Poet
Wahshat Kalkatvi
وحشت کلکتوی1881–1956
Poems
- آزاد اس سے ہیں کہ بیاباں ہی کیوں نہ ہوپھاڑیں گے جیب گوشۂ زنداں ہی کیوں نہ ہوāzād us se haiñ ke bayābāñ hī kyūñ na hophāṛeñge jeb-e-gosha-e-zindāñ hī kyūñ na ho
- آنکھ میں جلوہ ترا دل میں تری یاد رہےیہ میسر ہو تو پھر کیوں کوئی ناشاد رہےānkh meñ jalva tirā dil meñ tirī yād raheye muyassar ho to phir kyūñ koī nāshād rahe
- آہ شب نالۂ سحر لے کرنکلے ہم توشۂ سفر لے کرāh-e-shab nāla-e-sahar le karnikle ham tosha-e-safar le kar
- آئینۂ خیال تھا عکس پذیر راز کاطور شہید ہو گیا جلوۂ دل نواز کاā.īna-e-ḳhayāl thā aks pazīr rāz kātūr shahīd ho gayā jalva-e-dil navāz kā
- اے اہل وفا خاک بنے کام تمہاراآغاز بتا دیتا ہے انجام تمہاراai ahl-e-vafā ḳhāk bane kām tumhārāāġhāz batā detā hai anjām tumhārā
- بہار آئی ہے آرائش چمن کے لیےمری بھی طبع کو تحریک ہے سخن کے لیےbahār ā.ī hai ārā.ish-e-chaman ke liyemirī bhī tab.a ko tahrīk hai suḳhan ke liye
- پوشیدہ دیکھتی ہے کسی کی نظر مجھےدیکھ اے نگاہ شوق تو رسوا نہ کر مجھےposhīda dekhtī hai kisī kī nazar mujhedekh ai nigāh-e-shauq to rusvā na kar mujhe
- پیمان وفائے یار ہیں ہمیعنی ناپائیدار ہیں ہمpaimān-e-vafā-e-yār haiñ hamya.anī nāpā.īdār haiñ ham
- ترے آشفتہ سے کیا حال بیتابی بیاں ہوگاجبین شوق ہوگی اور تیرا آستاں ہوگاtire āshufta se kyā hāl betābī bayāñ hogājabīn-e-shauq hogī aur terā āstāñ hogā
- تو ہے اور عیش ہے اور انجمن آرائی ہےمیں ہوں اور رنج ہے اور گوشۂ تنہائی ہےtū hai aur aish hai aur anjuman ārā.ī haimaiñ hūñ aur ranj hai aur gosha-e-tanhā.ī hai
- تیر نظر نے ظلم کو احساں بنا دیاترکیب دل نے درد کو درماں بنا دیاtīr-e-nazar ne zulm ko ehsāñ banā diyātarkīb-e-dil ne dard ko darmāñ banā diyā
- جان اس کی اداؤں پر نکلتی ہی رہے گییہ چھیڑ جو چلتی ہے سو چلتی ہی رہے گیjān us kī adā.oñ par nikaltī hī rahegīye chheṛ jo chaltī hai so chaltī hī rahegī
- جدا کریں گے نہ ہم دل سے حسرت دل کوعزیز کیوں نہ رکھیں زندگی کے حاصل کوjudā kareñge na ham dil se hasrat-e-dil koazīz kyūñ na rakheñ zindagī ke hāsil ko
- جو تجھ سے شور تبسم ذرا کمی ہوگیہمارے زخم جگر کی بڑی ہنسی ہوگیjo tujh se shor-e-tabassum zarā kamī hogīhamāre zaḳhm-e-jigar kī baṛī hañsī hogī
- چلا جاتا ہے کاروان نفسنہ بانگ درا ہے نہ صوت جرسchalā jātā hai kārvān-e-nafasna bāng-e-darā hai na saut-e-jaras
- درد آ کے بڑھا دو دل کا تم یہ کام تمہیں کیا مشکل ہےبیمار بنانا آساں ہے ہر چند مداوا مشکل ہےdard ā ke baṛhā do dil kā tum ye kām tumheñ kyā mushkil haibīmār banānā āsāñ hai har chand mudāvā mushkil hai
- درد کا میرے یقیں آپ کریں یا نہ کریںعرض اتنی ہے کہ اس راز کا چرچا نہ کریںdard kā mere yaqīñ āp kareñ yā na kareñarz itnī hai ke is rāz kā charchā na kareñ
- دیکھنا وہ گریۂ حسرت مآل آ ہی گیابیکسی میں کوئی تو پرسان حال آ ہی گیاdekhnā vo girya-e-hasrat maāl ā hī gayābekasī meñ koī to parsān hāl ā hī gayā
- زمیں روئی ہمارے حال پر اور آسماں رویاہماری بیکسی کو دیکھ کر سارا جہاں رویاzamīñ roī hamāre hāl par aur āsmāñ royāhamārī bekasī ko dekh kar sārā jahāñ royā
- سرور افزا ہوئی آخر شراب آہستہ آہستہہوا وہ بزم مے میں بے حجاب آہستہ آہستہsurūr afzā huī āḳhir sharāb āhista āhistahavā vo bazm-e-mai meñ be hijāb āhista āhista
- سنگ طفلاں فدائے سر نہ ہواآج اس کوچے میں گزر نہ ہواsang tiflāñ fidā-e-sar na huāāj us kūche meñ guzar na huā
- شرمندہ کیا جوہر بالغ نظری نےاس جنس کو بازار میں پوچھا نہ کسی نےsharminda kiyā jauhar bāliġh nazarī neis jins ko bāzār meñ pūchhā na kisī ne
