Poet
Ibn-e-Insha
ابن انشا1927–1978
Poems
- اپنے ہم راہ جو آتے ہو ادھر سے پہلےدشت پڑتا ہے میاں عشق میں گھر سے پہلےapne ham rāh jo āte ho idhar se pahledasht paṛtā hai miyāñ ishq meñ ghar se pahle
- اس حسن کے نام پہ یاد آئے سب منظر فیضؔ کی نظموں کےوہی رنگ حنا وہی بند قبا وہی پھول کھلے پیراہن میںus husn ke nām pe yād ā.e sab manzar faiz kī nazmoñ kevahī rang-e-hinā vahī band-e-qabā vahī phūl khule pairāhan meñ
- اس شام وہ رخصت کا سماں یاد رہے گاوہ شہر وہ کوچہ وہ مکاں یاد رہے گاus shām vo ruḳhsat kā samāñ yād rahegāvo shahr vo kūcha vo makāñ yād rahegā
- انشاؔ جی اٹھو اب کوچ کرو اس شہر میں جی کو لگانا کیاوحشی کو سکوں سے کیا مطلب جوگی کا نگر میں ٹھکانا کیاinshā jī uṭho ab kūch karo is shahr meñ jī ko lagānā kyāvahshī ko sakūñ se kyā matlab jogī kā nagar meñ ṭhikānā kyā
- اور تو کوئی بس نہ چلے گا ہجر کے درد کے ماروں کاصبح کا ہونا دوبھر کر دیں رستہ روک ستاروں کاaur to koī bas na chalegā hijr ke dard ke māroñ kāsub.h kā honā dūbhar kar deñ rasta rok sitāroñ kā
- جانے تو کیا ڈھونڈ رہا ہے بستی میں ویرانے میںلیلیٰ تو اے قیس ملے گی دل کے دولت خانے میںjāne to kyā ḍhūñḍ rahā hai bastī meñ vīrāne meñlailā to ai qais milegī dil ke daulat ḳhāne meñ
- جب دہر کے غم سے اماں نہ ملی ہم لوگوں نے عشق ایجاد کیاکبھی شہر بتاں میں خراب پھرے کبھی دشت جنوں آباد کیاjab dahr ke ġham se amāñ na milī ham logoñ ne ishq ījād kiyākabhī shahr-e-butāñ meñ ḳharāb phire kabhī dasht-e-junūñ ābād kiyā
- جلوہ نمائی بے پروائی ہاں یہی ریت جہاں کی ہےکب کوئی لڑکی من کا دریچہ کھول کے باہر جھانکی ہےjalva numā.ī be purvā.ī hāñ yahī ret jahāñ kī haikab koī laṛkī man kā darīcha khol ke bāhar jhāñkī hai
- دل سی چیز کے گاہک ہوں گے دو یا ایک ہزار کے بیچانشاؔ جی کیا مال لیے بیٹھے ہو تم بازار کے بیچdil sī chīz ke gāhak hoñge do yā ek hazār ke bīchinshā jī kyā māl liye baiṭhe ho tum bāzār ke bīch
- دل عشق میں بے پایاں سودا ہو تو ایسا ہودریا ہو تو ایسا ہو صحرا ہو تو ایسا ہوdil ishq meñ be pāyāñ saudā ho to aisā hodariyā ho to aisā ho sahrā ho to aisā ho
- دل کس کے تصور میں جانے راتوں کو پریشاں ہوتا ہےیہ حسن طلب کی بات نہیں ہوتا ہے مری جاں ہوتا ہےdil kis ke tasavvur meñ jāne rātoñ ko pareshāñ hotā haiye husn-e-talab kī bāt nahīñ hotā hai mirī jāñ hotā hai
- دل ہجر کے درد سے بوجھل ہے اب آن ملو تو بہتر ہواس بات سے ہم کو کیا مطلب یہ کیسے ہو یہ کیوں کر ہوdil hijr ke dard se bojhal hai ab ān milo to behtar hois bāt se ham ko kyā matlab ye kaise ho ye kyūñ kar ho
- رات کے خواب سنائیں کس کو رات کے خواب سہانے تھےدھندلے دھندلے چہرے تھے پر سب جانے پہچانے تھےrāt ke ḳhvāb sunā.eñ kis ko rāt ke ḳhvāb suhāne thedhundle dhundle chehre the par sab jāne pahchāne the
- راز کہاں تک راز رہے گا منظر عام پہ آئے گاجی کا داغ اجاگر ہو کر سورج کو شرمائے گاrāz kahāñ tak rāz rahegā manzar ām pe ā.egājī kā dāġh ujāgar ho kar sūraj ko sharmā.egā
