Poet
Munir Shikohabadi
منیر شکوہ آبادی1814–1880
Poems
- آخر کو راہ عشق میں ہم سر کے بل گئےمشکل میں ہاتھ پاؤں ہمارے نکل گئےāḳhir ko rāh-e-ishq meñ ham sar ke bal ga.emushkil meñ hāth pā.oñ hamāre nikal ga.e
- آمد تصور بت بیداد گر کی ہےدل کی بھی لوٹ خانہ خرابی جگر کی ہےāmad tasavvur but-e-bedād gar kī haidil kī bhī lauṭ ḳhāna ḳharābī jigar kī hai
- آنکھیں خدا نے بخشی ہیں رونے کے واسطےدو کشتیاں ملی ہیں ڈبونے کے واسطےānkheñ ḳhudā ne baḳhshī haiñ rone ke vāstedo kashtiyāñ milī haiñ ḍubone ke vāste
- آئینہ کے عکس سے گل سا بدن میلا ہواصبح کے پرتو سے رنگ یاسمن میلا ہواā.īna ke aks se gul sā badan mailā huāsub.h ke partau se rang yāsaman mailā huā
- ابرو کی تیری ضرب دو دستی چلی گئیجتنی کسائی سیف یہ کستی چلی گئیabrū kī terī zarb do dastī chalī ga.ījitnī kasā.ī saif ye kastī chalī ga.ī
- اثر کر کے آہ رسا پھر گئیہوا صاف مطلع ہوا پھر گئیasar kar ke āh-e-rasā phir ga.īhavā sāf matla.a huā phir ga.ī
- اور مجھ سا جان دینے کا تمنائی نہیںاس کا شیدائی ہوں جس کا کوئی شیدائی نہیںaur mujh sā jān dene kā tamannā.ī nahīñus kā shaidā.ī hūñ jis kā koī shaidā.ī nahīñ
- ایسی ہوئی سرسبز شکایت کی کڑی باتسبزے کی طرح کان میں اس گل کی پڑی باتaisī huī sarsabz shikāyat kī kaṛī bātsabze kī tarah kān meñ us gul kī paṛī bāt
- اے بت جو شب ہجر میں دل تھام نہ لیتےکلمہ میں بھی ہوتا تو ترا نام نہ لیتےai but jo shab-e-hijr meñ dil thām na letekalima meñ bhī hotā to tirā nām na lete
- بتوں کے گھر کی طرف کعبہ کے سفر سے پھرےہزار شکر کہ جیتے خدا کے گھر سے پھرےbutoñ ke ghar kī taraf ka.aba ke safar se phirehazār shukr ke jīte ḳhudā ke ghar se phire
- پہنچا ہے اس کے پاس یہ آئینہ ٹوٹ کےکس سے ملا ہے شیشۂ دل ہم سے پھوٹ کےpahuñchā hai us ke pās ye ā.īna ṭūṭ kekis se milā hai shīsha-e-dil ham se phūṭ ke
- پیچ فقرے پر کیا جاتا نہیںکوئی دھاگا دو بٹا جاتا نہیںpech fiqre par kiyā jātā nahīñkoī dhāgā do baṭā jātā nahīñ
- ترچھی نظر سے دیکھیے تلوار چل گئیزخم جگر کی راہ سے حسرت نکل گئیtirchhī nazar se dekhiye talvār chal ga.īzaḳhm-e-jigar kī rāh se hasrat nikal ga.ī
- تصویر زلف و عارض گلفام لے گیامرغان قدس کے لئے گل دام لے گیاtasvīr zulf-o-āriz-e-gulfām le gayāmurġhān-e-qudus ke liye gul dām le gayā
- تمہارے گھر سے پس مرگ کس کے گھر جاتابتاؤ آپ سے جاتا تو میں کدھر جاتاtumhāre ghar se pas-e-marg kis ke ghar jātābatā.o āp se jātā to maiñ kidhar jātā
- تیرے ہاتھوں سے مٹے گا نقش ہستی ایک دنباڑھ رکھ دے گی چھری پر تیز دستی ایک دنtere hāthoñ se miṭegā naqsh-e-hastī ek dinbāṛh rakh degī chhurī par tez dastī ek din