- شوق پھر کوچۂ جاناں کا ستاتا ہے مجھےمیں کہاں جاتا ہوں کوئی لیے جاتا ہے مجھےshauq phir kūcha-e-jānāñ kā satātā hai mujhemaiñ kahāñ jātā hūñ koī liye jātā hai mujhe
- شوق دیتا ہے مجھے پیغام عشقہاتھ میں لبریز لے کر جام عشقshauq detā hai mujhe paiġhām-e-ishqhāth meñ labrez le kar jām-e-ishq
- شوق نے عشرت کا ساماں کر دیادل کو محو روئے جاناں کر دیاshauq ne ishrat kā sāmāñ kar diyādil ko mahv-e-roe jānāñ kar diyā
- ضبط کی کوشش ہے جان ناتواں مشکل میں ہےکیوں عیاں ہو آنکھ سے وہ غم جو پنہاں دل میں ہےzabt kī koshish hai jān-e-nātavāñ mushkil meñ haikyūñ ayāñ ho ānkh se vo ġham jo pinhāñ dil meñ hai
- کسی صورت سے اس محفل میں جا کرمقدر ہم بھی دیکھیں آزما کرkisī sūrat se is mahfil meñ jā karmuqaddar ham bhī dekheñ āzmā kar
- کسی طرح دن تو کٹ رہے ہیں فریب امید کھا رہا ہوںہزارہا نقش آرزو کے بنا رہا ہوں مٹا رہا ہوںkisī tarah din to kaṭ rahe haiñ fareb-e-ummīd khā rahā hūñhazārhā naqsh-e-ārzū ke binā rahā hūñ miṭā rahā hūñ
- کہتے ہو اب مرے مظلوم پہ بیداد نہ ہوستم ایجاد ہو پھر کیوں ستم ایجاد نہ ہوkahte ho ab mire mazlūm pe bedād na hositam ījād ho phir kyūñ sitam ījād na ho
- کیا ہے کہ آج چلتے ہو کترا کے راہ سےدیکھو ادھر نگاہ ملا کر نگاہ سےkyā hai ke āj chalte ho katrā ke rāh sedekho idhar nigāh milā kar nigāh se
- لطف نہاں سے جب جب وہ مسکرا دئیے ہیںمیں نے بھی زخم دل کے ان کو دکھا دئیے ہیںlutf-e-nihāñ se jab jab vo muskurā diye haiñmaiñ ne bhī zaḳhm-e-dil ke un ko dikhā diye haiñ
- لگاؤ نہ جب دل تو پھر کیوں لگاوٹنہیں مجھ کو بھاتی تمہاری بناوٹlagā.o na jab dil to phir kyūñ lagāvaṭnahīñ mujh ko bhātī tumhārī banāvaṭ
- لوٹا ہے مجھے اس کی ہر ادا نےانداز نے ناز نے حیا نےlauṭā hai mujhe us kī har adā neandāz ne nāz ne hayā ne
- مروت کا پاس اور وفا کا لحاظکرے آشنا آشنا کا لحاظmuravvat kā pās aur vafā kā lihāzkare āshnā āshnā kā lihāz
- میں نے مانا کام ہے نالہ دل ناشاد کاہے تغافل شیوہ آخر کس ستم ایجاد کاmaiñ ne mānā kām hai nāla dil-e-nāshād kāhai taġhāful sheva āḳhir kis sitam ījād kā
- نالوں سے اگر میں نے کبھی کام لیا ہےخود ہی اثر نالہ سے دل تھام لیا ہےnāloñ se agar maiñ ne kabhī kām liyā haiḳhud hī asar-e-nāla se dil thām liyā hai
- نہیں کہ عشق نہیں ہے گل و سمن سے مجھےدل فسردہ لیے جاتا ہے چمن سے مجھےnahīñ ke ishq nahīñ hai gul-o-saman se mujhedil-e-fasurda liye jātā hai chaman se mujhe
- نہیں ممکن لب عاشق سے حرف مدعا نکلےجسے تم نے کیا خاموش اس سے کیا صدا نکلےnahīñ mumkin lab-e-āshiq se harf-e-mudda.ā niklejise tum ne kiyā ḳhāmosh us se kyā sadā nikle
- وحشتؔ مبتلا خدا کے لیےجان دیتا ہے کیوں وفا کے لیےvahshat-e-mubtalā ḳhudā ke liyejān detā hai kyūñ vafā ke liye
- وفائے دوستاں کیسی جفائے دشمناں کیسینہ پوچھا ہو کسی نے جس کو اس کی داستاں کیسیvafā-e-dostāñ kaisī jafā-e-dushmanāñ kaisīna pūchhā ho kisī ne jis ko us kī dāstāñ kaisī
- ہوئے ہیں گم جس کی جستجو میں اسی کی ہم جستجو کریں گےرکھا ہے محروم جس نے ہم کو اسی کی ہم آرزو کریں گےhue haiñ gum jis kī justujū meñ usī kī ham justujū kareñgerakhā hai mahrūm jis ne ham ko usī kī ham ārzū kareñge
- یہاں ہر آنے والا بن کے عبرت کا نشاں آیاگیا زیر زمیں جو کوئی زیر آسماں آیاyahāñ har āne vālā ban ke ibrat kā nishāñ āyāgayā zer-e-zamīñ jo koī zer-e-āsmāñ āyā
- یہی ہے عشق کی مشکل تو مشکل آساں ہےملا ہے درد وہ دل کو جو راحت جاں ہےyahī hai ishq kī mushkil to mushkil āsāñ haimilā hai dard vo dil ko jo rāhat-e-jāñ hai