Poet
Idris Babar
b. 1973
Poems
- آ جائے وہ ملنے تو مجھے عید مبارکمت آئے بہ ہر حال اسے عید مبارکā jā.e vo milne to mujhe e.id mubārakmat ā.e ba har hāl use e.id mubārak
- اس سے پھولوں والے بھی عاجز آ گئے ہیںتیری خاطر جو گلدستہ ڈھونڈ رہا ہےus se phūloñ vāle bhī ājiz ā ga.e haiñterī ḳhātir jo guldasta ḍhūñḍ rahā hai
- انسانی درندے اور اس آسانی سے مر جائیںیہ سوچنے بیٹھیں تو پریشانی سے مر جائیںinsānī darinde aur is āsānī se mar jā.eñye sochne baiṭheñ to pareshānī se mar jā.eñ
- ایک دن خواب نگر جانا ہےاور یونہی خاک بسر جانا ہےek din ḳhvāb nagar jānā haiaur yūñhī ḳhāk basar jānā hai
- بہت دن ہو گئے دریا کی جانب آ نہیں پائےپرندو خیر سے تو ہو کہ پر پھیلا نہیں پائےbahut din ho ga.e dariyā kī jānib ā nahīñ pā.eparindo ḳhair se to ho ke par phailā nahīñ pā.e
- بھائی خدا کے بندہ جانیں دل کو جیسے رام کیااپنی بدھائی ہو دنیا پر چار چھ دن جو کام کیاbhā.ī ḳhudā ke banda jāneñ dil ko jaise rām kyāapnī badhā.ī ho duniyā par chār chhe din jo kām kiyā
- تری گلی سے گزرنے کو سر جھکائے ہوئےفقیر حجرۂ ہفت آسماں اٹھائے ہوئےtirī galī se guzarne ko sar jhukā.e huefaqīr hujra-e-haft āsmāñ uṭhā.e hue
- جیتی رہو کہانیو ملتے ہیں یار ایک دنایک ہزار ایک رات ایک ہزار ایک دنjītī raho kahāniyo milte haiñ yār ek dinek hazār ek rāt ek hazār ek din
- خموش رہ کے زوال سخن کا غم کئے جائیںسوال یہ ہے کہ یوں کتنی دیر ہم کئے جائیںḳhamosh rah ke zavāl-e-suḳhan kā ġham kiye jā.eñsavāl ye hai ke yūñ kitnī der ham kiye jā.eñ
- خیمگیٔ شب ہے تشنگی دن ہےوہی دریا ہے اور وہی دن ہےḳhemagī-e-shab hai tishnagī din haivahī dariyā hai aur vahī din hai
- دل کا اور حال مضافات کا کب اچھا ہےپر تجھے دیکھ کے لگتا ہے کہ سب اچھا ہےdil kā aur hāl muzāfāt kā kab achchhā haipar tujhe dekh ke lagtā hai ke sab achchhā hai
- دل کے گھٹنے کو اشارا سمجھودہر یہ اپنا خسارا سمجھوdil ke ghaṭne ko ishārā samjhodahr ye apnā ḳhasārā samjho
- دل میں ہے اتفاق سے دشت بھی گھر کے ساتھ ساتھاس میں قیام بھی کریں آپ سفر کے ساتھ ساتھdil meñ hai ittifāq se dasht bhī ghar ke sāth sāthis meñ qayām bhī kareñ āp safar ke sāth sāth
- دھوم گم گشتہ خزانوں کی مچاتا پھرے کونان زمانوں میں جو تھے ہی نہیں جاتا پھرے کونdhūm gum gashta ḳhazānoñ kī machātā phire kaunin zamānoñ meñ jo the hī nahīñ jātā phire kaun
- دیکھا نہیں چاند نے پلٹ کرہم سو گئے خواب سے لپٹ کرdekhā nahīñ chānd ne palaṭ karham so ga.e ḳhvāb se lipaṭ kar
