
Poet
Dagh Dehlvi
داغ دہلوی1831–1905Born in DelhiDied in Hyderabad, Deccan
Nawab Mirza Khan, who wrote as Dagh, belonged to the Delhi school of the Urdu ghazal. He grew up in the Red Fort as a stepson of the Mughal heir Mirza Fakhru and learned poetry from Zauq. After leaving Delhi he spent twenty-four years at the court of Rampur, and from 1891 was court poet and tutor to the sixth Nizam of Hyderabad. His divans include Gulzar-e-Dagh and Aftab-e-Dagh.
Writes about
- Love
- Romance
- Urdu idiom
Poems
- آپ کا اعتبار کون کرےروز کا انتظار کون کرےāp kā etibār kaun kareroz kā intizār kaun kare
- آخر کو عشق کفر سے ایمان ہو گیامیں بت پرستیوں سے مسلمان ہو گیاāḳhir ko ishq kufr se īmān ho gayāmaiñ but parastiyoñ se musalmān ho gayā
- آرزو ہے وفا کرے کوئیجی نہ چاہے تو کیا کرے کوئیārzū hai vafā kare koījī na chāhe to kyā kare koī
- آزمایا ہے مدام آپ کو بس بس اجی بسدونوں ہاتھوں سے سلام آپ کو بس بس اجی بسāzmāyā hai mudām āp ko bas bas ajī basdonoñ hāthoñ se salām āp ko bas bas ajī bas
- آئے بھی تو وہ منہ کو چھپائے مرے آگےاس طرح سے آئے کہ نہ آئے مرے آگےā.e bhī to vo muñh ko chhupā.e mire āgeis tarah se ā.e ke na ā.e mire āge
- اب وہ یہ کہہ رہے ہیں مری مان جائیےاللہ تیری شان کے قربان جائیےab vo ye kah rahe haiñ mirī mān jā.iyeallāh terī shān ke qurbān jā.iye
- ابھی ہماری محبت کسی کو کیا معلومکسی کے دل کی حقیقت کسی کو کیا معلومabhī hamārī mohabbat kisī ko kyā ma.alūmkisī ke dil kī haqīqat kisī ko kyā ma.alūm
- اپنی نظر میں ہیچ ہے سارے جہاں کی سیردل خوش نہ ہو تو کس کا تماشہ کہاں کی سیرapnī nazar meñ hech hai sāre jahāñ kī sairdil ḳhush na ho to kis kā tamāsha kahāñ kī sair
- اچھی صورت پہ غضب ٹوٹ کے آنا دل کایاد آتا ہے ہمیں ہائے زمانا دل کاachchhī sūrat pe ġhazab ṭūṭ ke ānā dil kāyād ātā hai hameñ hā.e zamānā dil kā
- ادھر دیکھ لینا ادھر دیکھ لیناکن انکھیوں سے اس کو مگر دیکھ لیناidhar dekh lenā idhar dekh lenākin ankhiyoñ se us ko magar dekh lenā
- اس ادا سے وہ جفا کرتے ہیںکوئی جانے کہ وفا کرتے ہیںis adā se vo jafā karte haiñkoī jāne ke vafā karte haiñ
- اس سے کیا خاک ہم نشیں بنتیبات بگڑی ہوئی نہیں بنتیus se kyā ḳhāk ham nashīñ bantībāt bigṛī huī nahīñ bantī
- اس قدر ناز ہے کیوں آپ کو یکتائی کادوسرا نام ہے وہ بھی مری تنہائی کاis qadar nāz hai kyūñ āp ko yaktā.ī kādūsrā nām hai vo bhī mirī tanhā.ī kā
- اس کے در تک کسے رسائی ہےوہ ہی جائے گا جس کی آئی ہےus ke dar tak kise rasā.ī haivo hī jā.egā jis kī ā.ī hai
- اس نہیں کا کوئی علاج نہیںروز کہتے ہیں آپ آج نہیںis nahīñ kā koī ilāj nahīñroz kahte haiñ āp āj nahīñ
