Poet
Chandrabhan Khayal
b. 1946
Poems
- پھر لوٹ کے آیا ہوں تنہائی کے جنگل میںاک شہر تصور ہے احساس کے ہر پل میںphir lauṭ ke āyā hūñ tanhā.ī ke jangal meñik shahr tasavvur hai ehsās ke har pal meñ
- جستجو کے پاؤں اب آرام سا پانے لگےاب ہمارے پاس بھی کچھ راستے آنے لگےjustujū ke pā.oñ ab ārām sā pāne lageab hamāre pās bhī kuchh rāste āne lage
- چلچلاتی دھوپ سر پر اور تنہا آدمیآہ یہ خاموش پتھر اور تنہا آدمیchilchilātī dhūp sar par aur tanhā ādmīāh ye ḳhāmosh patthar aur tanhā ādmī
- دولت حق مجھ کو حاصل ہو گئی ہےزندگی اب اور مشکل ہو گئی ہےdaulat-e-haq mujh ko hāsil ho ga.ī haizindagī ab aur mushkil ho ga.ī hai
- دیکھ ان چڑیوں کو چڑیا گھر نہ دیکھلوٹ مت پیچھے کو یوں مڑ کر نہ دیکھdekh in chiṛiyoñ ko chiṛiyā ghar na dekhlauṭ mat pīchhe ko yūñ muṛ kar na dekh
- زندگانی رنج اور غم کے سوا کچھ بھی نہیںاف کہ ہر دم سوگ و ماتم کے سوا کچھ بھی نہیںzindagānī ranj aur ġham ke sivā kuchh bhī nahīñuf ke har dam sog-o-mātam ke sivā kuchh bhī nahīñ
- سرد سناٹوں کی سب سرگوشیاں لے جاؤں گامیں جہاں بھی جاؤں گا دل کی زباں لے جاؤں گاsard sannāṭoñ kī sab sargoshiyāñ le jā.ūñgāmaiñ jahāñ bhī jā.ūñgā dil kī zabāñ le jā.ūñgā
- صرف اک حد نظر کو آسماں سمجھا تھا میںآسمانوں کی حقیقت کو کہاں سمجھا تھا میںsirf ik had-e-nazar ko āsmāñ samjhā thā maiñāsmānoñ kī haqīqat ko kahāñ samjhā thā maiñ
- کبھی جو شب کی سیاہی سے ناگہاں گزرےہم اہل ظرف ہر اک سوچ پر گراں گزرےkabhī jo shab kī siyāhī se nāgahāñ guzreham ahl zarf har ik soch par girāñ guzre
- کوئی دانا کوئی دیوانہ ملاشہر میں ہر شخص بیگانہ ملاkoī dānā koī dīvāna milāshahr meñ har shaḳhs begāna milā
- گھڑی بھر خلوتوں کو آنچ دے کر بجھ گیا سورجکسی کے درد کی لے پر کہاں تک ناچتا سورجghaṛī bhar ḳhalvatoñ ko ānch de kar bujh gayā sūrajkisī ke dard kī le par kahāñ tak nāchtā sūraj
- مجھ سے مل کر خود کو کیا پائے گا تواور تنہا ہو کے رہ جائے گا توmujh se mil kar ḳhud ko kyā pā.egā toaur tanhā ho ke rah jā.egā to
- میں جہاں جاؤں مرے ساتھ چلے سناٹامیری آنکھوں میں لگاتار جلے سناٹاmaiñ jahāñ jā.ūñ mire sāth chale sannāṭāmerī ānkhoñ meñ lagātār jale sannāṭā
- ہو نہ ہو آس پاس ہے کوئیمیرے جتنا اداس ہے کوئیho na ho ās pās hai koīmere jitnā udās hai koī
- آج پھر درد اٹھا دل کے نہاں خانے میںآج پھر لوگ ستانے کو چلے آئیں گےāj phir dard uṭhā dil ke nihāñ ḳhāne meñāj phir log satāne ko chale ā.eñge
- آج پھر گھات میں بیٹھا ہے سمندر کا سکوتہم کو اک دوسرے سے دور ہی رہنا ہوگاāj phir ghāt meñ baiṭhā hai samundar kā sukūtham ko ik dūsre se dūr hī rahnā hogā