- دیکھ نہ اس طرح گزار عرصۂ چشم سے مجھےفرصت دید ہو نہ ہو مہلت خواب دے مجھےdekh na is tarah guzār-e-arsa-e-chashm se mujhefursat-e-dīd ho na ho mohlat-e-ḳhvāb de mujhe
- ربط اسیروں کو ابھی اس گل تر سے کم ہےایک رخنہ سا ہے دیوار میں در سے کم ہےrabt asīroñ ko abhī us gul-e-tar se kam haiek raḳhna sā hai dīvār meñ dar se kam hai
- زندگی چاکلیٹ کیک ہے تھوڑا تھوڑا سب کا حصہ ہےاب جو بار میں تنہا پیتا ہوں کافی کے نام پہ زہرzindagī chākleṭ kek hai thoṛā thoṛā sab kā hissa haiab jo bār meñ tanhā pītā hūñ kāfī ke nām pe zahr
- فراق و وصل تو یک دم تھیں عارضی رسمیںہمیں گناہ نے باندھا ہوا ہے آپس میںfirāq-o-vasl to yak dam thīñ ārzī rasmeñhameñ gunāh ne bāñdhā huā hai āpas meñ
- کرتے پھرتے ہیں غزالاں ترا چرچا صاحبہم بھی نکلے ہیں تجھے دیکھنے صحرا صاحبkarte phirte haiñ ġhazālāñ tirā charchā sāhabham bhī nikle haiñ tujhe dekhne sahrā sāhab
- کسی کے ہاتھ کہاں یہ خزانہ آتا ہےمرے عزیز کو ہر اک بہانہ آتا ہےkisī ke hāth kahāñ ye ḳhazāna ātā haimire azīz ko har ik bahāna ātā hai
- گل سخن سے اندھیروں میں تاب کاری کرنئے ستارے کھلا خواب شار جاری کرgul-e-suḳhan se andheroñ meñ tāb kārī karna.e sitāre khulā ḳhvāb shār jārī kar
- مرے قریب ہی مہتاب دیکھ سکتا تھاگئے دنوں میں یہ تالاب دیکھ سکتا تھاmire qarīb hī mahtāb dekh saktā thāga.e dinoñ meñ ye tālāb dekh saktā thā
- مشہور تو بس ایک دیا ہے مرے دل میںکتنے ہی ستاروں کی جگہ ہے مرے دل میںmashhūr to bas ek diyā hai mire dil meñkitne hī sitāroñ kī jagah hai mire dil meñ
- میں اسے سوچتا رہا یعنیوہ مرا خواب ہے خدا یعنیmaiñ use sochtā rahā ya.anīvo mirā ḳhvāb hai ḳhudā ya.anī
- ورنہ کیا آب و ہوا چیز ہے کیسا موسمتیرے آنے سے ہوا شہر میں اچھا موسمvarna kyā āb-o-havā chīz hai kaisā mausamtere āne se huā shahr meñ achchhā mausam
- وہ شہر اتفاق سے نہیں ملاہمیں تو کچھ بھی خاک سے نہیں ملاvo shahr ittifāq se nahīñ milāhameñ to kuchh bhī ḳhāk se nahīñ milā
- وہ گل وہ خوابشار بھی نہیں رہاسو دل یہ خاکسار بھی نہیں رہاvo gul vo ḳhvābshār bhī nahīñ rahāso dil ye ḳhāksār bhī nahīñ rahā
- یونہی آتی نہیں ہوا مجھ میںابھی روشن ہے اک دیا مجھ میںyūñhī ātī nahīñ huā mujh meñabhī raushan hai ik diyā mujh meñ
- یہاں سے چاروں طرف راستے نکلتے ہیںٹھہر ٹھہر کے ہم اس خواب سے نکلتے ہیںyahāñ se chāroñ taraf rāste nikalte haiñṭhahar ṭhahar ke ham is ḳhvāb se nikalte haiñ
- آج تو جیسے دن کے ساتھ دل بھی غروب ہو گیاشام کی چائے بھی گئی موت کے ڈر کے ساتھ ساتھāj to jaise din ke sāth dil bhī ġhurūb ho gayāshām kī chā.e bhī ga.ī maut ke ḍar ke sāth sāth
