Poet
Ada Jafri
ادا جعفری1924–2015
Poems
- آخری ٹیس آزمانے کوجی تو چاہا تھا مسکرانے کوāḳhirī ṭīs āzmāne kojī to chāhā thā muskurāne ko
- آگے حریم غم سے کوئی راستہ نہ تھااچھا ہوا کہ ساتھ کسی کو لیا نہ تھاāge harīm-e-ġham se koī rāsta na thāachchhā huā ke sāth kisī ko liyā na thā
- آنکھوں میں روپ صبح کی پہلی کرن سا ہےاحوال جی کا زلف شکن در شکن سا ہےānkhoñ meñ rūp sub.h kī pahlī kiran sā haiahvāl jī kā zulf-e-shikan dar shikan sā hai
- اجالا دے چراغ رہ گزر آساں نہیں ہوتاہمیشہ ہو ستارا ہم سفر آساں نہیں ہوتاujālā de charāġh-e-rah guzar āsāñ nahīñ hotāhamesha ho sitārā ham safar āsāñ nahīñ hotā
- اچانک دل ربا موسم کا دل آزار ہو جانادعا آساں نہیں رہنا سخن دشوار ہو جاناachānak dil rubā mausam kā dil āzār ho jānāduā āsāñ nahīñ rahnā suḳhan dushvār ho jānā
- ایک آئینہ رو بہ رو ہے ابھیاس کی خوشبو سے گفتگو ہے ابھیek ā.īna rū ba ro hai abhīus kī ḳhushbū se guftugū hai abhī
- بیگانگئ طرز ستم بھی بہانہ سازبیچارگیٔ کرب و الم بھی بہانہ سازbegānagī-e-tarz-e-sitam bhī bahāna sāzbechārgī-e-karb-o-alam bhī bahāna sāz
- توفیق سے کب کوئی سروکار چلے ہےدنیا میں فقط طالع بیدار چلے ہےtaufīq se kab koī sarokār chale haiduniyā meñ faqat tāle-e-bedār chale hai
- جب دل کی رہ گزر پہ ترا نقش پا نہ تھاجینے کی آرزو تھی مگر حوصلہ نہ تھاjab dil kī rah guzar pe tirā naqsh-e-pā na thājīne kī ārzū thī magar hausla na thā
- جو چراغ سارے بجھا چکے انہیں انتظار کہاں رہایہ سکوں کا دور شدید ہے کوئی بے قرار کہاں رہاjo charāġh sāre bujhā chuke unheñ intizār kahāñ rahāye sukūñ kā daur shadīd hai koī be qarār kahāñ rahā
- چاک دل بھی کبھی سلتے ہوں گےلوگ بچھڑے ہوئے ملتے ہوں گےchāk-e-dil bhī kabhī silte hoñgelog bichhṛe hue milte hoñge
- حال کھلتا نہیں جبینوں سےرنج اٹھائے ہیں جن قرینوں سےhāl khultā nahīñ jabīnoñ seranj uṭhā.e haiñ jin qarīnoñ se
- حس نہیں تڑپ نہیں باب عطا بھی کیوں کھلےہم ہیں گرفتہ دل ابھی ہم سے صبا بھی کیوں کھلےhis nahīñ taṛap nahīñ bāb-e-atā bhī kyūñ khuleham haiñ girafta dil abhī ham se sabā bhī kyūñ khule
- خامشی سے ہوئی فغاں سے ہوئیابتدا رنج کی کہاں سے ہوئیḳhāmushī se huī fuġhāñ se huīibtidā ranj kī kahāñ se huī
- خلش تیر بے پناہ گئیلیجئے ان سے رسم و راہ گئیḳhalish-e-tīr-e-be panāh ga.īlījiye un se rasm-o-rāh ga.ī
- خود حجابوں سا خود جمال سا تھادل کا عالم بھی بے مثال سا تھاḳhud hijāboñ sā ḳhud jamāl sā thādil kā ālam bhī be misāl sā thā
- دل اپنا جلایا ہے کسی نے بھی خوشی سےبن جاتی ہے جی پر تو گزر جاتے ہیں جی سےdil apnā jalāyā hai kisī ne bhī ḳhushī seban jātī hai jī par to guzar jāte haiñ jī se
- دیپ تھا یا تارا کیا جانےدل میں کیوں ڈوبا کیا جانےdīp thā yā tārā kyā jānedil meñ kyūñ ḍūbā kyā jāne
- ڈھلکے ڈھلکے آنسو ڈھلکےچھلکے چھلکے ساغر چھلکےḍhalke ḍhalke ānsū ḍhalkechhalke chhalke sāġhar chhalke
- روز و شب کی کوئی صورت تو بنا کر رکھوںکسی لہجے کسی آہٹ کو سجا کر رکھوںroz-o-shab kī koī sūrat to banā kar rakhūñkisī lahje kisī āhaṭ ko sajā kar rakhūñ
- زباں کو حکم نگاہ کرم کو پہچانےنگہ کا جرم غبار الم کو پہچانےzabāñ ko hukm nigāh-e-karam ko pahchānenigah kā jurm ġhubār-e-alam ko pahchāne
- شاید ابھی ہے راکھ میں کوئی شرار بھیکیوں ورنہ انتظار بھی ہے اضطرار بھیshāyad abhī hai rākh meñ koī sharār bhīkyūñ varna intizār bhī hai iztirār bhī
- عالم ہی اور تھا جو شناسائیوں میں تھاجو دیپ تھا نگاہ کی پرچھائیوں میں تھاālam hī aur thā jo shanāsā.iyoñ meñ thājo dīp thā nigāh kī parchhā.iyoñ meñ thā
