Poet
Ehsan Danish
1914–1982
Poems
- آنکھ میں آنسو ہیں احساس مسرت دل میں ہےایک فردوس نظارہ آپ کی محفل میں ہےānkh meñ ānsū haiñ ehsās-e-masarrat dil meñ haiek firdaus-e-nazāra āp kī mahfil meñ hai
- آیا نہیں ہے راہ پہ چرخ کہن ابھیخطرے میں دیکھتا ہوں چمن کا چمن ابھیāyā nahīñ hai rāh pe charḳh-e-kuhan abhīḳhatre meñ dekhtā hūñ chaman kā chaman abhī
- اب کہو کارواں کدھر کو چلےراستے کھو گئے چراغ جلےab kaho kārvāñ kidhar ko chalerāste kho ga.e charāġh jale
- اپنی رسوائی کا احساس تو اب کچھ بھی نہیںہونٹ ہی سن ہیں خموشی کا سبب کچھ بھی نہیںapnī rusvā.ī kā ehsās to ab kuchh bhī nahīñhonṭ hī sun haiñ ḳhamoshī kā sabab kuchh bhī nahīñ
- اٹھا ہوں اک ہجوم تمنا لئے ہوئےدنیا سے جا رہا ہوں میں دنیا لئے ہوئےuṭhā hūñ ik hujūm-e-tamannā liye hueduniyā se jā rahā hūñ maiñ duniyā liye hue
- اظہار صداقت میں اثر کیوں نہیں ہوتااب میری طرف ان کا گزر کیوں نہیں ہوتاiz.hār-e-sadāqat meñ asar kyūñ nahīñ hotāab merī taraf un kā guzar kyūñ nahīñ hotā
- اگر محبت کے مدعی ہو تو یہ رویہ روا نہیں ہےجو شکوہ ہے روبرو نہیں ہے جو بات ہے برملا نہیں ہےagar mohabbat ke mudda.ī ho to ye ravayya ravā nahīñ haijo shikva hai rūbarū nahīñ hai jo bāt hai barmalā nahīñ hai
- بخش دی حال زبوں نے جلوہ سامانی مجھےکاش مل جائے زمانے کی پریشانی مجھےbaḳhsh dī hāl-e-zabūñ ne jalva sāmānī mujhekāsh mil jā.e zamāne kī pareshānī mujhe
- بنا دیں گی دنیا کو اک دن شرابییہ بد مست آنکھیں یہ ڈورے گلابیbanā deñgī duniyā ko ik din sharābīye bad mast ānkheñ ye ḍore gulābī
- بہار آئی ہے پھر جھوم کر سحاب اٹھاکہاں ہے مطرب رنگیں نوا رباب اٹھاbahār ā.ī hai phir jhūm kar sahāb uṭhākahāñ hai mutrib-e-rangīñ navā rabāb uṭhā
- ترا جمال ترا حسن کامگار رہےوہ کیا کرے نہ جسے دل پہ اختیار رہےtirā jamāl tirā husn kāmgār rahevo kyā kare na jise dil pe iḳhtiyār rahe
- توبہ کی نازشوں پہ ستم ڈھا کے پی گیا''پی''! اس نے جب کہا تو میں گھبرا کے پی گیاtauba kī nāzishoñ pe sitam ḍhā ke pī gayā''pī''! us ne jab kahā to maiñ ghabrā ke pī gayā
- جب بھی خلوت میں وہ یاد آئے گاوقت کا سیل ٹھہر جائے گاjab bhī ḳhalvat meñ vo yād ā.egāvaqt kā sail ṭhahar jā.egā
- جب رخ حسن سے نقاب اٹھابن کے ہر ذرہ آفتاب اٹھاjab ruḳh-e-husn se naqāb uṭhāban ke har zarra āftāb uṭhā
- جبیں کی دھول جگر کی جلن چھپائے گاشروع عشق ہے وہ فطرتاً چھپائے گاjabīñ kī dhūl jigar kī jalan chhupā.egāshurū-e-ishq hai vo fitratan chhupā.egā