- ثابت رہا فلک مرے نالوں کے سامنےٹھہری سپر حباب کے بھالوں کے سامنےsābit rahā falak mire nāloñ ke sāmneṭhahrī sipar habāb ke bhāloñ ke sāmne
- جب ہم بغل وہ سرو قبا پوش ہو گیاقمری کا طوق حلقۂ آغوش ہو گیاjab ham baġhal vo sarv-e-qabā posh ho gayāqumrī kā tauq halqa-e-āġhosh ho gayā
- جدائی کے صدموں کو ٹالے ہوئے ہیںچلے جاؤ ہم دل سنبھالے ہوئے ہیںjudā.ī ke sadmoñ ko ṭāle hue haiñchale jā.o ham dil sambhāle hue haiñ
- جلسوں میں گزرنے لگی پھر رات تمہاریاس بھیڑ میں جاتی نہ رہے بات تمہاریjalsoñ meñ guzarne lagī phir rāt tumhārīis bhīṛ meñ jātī na rahe bāt tumhārī
- جو ذوق ہے کہ ہو دریافت آبروئے شرابتو چشم جام سے اے شیخ دیکھ سوئے شرابjo zauq hai ke ho daryāft ābrū-e-sharābtū chashm-e-jām se ai shaiḳh dekh sū-e-sharāb
- حال پوشیدہ کھلا سامان عبرت دیکھ کرپڑھ لیا قسمت کا لکھا لوح تربت دیکھ کرhāl poshīda khulā sāmān-e-ibrat dekh karpaṛh liyā qismat kā likhā lauh-e-turbat dekh kar
- حلقہ حلقہ گھر بنا لخت دل بیتاب کازلف جاناں میں ہے عالم سبحۂ سیماب کاhalqa halqa ghar banā laḳht-e-dil-e-betāb kāzulf jānāñ meñ hai ālam sub.ha-e-sīmāb kā
- خاکساری سے جو غافل دل غماز ہواخاک کے پردے میں پوشیدہ مرا راز ہواḳhāksārī se jo ġhāfil dil-e-ġhammāz huāḳhāk ke parde meñ poshīda mirā rāz huā
- خوبان فسوں گر سے ہم الجھا نہیں کرتےجادو گروں کی زلف میں لٹکا نہیں کرتےḳhūbān-e-fusūñ gar se ham uljhā nahīñ kartejādū garoñ kī zulf meñ laṭkā nahīñ karte
- دشمن کی ملامت بلا ہےیہ موم کا سانپ کاٹتا ہےdushman kī malāmat-e-balā haiye mom kā sānp kāṭṭā hai
- دل تو پژمردہ ہے داغ گلستاں ہوں تو کیاآنکھیں روتی ہیں دہان زخم خنداں ہوں تو کیاdil to pazhmurda hai dāġh-e-gulsitāñ hūñ to kiyāānkheñ rotī haiñ dahān-e-zaḳhm-e-ḳhandāñ hūñ to kyā
- راہ کر کے اس بت گمراہ نے دھوکا دیاگر پڑے اندھے کنوئیں میں چاہ نے دھوکا دیاrāh kar ke us but-e-gumrāh ne dhokā diyāgir paṛe andhe kanoeñ meñ chāh ne dhokā diyā
- راہ میں صورت نقش کف پا رہتا ہوںہر گھڑی بننے بگڑنے کو پڑا رہتا ہوںrāh meñ sūrat-e-naqsh-e-kaf-e-pā rahtā hūñhar ghaṛī banne bigaṛne ko paṛā rahtā hūñ
- روز دلہائے مے کشاں ٹوٹےاے خدا جام آسماں ٹوٹےroz dulhā-e-mai kashāñ ṭūṭeai ḳhudā jām-e-āsmāñ ṭūṭe
- زخمی نہ بھول جائیں مزے دل کی ٹیس کےللہ چھڑکے جاؤ نمک پیس پیس کےzaḳhmī na bhūl jā.eñ maze dil kī ṭīs kelillāh chhiṛke jā.o namak pais pais ke
- سبزہ تمہارے رخ کے لئے تنگ ہو گیاطوطی کا عکس آئنے میں زنگ ہو گیاsabza tumhāre ruḳh ke liye tang ho gayātūtī kā aks ā.īne meñ zang ho gayā
- سخت جانی کا سہی افسانہ ہےشاہد تیغ زباں دندانہ ہےsaḳht jānī kā sahī afsāna haishāhid-e-teġh-e-zabāñ dandāna hai
