Poetry
Khafif Musaddas Makhbun Mahzuf Maqtu'
خفیف مسدس مخبون محذوف مقطوع- عشق نے خوں کیا ہے دل جس کاپارۂ لعل اشک ہے تس کاishq ne ḳhūñ kiyā hai dil jis kāpāra-e-la.al ashk hai tis kāSiraj Aurangabadi (1712–1764)
- گل رخوں نے کئے ہیں سیر کا ٹھاٹگلشن آباد کا بھرا ہے ہاٹgul ruḳhoñ ne kiye haiñ sair kā ṭhāṭgulshan ābād kā bharā hai hāṭSiraj Aurangabadi (1712–1764)
- مجلس عیش گرم ہو یاربیار اگر ہووے شمع بزم طربmajlis-e-aish garm ho yārabyār agar hove sham-e-bazm-e-tarabSiraj Aurangabadi (1712–1764)
- ہر طرف یار کا تماشا ہےاس کے دیدار کا تماشا ہےhar taraf yār kā tamāshā haius ke dīdār kā tamāshā haiSiraj Aurangabadi (1712–1764)
- یک نگہ سیں لیا ہے وہ گلفامکیا خرد کیا شکیب کیا آرامyak nigah sīñ liyā hai vo gulfāmkyā ḳhirad kyā shakeb kyā ārāmSiraj Aurangabadi (1712–1764)
- ایک ہم سے تجھے نہیں اخلاصگھر بہ گھر تجھ کو ہر کہیں اخلاصek ham se tujhe nahīñ iḳhlāsghar ba ghar tujh ko har kahīñ iḳhlāsMirza Rafi Sauda (1713–1781)
- جب نظر اس کی آن پڑتی ہےزندگی تب دھیان پڑتی ہےjab nazar us kī ān paṛtī haizindagī tab dhyān paṛtī haiMirza Rafi Sauda (1713–1781)
- دیکھے بلبل جو یار کی صورتپھر نہ دیکھے بہار کی صورتdekhe bulbul jo yār kī sūratphir na dekhe bahār kī sūratMirza Rafi Sauda (1713–1781)
- نہ جیا تیری چشم کا مارانہ تری زلف کا بندھا چھوٹاna jiyā terī chashm kā mārāna tirī zulf kā bandhā chhoṭāMirza Rafi Sauda (1713–1781)
- ایک ہی جام کو پلا ساقیعدل اور ہوش لے گیا ساقیek hī jām ko pilā sāqīadl aur hosh le gayā sāqīTaban Abdul Hai (1715–1749)
- تیری آنکھیں بڑی سی پیاری ہیںان کے پھر دیکھنے کی واری ہیںterī ānkheñ baṛī sī pyārī haiñun ke phir dekhne kī vārī haiñTaban Abdul Hai (1715–1749)
- تیری مخمور چشم اے مے نوشجن نے دیکھی سو ہو گیا خاموشterī maḳhmūr chashm ai mai noshjin ne dekhī so ho gayā ḳhāmoshTaban Abdul Hai (1715–1749)
- داغ دل اپنا جب دکھاتا ہوںرشک سے شمع کو جلاتا ہوںdāġh-e-dil apnā jab dikhātā hūñrashk se sham.a ko jalātā hūñTaban Abdul Hai (1715–1749)
- یار سے اب کے گر ملوں تاباںؔتو پھر اس سے جدا نہ ہوں تاباںؔyār se ab ke gar milūñ tābāñto phir us se judā na hūñ tābāñTaban Abdul Hai (1715–1749)
- جگ میں آ کر ادھر ادھر دیکھاتو ہی آیا نظر جدھر دیکھاjag meñ ā kar idhar idhar dekhātū hī āyā nazar jidhar dekhāKhwaja Mir Dard (1721–1785)
- جگ میں کوئی نہ ٹک ہنسا ہوگاکہ نہ ہنستے میں رو دیا ہوگاjag meñ koī na ṭuk hañsā hogāke na hañste meñ ro diyā hogāKhwaja Mir Dard (1721–1785)