- کانٹا سا جو چبھا تھا وہ لو دے گیا ہے کیاگھلتا ہوا لہو میں یہ خورشید سا ہے کیاkānṭā sā jo chubhā thā vo lo de gayā hai kyāghultā huā lahū meñ ye ḳhurshīd sā hai kyā
- کوئی خبر بھی نہ بھیجی بہار نے آتےکہ ہم بھی قسمت مژگاں سنوارنے آتےkoī ḳhabar bhī na bhejī bahār ne āteke ham bhī qismat mizhgāñ sañvārne āte
- کوئی سنگ رہ بھی چمک اٹھا تو ستارۂ سحری کہامری رات بھی ترے نام تھی اسے کس نے تیرہ شبی کہاkoī sang-e-rah bhī chamak uṭhā to sitāra-e-saharī kahāmirī rāt bhī tire nām thī use kis ne tīra shabī kahā
- کہتے ہیں کہ اب ہم سے خطا کار بہت ہیںاک رسم وفا تھی سو وفادار بہت ہیںkahte haiñ ke ab ham se ḳhatā kār bahut haiñik rasm-e-vafā thī so vafādār bahut haiñ
- کیا جانئے کس بات پہ مغرور رہی ہوںکہنے کو تو جس راہ چلایا ہے چلی ہوںkyā jāniye kis bāt pe maġhrūr rahī hūñkahne ko to jis rāh chillāyā hai chalī hūñ
- گلوں سی گفتگو کریں قیامتوں کے درمیاںہم ایسے لوگ اب ملیں حکایتوں کے درمیاںguloñ sī guftugū kareñ qayāmatoñ ke darmiyāñham aise log ab mileñ hikāyatoñ ke darmiyāñ
- گلوں کو چھو کے شمیم دعا نہیں آئیکھلا ہوا تھا دریچہ صبا نہیں آئیguloñ ko chhū ke shamīm-e-duā nahīñ ā.īkhulā huā thā darīcha sabā nahīñ ā.ī
- گھر کا رستہ بھی ملا تھا شایدراہ میں سنگ وفا تھا شایدghar kā rasta bhī milā thā shāyadrāh meñ sang vafā thā shāyad
- مجھے رنگ خواب سے زندگی کا یقیں ملاکبھی دل دکھا تو کچھ اور بھی وہ قریں ملاmujhe rang ḳhvāb se zindagī kā yaqīñ milākabhī dil dikhā to kuchh aur bhī vo qarīñ milā
- مزاج و مرتبۂ چشم نم کو پہچانےجو تجھ کو دیکھ کے آئے وہ ہم کو پہچانےmizāj-o-martaba-e-chashm-e-nam ko pahchānejo tujh ko dekh ke ā.e vo ham ko pahchāne
- نگاہ اوٹ رہوں کاسۂ خبر میں رہوںمیں بجھتے بجھتے بھی پیراہن شرر میں رہوںnigāh oṭ rahūñ kāsa-e-ḳhabar meñ rahūñmaiñ bujhte bujhte bhī pairāhan-e-sharar meñ rahūñ
- نہ بام و دشت نہ دریا نہ کوہسار ملےجنوں کی راہ تھی حالات سازگار ملےna bām-o-dasht na dariyā na kohsār milejunūñ kī rāh thī hālāt sāzgār mile
- وہ لمحہ کہ خاموشیٔ شب نغمہ سرا تھیکانوں پہ گراں دل کے دھڑکنے کی صدا تھیvo lamha ke ḳhāmoshī-e-shab naġhma sarā thīkānoñ pe girāñ dil ke dhaṛakne kī sadā thī
- وہی نا صبورئ آرزو وہی نقش پا وہی جادہ ہےکوئی سنگ رہ کو خبر کرو اسی آستاں کا ارادہ ہےvahī nā sabūrī-e-ārzū vahī naqsh-e-pā vahī jāda haikoī sang-e-rah ko ḳhabar karo isī āstāñ kā irāda hai
- ویسے ہی خیال آ گیا ہےیا دل میں ملال آ گیا ہےvaise hī ḳhayāl ā gayā haiyā dil meñ malāl ā gayā hai
- ہر اک دریچہ کرن کرن ہے جہاں سے گزرے جدھر گئے ہیںہم اک دیا آرزو کا لے کر بطرز شمس و قمر گئے ہیںhar ik darīcha kiran kiran hai jahāñ se guzre jidhar ga.e haiñham ik diyā ārzū kā le kar batraz shams-o-qamar ga.e haiñ
- ہر گام سنبھل سنبھل رہی تھییادوں کے بھنور میں چل رہی تھیhar gām sambhal sambhal rahī thīyādoñ ke bhanvar meñ chal rahī thī
- ہونٹوں پہ کبھی ان کے مرا نام ہی آئےآئے تو سہی بر سر الزام ہی آئےhonṭoñ pe kabhī un ke mirā nām hī ā.eā.e to sahī bar sar ilzām hī ā.e
- یہ حکم ہے تری راہوں میں دوسرا نہ ملےشمیم جاں تجھے پیراہن صبا نہ ملےye hukm hai tirī rāhoñ meñ dūsrā na mileshamīm-e-jāñ tujhe pairāhan-e-sabā na mile
- یہی نہیں کہ زخم جاں کو چارہ جو ملا نہیںیہ حال تھا کہ دل کو اسم آرزو ملا نہیںyahī nahīñ ke zaḳhm jāñ ko chāra jo milā nahīñye hāl thā ke dil ko ism-e-ārzū milā nahīñ