Poet
نوح ناروی
Poems
- آپ جن کے قریب ہوتے ہیںوہ بڑے خوش نصیب ہوتے ہیںāp jin ke qarīb hote haiñvo baṛe ḳhush nasīb hote haiñ
- ابھی کم سن ہیں معلومات کتنیوہ کتنے اور ان کی بات کتنیabhī kam sun haiñ ma.alūmāt kitnīvo kitne aur un kī bāt kitnī
- اس حسیں کا خیال ہے دل میںجس کا آنا محال ہے دل میںis hasīñ kā ḳhayāl hai dil meñjis kā ānā muhāl hai dil meñ
- اگر اس کا مرا جھگڑا یہیں طے ہو تو اچھا ہوخدا جانے خدا کے سامنے کل کیا نہ ہو کیا ہوagar us kā mirā jhagṛā yahīñ tai ho to achchhā hoḳhudā jāne ḳhudā ke sāmne kal kyā na ho kyā ho
- اہل الفت سے تنے جاتے ہیںروز روز آپ بنے جاتے ہیںahl-e-ulfat se tane jāte haiñroz roz āp bane jāte haiñ
- بحر غم میں دل کا قرینہلاکھوں موجیں ایک سفینہbahr-e-ġham meñ dil kā qarīnalākhoñ maujeñ ek safīna
- بطور یادگار زہد مے خانے میں رکھ دینامری ٹوٹی ہوئی توبہ کو پیمانے میں رکھ دیناbataur-e-yādgār-e-zohd-e-mai ḳhāne meñ rakh denāmirī ṭūṭī huī tauba ko paimāne meñ rakh denā
- تاب نہیں سکوں نہیں دل نہیں اب جگر نہیںاپنی نظر کدھر اٹھے کوئی ادھر ادھر نہیںtāb nahīñ sukūñ nahīñ dil nahīñ ab jigar nahīñapnī nazar kidhar uṭhe koī idhar idhar nahīñ
- جو اچھے ہیں ان کی کہانی بھی اچھیلڑکپن بھی اچھا جوانی بھی اچھیjo achchhe haiñ un kī kahānī bhī achchhīlaṛakpan bhī achchhā javānī bhī achchhī
- چین ہو یا بے چینی ہو پہلے دل گھبرائے گاجاتے جاتے جائے گی آتے آتے آئے گاchain ho yā be chīnī ho pahle dil ghabrā.egājāte jāte jā.egī āte āte ā.egā
- حسن کو شکلیں دکھانی آ گئیںشوخیاں لے کر جوانی آ گئیںhusn ko shakleñ dikhānī ā ga.īñshoḳhiyāñ le kar javānī ā ga.īñ
- خدا سے ظلم کا شکوہ ضرور میں نے کیابڑا قصور یہ اے رشک حور میں نے کیاḳhudā se zulm kā shikva zarūr maiñ ne kiyābaṛā qusūr ye ai rashk-e-hūr maiñ ne kiyā
- خیال میں اک نہ اک مزے کی نئی کہانی ہے اور ہم ہیںابھی تمنا ہے اور دل ہے ابھی جوانی ہے اور ہم ہیںḳhayāl meñ ik na ik maze kī na.ī kahānī hai aur ham haiñabhī tamannā hai aur dil hai abhī javānī hai aur ham haiñ
- دل ہماری طرف سے صاف کروجو ہوا سو ہوا معاف کروdil hamārī taraf se sāf karojo huā so huā muāf karo
- دولت ہے بڑی چیز حکومت ہے بڑی چیزان سب سے بشر کے لئے عزت ہے بڑی چیزdaulat hai baṛī chīz hukūmat hai baṛī chīzun sab se bashar ke liye izzat hai baṛī chīz
- دونوں گھروں کا لطف جداگانہ مل گیاکعبے سے ہم چلے تھے کہ بت خانہ مل گیاdonoñ gharoñ kā lutf judāgāna mil gayāka.abe se ham chale the ke but ḳhāna mil gayā
- سوال وصل پہ عذر وصال کر بیٹھےوہ کس خیال سے ایسا خیال کر بیٹھےsavāl-e-vasl pe uzr-e-visāl kar baiṭhevo kis ḳhayāl se aisā ḳhayāl kar baiṭhe
- شکوؤں پہ ستم آہوں پہ جفا سو بار ہوئی سو بار ہواہر بات مجھے ہر کام مجھے دشوار ہوئی دشوار ہواshakouñ pe sitam āhoñ pe jafā sau bār huī sau bār huāhar bāt mujhe har kām mujhe dushvār huī dushvār huā
- عشق میں مجھ کو بگڑ کر اب سنورنا آ گیاہو گیا ناکام لیکن کام کرنا آ گیاishq meñ mujh ko bigaṛ kar ab sañvarnā ā gayāho gayā nākām lekin kām karnā ā gayā
- فروغ حسن میں کیا بے ثبات دل کا وجودوہ آفتاب یہ شبنم وہ آگ یہ بارودfaroġh-e-husn meñ kyā be sabāt dil kā vajūdvo āftāb ye shabnam vo āg ye bārūd
- کوچۂ یار میں کچھ دور چلے جاتے ہیںہم طبیعت سے ہیں مجبور چلے جاتے ہیںkūcha-e-yār meñ kuchh dūr chale jāte haiñham tabī.at se haiñ majbūr chale jāte haiñ
- کوئی نہیں پچھتانے والامر جائے مر جانے والاkoī nahīñ pachhtāne vālāmar jā.e mar jāne vālā