- دل مرا پھر دکھا دیا کن نےسو گیا تھا جگا دیا کن نےdil mirā phir dikhā diyā kin neso gayā thā jagā diyā kin neKhwaja Mir Dard (1721–1785)
- مجھ کو تجھ سے جو کچھ محبت ہےیہ محبت نہیں ہے آفت ہےmujh ko tujh se jo kuchh mohabbat haiye mohabbat nahīñ hai āfat haiKhwaja Mir Dard (1721–1785)
- آپ جو کچھ قرار کرتے ہیںکہئے ہم اعتبار کرتے ہیںāp jo kuchh qarār karte haiñkahiye ham etibār karte haiñQaem Chandpuri (1722–1793)
- اب تو نے گل نہ گلستاں ہے یاداسی مکھڑے کی ہر زماں ہے یادab tū ne gul na gulsitāñ hai yādisī mukhṛe kī har zamāñ hai yādQaem Chandpuri (1722–1793)
- پاس اخلاص سخت ہے تکلیفتاکجا خاطر وضیع و شریفpās-e-iḳhlās saḳht hai taklīftākujā ḳhātir-e-vaze-o-sharīfQaem Chandpuri (1722–1793)
- دل مرا دیکھ دیکھ جلتا ہےشمع کا کس پہ دل پگھلتا ہےdil mirā dekh dekh jaltā haisham.a kā kis pe dil pighaltā haiQaem Chandpuri (1722–1793)
- شب جو دل بیقرار تھا کیا تھاکسی کا انتظار تھا کیا تھاshab jo dil beqarār thā kyā thākisī kā intizār thā kyā thāQaem Chandpuri (1722–1793)
- محتسب سے صلاح کیجئے گامے کو چندے مباح کیجئے گاmohtasib se salāh kījiye gāmai ko chande mubāh kījiye gāQaem Chandpuri (1722–1793)
- آج کل بے قرار ہیں ہم بھیبیٹھ جا چلنے ہار ہیں ہم بھیāj kal be qarār haiñ ham bhībaiṭh jā chalne hār haiñ ham bhīMir Taqi Mir (1723–1810)
- آرزوئیں ہزار رکھتے ہیںتو بھی ہم دل کو مار رکھتے ہیںārzūeñ hazār rakhte haiñtū bhī ham dil ko mār rakhte haiñMir Taqi Mir (1723–1810)
- آہ اور اشک ہی سدا ہے یاںروز برسات کی ہوا ہے یاںāh aur ashk hī sadā hai yāñroz barsāt kī havā hai yāñMir Taqi Mir (1723–1810)
- آہ جس وقت سر اٹھاتی ہےعرش پر برچھیاں چلاتی ہےāh jis vaqt sar uṭhātī haiarsh par barchhiyāñ chillātī haiMir Taqi Mir (1723–1810)
- اب جو اک حسرت جوانی ہےعمر رفتہ کی یہ نشانی ہےab jo ik hasrat-e-javānī haiumr-e-rafta kī ye nishānī haiMir Taqi Mir (1723–1810)
- اشک آنکھوں میں کب نہیں آتالوہو آتا ہے جب نہیں آتاashk ānkhoñ meñ kab nahīñ ātālohū ātā hai jab nahīñ ātāMir Taqi Mir (1723–1810)
- بارہا گور دل جھنکا لایااب کے شرط وفا بجا لایاbārhā gor dil jhunkā lāyāab ke shart-e-vafā bajā lāyāMir Taqi Mir (1723–1810)
- بو کہ ہو سوئے باغ نکلے ہےباؤ سے اک دماغ نکلے ہےbū ke ho sū-e-bāġh nikle haibā.o se ik dimāġh nikle haiMir Taqi Mir (1723–1810)
- تا بہ مقدور انتظار کیادل نے اب زور بے قرار کیاtā ba maqdūr intizār kiyādil ne ab zor-e-be qarār kiyāMir Taqi Mir (1723–1810)
