Poet
Jaun Elia
جون ایلیا1931–2002Born in AmrohaDied in Karachi
Syed Hussain Sibt-e-Asghar Naqvi, known as Jaun Elia, was the younger brother of the poet Rais Amrohvi. He migrated to Pakistan in the mid-1950s and settled in Karachi. He edited the magazine Insha and translated Arabic and Persian treatises. His first collection, Shayad, appeared when he was about sixty; Yaani, Guman, Lekin and Goya were published after his death.
Writes about
- Love
- Philosophy
- Class consciousness
- Rebellion
Poems
- طفلان کوچہ گرد کے پتھر بھی کچھ نہیںسودا بھی ایک وہم ہے اور سر بھی کچھ نہیںtiflān kūcha gard ke patthar bhī kuchh nahīñsaudā bhī ek vahm hai aur sar bhī kuchh nahīñ
- عجب اک طور ہے جو ہم ستم ایجاد رکھیںکہ نہ اس شخص کو بھولیں نہ اسے یاد رکھیںajab ik tūr hai jo ham sitam ījād rakheñke na us shaḳhs ko bhūleñ na use yād rakheñ
- عجب حالت ہماری ہو گئی ہےیہ دنیا اب تمہاری ہو گئی ہےajab hālat hamārī ho ga.ī haiye duniyā ab tumhārī ho ga.ī hai
- عمر گزرے گی امتحان میں کیاداغ ہی دیں گے مجھ کو دان میں کیاumr guzregī imtihān meñ kyādāġh hī deñge mujh ko dān meñ kyā
- عیش امید ہی سے خطرہ ہےدل کو اب دل دہی سے خطرہ ہےaish ummīd hī se ḳhatra haidil ko ab dil dahī se ḳhatra hai
- غم ہے بے ماجرا کئی دن سےجی نہیں لگ رہا کئی دن سےġham hai be mājrā ka.ī din sejī nahīñ lag rahā ka.ī din se
- فرقت میں وصلت برپا ہے اللہ ہو کے باڑے میںآشوب وحدت برپا ہے اللہ ہو کے باڑے میںfurqat meñ vaslat barpā hai allāh ho ke bāṛe meñāshob-e-vahdat barpā hai allāh ho ke bāṛe meñ
- کام کی بات میں نے کی ہی نہیںیہ مرا طور زندگی ہی نہیںkām kī bāt maiñ ne kī hī nahīñye mirā tūr zindagī hī nahīñ
- کام مجھ سے کوئی ہوا ہی نہیںبات یہ ہے کہ میں تو تھا ہی نہیںkām mujh se koī huā hī nahīñbāt ye hai ke maiñ to thā hī nahīñ
- کب اس کا وصال چاہیے تھابس ایک خیال چاہیے تھاkab us kā visāl chāhiye thābas ek ḳhayāl chāhiye thā
- کبھی جب مدتوں کے بعد اس کا سامنا ہوگاسوائے پاس آداب تکلف اور کیا ہوگاkabhī jab muddatoñ ke ba.ad us kā sāmnā hogāsivā.e pās ādāb-e-takalluf aur kyā hogā
- کبھی کبھی تو بہت یاد آنے لگتے ہوکہ روٹھتے ہو کبھی اور منانے لگتے ہوkabhī kabhī to bahut yād āne lagte hoke rūṭhte ho kabhī aur manāne lagte ho
- کتنے عیش سے رہتے ہوں گے کتنے اتراتے ہوں گےجانے کیسے لوگ وہ ہوں گے جو اس کو بھاتے ہوں گےkitne aish se rahte hoñge kitne itrāte hoñgejāne kaise log vo hoñge jo us ko bhāte hoñge
- کس سے اظہار مدعا کیجےآپ ملتے نہیں ہیں کیا کیجےkis se iz.hār-e-mudda.ā kījeāp milte nahīñ haiñ kyā kīje
