Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ibn-e-Insha

ابن انشا

1927–1978

Poems

  1. is bastī ke ik kūche meñ ik inshā nām kā dīvānāik nār pe jān ko hār gayā mashhūr hai us kā afsānā
  2. inshā jī ye kaun āyā kis des kā bāsī haihonṭoñ pe tabassum hai ānkhoñ meñ udāsī hai
  3. ek chhoṭā sā laṛkā thā maiñ jin dinoñek mele meñ pahuñchā hamkuttā huā
  4. ai matoullū nāqoñ vālo dete ho kuchh us kā patānajd ke andar majnūñ nāmī ek hamārā bhā.ī thā
  5. phailtā phailtā shām-e-ġham kā dhuāñik udāsī kā tanantā huā sā.ibāñ
  6. tujh se jo maiñ ne pyār kiyā hai tere liye? nahīñ apne liyevaqt kī be unvān kahānī kab tak be unvān rahe
  7. tīn hamārī bahneñ chhoṭīmil kar khā.eñ ādhī roṭī
  8. chānd kab se hai sar-e-shāḳh-e-sanobar aṭkāghās shabnam meñ sharābūr hai shab hai ādhī
  9. chhoṭī sī bilochhoṭā sā basta
  10. dil pīt kī āg meñ jaltā hai hāñ jaltā rahe use jalne dois āg se logo dūr raho ṭhanḍī na karo pankhā na jhalo
  11. dil dard kī shiddat se ḳhūñ gashta-o-sī pārais shahr meñ phirtā hai ik vahshī-o-āvāra
  12. duniyā bhar se dūr ye nagrīnagrī duniyā bhar se nirālī
  13. dekh to gorī kise pukārebastī bastī dvāre dvāre
  14. sab māyā hai, sab ḍhaltī phirtī chhāyā haiis ishq meñ ham ne jo khoyā jo pāyā hai
  15. shahr-e-dil kī galiyoñ meñshām se bhaṭakte haiñ
  16. farz karo ham ahl vafā hūñ, farz karo dīvāne hūñfarz karo ye donoñ bāteñ jhūṭī hūñ afsāne hūñ
  17. kuchh de use ruḳhsat kar kyūñ ānkh jhukā lī haihāñ dar pe tire maulā! inshā bhī savālī hai
  18. kal ham ne sapnā dekhā haijo apnā ho nahīñ saktā hai
  19. lab par nām kisī kā bhī ho, dil meñ terā naqshā haiai tasvīr banāne vālī jab se tujh ko dekhā hai
  20. log pūchheñge kyūñ udās ho tumaur jo dil meñ ā.e so kahiyo!
  21. manī tere dānt kahāñ haiñdānt the maiñ ne dūdh pilā kar sāt baras meñ pāle
  22. hāñ dekhā kal ham ne us ko dekhne kā jise armāñ thāvo jo apne shahr se āge qarya-e-bāġh-o-bahārāñ thā
  23. ham banjāre dil vāle haiñaur penṭh meñ ḍere ḍāle haiñ
  24. ham ghūm chuke bastī ban meñik ās kī phāns liye man meñ
  25. yūñ kahne ko rāheñ mulk vafā kī ajāl gayāik dhund milī jis rāh meñ pīk-e-ḳhayāl gayā
  26. ye bāteñ jhūṭī bāteñ haiñ ye logoñ ne phailā.ī haiñtum inshā jī kā nām na lo kyā inshā jī saudā.ī haiñ
  27. ye bachcha kaisā bachcha haiye bachcha kālā kālā sā
  28. ye sarā.e hai yahāñ kis kā ṭhikānā ḍhūñḍoyāñ to āte haiñ musāfir so chale jāte haiñ