- سب کو دل کے داغ دکھائے ایک تجھی کو دکھا نہ سکےتیرا دامن دور نہیں تھا ہاتھ ہمیں پھیلا نہ سکےsab ko dil ke dāġh dikhā.e ek tujhī ko dikhā na saketerā dāman dūr nahīñ thā hāth hameñ phailā na sake
- سنتے ہیں پھر چھپ چھپ ان کے گھر میں آتے جاتے ہوانشاؔ صاحب ناحق جی کو وحشت میں الجھاتے ہوsunte haiñ phir chhup chhup un ke ghar meñ āte jāte hoinshā sāhab nāhaq jī ko vahshat meñ uljhāte ho
- شام غم کی سحر نہیں ہوتییا ہمیں کو خبر نہیں ہوتیshām-e-ġham kī sahar nahīñ hotīyā hameñ ko ḳhabar nahīñ hotī
- کچھ کہنے کا وقت نہیں یہ کچھ نہ کہو خاموش رہواے لوگو خاموش رہو ہاں اے لوگو خاموش رہوkuchh kahne kā vaqt nahīñ ye kuchh na kaho ḳhāmosh rahoai logo ḳhāmosh raho hāñ ai logo ḳhāmosh raho
- کس کو پار اتارا تم نے کس کو پار اتارو گےملاحو تم پردیسی کو بیچ بھنور میں مارو گےkis ko pār utārā tum ne kis ko pār utārogemallāho tum pardesī ko bīch bhanvar meñ māroge
- کل چودھویں کی رات تھی شب بھر رہا چرچا تراکچھ نے کہا یہ چاند ہے کچھ نے کہا چہرا تراkal chaudhvīñ kī rāt thī shab bhar rahā charchā tirākuchh ne kahā ye chānd hai kuchh ne kahā chehrā tirā
- ہم ان سے اگر مل بیٹھے ہیں کیا دوش ہمارا ہوتا ہےکچھ اپنی جسارت ہوتی ہے کچھ ان کا اشارا ہوتا ہےham un se agar mil baiṭhe haiñ kyā dosh hamārā hotā haikuchh apnī jasārat hotī hai kuchh un kā ishārā hotā hai
- ہم جنگل کے جوگی ہم کو ایک جگہ آرام کہاںآج یہاں کل اور نگر میں صبح کہاں اور شام کہاںham jangal ke jogī ham ko ek jagah ārām kahāñāj yahāñ kal aur nagar meñ sub.h kahāñ aur shām kahāñ
- ہمیں تم پہ گمان وحشت تھا ہم لوگوں کو رسوا کیا تم نےابھی فصل گلوں کی نہیں گزری کیوں دامن چاک سیا تم نےhameñ tum pe gumān vahshat thā ham logoñ ko rusvā kyā tum neabhī fasl guloñ kī nahīñ guzrī kyūñ dāman chāk siyā tum ne
- اس بستی کے اک کوچے میں اک انشاؔ نام کا دیوانااک نار پہ جان کو ہار گیا مشہور ہے اس کا افساناis bastī ke ik kūche meñ ik inshā nām kā dīvānāik nār pe jān ko hār gayā mashhūr hai us kā afsānā
- انشاؔ جی یہ کون آیا کس دیس کا باسی ہےہونٹوں پہ تبسم ہے آنکھوں میں اداسی ہےinshā jī ye kaun āyā kis des kā bāsī haihonṭoñ pe tabassum hai ānkhoñ meñ udāsī hai
- ایک چھوٹا سا لڑکا تھا میں جن دنوںایک میلے میں پہنچا ہمکتا ہواek chhoṭā sā laṛkā thā maiñ jin dinoñek mele meñ pahuñchā hamkuttā huā
- اے متوالو ناقوں والو دیتے ہو کچھ اس کا پتانجد کے اندر مجنوں نامی ایک ہمارا بھائی تھاai matoullū nāqoñ vālo dete ho kuchh us kā patānajd ke andar majnūñ nāmī ek hamārā bhā.ī thā
- پھیلتا پھیلتا شام غم کا دھواںاک اداسی کا تنتا ہوا سائباںphailtā phailtā shām-e-ġham kā dhuāñik udāsī kā tanantā huā sā.ibāñ
- تجھ سے جو میں نے پیار کیا ہے تیرے لیے؟ نہیں اپنے لیےوقت کی بے عنوان کہانی کب تک بے عنوان رہےtujh se jo maiñ ne pyār kiyā hai tere liye? nahīñ apne liyevaqt kī be unvān kahānī kab tak be unvān rahe
- تین ہماری بہنیں چھوٹیمل کر کھائیں آدھی روٹیtīn hamārī bahneñ chhoṭīmil kar khā.eñ ādhī roṭī