- ان آنکھوں نے کیا کیا تماشا نہ دیکھاحقیقت میں جو دیکھنا تھا نہ دیکھاin ānkhoñ ne kyā kyā tamāshā na dekhāhaqīqat meñ jo dekhnā thā na dekhā
- ان کے اک جاں نثار ہم بھی ہیںہیں جہاں سو ہزار ہم بھی ہیںun ke ik jāñ nisār ham bhī haiñhaiñ jahāñ so hazār ham bhī haiñ
- اول تو رہے دور وہ نالوں سے ہمارےپاس آئے تو گھبرائے سوالوں سے ہمارےavval to rahe dūr vo nāloñ se hamārepās ā.e to ghabrā.e savāloñ se hamāre
- ایک طوفاں ہے غم عشق میں رونا کیا ہےنہیں معلوم کہ انجام کو ہونا کیا ہےek tūfāñ hai ġham-e-ishq meñ ronā kyā hainahīñ ma.alūm ke anjām ko honā kyā hai
- بات میری کبھی سنی ہی نہیںجانتے وہ بری بھلی ہی نہیںbāt merī kabhī sunī hī nahīñjānte vo burī bhalī hī nahīñ
- باقی جہاں میں قیس نہ فرہاد رہ گیاافسانہ عاشقوں کا فقط یاد رہ گیاbāqī jahāñ meñ qais na farhād rah gayāafsāna āshiqoñ kā faqat yād rah gayā
- بتان ماہ وش اجڑی ہوئی منزل میں رہتے ہیںکہ جس کی جان جاتی ہے اسی کے دل میں رہتے ہیںbutān-e-māh vash ujṛī huī manzil meñ rahte haiñke jis kī jān jātī hai usī ke dil meñ rahte haiñ
- بزم سے آخر شب ہے سفر جام شرابشام غربت ہوئی ساقی سحر جام شرابbazm se āḳhir-e-shab hai safar jām-e-sharābshām-e-ġhurbat huī sāqī sahar jām-e-sharāb
- بھلا ہو پیر مغاں کا ادھر نگاہ ملےفقیر ہیں کوئی چلو خدا کی راہ ملےbhalā ho pīr-e-muġhāñ kā idhar nigāh milefaqīr haiñ koī chalo ḳhudā kī rāh mile
- بھویں تنتی ہیں خنجر ہاتھ میں ہے تن کے بیٹھے ہیںکسی سے آج بگڑی ہے کہ وہ یوں بن کے بیٹھے ہیںbhuveñ tanantī haiñ ḳhanjar hāth meñ hai tan ke baiṭhe haiñkisī se āj bigṛī hai ke vo yūñ ban ke baiṭhe haiñ
- بیکسیٔ شب ہجراں کی مجھے تاب نہیںکاش دشمن ہی چلے آئیں جو احباب نہیںbekasī-e-shab-e-hijrāñ kī mujhe tāb nahīñkāsh dushman hī chale ā.eñ jo ahbāb nahīñ
- پکارتی ہے خموشی مری فغاں کی طرحنگاہیں کہتی ہیں سب راز دل زباں کی طرحpukārtī hai ḳhamoshī mirī fuġhāñ kī tarahnigāheñ kahtī haiñ sab rāz-e-dil zabāñ kī tarah
- پوشیدہ جب ہو راز کہ منہ میں زباں نہ ہوہم بات بھی کریں تو بغیر از فغاں نہ ہوposhīda jab ho rāz ke muñh meñ zabāñ na hoham bāt bhī kareñ to baġhair az fuġhāñ na ho
- پھرا پیامبر اپنا خراب رستے میںدیا نصیب نے اچھا جواب رستے میںphirā payāmbar apnā ḳharāb raste meñdiyā nasīb ne achchhā javāb raste meñ
- پھر دیکھتے عیش آدمی کابنتا جو فلک مری خوشی کاphir dekhte aish ādmī kābantā jo falak mirī ḳhushī kā
- پھر شب غم نے مجھے شکل دکھائی کیونکریہ بلا گھر سے نکالی ہوئی آئی کیونکرphir shab-e-ġham ne mujhe shakl dikhā.ī kyūñkarye balā ghar se nikālī huī ā.ī kyūñkar
- پھرے راہ سے وہ یہاں آتے آتےاجل مر رہی تو کہاں آتے آتے؟phire rāh se vo yahāñ āte āteajal mar rahī to kahāñ āte āte?
