Poet
Rasheed Lakhnavi
رشید لکھنویd. 1904
Poems
- آپ دل جا کر جو زخمی ہو تو مژگاں کیا کرےکوئی رکھ دے پاؤں خود خار مغیلاں کیا کرےāp dil jā kar jo zaḳhmī ho to mizhgāñ kyā karekoī rakh de pā.oñ ḳhud ḳhār-e-muġhīlāñ kyā kare
- اگر دلا غم گیسوئے یار بڑھ جاتاشب فراق میں اور انتشار بڑھ جاتاagar dilā ġham gesū-e-yār baṛh jātāshab-e-firāq meñ aur intishār baṛh jātā
- اگر گل کی کوئی پتی جھڑی ہےتو سو سو بار بلبل گر پڑی ہےagar gul kī koī pattī jhaṛī haitū sau sau bār bulbul gir paṛī hai
- باغ میں جگنو چمکتے ہیں جو پیارے رات کویاد آتے ہیں ان آنکھوں کے اشارے رات کوbāġh meñ jugnū chamakte haiñ jo pyāre rāt koyād āte haiñ in ānkhoñ ke ishāre rāt ko
- بڑھا یہ شک کہ غیروں کہ تن میں آگ لگیہم آئے کیا کہ تری انجمن میں آگ لگیbaṛhā ye shak ke ġhairoñ ke tan meñ āg lagīham ā.e kyā ke tirī anjuman meñ āg lagī
- تنخواہ تبر بہر درختان کہن ہےجو شاخ پھلی ہے وہ بر آورد چمن ہےtanḳhvāh tabar bahr daraḳhtān-e-kuhan haijo shāḳh phalī hai vo bar āvard chaman hai
- ٹھہر جاوید کے ارماں دل مضطر نکلتے ہیںکھڑے ہیں منتظر ہم گھر سے وہ باہر نکلتے ہیںṭhahar jāved ke armāñ dil-e-muztar nikalte haiñkhaṛe haiñ muntazir ham ghar se vo bāhar nikalte haiñ
- جب سے سنا دہن ترے اے ماہرو نہیںسب چپ ہیں اب کسی کی کوئی گفتگو نہیںjab se sunā dahan tire ai māhrū nahīñsab chup haiñ ab kisī kī koī guftugū nahīñ
- جس کو عادت وصل کی ہو ہجر سے کیوں کر بنےجب اٹھے یہ غم کہ دل کا آئنہ پتھر بنےjis ko ādat vasl kī ho hijr se kyūñ kar banejab uṭhe ye ġham ke dil kā ā.īna patthar bane
- جنوں کی فصل آئی بڑھ گئی توقیر پتھر کیسر شوریدہ خود کرنے لگا تدبیر پتھر کیjunūñ kī fasl ā.ī baṛh ga.ī tauqīr patthar kīsar-e-shorīda ḳhud karne lagā tadbīr patthar kī
- جو مجھے مرغوب ہو وہ سوگواری چاہئےمیرے سویم میں تمہیں پوشاک بھاری چاہئےjo mujhe marġhūb ho vo sogvārī chāhiyemere soyam meñ tumheñ poshāk bhārī chāhiye
- جو ہوا ہے صورت باد مخالف تیز ہےدل کا میداں ہے کہ اک صحرائے آفت خیز ہےjo huā hai sūrat-e-bād-e-muḳhālif tez haidil kā maidāñ hai ke ik sahrā-e-āfat ḳhez hai
- خار و خس پھینکے چمن کے راستے جاری کرےباغباں فصل بہار آنے کی تیاری کرےḳhār-o-ḳhas pheñke chaman ke rāste jārī karebāġhbāñ fasl-e-bahār āne kī tayyārī kare
- دلا معشوق جو ہوتا ہے وہ سفاک ہوتا ہےبڑا بے رحم ہوتا ہے بڑا بے باک ہوتا ہےdilā ma.ashūq jo hotā hai vo saffāk hotā haibaṛā be rahm hotā hai baṛā be bāk hotā hai
- دل ہمارا جانب زلف سیہ فام آئے گایہ مسافر آج منزل پر سر شام آئے گاdil hamārā jānib-e-zulf-e-siyah fām ā.egāye musāfir āj manzil par sar-e-shām ā.egā