- چاند کب سے ہے سر شاخ صنوبر اٹکاگھاس شبنم میں شرابور ہے شب ہے آدھیchānd kab se hai sar-e-shāḳh-e-sanobar aṭkāghās shabnam meñ sharābūr hai shab hai ādhī
- چھوٹی سی بلوچھوٹا سا بستہchhoṭī sī bilochhoṭā sā basta
- دل پیت کی آگ میں جلتا ہے ہاں جلتا رہے اسے جلنے دواس آگ سے لوگو دور رہو ٹھنڈی نہ کرو پنکھا نہ جھلوdil pīt kī āg meñ jaltā hai hāñ jaltā rahe use jalne dois āg se logo dūr raho ṭhanḍī na karo pankhā na jhalo
- دل درد کی شدت سے خوں گشتہ و سی پارہاس شہر میں پھرتا ہے اک وحشی و آوارہdil dard kī shiddat se ḳhūñ gashta-o-sī pārais shahr meñ phirtā hai ik vahshī-o-āvāra
- دنیا بھر سے دور یہ نگرینگری دنیا بھر سے نرالیduniyā bhar se dūr ye nagrīnagrī duniyā bhar se nirālī
- دیکھ تو گوری کسے پکارےبستی بستی دوارے دوارےdekh to gorī kise pukārebastī bastī dvāre dvāre
- سب مایا ہے، سب ڈھلتی پھرتی چھایا ہےاس عشق میں ہم نے جو کھویا جو پایا ہےsab māyā hai, sab ḍhaltī phirtī chhāyā haiis ishq meñ ham ne jo khoyā jo pāyā hai
- شہر دل کی گلیوں میںشام سے بھٹکتے ہیںshahr-e-dil kī galiyoñ meñshām se bhaṭakte haiñ
- فرض کرو ہم اہل وفا ہوں، فرض کرو دیوانے ہوںفرض کرو یہ دونوں باتیں جھوٹی ہوں افسانے ہوںfarz karo ham ahl vafā hūñ, farz karo dīvāne hūñfarz karo ye donoñ bāteñ jhūṭī hūñ afsāne hūñ
- کچھ دے اسے رخصت کر کیوں آنکھ جھکا لی ہےہاں در پہ ترے مولا! انشاؔ بھی سوالی ہےkuchh de use ruḳhsat kar kyūñ ānkh jhukā lī haihāñ dar pe tire maulā! inshā bhī savālī hai
- کل ہم نے سپنا دیکھا ہےجو اپنا ہو نہیں سکتا ہےkal ham ne sapnā dekhā haijo apnā ho nahīñ saktā hai
- لب پر نام کسی کا بھی ہو، دل میں تیرا نقشا ہےاے تصویر بنانے والی جب سے تجھ کو دیکھا ہےlab par nām kisī kā bhī ho, dil meñ terā naqshā haiai tasvīr banāne vālī jab se tujh ko dekhā hai
- لوگ پوچھیں گے کیوں اداس ہو تماور جو دل میں آئے سو کہیو!log pūchheñge kyūñ udās ho tumaur jo dil meñ ā.e so kahiyo!
- منی تیرے دانت کہاں ہیںدانت تھے میں نے دودھ پلا کر سات برس میں پالےmanī tere dānt kahāñ haiñdānt the maiñ ne dūdh pilā kar sāt baras meñ pāle
- ہاں دیکھا کل ہم نے اس کو دیکھنے کا جسے ارماں تھاوہ جو اپنے شہر سے آگے قریۂ باغ و بہاراں تھاhāñ dekhā kal ham ne us ko dekhne kā jise armāñ thāvo jo apne shahr se āge qarya-e-bāġh-o-bahārāñ thā
- ہم بنجارے دل والے ہیںاور پینٹھ میں ڈیرے ڈالے ہیںham banjāre dil vāle haiñaur penṭh meñ ḍere ḍāle haiñ
- ہم گھوم چکے بستی بن میںاک آس کی پھانس لیے من میںham ghūm chuke bastī ban meñik ās kī phāns liye man meñ
- یوں کہنے کو راہیں ملک وفا کی اجال گیااک دھند ملی جس راہ میں پیک خیال گیاyūñ kahne ko rāheñ mulk vafā kī ajāl gayāik dhund milī jis rāh meñ pīk-e-ḳhayāl gayā
- یہ باتیں جھوٹی باتیں ہیں یہ لوگوں نے پھیلائی ہیںتم انشاؔ جی کا نام نہ لو کیا انشاؔ جی سودائی ہیںye bāteñ jhūṭī bāteñ haiñ ye logoñ ne phailā.ī haiñtum inshā jī kā nām na lo kyā inshā jī saudā.ī haiñ
- یہ بچہ کیسا بچہ ہےیہ بچہ کالا کالا ساye bachcha kaisā bachcha haiye bachcha kālā kālā sā