- آوارہ گرد لمحے یوں بے قرار بھٹکیںجیسے پرند پیاسے دیوانہ وار بھٹکیںāvāra gard lamhe yūñ be qarār bhaṭkeñjaise parind pyāse dīvāna vār bhaṭkeñ
- اگر قریب سے دیکھو تو جان لو گی تمجہاں ہے سانپ کی صورت وجود سے لپٹاagar qarīb se dekho to jān logī tumjahāñ hai sānp kī sūrat vajūd se lipṭā
- بستی کی بیمار گلی میںشہنائی جب جب گونجی ہےbastī kī bīmār galī meñshahnā.ī jab jab gūnjī hai
- پھیل کر پھر شب تاریک ہوئی بحر سیاہقطرہ قطرہ لب تنہائی سے ٹپکے احساسphail kar phir shab-e-tārīk huī bahr-e-siyāhqatra qatra lab-e-tanhā.ī se ṭapke ehsās
- تنہا بیٹھا ہوں کمرے میں ماضی کی تصویر لیےاب تو انجانے قدموں کی آہٹ سے جی ڈرتا ہےtanhā baiṭhā hūñ kamre meñ māzī kī tasvīr liyeab to anjāne qadmoñ kī āhaṭ se jī ḍartā hai
- جنگ دھرتی پہ ستاروں کے لیے جاری ہےحیف صد حیف کہ ہر شے پہ جنوں طاری ہےjang dhartī pe sitāroñ ke liye jārī haihaif sad haif ke har shai pe junūñ tārī hai
- دل پہاڑوں پر چلا جائے کہ میدانوں میں ہوبھیڑ میں لوگوں کی یا خالی شبستانوں میں ہوdil pahāṛoñ par chalā jā.e ke maidānoñ meñ hobhīṛ meñ logoñ kī yā ḳhālī shabistānoñ meñ ho
- دلوں میں درد دماغوں میں کشمکش کا دھواںجبیں پہ خاک نگاہوں میں غم کی تاریکیdiloñ meñ dard dimāġhoñ meñ kashmakash kā dhuāñjabīñ pe ḳhāk nigāhoñ meñ ġham kī tārīkī
- سب کچھ یاد کر رہا ہوں میںکوئی بات بھلا دینے کوsab kuchh yād kar rahā hūñ maiñkoī bāt bhalā dene ko
- قریب صبح صدائے شکست جاں ابھریلبوں کا زہر اچانک پگھل گیا آخرqarīb-e-sub.h sadā-e-shikast-e-jāñ ubhrīlaboñ kā zahr achānak pighal gayā āḳhir
- کھوکھلے سینوں میں بہتا ہے مسیحائی عذابخیر و شر کے مسئلے سب آج بھی ہم دوش ہیںkhokhle sīnoñ meñ bahtā hai masīhā.ī azābḳhair-o-shar ke masale sab āj bhī ham dosh haiñ
- لمحہ لمحہ خونیں خنجرصدیاں جیبھیں ہیں سانپوں کیlamha lamha ḳhūnīñ ḳhanjarsadiyāñ jībheñ haiñ sānpoñ kī
- لہو نوش لمحوں کے بیدار سائےاسے گھیر لیں گے سنانیں اٹھائےlahū nosh lamhoñ ke bedār sā.euse gher leñge sināneñ uṭhā.e
- میری پسلی میں جما ہے کئی شہروں کا سکوتجیسے سویا ہو کسی غار میں تہذیب کا بھوتmerī paslī meñ jamā hai ka.ī shahroñ kā sukūtjaise soyā ho kisī ġhār meñ tahzīb kā bhūt
- نیند کے تعاقب میںدور دور تک لا حاصلnīnd ke ta.āqub meñdūr dūr tak lā hāsil
- سوختہ جاں سوختہ دلسوختہ روحوں کے گھر میںsoḳhta jāñ soḳhta dilsoḳhta rūhoñ ke ghar meñ
- لے گیا وہ چھین کر میری جوانیاس پہ بس یوں ہی جھپٹ کر رہ گیا میںle gayā vo chhīn kar merī javānīus pe bas yūñ hī jhapaṭ kar rah gayā maiñ
- ملتا نہیں خود اپنے قدم کا نشاں مجھےکن مرحلوں میں چھوڑ گیا کارواں مجھےmiltā nahīñ ḳhud apne qadam kā nishāñ mujhekin marhaloñ meñ chhoṛ gayā kārvāñ mujhe