Poet
Yahya Khan Yusuf Zai
b. 1981
Poems
- آسماں آتش ظلمات میں جل جائے توخندۂ صبح کی تصویر بدل جائے توāsmāñ ātish-e-zulmāt meñ jal jā.e toḳhanda-e-sub.h kī tasvīr badal jā.e to
- اپنے مٹ جانے کا ادراک لئے پھرتا ہوںختم ہوتی ہوئی املاک لئے پھرتا ہوںapne miṭ jāne kā idrāk liye phirtā hūñḳhatm hotī huī amlāk liye phirtā hūñ
- اس کے شوخ لبوں کی لالی ڈس لے گیناگن جیسی آنکھوں والی ڈس لے گیus ke shoḳh laboñ kī lālī ḍas legīnāgin jaisī ānkhoñ vālī ḍas legī
- اک لمحہ جو فرقت کے سوا اور بھی کچھ تھااک غم جو قیامت کے سوا اور بھی کچھ تھاik lamha jo furqat ke sivā aur bhī kuchh thāik ġham jo qayāmat ke sivā aur bhī kuchh thā
- اور پھر چہرۂ خاشاک بدل جائے گاایک دن موسم سفاک بدل جائے گاaur phir chehra-e-ḳhāshāk badal jā.egāek din mausam-e-saffāk badal jā.egā
- پہلے بے یار و مددگار کیا جاتا ہےپھر ہمیں حاشیہ بردار کیا جاتا ہےpahle be yār-o-madadgār kiyā jātā haiphir hameñ hāshiya bardār kiyā jātā hai
- تری یادوں کے چراغوں میں یہ جلتی ہوئی راتمری آنکھوں سے چھلکتی رہی ڈھلتی ہوئی راتtirī yādoñ ke charāġhoñ meñ ye jaltī huī rātmirī ānkhoñ se chhalaktī rahī ḍhaltī huī rāt
- تمہاری یاد میں کچھ یوں نئے موسم بناتا ہوںمیں صحرائے جنوں میں ریت سے شبنم بناتا ہوںtumhārī yād meñ kuchh yūñ na.e mausam banātā hūñmaiñ sahrā-e-junūñ meñ ret se shabnam banātā hūñ
- تیری سانسوں کا زیر و بم جانمتوڑ دے صبر کا بھرم جانمterī sānsoñ kā zer-o-bam jānamtoṛ de sabr kā bharam jānam
- حیرت مآب ہوں کہ یہ کیا دیکھتا ہوں میںاے صاحب جمال ترا آئنہ ہوں میںhairat māb hūñ ke ye kyā dekhtā hūñ maiñai sāhab-e-jamāl tirā ā.īna hūñ maiñ
- درد کے سامنے دولت نہیں دیکھی جاتیجنگ میں صرف غنیمت نہیں دیکھی جاتیdard ke sāmne daulat nahīñ dekhī jātījang meñ sirf ġhanīmat nahīñ dekhī jātī
- دل سے نکل نہ پائے گی موج ہوس کہ بساس طرح کھینچتی ہے یہ تار نفس کہ بسdil se nikal na pā.egī mauj-e-havas ke basis tarah khīñchtī hai ye tār-e-nafas ke bas
- دل کو کتنا سمجھایا ہے سب مایا ہےکون کسی کا ہو پایا ہے سب مایا ہےdil ko kitnā samjhāyā hai sab māyā haikaun kisī kā ho pāyā hai sab māyā hai
- رنگ صحبت اڑا جبینوں سےجب مراسم ہوئے مشینوں سےrang-e-sohbat uṛā jabīnoñ sejab marāsim hue mashīnoñ se
- سانپ جب آستین سے نکلاوہم کوئی یقین سے نکلا
- شمع امید جلاتے ہوئے مر جائیں گےدشت ظلمات بساتے ہوئے مر جائیں گےsham-e-ummīd jalāte hue mar jā.eñgedasht-e-zulmāt basāte hue mar jā.eñge
- فلک پہ چاند ستارے کچھ اور کہتے ہیںمگر زمیں کے نظارے کچھ اور کہتے ہیںfalak pe chānd sitāre kuchh aur kahte haiñmagar zamīñ ke nazāre kuchh aur kahte haiñ
- کتنے آزار مقدر سے لگے رہتے ہیںتیرے بیمار تو بستر سے لگے رہتے ہیںkitne āzār muqaddar se lage rahte haiñtere bīmār to bistar se lage rahte haiñ
- کسی بھی خانماں برباد سے نہیں ہوگاہمارا عشق تو فرہاد سے نہیں ہوگاkisī bhī ḳhānumāñ barbād se nahīñ hogāhamārā ishq to farhād se nahīñ hogā
- کوئی سرمایہ کب رہا محفوظاک فقیری کا راستہ محفوظkoī sarmāya kab rahā mahfūzik faqīrī kā rāsta mahfūz
- منزل تھی اک طرف تو سفر دوسری طرفاک سمت پیر اٹھے تھے نظر دوسری طرفmanzil thī ik taraf to safar dūsrī tarafik samt pīr uṭhe the nazar dūsrī taraf
- یہ مجھ میں جو بے انتہا تنہائی ہےاس دشت کی آب و ہوا تنہائی ہےye mujh meñ jo be intihā tanhā.ī haiis dasht kī āb-o-havā tanhā.ī hai
- جب ہم نے چلنا سیکھاہمیں دوڑنا سکھایا گیاjab ham ne chalnā sīkhāhameñ dauṛnā sikhāyā gayā
- بنی آدمتمہیں کچھ یاد بھی ہےbanī ādamtumheñ kuchh yād bhī hai
- نماز وحشت قبرسفید خون والے لوگnamāz-e-vahshat-e-qabrsafed ḳhūn vāle log
- وہ چلی گئیوہ چٹاخ چڑیا چلی گئیvo chalī ga.īvo chaṭāḳh chiṛiyā chalī ga.ī
- ہماری نسلدشت نا مراد کیhamārī nasldasht-e-nā murād kī