Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Chandrabhan Khayal

b. 1946

Poems

  1. phir lauṭ ke āyā hūñ tanhā.ī ke jangal meñik shahr tasavvur hai ehsās ke har pal meñ
  2. justujū ke pā.oñ ab ārām sā pāne lageab hamāre pās bhī kuchh rāste āne lage
  3. chilchilātī dhūp sar par aur tanhā ādmīāh ye ḳhāmosh patthar aur tanhā ādmī
  4. daulat-e-haq mujh ko hāsil ho ga.ī haizindagī ab aur mushkil ho ga.ī hai
  5. dekh in chiṛiyoñ ko chiṛiyā ghar na dekhlauṭ mat pīchhe ko yūñ muṛ kar na dekh
  6. zindagānī ranj aur ġham ke sivā kuchh bhī nahīñuf ke har dam sog-o-mātam ke sivā kuchh bhī nahīñ
  7. sard sannāṭoñ kī sab sargoshiyāñ le jā.ūñgāmaiñ jahāñ bhī jā.ūñgā dil kī zabāñ le jā.ūñgā
  8. sirf ik had-e-nazar ko āsmāñ samjhā thā maiñāsmānoñ kī haqīqat ko kahāñ samjhā thā maiñ
  9. kabhī jo shab kī siyāhī se nāgahāñ guzreham ahl zarf har ik soch par girāñ guzre
  10. koī dānā koī dīvāna milāshahr meñ har shaḳhs begāna milā
  11. ghaṛī bhar ḳhalvatoñ ko ānch de kar bujh gayā sūrajkisī ke dard kī le par kahāñ tak nāchtā sūraj
  12. mujh se mil kar ḳhud ko kyā pā.egā toaur tanhā ho ke rah jā.egā to
  13. maiñ jahāñ jā.ūñ mire sāth chale sannāṭāmerī ānkhoñ meñ lagātār jale sannāṭā
  14. ho na ho ās pās hai koīmere jitnā udās hai koī