- جو لے کے ان کی تمنا کے خواب نکلے گابہ عجز شوق بہ حال خراب نکلے گاjo le ke un kī tamannā ke ḳhvāb niklegāba ijz shauq ba hāl-e-ḳharāb niklegā
- جینے کے لیے جو مر رہے ہیںآغاز حیات کر رہے ہیںjīne ke liye jo mar rahe haiñāġhāz-e-hayāt kar rahe haiñ
- حوصلے مایوس ذوق جستجو ناکام ہےیہ دل نا محرم انجام کا انجام ہےhausle māyūs zauq-e-justujū nākām haiye dil-e-nā mahram anjām kā anjām hai
- رعنائی کونین سے بے زار ہمیں تھےہم تھے ترے جلووں کے طلب گار ہمیں تھےra.anā.ī-e-kaunain se be zār hameñ theham the tire jalvoñ ke talab gār hameñ the
- رندان تشنہ کام کو جا کر خبر کریںآئی بہار ابر کرم پر نظر کریںrindān-e-tishna kām ko jā kar ḳhabar kareñā.ī bahār abr-e-karam par nazar kareñ
- رنگ تہذیب و تمدن کے شناسا ہم بھی ہیںصورت آئینہ مرہون تماشا ہم بھی ہیںrang tahzīb-o-tamaddun ke shanāsā ham bhī haiñsūrat-e-ā.īna marhūn-e-tamāshā ham bhī haiñ
- رہے جو زندگی میں زندگی کا آسرا ہو کروہی نکلے سریر آرا قیامت میں خدا ہو کرrahe jo zindagī meñ zindagī kā āsrā ho karvahī nikle sarīr ārā qayāmat meñ ḳhudā ho kar
- زندگی میں اس کو کیف زندگی حاصل نہیںجس کا دل راز و نیاز عشق کے قابل نہیںzindagī meñ us ko kaif-e-zindagī hāsil nahīñjis kā dil rāz-o-niyāz-e-ishq ke qābil nahīñ
- سوز جنوں کو دل کی غذا کر دیا گیااک زہر جاں طلب کو دوا کر دیا گیاsoz-e-junūñ ko dil kī ġhizā kar diyā gayāik zahr-e-jāñ talab ko davā kar diyā gayā
- عشق کو تقلید سے آزاد کردل سے گریہ آنکھ سے فریاد کرishq ko taqlīd se āzād kardil se girya ānkh se fariyād kar
- کبھی کبھی جو وہ غربت کدے میں آئے ہیںمرے بہے ہوئے آنسو جبیں پہ لائے ہیںkabhī kabhī jo vo ġhurbat kade meñ ā.e haiñmire bahe hue ānsū jabīñ pe lā.e haiñ
- کچھ اس طرح سے تصور میں آ رہا ہے کوئیچراغ روح میں جیسے جلا رہا ہے کوئیkuchh is tarah se tasavvur meñ ā rahā hai koīcharāġh rūh meñ jaise jalā rahā hai koī
- کچھ لوگ جو سوار ہیں کاغذ کی ناؤ پرتہمت تراشتے ہیں ہوا کے دباؤ پرkuchh log jo savār haiñ kāġhaz kī nā.o partohmat tarāshte haiñ havā ke dabā.o par
- کرتے کرتے امتزاج کعبہ و بت خانہ ہماس جگہ پہنچے کہ ہو کر رہ گئے دیوانہ ہمkarte karte imtizāj-e-ka.aba-o-but ḳhāna hamis jagah pahuñche ke ho kar rah ga.e dīvāna ham
- کل رات کچھ عجیب سماں غم کدے میں تھامیں جس کو ڈھونڈھتا تھا مرے آئنے میں تھاkal rāt kuchh ajīb samāñ ġham kade meñ thāmaiñ jis ko ḍhūñḍhtā thā mire ā.īne meñ thā
