Poet
Rasheed Lakhnavi
رشید لکھنویd. 1904
Poems
- اب اور زمین و آسماں پیدا ہوقدرت سے نیا اک جہاں پیدا ہوab aur zamīn-o-āsmāñ paidā hoqudrat se nayā ik jahāñ paidā ho
- احباب ملاقات کو جو آتے ہیںناحق مجھے غم دے کے چلے جاتے ہیںahbāb mulāqāt ko jo āte haiñnāhaq mujhe ġham de ke chale jāte haiñ
- اندوہ شباب ٹالنے کو خم ہوںمیں قلب و جگر سنبھالنے کو خم ہوںandoh-e-shabāb ṭālne ko ḳham hūñmaiñ qalb-o-jigar sambhālne ko ḳham hūñ
- پیری میں حواس و ہوش سب کھوتے ہیںکب عہد جوانی کے لیے روتے ہیںpīrī meñ havās-o-hosh sab khote haiñkab ahd-e-javānī ke liye rote haiñ
- دنیا سے سبھی برے بھلے جائیں گےکیا خلق سے جز گناہ لے جائیں گےduniyā se sabhī bure bhale jā.eñgekyā ḳhalq se juz gunāh le jā.eñge
- کب تک میں رنج و غم کی شدت دیکھوںتا کے اپنے پہ یہ مصیبت دیکھوںkab tak maiñ ranj-o-ġham kī shiddat dekhūñtā ke apne pe ye musībat dekhūñ
- کچھ دل سے جھکے ہوئے کہا کرتے ہیںآنسو بے کار بھی بہا کرتے ہیںkuchh dil se jhuke hue kahā karte haiñānsū be kār bhī bahā karte haiñ
- کیوں کنج لحد کے متصل جاؤں گاکہنے کے لیے مطلب دل جاؤں گاkyūñ kunj-e-lahad ke muttasil jā.ūñgākahne ke liye matlab dil jā.ūñgā
- معلوم تھا تکلیف سوا گزرے گیتا قبر نہ راحت سے ذرا گزرے گیma.alūm thā taklīf sivā guzregītā qabr na rāhat se zarā guzregī
- نامی ہوئے بے نشان ہونے کے لیےافسانہ ہوئے بیان ہونے کے لیےnāmī hue be nishān hone ke liyeafsāna hue bayān hone ke liye