Poet
Lucky farooqi Hasrat
b. 1990
Poems
- اے حسن خوش صفات مرے ساتھ ساتھ چلکرنی ہے تجھ سے بات مرے ساتھ ساتھ چلai husn ḳhush sifāt mire sāth sāth chalkarnī hai tujh se bāt mire sāth sāth chal
- بقدر فکر سجھائے ہوئے اسی کے ہیںیہ سارے لفظ بتائے ہوئے اسی کے ہیںbaqadr-e-fikr sujhā.e hue usī ke haiñye sāre lafz batā.e hue usī ke haiñ
- بوسوں کی میٹھی نہر کے الھڑ بہاؤ میںمحو سفر ہے چاند جوانی کی ناؤ میںbosoñ kī mīṭhī nahr ke alhaṛ bahā.o meñmahv-e-safar hai chānd javānī kī nā.o meñ
- تاثیر مختلف کی روانی سے جل گئےسورج کے ہونٹھ برف کے پانی سے جل گئےtāsīr muḳhtalif kī ravānī se jal ga.esūraj ke honṭh barf ke pānī se jal ga.e
- تلخ سازی نے ہمیں غم کے سوا کچھ نہ دیابے نیازی نے ہمیں غم کے سوا کچھ نہ دیاtalḳh sāzī ne hameñ ġham ke sivā kuchh na diyābe niyāzī ne hameñ ġham ke sivā kuchh na diyā
- چیز رکھتے ہی دھم سے گرتی ہےعشق کی میز آڑی ترچھی ہےchīz rakhte hī dham se girtī haiishq kī mez āṛī tirchhī hai
- دریائے فکر نو کی روانی میں گر گیاسورج پھسل کے برف کے پانی میں گر گیاdariyā-e-fikr-e-nau kī ravānī meñ gir gayāsūraj phisal ke barf ke pānī meñ gir gayā
- دعا کی نرم پناہوں میں جا کے لیٹ گیامیں بھیک مانگتے شاہوں میں جا کے لیٹ گیاduā kī narm panāhoñ meñ jā ke leṭ gayāmaiñ bhīk māñgte shāhoñ meñ jā ke leṭ gayā
- دعائے خیر کی پھر کیا کمی ہےدعا گو جب حسین ابن علی ہےduā-e-ḳhair kī phir kyā kamī haiduā go jab hasīn ibn-e-alī hai
- راہ دنیا کے لئے باد بہاری لے جاپاؤں تھک جائیں گے پھولوں کی سواری لے جاrāh duniyā ke liye bād-e-bahārī le jāpā.oñ thak jā.eñge phūloñ kī savārī le jā
- سوچوں کی پالکی میں بٹھا کر سطور کوکاغذ پہ کھینچ لایا ہوں جنت کی حور کوsochoñ kī pālkī meñ biṭhā kar sator kokāġhaz pe khīñch lāyā hūñ jannat kī hūr ko
- سیل اشک حزیں بھی کچھ ہےپر مری آستین بھی کچھ ہےsail-e-ashk hazīñ bhī kuchh haipar mirī āstīn bhī kuchh hai
- عشق تاروں سے نہ مہتاب سے دل داری کیرات نے دھوپ کے بستر پہ سیہ کاری کیishq tāroñ se na mahtāb se dil dārī kīrāt ne dhūp ke bistar pe siyah kārī kī
- کج کلاہوں نے بہت شور مچا رکھا ہےچور اچکوں نے بہت شور مچا رکھا ہےkaj kulāhoñ ne bahut shor machā rakhā haichūr uchakkoñ ne bahut shor machā rakhā hai
- لفظوں میں آگ بھرنے کا فن لے لیا گیاہم سے ہمارا طرز سخن لے لیا گیاlafzoñ meñ āg bharne kā fan le liyā gayāham se hamārā tarz-e-suḳhan le liyā gayā
- لہو کا رقص تھا سانسوں کا ارتعاشا تھامرے بدن میں کوئی اور بے تحاشہ تھاlahū kā raqs thā sānsoñ kā artāshā thāmire badan meñ koī aur be tahāsha thā
- مرکز نور پہ کاجل کا اندھیرا کر لےاپنی پلکوں کو ذرا اور گھنیرا کر لےmarkaz-e-nūr pe kājal kā andherā kar leapnī palkoñ ko zarā aur ghanīrā kar le
- مرے کمرے کو صحرا کر رہا ہےتمہارا غم کرشمہ کر رہا ہےmire kamre ko sahrā kar rahā haitumhārā ġham karishma kar rahā hai
- معجزہ مانیے یا کہیے کرشمہ دل کادل کے قالین پہ رکھا ہے جنازہ دل کاmojiza māniye yā kahiye karishma dil kādil ke qālīn pe rakhā hai janāza dil kā
- ناز و ادا غرور حیا حسن مستیاںیہ سب ملا کے بنتی ہیں کالج کی لڑکیاںnāz-o-adā ġhurūr-e-hayā husn mastiyāñye sab milā ke bantī haiñ kālij kī laṛkiyāñ
- نہ اردو اور نہ ہندی بولتی ہےہم اس تہذیب کے قائل نہیں ہیںna urdū aur na hindī boltī haiham is tahzīb ke qā.il nahīñ haiñ
- ہنر غیب کی تفسیر بنے بیٹھے ہیںسب یہاں میرؔ تقی میرؔ بنے بیٹھے ہیںhunar ġhaib kī tafsīr bane baiṭhe haiñsab yahāñ mīr taqī mīr bane baiṭhe haiñ
- یہ سفید صفحوں کے ہنس ہیں انہیں روشنائی پہ چھوڑ لوںمیں خیال و فکر کی جھیل سے کوئی ربط باہمی جوڑ لوںye safed safhoñ ke hañs haiñ unheñ raushnā.ī pe chhoṛ lūñmaiñ ḳhayāl-o-fikr kī jhīl se koī rabt-e-bāhamī joṛ lūñ
- یہ کون رکھ گیا ذہنی تھکن برائے فروختکتابیں پھینک کے غربت نے اپنے ہاتھوں سےye kaun rakh gayā zehnī thakan barā-e-faroḳhtkitābeñ pheñk ke ġhurbat ne apne hāthoñ se