Poet
Idris Babar
b. 1973
Poems
- آ جائے وہ ملنے تو مجھے عید مبارکمت آئے بہ ہر حال اسے عید مبارکā jā.e vo milne to mujhe e.id mubārakmat ā.e ba har hāl use e.id mubārak
- اس سے پھولوں والے بھی عاجز آ گئے ہیںتیری خاطر جو گلدستہ ڈھونڈ رہا ہےus se phūloñ vāle bhī ājiz ā ga.e haiñterī ḳhātir jo guldasta ḍhūñḍ rahā hai
- انسانی درندے اور اس آسانی سے مر جائیںیہ سوچنے بیٹھیں تو پریشانی سے مر جائیںinsānī darinde aur is āsānī se mar jā.eñye sochne baiṭheñ to pareshānī se mar jā.eñ
- ایک دن خواب نگر جانا ہےاور یونہی خاک بسر جانا ہےek din ḳhvāb nagar jānā haiaur yūñhī ḳhāk basar jānā hai
- بہت دن ہو گئے دریا کی جانب آ نہیں پائےپرندو خیر سے تو ہو کہ پر پھیلا نہیں پائےbahut din ho ga.e dariyā kī jānib ā nahīñ pā.eparindo ḳhair se to ho ke par phailā nahīñ pā.e
- بھائی خدا کے بندہ جانیں دل کو جیسے رام کیااپنی بدھائی ہو دنیا پر چار چھ دن جو کام کیاbhā.ī ḳhudā ke banda jāneñ dil ko jaise rām kyāapnī badhā.ī ho duniyā par chār chhe din jo kām kiyā
- تری گلی سے گزرنے کو سر جھکائے ہوئےفقیر حجرۂ ہفت آسماں اٹھائے ہوئےtirī galī se guzarne ko sar jhukā.e huefaqīr hujra-e-haft āsmāñ uṭhā.e hue
- جیتی رہو کہانیو ملتے ہیں یار ایک دنایک ہزار ایک رات ایک ہزار ایک دنjītī raho kahāniyo milte haiñ yār ek dinek hazār ek rāt ek hazār ek din
- خموش رہ کے زوال سخن کا غم کئے جائیںسوال یہ ہے کہ یوں کتنی دیر ہم کئے جائیںḳhamosh rah ke zavāl-e-suḳhan kā ġham kiye jā.eñsavāl ye hai ke yūñ kitnī der ham kiye jā.eñ
- خیمگیٔ شب ہے تشنگی دن ہےوہی دریا ہے اور وہی دن ہےḳhemagī-e-shab hai tishnagī din haivahī dariyā hai aur vahī din hai
- دل کا اور حال مضافات کا کب اچھا ہےپر تجھے دیکھ کے لگتا ہے کہ سب اچھا ہےdil kā aur hāl muzāfāt kā kab achchhā haipar tujhe dekh ke lagtā hai ke sab achchhā hai
- دل کے گھٹنے کو اشارا سمجھودہر یہ اپنا خسارا سمجھوdil ke ghaṭne ko ishārā samjhodahr ye apnā ḳhasārā samjho
- دل میں ہے اتفاق سے دشت بھی گھر کے ساتھ ساتھاس میں قیام بھی کریں آپ سفر کے ساتھ ساتھdil meñ hai ittifāq se dasht bhī ghar ke sāth sāthis meñ qayām bhī kareñ āp safar ke sāth sāth
- دھوم گم گشتہ خزانوں کی مچاتا پھرے کونان زمانوں میں جو تھے ہی نہیں جاتا پھرے کونdhūm gum gashta ḳhazānoñ kī machātā phire kaunin zamānoñ meñ jo the hī nahīñ jātā phire kaun
- دیکھا نہیں چاند نے پلٹ کرہم سو گئے خواب سے لپٹ کرdekhā nahīñ chānd ne palaṭ karham so ga.e ḳhvāb se lipaṭ kar
