Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Parveen Shakir

پروین شاکر

1952–1994Born in KarachiDied in Islamabad

Parveen Shakir was a poet and civil servant. She taught for nine years, joined the Civil Service of Pakistan in 1982 and worked in the customs department. Her first book, Khushbu, appeared in 1976 and won the Adamjee Literary Award; Sad-barg, Khud-kalami and Inkar followed, and all are collected in Mah-e-Tamam. She wrote ghazals and free verse in a woman's voice and received the Pride of Performance.

Writes about

  • Love
  • Womanhood
  • Separation
  • Loneliness
  • Social issues

Poems

  1. apne fon pe apnā nambarbār bār ḍā.il kartī hūñ
  2. us ne mere hāth meñ bāñdhāujlā kangan bele kā
  3. andeshoñ ke darvāzoñ parkoī nishān lagātā hai
  4. tumhārā kahnā haitum mujhe be panāh shiddat se chāhte ho
  5. jānmujhe afsos hai
  6. dil āzārī bhī ik fan haiaur kuchh log to
  7. rut badlī to bhanvaroñ ne titlī se kahāāj se tum āzād ho
  8. sāt sahāganeñ aur merī peshānī!sandal kī tahrīr
  9. so ab ye shart-e-hayāt ṭhahrīke shahr ke sab najīb afrād
  10. khule pāniyoñ meñ ghirī laṛkiyāñnarm lahroñ ke chhīnṭe uṛātī huī
  11. guṛiyā sī ye laṛkījis kī ujlī hañsī se
  12. gahrī bhūrī ānkhoñ vālā ik shahzādadūr des se
  13. laṛkī!ye lamhe bādal haiñ
  14. mujhe mat batānāke tum ne mujhe chhoṛne kā irāda kyā thā
  15. mujhe ma.alūm thāye din bhī dukh kī kokh se phūṭā hai
  16. musāhib shāh se kaho kefaqeha a.azam bhī āj tasdīq kar ga.e haiñ
  17. maiñ ne sārī umrkisī mandir meñ qadam nahīñ rakhā
  18. nahīñ merā ānchal mailā haiaur terī dastār ke sāre pech abhī tak tīkhe haiñ
  19. vo ek laṛkīke jis se shāyad maiñ ek pal bhī nahīñ milī hūñ
  20. vahī narm lahjajo itnā mulā.im hai jaise
  21. us ke yūñ tark-e-mohabbat kā sabab hogā koījī nahīñ ye māntā vo be vafā pahle se thā
  22. us ne mujhe darasl kabhī chāhā hī nahīñ thāḳhud ko de kar ye bhī dhokā, dekh liyā hai
  23. bārhā terā intizār kiyāapne ḳhvāboñ meñ ik dulhan kī tarah
  24. bahut se log the mehmān mere ghar lekinvo jāntā thā ke hai ehtimām kis ke liye
  25. pās jab tak vo rahe dard thamā rahtā haiphailtā jātā hai phir ānkh ke kājal kī tarah
  26. tujhe manā.ūñ ke apnī anā kī bāt sunūñulajh rahā hai mire faisloñ kā resham phir
  27. tū badaltā hai to be sāḳhta merī ānkheñapne hāthoñ kī lakīroñ se ulajh jātī haiñ
  28. tere tohfe to sab achchhe haiñ magar mauj-e-bahārab ke mere liye ḳhushbū-e-hinā ā.ī ho
  29. darvāza jo kholā to nazar ā.e khaṛe vohairat hai mujhe āj kidhar bhūl paṛe vo
  30. ruḳhsat karne ke ādāb nibhāne hī theband ānkhoñ se us ko jātā dekh liyā hai
  31. rasta meñ mil gayā to sharīk-e-safar na jānjo chhā.oñ mehrbāñ ho use apnā ghar na jān
  32. zulm sahnā bhī to zālim kī himāyat ṭhahrāḳhāmushī bhī to huī pusht panāhī kī tarah
  33. hāth mere bhūl baiṭhe dastakeñ dene kā fanband mujh par jab se us ke ghar kā darvāza huā
  34. hatheliyoñ kī duā phūl ban ke ā.ī hokabhī to rang mire hāth kā hinā.ī ho
  35. yūñ dekhnā us ko ke koī aur na dekheinām to achchhā thā magar shart kaṛī thī