- دم رفتار جاناں یہ صدائے ناز آتی ہےسنبھالیں سب دلوں کو پاؤں کی آواز آتی ہےdam-e-raftār jānāñ ye sadā-e-nāz ātī haisambhāleñ sab diloñ ko pā.oñ kī āvāz ātī hai
- ڈر نہیں تھوکتے ہیں خون جو دکھ پائے ہوئےلخت دل بن کے نکل جائیں گے غم کھائے ہوئےḍar nahīñ thūkutte haiñ ḳhūn jo dukh pā.e huelaḳht-e-dil ban ke nikal jā.eñge ġham khā.e hue
- راز الفت کے عیاں رات کو سارے ہوتےہم کئی بار انہیں گھبرا کے پکارے ہوتےrāz-e-ulfat ke ayāñ rāt ko sāre hoteham ka.ī bār unheñ ghabrā ke pukāre hote
- سلسلۂ جنبان وحشت میں نئی تدبیر سےطوق منت کے بدلتے ہیں مری زنجیر سےsilsila-e-jumbān-e-vahshat meñ na.ī tadbīr setauq minnat ke badalte haiñ mirī zanjīr se
- شراب ناب کا قطرہ جو ساغر سے نکل جائےتڑپ کے دل مرا قابوئے دلبر سے نکل جائےsharāb-e-nāb kā qatra jo sāġhar se nikal jā.etaṛap ke dil mirā qābū-e-dilbar se nikal jā.e
- عقدے الفت کے سب اے رشک قمر کھول دئیےسینہ یوں چاک کیا داغ جگر کھول دیئےuqde ulfat ke sab ai rashk-e-qamar khol diyesīna yūñ chāk kiyā dāġh-e-jigar khol diye
- کبھی گیسو نہ بگڑے قاتل کےناز بردار ہیں مرے دل کےkabhī gesū na bigṛe qātil kenāz bardār haiñ mire dil ke
- گردش چشم ہے پیمانے میںتم گئے ہو کبھی میخانے میںgardish-e-chashm hai paimāne meñtum ga.e ho kabhī maiḳhāne meñ
- گرم رفتار ہے تیری یہ پتا دیتے ہیںدم بہ دم لو ترے نقش کف پا دیتے ہیںgarm raftār hai terī ye patā dete haiñdam ba dam lo tire naqsh-e-kaf-e-pā dete haiñ
- مار ڈالے گی ہمیں یہ خوش بیانی آپ کیموت کا پیغام آئے گا زبانی آپ کیmār ḍālegī hameñ ye ḳhush bayānī āp kīmaut kā paiġhām ā.egā zabānī āp kī
- مجھ کو منظور ہے مرنے پہ سبک باری ہواور احباب کو ہے فکر کفن بھاری ہوmujh ko manzūr hai marne pe subuk bārī hoaur ahbāb ko hai fikr-e-kafan bhārī ho
- نظر کر تیز ہے تقدیر مٹی کی کہ پتھر کیبتوں کو دیکھ ہیں تصویر مٹی کی کہ پتھر کیnazar kar tez hai taqdīr miṭṭī kī ke patthar kībutoñ ko dekh haiñ tasvīr miṭṭī kī ke patthar kī
- نہ چھوڑا دل خستہ جاں چلتے چلتےغضب کر چلے مہرباں چلتے چلتےna chhoṛā dil-e-ḳhasta jāñ chalte chalteġhazab kar chale mehrbāñ chalte chalte
- وصل کے دن کا اشارہ ہے کہ ڈھل جاؤں گادل یہ کہتا ہے کہ قابو سے نکل جاؤں گاvasl ke din kā ishāra hai ke ḍhal jā.ūñgādil ye kahtā hai ke qābū se nikal jā.ūñgā
- ہائے شرم دلبری اس دل ربا کے ہاتھ ہےاس وفا کی آبرو اوس بے وفا کے ہاتھ ہےhā.e sharm-e-dilbarī is dil rubā ke hāth haiis vafā kī ābrū os be vafā ke hāth hai
- ہجر ہے اب تھا یہیں میں زار ہم پہلوئے دوستمیرے بستر پر مجھے تڑپا رہی ہے بوئے دوستhijr hai ab thā yahīñ meñ zār ham pahlū-e-dostmere bistar par mujhe taṛpā rahī hai bū-e-dost
