Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Lucky farooqi Hasrat

b. 1990

Poems

Meter
  1. ai husn ḳhush sifāt mire sāth sāth chalkarnī hai tujh se bāt mire sāth sāth chal
  2. baqadr-e-fikr sujhā.e hue usī ke haiñye sāre lafz batā.e hue usī ke haiñ
  3. bosoñ kī mīṭhī nahr ke alhaṛ bahā.o meñmahv-e-safar hai chānd javānī kī nā.o meñ
  4. tāsīr muḳhtalif kī ravānī se jal ga.esūraj ke honṭh barf ke pānī se jal ga.e
  5. talḳh sāzī ne hameñ ġham ke sivā kuchh na diyābe niyāzī ne hameñ ġham ke sivā kuchh na diyā
  6. chīz rakhte hī dham se girtī haiishq kī mez āṛī tirchhī hai
  7. dariyā-e-fikr-e-nau kī ravānī meñ gir gayāsūraj phisal ke barf ke pānī meñ gir gayā
  8. duā kī narm panāhoñ meñ jā ke leṭ gayāmaiñ bhīk māñgte shāhoñ meñ jā ke leṭ gayā
  9. duā-e-ḳhair kī phir kyā kamī haiduā go jab hasīn ibn-e-alī hai
  10. rāh duniyā ke liye bād-e-bahārī le jāpā.oñ thak jā.eñge phūloñ kī savārī le jā
  11. sochoñ kī pālkī meñ biṭhā kar sator kokāġhaz pe khīñch lāyā hūñ jannat kī hūr ko
  12. sail-e-ashk hazīñ bhī kuchh haipar mirī āstīn bhī kuchh hai
  13. ishq tāroñ se na mahtāb se dil dārī kīrāt ne dhūp ke bistar pe siyah kārī kī
  14. kaj kulāhoñ ne bahut shor machā rakhā haichūr uchakkoñ ne bahut shor machā rakhā hai
  15. lafzoñ meñ āg bharne kā fan le liyā gayāham se hamārā tarz-e-suḳhan le liyā gayā
  16. lahū kā raqs thā sānsoñ kā artāshā thāmire badan meñ koī aur be tahāsha thā
  17. markaz-e-nūr pe kājal kā andherā kar leapnī palkoñ ko zarā aur ghanīrā kar le
  18. mire kamre ko sahrā kar rahā haitumhārā ġham karishma kar rahā hai
  19. mojiza māniye yā kahiye karishma dil kādil ke qālīn pe rakhā hai janāza dil kā
  20. nāz-o-adā ġhurūr-e-hayā husn mastiyāñye sab milā ke bantī haiñ kālij kī laṛkiyāñ
  21. na urdū aur na hindī boltī haiham is tahzīb ke qā.il nahīñ haiñ
  22. hunar ġhaib kī tafsīr bane baiṭhe haiñsab yahāñ mīr taqī mīr bane baiṭhe haiñ
  23. ye safed safhoñ ke hañs haiñ unheñ raushnā.ī pe chhoṛ lūñmaiñ ḳhayāl-o-fikr kī jhīl se koī rabt-e-bāhamī joṛ lūñ
  24. ye kaun rakh gayā zehnī thakan barā-e-faroḳhtkitābeñ pheñk ke ġhurbat ne apne hāthoñ se
  25. dayār-e-mīr-e-taqī mīr ko salām karoyahāñ ḳhudā-e-suḳhan gāh gāh baiṭhte haiñ
  26. mere allāh mujhe aise ḳhayāloñ se navāzvo jinheñ mīr taqī mīr nahīñ soch sakā