- شب کے ہیں ماہ مہر ہیں دن کےروپ دیکھے بتان کمسن کےshab ke haiñ māh mehr haiñ din kerūp dekhe butān kamsin ke
- عمر باقی راہ جاناں میں بسر ہونے کو ہےآج اپنی سخت جانی سنگ در ہونے کو ہےumr bāqī rāh jānāñ meñ basar hone ko haiāj apnī saḳht jānī sang-e-dar hone ko hai
- غم سہتے ہیں پر غمزۂ بے جا نہیں اٹھتامرتے ہیں مگر ناز مسیحا نہیں اٹھتاġham sahte haiñ par ġhamza-e-be jā nahīñ uṭhtāmarte haiñ magar nāz masīhā nahīñ uṭhtā
- فصل بہار آئی ہے پیمانہ چاہئےبلبل کے ساتھ نعرۂ مستانہ چاہئےfasl-e-bahār ā.ī hai paimāna chāhiyebulbul ke sāth na.ara-e-mastāna chāhiye
- قیدی ہوں سر زلف گرہ گیر سے پہلےپابند ہوں پیدائش زنجیر سے پہلےqaidī hūñ sar-e-zulf-e-girah gīr se pahlepāband hūñ paidā.ish zanjīr se pahle
- کچھ نہیں حاصل سپر کو چیر کو یا تلوار توڑہے اگر طاقت تو میرے آنسوؤں کا تار توڑkuchh nahīñ hāsil sipar ko chīr ko yā talvār toṛhai agar tāqat to mere ānsūoñ kā tār toṛ
- کرتا ہے باغ دہر میں نیرنگیاں بسنتآیا ہے لاکھ رنگ سے اے باغباں بسنتkartā hai bāġh-e-dahr meñ nairangiyāñ basantāyā hai lākh rang se ai bāġhbāñ basant
- کیوں کر شکار حسن نہ کھیلیں یہاں کے لوگپریوں کو پھانس لیتے ہیں ہندوستاں کے لوگkyūñ kar shikār-e-husn na kheleñ yahāñ ke logpariyoñ ko phāns lete haiñ hindostāñ ke log
- میری شمع انجمن میں گل ہے گل میں خاک ہےداغ سینہ کے چمن میں گل ہے گل میں خاک ہےmerī sham-e-anjuman meñ gul hai gul meñ ḳhāk haidāġh sīna ke chaman meñ gul hai gul meñ ḳhāk hai
- میں روتا ہوں آہ رسا بند ہےبرستا ہے پانی ہوا بند ہےmaiñ rotā hūñ āh-e-rasā band haibarastā hai pānī huā band hai
- نشہ میں سہواً کر لی توبہایسی بھولی الٰہی توبہnasha meñ sahvan kar lī taubaaisī bhūlī ilāhī tauba
- وہ زلف ہوا سے مجھے برہم نظر آئیاڑتی ہوئی ناگن قد آدم نظر آئیvo zulf havā se mujhe bar.ham nazar ā.īuṛtī huī nāgin qad-e-ādam nazar ā.ī
- ہاتھ ملواتی ہیں حوروں کو تمہاری چوڑیاںپیاری پیاری ہے کلائی پیاری پیاری چوڑیاںhāth malvātī haiñ hūroñ ko tumhārī chauṛiyāñpyārī pyārī hai kalā.ī pyārī pyārī chauṛiyāñ
- ہماری روح جو تیری گلی میں آئی ہےاجل کے صدقے میں یہ راہ دیکھ پائی ہےhamārī rūh jo terī galī meñ ā.ī haiajal ke sadqe meñ ye rāh dekh pā.ī hai
- ہے عید لاؤ مے لالہ فام اٹھ اٹھ کرگلے لگاتے ہیں شیشوں کو جام اٹھ اٹھ کرhai e.id lā.o mai lāla fām uṭh uṭh kargale lagāte haiñ shīshoñ ko jām uṭh uṭh kar
- اپنے آقا کی ہر گھڑی یاد میں ہوںہر وقت منیرؔ آہ و فریاد میں ہوںapne āqā kī har ghaṛī yād meñ hūñhar vaqt munīr āh-o-fariyād meñ hūñ
- بے فائدہ رکھتا نہیں سر ہاتھوں پرسر پر جو ہے ہاتھ اس میں ہے لطف دگرbe fā.ida rakhtā nahīñ sar hāthoñ parsar par jo hai hāth is meñ hai lutf-e-digar