- کسی سے عہد و پیماں کر نہ رہیوتو اس بستی میں رہیو پر نہ رہیوkisī se ahd-o-paimāñ kar na rahiyoto is bastī meñ rahiyo par na rahiyo
- کسی سے کوئی خفا بھی نہیں رہا اب توگلا کرو کہ گلا بھی نہیں رہا اب توkisī se koī ḳhafā bhī nahīñ rahā ab togilā karo ke gilā bhī nahīñ rahā ab to
- کون سے شوق کس ہوس کا نہیںدل مری جان تیرے بس کا نہیںkaun se shauq kis havas kā nahīñdil mirī jān tere bas kā nahīñ
- کوئے جاناں میں اور کیا مانگوحالت حال یک صدا مانگوkū-e-jānāñ meñ aur kiyā māñgohālat-e-hāl yak sadā māñgo
- کیا کہیں تم سے بود و باش اپنیکام ہی کیا وہی تلاش اپنیkyā kaheñ tum se būd-o-bāsh apnīkām hī kyā vahī talāsh apnī
- کیا ہو گیا ہے گیسوئے خم دار کو ترےآزاد کر رہے ہیں گرفتار کو ترےkyā ho gayā hai gesū-e-ḳham dār ko tireāzād kar rahe haiñ giraftār ko tire
- کیا ہوئے آشفتہ کاراں کیا ہوئےیاد یاراں یار یاراں کیا ہوئےkyā hue āshufta kārāñ kyā hueyād yārāñ yār yārāñ kyā hue
- کیا یقیں اور کیا گماں چپ رہشام کا وقت ہے میاں چپ رہkyā yaqīñ aur kiyā gumāñ chup rahshām kā vaqt hai miyāñ chup rah
- کیا یہ آفت نہیں عذاب نہیںدل کی حالت بہت خراب نہیںkyā ye āfat nahīñ azāb nahīñdil kī hālat bahut ḳharāb nahīñ
- کیسا دل اور اس کے کیا غم جییوں ہی باتیں بناتے ہیں ہم جیkaisā dil aur us ke kyā ġham jīyūñ hī bāteñ banāte haiñ ham jī
- گاہے گاہے بس اب یہی ہو کیاتم سے مل کر بہت خوشی ہو کیاgāhe gāhe bas ab yahī ho kiyātum se mil kar bahut ḳhushī ho kiyā
- گزراں ہیں گزرتے رہتے ہیںہم میاں جان مرتے رہتے ہیںguzrāñ haiñ guzarte rahte haiñham miyāñ jān marte rahte haiñ
- گفتگو جب محال کی ہوگیبات اس کی مثال کی ہوگیguftugū jab muhāl kī hogībāt us kī misāl kī hogī
- گنوائی کس کی تمنا میں زندگی میں نےوہ کون ہے جسے دیکھا نہیں کبھی میں نےgañvā.ī kis kī tamannā meñ zindagī maiñ nevo kaun hai jise dekhā nahīñ kabhī maiñ ne
- گھر سے ہم گھر تلک گئے ہوں گےاپنے ہی آپ تک گئے ہوں گےghar se ham ghar talak ga.e hoñgeapne hī āp tak ga.e hoñge
- لازم ہے اپنے آپ کی امداد کچھ کروںسینے میں وہ خلا ہے کہ ایجاد کچھ کروںlāzim hai apne āp kī imdād kuchh karūñsīne meñ vo ḳhalā hai ke ījād kuchh karūñ
- لمحے لمحے کی نارسائی ہےزندگی حالت جدائی ہےlamhe lamhe kī nārasā.ī haizindagī hālat-e-judā.ī hai
- مجھ کو تو گر کے مرنا ہےباقی کو کیا کرنا ہےmujh ko to gir ke marnā haibāqī ko kyā karnā hai
- مجھے غرض ہے مری جان غل مچانے سےنہ تیرے آنے سے مطلب نہ تیرے جانے سےmujhe ġharaz hai mirī jān ġhul machāne sena tere āne se matlab na tere jāne se