- ہم اجل کے آنے پر بھی ترا انتظار کرتےکوئی وعدہ سچ جو ہوتا تو کچھ اعتبار کرتےham ajal ke āne par bhī tirā intizār kartekoī va.ada sach jo hotā to kuchh etibār karte
- ہے اندھیرا تو سمجھتا ہوں شب گیسو ہےبند آنکھیں ہیں کہ اے یار نظر میں تو ہےhai andherā to samajhtā hūñ shab-e-gesū haiband ānkheñ haiñ ke ai yār nazar meñ to hai
- ہے بے خود وصل میں دل ہجر میں مضطر سوا ہوگاخوشی جس گھر کی ایسی ہے وہاں کا رنج کیا ہوگاhai be ḳhud vasl meñ dil hijr meñ muztar sivā hogāḳhushī jis ghar kī aisī hai vahāñ kā ranj kyā hogā
- طفلی نے بے خودی کا آغاز کیاقوت پہ شباب نے بڑا ناز کیاtiflī ne be ḳhudī kā āġhāz kiyāquvvat pe shabāb ne baṛā nāz kiyā
- کچھ اہل زمیں حال نیا کہتے ہیںاچھا کہتے ہیں یا برا کہتے ہیںkuchh ahl-e-zamīñ hāl nayā kahte haiñachchhā kahte haiñ yā burā kahte haiñ
- اب اور زمین و آسماں پیدا ہوقدرت سے نیا اک جہاں پیدا ہوab aur zamīn-o-āsmāñ paidā hoqudrat se nayā ik jahāñ paidā ho
- احباب ملاقات کو جو آتے ہیںناحق مجھے غم دے کے چلے جاتے ہیںahbāb mulāqāt ko jo āte haiñnāhaq mujhe ġham de ke chale jāte haiñ
- اندوہ شباب ٹالنے کو خم ہوںمیں قلب و جگر سنبھالنے کو خم ہوںandoh-e-shabāb ṭālne ko ḳham hūñmaiñ qalb-o-jigar sambhālne ko ḳham hūñ
- پیری میں حواس و ہوش سب کھوتے ہیںکب عہد جوانی کے لیے روتے ہیںpīrī meñ havās-o-hosh sab khote haiñkab ahd-e-javānī ke liye rote haiñ
- دنیا سے سبھی برے بھلے جائیں گےکیا خلق سے جز گناہ لے جائیں گےduniyā se sabhī bure bhale jā.eñgekyā ḳhalq se juz gunāh le jā.eñge
- کب تک میں رنج و غم کی شدت دیکھوںتا کے اپنے پہ یہ مصیبت دیکھوںkab tak maiñ ranj-o-ġham kī shiddat dekhūñtā ke apne pe ye musībat dekhūñ
- کچھ دل سے جھکے ہوئے کہا کرتے ہیںآنسو بے کار بھی بہا کرتے ہیںkuchh dil se jhuke hue kahā karte haiñānsū be kār bhī bahā karte haiñ
- کیوں کنج لحد کے متصل جاؤں گاکہنے کے لیے مطلب دل جاؤں گاkyūñ kunj-e-lahad ke muttasil jā.ūñgākahne ke liye matlab dil jā.ūñgā
- معلوم تھا تکلیف سوا گزرے گیتا قبر نہ راحت سے ذرا گزرے گیma.alūm thā taklīf sivā guzregītā qabr na rāhat se zarā guzregī
- نامی ہوئے بے نشان ہونے کے لیےافسانہ ہوئے بیان ہونے کے لیےnāmī hue be nishān hone ke liyeafsāna hue bayān hone ke liye
- جوش وحشت میرے تلووں کو یہ ایذا بھی سہیہیں جہاں سو آبلے کچھ خار صحرا بھی سہیjosh-e-vahshat mere talvoñ ko ye īzā bhī sahīhaiñ jahāñ so āble kuchh ḳhār-e-sahrā bhī sahī
- سرخ ہو جاتا ہے منہ میری نظر کے بوجھ سےکیا بنے گی زیور گلہائے تر کے بوجھ سےsurḳh ho jātā hai muñh merī nazar ke bojh sekyā banegī zevar-e-gulhā.e tar ke bojh se
- شروع اہل محبت کے امتحان ہوئےاب ان کو ناز ہوا ہے کہ ہم جوان ہوئےshurū ahl-e-mohabbat ke imtihān hueab un ko nāz huā hai ke ham javān hue