- اب تو مشکل ہے کسی اور کا ہونا مرے دوستتو مجھے ایسے ہوا جیسے کرونا مرے دوستab to mushkil hai kisī aur kā honā mire dosttū mujhe aise huā jaise karonā mire dost
- پھول ہے جو کتاب میں اصل ہے کہ خواب ہےاس نے اس اضطراب میں کچھ نہ پڑھا لکھا تو پھرphūl hai jo kitāb meñ asl hai ke ḳhvāb haius ne is iztirāb meñ kuchh na paṛhā likhā to phir
- تمام دوست الاؤ کے گرد جمع تھے اورہر ایک اپنی کہانی سنانے والا تھاtamām dost alā.o ke gard jam.a the aurhar ek apnī kahānī sunāne vālā thā
- تو بھی ہو میں بھی ہوں اک جگہ پہ اور وقت بھی ہواتنی گنجائشیں رکھتی نہیں دنیا مرے دوست!tū bhī ho maiñ bhī hūñ ik jagah pe aur vaqt bhī hoitnī gunjā.isheñ rakhtī nahīñ duniyā mire dost!
- ٹوٹ سکتا ہے چھلک سکتا ہے چھن سکتا ہےاتنا سوچے تو کوئی جام اچھالے کیسےṭūṭ saktā hai chhalak saktā hai chhin saktā haiitnā soche to koī jām uchhāle kaise
- ٹینشن سے مرے گا نہ کرونے سے مرے گااک شخص ترے پاس نہ ہونے سے مرے گا
- خودکشی بھی نہیں مرے بس میںلوگ بس یوں ہی مجھ سے ڈرتے ہیںḳhudkushī bhī nahīñ mire bas meñlog bas yūñ hī mujh se ḍarte haiñ
- دل کی اک ایک خرابی کا سبب جانتے ہیںپھر بھی ممکن ہے کہ ہم تم سے مروت کر جائیںdil kī ik ek ḳharābī kā sabab jānte haiñphir bhī mumkin hai ke ham tum se muravvat kar jā.eñ
- دھول اڑتی ہے تو یاد آتا ہے کچھملتا جلتا تھا لبادہ میراdhūl uṛtī hai to yād ātā hai kuchhmiltā jaltā thā labāda merā
- ریگ دل میں کئی نادیدہ پرندے بھی ہیں دفنسوچتے ہوں گے کہ دریا کی زیارت کر جائیںreg dil meñ ka.ī nādīda parinde bhī haiñ dafnsochte hoñge ke dariyā kī ziyārat kar jā.eñ
- مر گیا خاص طور پر میں بھیجس طرح عام لوگ مرتے ہیںmar gayā ḳhās taur par maiñ bhījis tarah ām log marte haiñ
- موت اکتا چکی ریہرسل میںروز دو چار شخص مرتے ہیںmaut uktā chukī rīharsal meñroz do chār shaḳhs marte haiñ
- میں جنہیں یاد ہوں اب تک یہی کہتے ہوں گےشاہزادہ کبھی ناکام نہیں آ سکتاmaiñ jinheñ yād hūñ ab tak yahī kahte hoñgeshāhzāda kabhī nākām nahīñ ā saktā
- وہ بہت دور ہے مگر مرے پاسایک ہی سمت کا کرایا ہےvo bahut dūr hai magar mire pāsek hī samt kā karāyā hai
- وہی خواب ہے وہی باغ ہے وہی وقت ہےمگر اس میں اس کے بغیر جی نہیں لگ رہاvahī ḳhvāb hai vahī bāġh hai vahī vaqt haimagar is meñ us ke baġhair jī nahīñ lag rahā
- یہ کرن کہیں مرے دل میں آگ لگا نہ دےیہ معائنہ مجھے سرسری نہیں لگ رہاye kiran kahīñ mire dil meñ āg lagā na deye muā.ina mujhe sarsarī nahīñ lag rahā