- کہاں محفل میں مجھ تک بادۂ گلفام آتا ہےجو میرا نام آتا ہے تو خالی جام آتا ہےkahāñ mahfil meñ mujh tak bāda-e-gulfām ātā haijo merā nām ātā hai to ḳhālī jām ātā hai
- مجھے پوچھا ہے آ کر تم نے اس اخلاق کامل سےکہ میں شرمندہ ہو کر رہ گیا اندازۂ دل سےmujhe pūchhā hai ā kar tum ne is aḳhlāq-e-kāmil seke maiñ sharminda ho kar rah gayā andāza-e-dil se
- مرے مٹانے کی تدبیر تھی حجاب نہ تھاوگرنہ کون سے دن حسن بے نقاب نہ تھاmire miṭāne kī tadbīr thī hijāb na thāvagarna kaun se din husn-e-be naqāb na thā
- مل مل کے دوستوں نے وہ دی ہے دغا مجھےاب خود پہ بھی نہیں ہے گمان وفا مجھےmil mil ke dostoñ ne vo dī hai daġhā mujheab ḳhud pe bhī nahīñ hai gumān-e-vafā mujhe
- موسم سے رنگ و بو ہیں خفا دیکھتے چلویہ کیا چلی چمن میں ہوا دیکھتے چلوmausam se rang-o-bū haiñ ḳhafā dekhte chaloye kyā chalī chaman meñ huā dekhte chalo
- نہ سیو ہونٹ نہ خوابوں میں صدا دو ہم کومصلحت کا یہ تقاضا ہے بھلا دو ہم کوna sev honṭ na ḳhvāboñ meñ sadā do ham komaslahat kā ye taqāzā hai bhulā do ham ko
- وفا کا عہد تھا دل کو سنبھالنے کے لئےوہ ہنس پڑے مجھے مشکل میں ڈالنے کے لئےvafā kā ahd thā dil ko sambhālne ke liyevo hañs paṛe mujhe mushkil meñ ḍālne ke liye
- وفائیں کر کے جفاؤں کا غم اٹھائے جااسی طرح سے زمانے کو آزمائے جاvafā.eñ kar ke jafā.oñ kā ġham uṭhā.e jāisī tarah se zamāne ko āzmā.e jā
- ہجوم رنج سے دل کو مسرت ہوتی جاتی ہےکہ مجھ پر آئنہ اپنی حقیقت ہوتی جاتی ہےhujūm-e-ranj se dil ko masarrat hotī jātī haike mujh par ā.īna apnī haqīqat hotī jātī hai
- ہزاروں غم ہیں اس منزل میں منزل دیکھنے والےکلیجہ تھام لے اپنا مرا دل دیکھنے والےhazāroñ ġham haiñ is manzil meñ manzil dekhne vālekaleja thām le apnā mirā dil dekhne vāle
- ہم سے الفت جتائی جاتی ہےبے قراری بڑھائی جاتی ہےham se ulfat jatā.ī jātī haibe qarārī baṛhā.ī jātī hai
- ہنگامۂ خودی سے تو بے نیاز ہو جاگم ہو کے بے خودی میں آگاہ راز ہو جاhangāma-e-ḳhudī se to be niyāz ho jāgum ho ke be ḳhudī meñ āgāh rāz ho jā
- یوں نہ مل مجھ سے خفا ہو جیسےساتھ چل موج صبا ہو جیسےyūñ na mil mujh se ḳhafā ho jaisesāth chal mauj-e-sabā ho jaise
- یہ تو نہیں کہ تم سے محبت نہیں مجھےاتنا ضرور ہے کہ شکایت نہیں مجھےye to nahīñ ke tum se mohabbat nahīñ mujheitnā zarūr hai ke shikāyat nahīñ mujhe