Poet
Om Krishn Rahat
b. 1925
Poems
- آئنہ دیکھنا انگشت بدنداں رہنااس نے تو ہم کو بھی سکھلا دیا حیراں رہناā.īna dekhnā angusht badnidāñ rahnāus ne to ham ko bhī sukhlā diyā hairāñ rahnā
- اسے خلاؤں کی وسعتوں کا تجربہ ہی نہیںوہ میرے ساتھ کبھی عرش تک گیا ہی نہیںuse ḳhalā.oñ kī vusatoñ kā tajriba hī nahīñvo mere sāth kabhī arsh tak gayā hī nahīñ
- باغ تاراج باغباں غائبشاخ موجود آشیاں غائبbāġh tārāj bāġhbāñ ġhā.ibshāḳh maujūd āshiyāñ ġhā.ib
- جیت بھی جائیں گے آمادۂ پیکار تو ہوںہم الجھنے کے لئے وقت سے تیار تو ہوںjīt bhī jā.eñge āmāda-e-paikār to hūñham ulajhne ke liye vaqt se tayyār to hūñ
- خط ان کو بھیجا ہے دل کے سجھاو پر ہم نےبھروسہ کر لیا کاغذ کی ناؤ پر ہم نےḳhat un ko bhejā hai dil ke sajhāo par ham nebharosa kar liyā kāġhaz kī nā.o par ham ne
- خود ہی یہ درد سر قبول کیاہر عذاب سفر قبول کیاḳhud hī ye dard-e-sar qubūl kiyāhar azāb-e-safar qubūl kiyā
- خوش ہوں کب دل کی داستاں کہہ کرکیا ملے گا یہاں وہاں کہہ کرḳhush hūñ kab dil kī dāstāñ kah karkyā milegā yahāñ vahāñ kah kar
- خوشی کا دوسرا پہلو ہے اور غم کیا ہےنفس کی آمد و شد ہی تو ہے یہ دم کیا ہےḳhushī kā dūsrā pahlū hai aur ġham kyā hainafas kī āmad-o-shud hī to hai ye dam kyā hai
- داور حشر ذرا اور بڑھے بات کہ بسمجھ سے کچھ اور بھی پوچھیں گے سوالات کہ بسdāvar-e-hashr zarā aur baṛhe bāt ke basmujh se kuchh aur bhī pūchheñge savālāt ke bas
- دکھ بھی سہے الم بھی سہے رنج بھی سہےپھر بھی بشر خدا کو خدا مانتا رہےdukh bhī sahe alam bhī sahe ranj bhī sahephir bhī bashar ḳhudā ko ḳhudā māntā rahe
- رکھئے زبان خار ہماری زباں کے ساتھاس کا بیاں ملے گا ہمارے بیاں کے ساتھrakhiye zabān-e-ḳhār hamārī zabāñ ke sāthus kā bayāñ milegā hamāre bayāñ ke sāth
- رونا زار و قطار چھوڑ دیاہم نے یہ کاروبار چھوڑ دیاronā zār-o-qatār chhoṛ diyāham ne ye kārobār chhoṛ diyā
- سب صحیفوں کو طاق پر رکھ دوجی نہیں مانتا مگر رکھ دوsab sahīfoñ ko tāq par rakh dojī nahīñ māntā magar rakh do
- سمجھ کے سارے سہاروں کو رائیگاں ہم نےاتار پھینکا ہے کشتی کا بادباں ہم نےsamajh ke sāre sahāroñ ko rā.īgāñ ham neutār pheñkā hai kashtī kā bādbāñ ham ne
- شعر کیا ہے غبار خاطر ہےطائر فکر کا کوئی پر ہےsher kyā hai ġhubār-e-ḳhātir haitā.ir-e-fikr kā koī par hai
- غم و اندوہ کا سینے میں سمندر لے کرجئے جاتا ہوں مگر ہاتھ میں ساغر لے کرġham-o-andoh kā sīne meñ samundar le karjiye jātā hūñ magar hāth meñ sāġhar le kar
- کون اب ان کی انجمن میں نہیںچپ ہیں جیسے زباں دہن میں نہیںkaun ab un kī anjuman meñ nahīñchup haiñ jaise zabāñ dahan meñ nahīñ
- کوئی تو اس کا اہل ہو یہ جام کس کو دیںدو گھونٹ بچ گئی تھی جو کل شام کس کو دیںkoī to us kā ahl ho ye jām kis ko deñdo ghūñṭ bach ga.ī thī jo kal shām kis ko deñ
- کہیں بھی آپ کا راحتؔ کوئی مقام نہیںگناہ گاروں کی فہرست میں بھی نام نہیںkahīñ bhī āp kā rāhat koī maqām nahīñgunāh gāroñ kī fehrist meñ bhī nām nahīñ
- گھٹ کے رہ جاتی ہیں سینے میں صدائیں کتنیجم گئی ہیں میرے ہونٹوں پہ دعائیں کتنیghuṭ ke rah jātī haiñ sīne meñ sadā.eñ kitnījam ga.ī haiñ mere honṭoñ pe duā.eñ kitnī
- لوگ سمجھے تھے چھپا رکھا ہے دھن گٹھری میںہم نے تو رکھی تھی ماتھے کی شکن گٹھری میںlog samjhe the chhupā rakhā hai dhun gaṭhrī meñham ne to rakhī thī māthe kī shikan gaṭhrī meñ
- معانی لفظوں کے پیری میں کچھ شباب میں کچھاور اس کے بارے میں لکھا نہیں کتاب میں کچھma.ānī lafzoñ ke pīrī meñ kuchh shabāb meñ kuchhaur us ke bāre meñ likhā nahīñ kitāb meñ kuchh
- میں دعا مانگوں تو دل مجھ سے خفا ہو جائے گاسر جھکا تو سر کو سجدوں کا نشہ ہو جائے گاmaiñ duā māñgūñ to dil mujh se ḳhafā ho jā.egāsar jhukā to sar ko sajdoñ kā nasha ho jā.egā
- ہر ایک در پہ سر کو ٹپکنے کے باوجودکعبہ پہنچ گیا ہوں بھٹکنے کے باوجودhar ek dar pe sar ko ṭapakne ke bāvajūdka.aba pahuñch gayā hūñ bhaṭakne ke bāvajūd