- تیر جو اس کمان سے نکلاجگر مرغ جان سے نکلاtīr jo is kamān se niklājigar-e-murġh-e-jān se niklāMir Taqi Mir (1723–1810)
- جب جنوں سے ہمیں توسل تھااپنی زنجیر پا ہی کا غل تھاjab junūñ se hameñ tosil thāapnī zanjīr-e-pā hī kā ġhul thāMir Taqi Mir (1723–1810)
- جب سے خط ہے سیاہ خال کی تھانگتب سے لٹتی ہے ہند چاروں دانگjab se ḳhat hai siyāh ḳhāl kī thāngtab se luṭṭī hai hind chāroñ dāngMir Taqi Mir (1723–1810)
- جس جگہ دور جام ہوتا ہےواں یہ عاجز مدام ہوتا ہےjis jagah daur-e-jām hotā haivāñ ye ājiz mudām hotā haiMir Taqi Mir (1723–1810)
- جو کہو تم سو ہے بجا صاحبہم برے ہی سہی بھلا صاحبjo kaho tum so hai bajā sāhabham bure hī sahī bhalā sāhabMir Taqi Mir (1723–1810)
- خوبرو سب کی جان ہوتے ہیںآرزوئے جہان ہوتے ہیںḳhūbrū sab kī jān hote haiñārzū-e-jahān hote haiñMir Taqi Mir (1723–1810)
- خوش قداں جب سوار ہوتے ہیںسرو و قمری شکار ہوتے ہیںḳhush qadāñ jab savār hote haiñsarv-o-qumrī shikār hote haiñMir Taqi Mir (1723–1810)
- دست و پا مارے وقت بسمل تکہاتھ پہنچا نہ پائے قاتل تکdast-o-pā māre vaqt-e-bismil takhāth pahuñchā na pā.e qātil takMir Taqi Mir (1723–1810)
- دل جو زیر غبار اکثر تھاکچھ مزاج ان دنوں مکدر تھاdil jo zer-e-ġhubār aksar thākuchh mizāj in dinoñ mukaddar thāMir Taqi Mir (1723–1810)
- دل دماغ و جگر یہ سب اک بارکام آئے فراق میں اے یارdil dimāġh-o-jigar ye sab ik bārkām ā.e firāq meñ ai yārMir Taqi Mir (1723–1810)
- دل گئے آفت آئی جانوں پریہ فسانہ رہا زبانوں پرdil ga.e āfat ā.ī jānoñ parye fasāna rahā zabānoñ parMir Taqi Mir (1723–1810)
- دہر بھی میرؔ طرفہ مقتل ہےجو ہے سو کوئی دم کو فیصل ہےdahr bhī mīr-e-turfa maqtal haijo hai so koī dam ko faisal haiMir Taqi Mir (1723–1810)
- دیکھ تو دل کہ جاں سے اٹھتا ہےیہ دھواں سا کہاں سے اٹھتا ہےdekh to dil ke jāñ se uṭhtā haiye dhuāñ sā kahāñ se uṭhtā haiMir Taqi Mir (1723–1810)
- ڈھب ہیں تیرے سے باغ میں گل کےبو گئی کچھ دماغ میں گل کےḍhab haiñ tere se bāġh meñ gul kebū ga.ī kuchh dimāġh meñ gul keMir Taqi Mir (1723–1810)
- رات پیاسا تھا میرے لوہو کاہوں دوانہ ترے سگ کو کاrāt pyāsā thā mere lohū kāhūñ dīvāna tire sag ko kāMir Taqi Mir (1723–1810)
- رفتگاں میں جہاں کے ہم بھی ہیںساتھ اس کارواں کے ہم بھی ہیںraftagāñ meñ jahāñ ke ham bhī haiñsāth is kārvāñ ke ham bhī haiñMir Taqi Mir (1723–1810)
- رنج کھینچے تھے داغ کھائے تھےدل نے صدمے بڑے اٹھائے تھےranj khīñche the dāġh khā.e thedil ne sadme baṛe uṭhā.e theMir Taqi Mir (1723–1810)