- مسکن ماہ و سال چھوڑ گیادل کو اس کا خیال چھوڑ گیاmaskan-e-māh-o-sāl chhoṛ gayādil ko us kā ḳhayāl chhoṛ gayā
- مسند غم پہ جچ رہا ہوں میںاپنا سینہ کھرچ رہا ہوں میںmasnad-e-ġham pe jach rahā hūñ maiñapnā sīna khurach rahā hūñ maiñ
- میں نہ ٹھہروں نہ جان تو ٹھہرےکون لمحوں کے روبرو ٹھہرےmaiñ na ṭhahrūñ na jān to ṭhahrekaun lamhoñ ke rūbarū ṭhahre
- نام ہی کیا نشاں ہی کیا خواب و خیال ہو گئےتیری مثال دے کے ہم تیری مثال ہو گئےnām hī kyā nishāñ hī kyā ḳhvāb-o-ḳhayāl ho ga.eterī misāl de ke ham terī misāl ho ga.e
- نشۂ شوق رنگ میں تجھ سے جدائی کی گئیایک لکیر خون کی بیچ میں کھینچ دی گئیnasha-e-shauq rang meñ tujh se judā.ī kī ga.īek lakīr ḳhūn kī bīch meñ khīñch dī ga.ī
- نہ پوچھ اس کی جو اپنے اندر چھپاغنیمت کہ میں اپنے باہر چھپاna pūchh us kī jo apne andar chhupāġhanīmat ke maiñ apne bāhar chhupā
- نہ تو دل کا نہ جاں کا دفتر ہےزندگی اک زیاں کا دفتر ہےna to dil kā na jāñ kā daftar haizindagī ik ziyāñ kā daftar hai
- نہ کوئی ہجر نہ کوئی وصال ہے شایدبس ایک حالت بے ماہ و سال ہے شایدna koī hijr na koī visāl hai shāyadbas ek hālat-e-be māh-o-sāl hai shāyad
- نہ ہم رہے نہ وہ خوابوں کی زندگی ہی رہیگماں گماں سی مہک خود کو ڈھونڈھتی ہی رہیna ham rahe na vo ḳhvāboñ kī zindagī hī rahīgumāñ gumāñ sī mahak ḳhud ko ḍhūñḍhtī hī rahī
- نہ ہوا نصیب قرار جاں ہوس قرار بھی اب نہیںترا انتظار بہت کیا ترا انتظار بھی اب نہیںna huā nasīb qarār-e-jāñ havas-e-qarār bhī ab nahīñtirā intizār bahut kiyā tirā intizār bhī ab nahīñ
- نہیں نباہی خوشی سے غمی کو چھوڑ دیاتمہارے بعد بھی میں نے کئی کو چھوڑ دیاnahīñ nibāhī ḳhushī se ġhamī ko chhoṛ diyātumhāre ba.ad bhī maiñ ne ka.ī ko chhoṛ diyā
- نیا اک رشتہ پیدا کیوں کریں ہمبچھڑنا ہے تو جھگڑا کیوں کریں ہمnayā ik rishta paidā kyūñ kareñ hambichhaṛnā hai to jhagṛā kyūñ kareñ ham
- وہ جو تھا وہ کبھی ملا ہی نہیںسو گریباں کبھی سلا ہی نہیںvo jo thā vo kabhī milā hī nahīñso garebāñ kabhī sulā hī nahīñ
- وہ خیال محال کس کا تھاآئنہ بے مثال کس کا تھاvo ḳhayāl-e-muhāl kis kā thāā.īna be misāl kis kā thā
- وہ کیا کچھ نہ کرنے والے تھےبس کوئی دم میں مرنے والے تھےvo kiyā kuchh na karne vāle thebas koī dam meñ marne vāle the
- ہائے جانانہ کی مہماں داریاںاور مجھ دل کی بدن آزاریاںhā.e jānāna kī mehmāñ dāriyāñaur mujh dil kī badan āzāriyāñ
- ہجر کی آنکھوں سے آنکھیں تو ملاتے جائیےہجر میں کرنا ہے کیا یہ تو بتاتے جائیےhijr kī ānkhoñ se ānkheñ to milāte jā.iyehijr meñ karnā hai kyā ye to batāte jā.iye