Poet
Ibn-e-Insha
ابن انشا1927–1978
Poems
- اپنے ہم راہ جو آتے ہو ادھر سے پہلےدشت پڑتا ہے میاں عشق میں گھر سے پہلےapne ham rāh jo āte ho idhar se pahledasht paṛtā hai miyāñ ishq meñ ghar se pahle
- اس حسن کے نام پہ یاد آئے سب منظر فیضؔ کی نظموں کےوہی رنگ حنا وہی بند قبا وہی پھول کھلے پیراہن میںus husn ke nām pe yād ā.e sab manzar faiz kī nazmoñ kevahī rang-e-hinā vahī band-e-qabā vahī phūl khule pairāhan meñ
- اس شام وہ رخصت کا سماں یاد رہے گاوہ شہر وہ کوچہ وہ مکاں یاد رہے گاus shām vo ruḳhsat kā samāñ yād rahegāvo shahr vo kūcha vo makāñ yād rahegā
- انشاؔ جی اٹھو اب کوچ کرو اس شہر میں جی کو لگانا کیاوحشی کو سکوں سے کیا مطلب جوگی کا نگر میں ٹھکانا کیاinshā jī uṭho ab kūch karo is shahr meñ jī ko lagānā kyāvahshī ko sakūñ se kyā matlab jogī kā nagar meñ ṭhikānā kyā
- اور تو کوئی بس نہ چلے گا ہجر کے درد کے ماروں کاصبح کا ہونا دوبھر کر دیں رستہ روک ستاروں کاaur to koī bas na chalegā hijr ke dard ke māroñ kāsub.h kā honā dūbhar kar deñ rasta rok sitāroñ kā
- جانے تو کیا ڈھونڈ رہا ہے بستی میں ویرانے میںلیلیٰ تو اے قیس ملے گی دل کے دولت خانے میںjāne to kyā ḍhūñḍ rahā hai bastī meñ vīrāne meñlailā to ai qais milegī dil ke daulat ḳhāne meñ
- جب دہر کے غم سے اماں نہ ملی ہم لوگوں نے عشق ایجاد کیاکبھی شہر بتاں میں خراب پھرے کبھی دشت جنوں آباد کیاjab dahr ke ġham se amāñ na milī ham logoñ ne ishq ījād kiyākabhī shahr-e-butāñ meñ ḳharāb phire kabhī dasht-e-junūñ ābād kiyā
- جلوہ نمائی بے پروائی ہاں یہی ریت جہاں کی ہےکب کوئی لڑکی من کا دریچہ کھول کے باہر جھانکی ہےjalva numā.ī be purvā.ī hāñ yahī ret jahāñ kī haikab koī laṛkī man kā darīcha khol ke bāhar jhāñkī hai
- دل سی چیز کے گاہک ہوں گے دو یا ایک ہزار کے بیچانشاؔ جی کیا مال لیے بیٹھے ہو تم بازار کے بیچdil sī chīz ke gāhak hoñge do yā ek hazār ke bīchinshā jī kyā māl liye baiṭhe ho tum bāzār ke bīch
- دل عشق میں بے پایاں سودا ہو تو ایسا ہودریا ہو تو ایسا ہو صحرا ہو تو ایسا ہوdil ishq meñ be pāyāñ saudā ho to aisā hodariyā ho to aisā ho sahrā ho to aisā ho
- دل کس کے تصور میں جانے راتوں کو پریشاں ہوتا ہےیہ حسن طلب کی بات نہیں ہوتا ہے مری جاں ہوتا ہےdil kis ke tasavvur meñ jāne rātoñ ko pareshāñ hotā haiye husn-e-talab kī bāt nahīñ hotā hai mirī jāñ hotā hai
- دل ہجر کے درد سے بوجھل ہے اب آن ملو تو بہتر ہواس بات سے ہم کو کیا مطلب یہ کیسے ہو یہ کیوں کر ہوdil hijr ke dard se bojhal hai ab ān milo to behtar hois bāt se ham ko kyā matlab ye kaise ho ye kyūñ kar ho
- رات کے خواب سنائیں کس کو رات کے خواب سہانے تھےدھندلے دھندلے چہرے تھے پر سب جانے پہچانے تھےrāt ke ḳhvāb sunā.eñ kis ko rāt ke ḳhvāb suhāne thedhundle dhundle chehre the par sab jāne pahchāne the
- راز کہاں تک راز رہے گا منظر عام پہ آئے گاجی کا داغ اجاگر ہو کر سورج کو شرمائے گاrāz kahāñ tak rāz rahegā manzar ām pe ā.egājī kā dāġh ujāgar ho kar sūraj ko sharmā.egā
- سب کو دل کے داغ دکھائے ایک تجھی کو دکھا نہ سکےتیرا دامن دور نہیں تھا ہاتھ ہمیں پھیلا نہ سکےsab ko dil ke dāġh dikhā.e ek tujhī ko dikhā na saketerā dāman dūr nahīñ thā hāth hameñ phailā na sake
- سنتے ہیں پھر چھپ چھپ ان کے گھر میں آتے جاتے ہوانشاؔ صاحب ناحق جی کو وحشت میں الجھاتے ہوsunte haiñ phir chhup chhup un ke ghar meñ āte jāte hoinshā sāhab nāhaq jī ko vahshat meñ uljhāte ho
- شام غم کی سحر نہیں ہوتییا ہمیں کو خبر نہیں ہوتیshām-e-ġham kī sahar nahīñ hotīyā hameñ ko ḳhabar nahīñ hotī
- کچھ کہنے کا وقت نہیں یہ کچھ نہ کہو خاموش رہواے لوگو خاموش رہو ہاں اے لوگو خاموش رہوkuchh kahne kā vaqt nahīñ ye kuchh na kaho ḳhāmosh rahoai logo ḳhāmosh raho hāñ ai logo ḳhāmosh raho
- کس کو پار اتارا تم نے کس کو پار اتارو گےملاحو تم پردیسی کو بیچ بھنور میں مارو گےkis ko pār utārā tum ne kis ko pār utārogemallāho tum pardesī ko bīch bhanvar meñ māroge
- کل چودھویں کی رات تھی شب بھر رہا چرچا تراکچھ نے کہا یہ چاند ہے کچھ نے کہا چہرا تراkal chaudhvīñ kī rāt thī shab bhar rahā charchā tirākuchh ne kahā ye chānd hai kuchh ne kahā chehrā tirā
- ہم ان سے اگر مل بیٹھے ہیں کیا دوش ہمارا ہوتا ہےکچھ اپنی جسارت ہوتی ہے کچھ ان کا اشارا ہوتا ہےham un se agar mil baiṭhe haiñ kyā dosh hamārā hotā haikuchh apnī jasārat hotī hai kuchh un kā ishārā hotā hai
- ہم جنگل کے جوگی ہم کو ایک جگہ آرام کہاںآج یہاں کل اور نگر میں صبح کہاں اور شام کہاںham jangal ke jogī ham ko ek jagah ārām kahāñāj yahāñ kal aur nagar meñ sub.h kahāñ aur shām kahāñ
- ہمیں تم پہ گمان وحشت تھا ہم لوگوں کو رسوا کیا تم نےابھی فصل گلوں کی نہیں گزری کیوں دامن چاک سیا تم نےhameñ tum pe gumān vahshat thā ham logoñ ko rusvā kyā tum neabhī fasl guloñ kī nahīñ guzrī kyūñ dāman chāk siyā tum ne