- پیامی کامیاب آئے نہ آئےخدا جانے جواب آئے نہ آئےpayāmī kāmyāb ā.e na ā.eḳhudā jāne javāb ā.e na ā.e
- تجھ سے کیا نسبت کہ تھے لیلی کے کالے ہاتھ پاؤںحق نے تیرے نور کے سانچے میں ڈھالے ہاتھ پاؤںtujh se kyā nisbat ke the lailā ke kāle hāth pā.oñhaq ne tere nūr ke sānche meñ ḍhāle hāth pā.oñ
- تجھے نامہ بر قسم ہے وہیں دن سے رات کرناکوئی ایک بات پوچھے تو ہزار بات کرناtujhe nāma bar qasam hai vahīñ din se rāt karnākoī ek bāt pūchhe to hazār bāt karnā
- تلوار تری رواں بہت ہےتھوڑا بھی تو امتحاں بہت ہےtalvār tirī ravāñ bahut haithoṛā bhī to imtihāñ bahut hai
- تم آئینہ ہی نہ ہر بار دیکھتے جاؤمری طرف بھی تو سرکار دیکھتے جاؤtum ā.īna hī na har bār dekhte jā.omirī taraf bhī to sarkār dekhte jā.o
- تماشائے دیر و حرم دیکھتے ہیںتجھے ہر بہانے سے ہم دیکھتے ہیںtamāshā-e-dair-o-haram dekhte haiñtujhe har bahāne se ham dekhte haiñ
- تمہارے خط میں نیا اک سلام کس کا تھانہ تھا رقیب تو آخر وہ نام کس کا تھاtumhāre ḳhat meñ nayā ik salām kis kā thāna thā raqīb to āḳhir vo nām kis kā thā
- تو جو اللہ کا محبوب ہوا ، خوب ہوایا نبی خوب ہوا ، خوب ہوا ، خوب ہواtū jo allāh kā mahbūb huā, ḳhūb huāyā nabī ḳhūb huā, ḳhūb huā, ḳhūb huā
- تیری صورت کو دیکھتا ہوں میںاس کی قدرت کو دیکھتا ہوں میںterī sūrat ko dekhtā hūñ maiñus kī qudrat ko dekhtā hūñ maiñ
- تیرے کوچے میں جو ہم با دیدہ تر بیٹھتےجوش طوفاں سے زمیں میں سینکڑوں گھر بیٹھتےtere kūche meñ jo ham bā dīda tar baiṭhtejosh-e-tūfāñ se zamīñ meñ sainkṛoñ ghar baiṭhte
- جائے آسودگی کہاں ہے آججو زمیں کل تھی آسماں ہے آجjā.e āsūdgī kahāñ hai ājjo zamīñ kal thī āsmāñ hai āj
- جب کہا اور بھی دنیا میں حسیں اچھے ہیںکیا ہی جھنجھلا کے وہ بولے کہ ہمیں اچھے ہیںjab kahā aur bhī duniyā meñ hasīñ achchhe haiñkyā hī jhanjhlā ke vo bole ke hameñ achchhe haiñ
- جب مے لالہ فام ہوتی ہےمجھ کو توبہ حرام ہوتی ہےjab mai lāla fām hotī haimujh ko tauba harām hotī hai
- جب وہ بت ہم کلام ہوتا ہےدل و دیں کا پیام ہوتا ہےjab vo but ham kalām hotā haidil-o-dīñ kā payām hotā hai
- جفا پر جان دیتے ہیں ستم پر تیرے مرتے ہیںیہ ناکام محبت سچ تو یہ ہے کام کرتے ہیںjafā par jān dete haiñ sitam par tere marte haiñye nākām-e-mohabbat sach to ye hai kām karte haiñ
- جلوے مری نگاہ میں کون و مکاں کے ہیںمجھ سے کہاں چھپیں گے وہ ایسے کہاں کے ہیںjalve mirī nigāh meñ kaun-o-makāñ ke haiñmujh se kahāñ chhupeñge vo aise kahāñ ke haiñ
- جو دل قابو میں ہو تو کوئی رسوائے جہاں کیوں ہوخلش کیوں ہو تپش کیوں ہو قلق کیوں ہو فغاں کیوں ہوjo dil qābū meñ ho to koī risvā.e jahāñ kyūñ hoḳhalish kyūñ ho tapish kyūñ ho qalaq kyūñ ho fuġhāñ kyūñ ho
- جور کے بعد ہے کیوں لطف یہ عادت کیا ہےتم تلافی جو کرو اس کی ضرورت کیا ہےjaur ke ba.ad hai kyūñ lutf ye ādat kyā haitum talāfī jo karo us kī zarūrat kyā hai