- کیا کہوں ہم نشیں یہ میرا بھاگایک جان اور سیکڑوں ہیں کھڑاگkyā kahūñ ham nashīñ ye merā bhāgek jān aur saikṛoñ haiñ khaṛug
- کیا وصل کی امید مرے دل کو کبھی ہواس شوخ کی تصویر بھی جب مجھ سے کھنچی ہوkyā vasl kī ummīd mire dil ko kabhī hous shoḳh kī tasvīr bhī jab mujh se khiñchī ho
- کیا وصل کے اقرار پہ مجھ کو ہو خوشی آجاس کی بھی یہ صورت ہے کبھی کل ہے کبھی آجkyā vasl ke iqrār pe mujh ko ho ḳhushī ājus kī bhī ye sūrat hai kabhī kal hai kabhī āj
- کیوں آپ کو خلوت میں لڑائی کی پڑی ہےملنے کی گھڑی ہے کہ یہ لڑنے کی گھڑی ہےkyūñ āp ko ḳhalvat meñ laṛā.ī kī paṛī haimilne kī ghaṛī hai ke ye laṛne kī ghaṛī hai
- گل زار میں یہ کہتی ہے بلبل گل تر سےدیکھے کوئی معشوق کو عاشق کی نظر سےgul zār meñ ye kahtī hai bulbul gul-e-tar sedekhe koī ma.ashūq ko āshiq kī nazar se
- گلشن میں کبھی ہم سنتے تھے وہ کیا تھا زمانہ پھولوں کاکلیوں سے کہانی کلیوں کی پھولوں سے فسانہ پھولوں کاgulshan meñ kabhī ham sunte the vo kyā thā zamāna phūloñ kākaliyoñ se kahānī kaliyoñ kī phūloñ se fasāna phūloñ kā
- مانا کہ مرا دل بھی جگر بھی ہے کوئی چیزلیکن وہ نظر تیر نظر بھی ہے کوئی چیزmānā ke mirā dil bhī jigar bhī hai koī chīzlekin vo nazar tīr-e-nazar bhī hai koī chīz
- محبت کا اچھا نتیجہ نہ دیکھانہ دیکھا نہ دیکھا نہ دیکھا نہ دیکھاmohabbat kā achchhā natīja na dekhāna dekhā na dekhā na dekhā na dekhā
- مرا دل دیکھو اب یا میرے دشمن کا جگر دیکھوتمہارے بس میں آنکھیں ہیں جدھر جاؤ ادھر دیکھوmirā dil dekho ab yā mere dushman kā jigar dekhotumhāre bas meñ ānkheñ haiñ jidhar jā.o idhar dekho
- مرے دل کی خطائیں بھی قیامت ہیں قیامت ہیںخطاؤں پر سزائیں بھی قیامت ہیں قیامت ہیںmire dil kī ḳhatā.eñ bhī qayāmat haiñ qayāmat haiñḳhatā.oñ par sazā.eñ bhī qayāmat haiñ qayāmat haiñ
- میرے جینے کا طور کچھ بھی نہیںسانس چلتی ہے اور کچھ بھی نہیںmere jīne kā tūr kuchh bhī nahīñsāns chaltī hai aur kuchh bhī nahīñ
- میں تردد سے کبھی خالی نہیںعاشقی میں فارغ البالی نہیںmaiñ taraddud se kabhī ḳhālī nahīñāshiqī meñ fāriġh albālī nahīñ
- میں کسی شوخ کی گلی میں نہیںزندگی میری زندگی میں نہیںmaiñ kisī shoḳh kī galī meñ nahīñzindagī merī zindagī meñ nahīñ
- نکھر آئی نکھار آئی سنور آئی سنوار آئیگلوں کی زندگی لے کر گلستاں میں بہار آئیnikhar ā.ī nikhār ā.ī sañvar ā.ī sañvār ā.īguloñ kī zindagī le kar gulistāñ meñ bahār ā.ī
- وہ کریں گے مرا قصور معافہو چکا کر چکے ضرور معافvo kareñge mirā qusūr muāfho chukā kar chuke zarūr muāf
- ہر صدائے عشق میں اک راز ہےنالۂ دل غیب کی آواز ہےhar sadā-e-ishq meñ ik rāz haināla-e-dil ġhaib kī āvāz hai
- ہماری جب ہماری اب ہماری کب سے کیا مطلبغرض ان کو غرض سے کیا غرض مطلب سے کیا مطلبhamārī jab hamārī ab hamārī kab se kyā matlabġharaz un ko ġharaz se kyā ġharaz matlab se kyā matlab
- ہم عشق میں ان مکاروں کے بے فائدہ جلتے بھنتے ہیںمطلب جو ہمارا سن سن کر کہتے ہیں ہم اونچا سنتے ہیںham ishq meñ in makkāroñ ke be fā.ida jalte bhunate haiñmatlab jo hamārā sun sun kar kahte haiñ ham ūnchā sunte haiñ
- یوں نہ میری بات مانی جائے گیخوب جانچی خوب چھانی جائے گیyūñ na merī bāt mānī jā.egīḳhūb jāñchī ḳhūb chhānī jā.egī
- یہ میرے پاس جو چپ چاپ آئے بیٹھے ہیںہزار فتنۂ محشر اٹھائے بیٹھے ہیںye mere pās jo chup chāp ā.e baiṭhe haiñhazār fitna-e-mahshar uṭhā.e baiṭhe haiñ