Poet
Munir Shikohabadi
منیر شکوہ آبادی1814–1880
Poems
- پھوڑے نے سفر میں سخت گھبرایا ہےکلکتہ کی راہ میں یہ دکھ پایا ہےphoṛe ne safar meñ saḳht ghabrāyā haikilktah kī rāh meñ ye dukh pāyā hai
- جراح کے سامنے کھولا پھوڑامیزان نظر میں اس نے تولا پھوڑاjarrāh ke sāmne kholā phoṛāmīzān-e-nazar meñ us ne tolā phoṛā
- مضمون اگر راہ میں ہاتھ آتا ہےخامہ چلنے میں ٹھوکریں کھاتا ہےmazmūn agar rāh meñ hāth ātā haiḳhāma chalne meñ ṭhokareñ khātā hai
- ہر چند گناہوں سے ہوں میں نامہ سیاہرحمت ہے کثیر اس کی مصحف ہے گواہhar chand gunāhoñ se hūñ maiñ nāma siyāhrahmat hai kasīr us kī mushaf hai gavāh
- عاشق ہی فقط نہیں ہے جنجالوں میںہر طائر دل پھنسا ہے ان جالوں میںāshiq hī faqat nahīñ hai janjāloñ meñhar tā.ir dil phañsā hai in jāloñ meñ
- کلکتہ کو ڈاک میں چلا ہوں جو میں آہغیروں کے پاؤں سے ہوئی قطع یہ راہkilktah ko ḍāk meñ chalā hūñ jo maiñ āhġhairoñ ke pā.oñ se huī qat.a ye rāh
- وہ بحر کرم جو مہرباں ہو جائےہر دامن تر صبح جناں ہو جائےvo bahr-e-karam jo mehrbāñ ho jā.ehar dāman tar sub.h janāñ ho jā.e
- قید سے نجات
- بڑھ چلا عشق تو دل چھوڑ کے دنیا اٹھاخود بخود جوش مے ناب سے شیشہ اٹھاbaṛh chalā ishq to dil chhoṛ ke duniyā uṭhāḳhud baḳhud josh-e-mai nāb se shīsha uṭhā
- بے وقت جو گھر سے وہ مسیحا نکل آیاگھبرا کے مرے منہ سے کلیجہ نکل آیاbe vaqt jo ghar se vo masīhā nikal āyāghabrā ke mire muñh se kaleja nikal āyā
- عکس رخ گلگوں سے تماشا نظر آیاآئینہ انہیں پھولوں کا دونا نظر آیاaks-e-ruḳh gulgūñ se tamāshā nazar āyāā.īna unheñ phūloñ kā dūnā nazar āyā
- فوج مژگاں کا کچھ ارادہ ہےزلف پیچاں نے لام باندھا ہےfauj mizhgāñ kā kuchh irāda haizulf-e-pechāñ ne lām bāñdhā hai
- کعبہ سے مجھ کو لائے سواد کنشت میںاصلاح دی بتوں نے خط سر نوشت میںka.aba se mujh ko lā.e savād-e-kinshat meñislāh dī butoñ ne ḳhat-e-sar navisht meñ
- نازک ایسا نہیں کسی کا پیٹمخمل رنگ گل ہے گویا پیٹnāzuk aisā nahīñ kisī kā peṭmaḳhmal-e-rang-e-gul hai goyā peṭ
- ہوتی ہے ہار جیت پنہاں بات بات میںچوپڑ بچھی ہے انجمن کائنات میںhotī hai hār jīt pinhāñ bāt bāt meñchaupaṛ bichhī hai anjuman-e-kā.ināt meñ