- دیکھ نہ اس طرح گزار عرصۂ چشم سے مجھےفرصت دید ہو نہ ہو مہلت خواب دے مجھےdekh na is tarah guzār-e-arsa-e-chashm se mujhefursat-e-dīd ho na ho mohlat-e-ḳhvāb de mujhe
- ربط اسیروں کو ابھی اس گل تر سے کم ہےایک رخنہ سا ہے دیوار میں در سے کم ہےrabt asīroñ ko abhī us gul-e-tar se kam haiek raḳhna sā hai dīvār meñ dar se kam hai
- زندگی چاکلیٹ کیک ہے تھوڑا تھوڑا سب کا حصہ ہےاب جو بار میں تنہا پیتا ہوں کافی کے نام پہ زہرzindagī chākleṭ kek hai thoṛā thoṛā sab kā hissa haiab jo bār meñ tanhā pītā hūñ kāfī ke nām pe zahr
- فراق و وصل تو یک دم تھیں عارضی رسمیںہمیں گناہ نے باندھا ہوا ہے آپس میںfirāq-o-vasl to yak dam thīñ ārzī rasmeñhameñ gunāh ne bāñdhā huā hai āpas meñ
- کرتے پھرتے ہیں غزالاں ترا چرچا صاحبہم بھی نکلے ہیں تجھے دیکھنے صحرا صاحبkarte phirte haiñ ġhazālāñ tirā charchā sāhabham bhī nikle haiñ tujhe dekhne sahrā sāhab
- کسی کے ہاتھ کہاں یہ خزانہ آتا ہےمرے عزیز کو ہر اک بہانہ آتا ہےkisī ke hāth kahāñ ye ḳhazāna ātā haimire azīz ko har ik bahāna ātā hai
- گل سخن سے اندھیروں میں تاب کاری کرنئے ستارے کھلا خواب شار جاری کرgul-e-suḳhan se andheroñ meñ tāb kārī karna.e sitāre khulā ḳhvāb shār jārī kar
- مرے قریب ہی مہتاب دیکھ سکتا تھاگئے دنوں میں یہ تالاب دیکھ سکتا تھاmire qarīb hī mahtāb dekh saktā thāga.e dinoñ meñ ye tālāb dekh saktā thā
- مشہور تو بس ایک دیا ہے مرے دل میںکتنے ہی ستاروں کی جگہ ہے مرے دل میںmashhūr to bas ek diyā hai mire dil meñkitne hī sitāroñ kī jagah hai mire dil meñ
- میں اسے سوچتا رہا یعنیوہ مرا خواب ہے خدا یعنیmaiñ use sochtā rahā ya.anīvo mirā ḳhvāb hai ḳhudā ya.anī
- ورنہ کیا آب و ہوا چیز ہے کیسا موسمتیرے آنے سے ہوا شہر میں اچھا موسمvarna kyā āb-o-havā chīz hai kaisā mausamtere āne se huā shahr meñ achchhā mausam
- وہ شہر اتفاق سے نہیں ملاہمیں تو کچھ بھی خاک سے نہیں ملاvo shahr ittifāq se nahīñ milāhameñ to kuchh bhī ḳhāk se nahīñ milā
- وہ گل وہ خوابشار بھی نہیں رہاسو دل یہ خاکسار بھی نہیں رہاvo gul vo ḳhvābshār bhī nahīñ rahāso dil ye ḳhāksār bhī nahīñ rahā
- یونہی آتی نہیں ہوا مجھ میںابھی روشن ہے اک دیا مجھ میںyūñhī ātī nahīñ huā mujh meñabhī raushan hai ik diyā mujh meñ
- یہاں سے چاروں طرف راستے نکلتے ہیںٹھہر ٹھہر کے ہم اس خواب سے نکلتے ہیںyahāñ se chāroñ taraf rāste nikalte haiñṭhahar ṭhahar ke ham is ḳhvāb se nikalte haiñ