dariyā the samundar ban ga.e haiñ
- فکر سود و زیاں میں رہتا ہوںمیں بھی اس خاکداں میں رہتا ہوںfikr-e-sūd-o-ziyāñ meñ rahtā hūñmaiñ bhī is ḳhākdāñ meñ rahtā hūñ
- کب کا گزر چکا ہے وہ موسم شباب کااب ذکر ہے فضول وفا کی کتاب کاkab kā guzar chukā hai vo mausam shabāb kāab zikr hai fuzūl vafā kī kitāb kā
- کسی کی یاد میں لکھا ہے جو کچھیہی کچھ ہے مرا اپنا ہے جو کچھkisī kī yād meñ likhā hai jo kuchhyahī kuchh hai mirā apnā hai jo kuchh
- کوئی نشانیٔ عہد وصال دے جائےوہ میری عمر مرے ماہ و سال دے جائےkoī nishānī-e-ahd-e-visāl de jā.evo merī umr mire māh-o-sāl de jā.e
- کیوں قتل کے ارمان میں آزار اٹھائیںگردن مری حاضر ہے وہ تلوار اٹھائیںkyūñ qatl ke armān meñ āzār uṭhā.eñgardan mirī hāzir hai vo talvār uṭhā.eñ
- نوچ لیے ہر شاخ سے پتے بوٹا بوٹا لوٹ لیادست خزاں نے چوری چوری باغ تمنا لوٹ لیاnoch liye har shāḳh se patte būṭā būṭā lauṭ liyādast-e-ḳhizāñ ne chorī chorī bāġh-e-tamannā lauṭ liyā
- وہ مجھ میں تھا نہاں میں دیکھتا کیاپس دیوار جاں میں دیکھتا کیاvo mujh meñ thā nihāñ meñ dekhtā kyāpas-e-dīvār-e-jāñ meñ dekhtā kyā
- وہ ہم سے ہو گیا ہے بے خبر کچھبدلتے موسموں کا ہے اثر کچھvo ham se ho gayā hai be ḳhabar kuchhbadalte mausamoñ kā hai asar kuchh
- ہر سمت زندگی کا تماشا بھی خوب ہےدنیا بھی خوب رونق دنیا بھی خوب ہےhar samt zindagī kā tamāshā bhī ḳhūb haiduniyā bhī ḳhūb raunaq-e-duniyā bhī ḳhūb hai
- ہمیں اہل زمانہ ڈھونڈتے ہیںکوئی تازہ نشانہ ڈھونڈتے ہیںhameñ ahl-e-zamāna ḍhūñḍte haiñkoī tāza nishāna ḍhūñḍte haiñ
- ہوا خاموش پتے سو رہے ہیںابھی شاخوں پہ غنچے سو رہے ہیںhavā ḳhāmosh patte so rahe haiñabhī shāḳhoñ pe ġhunche so rahe haiñ
- یہ رنگ ترے شہر کے صحرا میں کہاں ہیںگلیاں ہیں نہ کوچے ہیں مکیں ہیں نہ مکاں ہیںye rang tire shahr ke sahrā meñ kahāñ haiñgaliyāñ haiñ na kūche haiñ makīñ haiñ na makāñ haiñ
- کس سے پوچھئے جا کر کیوں بگڑ گئے بچےآتشیں کھلونوں سے کھیلنے لگے بچےkis se pūchhiye jā kar kyūñ bigaṛ ga.e bachcheātishīñ khilaunoñ se khelne lage bachche