Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Parveen Shakir

پروین شاکر

1952–1994Born in KarachiDied in Islamabad

Parveen Shakir was a poet and civil servant. She taught for nine years, joined the Civil Service of Pakistan in 1982 and worked in the customs department. Her first book, Khushbu, appeared in 1976 and won the Adamjee Literary Award; Sad-barg, Khud-kalami and Inkar followed, and all are collected in Mah-e-Tamam. She wrote ghazals and free verse in a woman's voice and received the Pride of Performance.

Writes about

  • Love
  • Womanhood
  • Separation
  • Loneliness
  • Social issues

Poems

  1. āvāz ke ham rāh sarāpā bhī to dekhūñai jān-e-suḳhan meñ terā chehra bhī to dekhūñ
  2. ab itnī sādgī lā.eñ kahāñ sezamīñ kī ḳhair māñgeñ āsmāñ se
  3. ab bhalā chhoṛ ke ghar kyā karteshām ke vaqt-e-safar kyā karte
  4. apnī tanhā.ī mire nām pe ābād karekaun hogā jo mujhe us kī tarah yād kare
  5. apnī rusvā.ī tire nām kā charchā dekhūñik zarā sher kahūñ aur maiñ kyā kyā dekhūñ
  6. apnī hī sadā sunūñ kahāñ takjangal kī havā rahūñ kahāñ tak
  7. isī meñ ḳhush hūñ mirā dukh koī to sahtā haichalī chalūñgī jahāñ tak ye sāth rahtā hai
  8. ashk ānkh meñ phir aṭak rahā haikankar sā koī khaṭak rahā hai
  9. ik hunar thā kamāl thā kyā thāmujh meñ terā jamāl thā kyā thā
  10. agarche tujh se bahut iḳhtilāf bhī na huāmagar ye dil tirī jānib se sāf bhī na huā
  11. ilzām thā diye pe na taqsīr rāt kīham ne to bas havā ke ta.alluq se bāt kī
  12. ek sūraj thā ke tāroñ ke gharāne se uṭhāānkh hairān hai kyā shaḳhs zamāne se uṭhā
  13. bāb-e-hairat se mujhe izn-e-safar hone ko haitahniyat ai dil ke ab dīvār dar hone ko hai
  14. bādbāñ khulne se pahle kā ishāra dekhnāmaiñ samundar dekhtī hūñ tum kināra dekhnā
  15. bārish huī to phūloñ ke tan chāk ho ga.emausam ke hāth bhīg ke saffāk ho ga.e
  16. bajā ke ānkh meñ nīndoñ ke silsile bhī nahīñshikast-e-ḳhvāb ke ab mujh meñ hausle bhī nahīñ
  17. bichhṛā hai jo ik bār to milte nahīñ dekhāis zaḳhm ko ham ne kabhī silte nahīñ dekhā
  18. baḳht se koī shikāyat hai na aflāk se haiyahī kyā kam hai ke nisbat mujhe is ḳhāk se hai
  19. bahut royā vo ham ko yād kar kehamārī zindagī barbād kar ke
  20. pā ba gul sab haiñ rihā.ī kī kare tadbīr kaundast-e-basta shahr meñ khole mirī zanjīr kaun
  21. pūrā dukh aur ādhā chāndhijr kī shab aur aisā chānd
  22. tāza mohabbatoñ kā nasha jism-o-jāñ meñ haiphir mausam-e-bahār mire gulsitāñ meñ hai
  23. tarāsh kar mire bāzū uṛān chhoṛ gayāhavā ke pās barahna kamān chhoṛ gayā
  24. thak gayā hai dil-e-vahshī mirā fariyād se bhījī bahaltā nahīñ ai dost tirī yād se bhī
  25. terā ghar aur merā jangal bhīgtā hai sāth sāthaisī barsāteñ ke bādal bhīgtā hai sāth sāth
  26. terī ḳhushbū kā patā kartī haimujh pe ehsān huā kartī hai
  27. ṭūṭī hai merī nīnd magar tum ko us se kyābajte raheñ havā.oñ se dar tum ko us se kyā
  28. jab sāz kī le badal ga.ī thīvo raqs kī kaun sī ghaṛī thī
  29. justujū khoe huoñ kī umr bhar karte rahechānd ke ham rāh ham har shab safar karte rahe
  30. jagā sake na tire lab lakīr aisī thīhamāre baḳht kī rekhā bhī mīr aisī thī
  31. jalā diyā shajar-e-jāñ ke sabz baḳht na thākisī bhī rut meñ harā ho ye vo daraḳht na thā
  32. chāra sāzoñ kī aziyyat nahīñ dekhī jātītere bīmār kī hālat nahīñ dekhī jātī
  33. charāġh-e-rāh bujhā kyā ke rahnumā bhī gayāhavā ke sāth musāfir kā naqsh-e-pā bhī gayā
  34. chalne kā hausla nahīñ ruknā muhāl kar diyāishq ke is safar ne to mujh ko niḍhāl kar diyā
  35. harf-e-tāza na.ī ḳhushbū meñ likhā chāhtā haibāb ik aur mohabbat kā khulā chāhtā hai
  36. ḳhushī kī bāt hai yā dukh kā manzar dekh saktī hūñtirī āvāz kā chehra meñ chhū kar dekh saktī hūñ
  37. ḳhayāl-o-ḳhvāb huā barg-o-bār kā mausambichhaṛ gayā tirī sūrat bahār kā mausam
  38. duā kā ṭūṭā huā harf-e-sard āh meñ haitirī judā.ī kā manzar abhī nigāh meñ hai
  39. dukh navashta hai to āndhī ko likhā āhistaai ḳhudā ab ke chale zard huā āhista āhista
  40. dil kā kyā hai vo tū chāhegā musalsal milnāvo sitam gar bhī magar soche kisī pal milnā
  41. dhanak dhanak mirī poroñ ke ḳhvāb kar degāvo lams mere badan ko gulāb kar degā
  42. dhūp sāt rangoñ meñ phailtī hai ānkhoñ parbarf jab pighaltī hai us kī narm palkoñ par
  43. ḍasne lage haiñ ḳhvāb magar kis se boliyemaiñ jāntī thī pāl rahī hūñ sunpauliye
  44. rasta bhī kaṭhin dhūp meñ shiddat bhī bahut thīsā.e se magar us ko mohabbat bhī bahut thī
  45. rukne kā samay guzar gayā haijānā tirā ab ṭhahar gayā hai
  46. rukī huī hai abhī tak bahār ānkhoñ meñshab-e-visāl kā jaise ḳhumār ānkhoñ meñ
  47. rang ḳhush bū meñ agar hal ho jā.evasl kā ḳhvāb mukammal ho jā.e
  48. zindagī be sā.ibāñ be ghar kahīñ aisī na thīāsmāñ aisā nahīñ thā aur zamīñ aisī na thī
  49. sabhī gunāh dhul ga.e sazā hī aur ho ga.īmire vajūd par tirī gavāhī aur ho ga.ī
  50. samundaroñ ke idhar se koī sadā ā.īdiloñ ke band darīche khule huā ā.ī