Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Wahshat Kalkatvi

وحشت کلکتوی

1881–1956

Poems

  1. āp apnā rū-e-zebā dekhiyeyā mujhe mahv-e-tamāshā dekhiye
  2. aur ishrat kī tamannā kyā kareñsāmne to ho tujhe dekhā kareñ
  3. talḳhī kash naumīdī-e-dīdār bahut haiñis nargis-e-bīmār ke bīmār bahut haiñ
  4. dil ke kahne pe chalūñ aql kā kahnā na karūñmaiñ isī soch meñ hūñ kyā karūñ aur kyā na karūñ
  5. kis nām mubārak ne maza muñh ko diyā haikyūñ lab pe mire zamzama-e-sal-e-alī hai
  6. labrez haqīqat go afsāna-e-mūsā haiai husn-e-hijāb ārā kis ne tujhe dekhā hai