Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

نوح ناروی

Poems

Meter
  1. apne apne rang meñ yaktā maiñ hī meñ hūñ tū hī to haihusn kī mūrat ishq kā putlā meñ hī meñ hūñ tū hī to hai
  2. koī us sitam gar ko āgāh kar de ke bāz ā.e āzār dene se jhaṭ paṭidhar kī idhar āj hotī hai duniyā marīz-e-mohabbat badaltā hai karvaṭ
  3. har talab gār ko mehnat kā sila miltā haibut haiñ kyā chīz ke ḍhūñḍhe se ḳhudā miltā hai
  4. hamesha tamannā-o-hasrat kā jhagṛā hamesha vafā-o-mohabbat kā halaṛthame kyā tabī.at ruke kis tarah dil ye āfat vo fitna ye āndhī vo jhakkaṛ